Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
tera akhri salaam aa jaye
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
tera akhri salaam aa jaye - 3rd May 2016, 08:39 PM

Bahut arse ke baad kuch toota foota likhme ki koshish ki hai....


Na janey kis gali meiN shaam aa jaye,
Meri zindagee ka akhree muqaam aa jaye.

Dekhe thhe maine bhi kayee baar sapne,
Waqt chalte na ruksatee ka paigam aa jaye.

Kuch bachi hui ghariyan main bhi jee loon,
Ankh moondne se pehle koi toofan aa jaye.

Bahut ker liye tujh se giley shikve zindagee,
Chand lamhoN ki khushi mere naam aa jaye.

kal shayad Milne ka mauka mile ya na mile,
Jane se pehle tera aakhri salaam aa jaye.

Tujh ko haasil na ker saka koi ghum nahiN,
Jane fir kabhi tere saath mera naam aa jaye



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 3rd May 2016 at 08:53 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
3rd May 2016, 11:15 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Bahut arse ke baad kuch toota foota likhme ki koshish ki hai....


Na janey kis gali meiN shaam aa jaye,
Meri zindagee ka akhree muqaam aa jaye.

Dekhe thhe maine bhi kayee baar sapne,
Waqt chalte na ruksatee ka paigam aa jaye.

Kuch bachi hui ghariyan main bhi jee loon,
Ankh moondne se pehle koi toofan aa jaye.

Bahut ker liye tujh se giley shikve zindagee,
Chand lamhoN ki khushi mere naam aa jaye.

kal shayad Milne ka mauka mile ya na mile,
Jane se pehle tera aakhri salaam aa jaye.

Tujh ko haasil na ker saka koi ghum nahiN,
Jane fir kabhi tere saath mera naam aa jaye
Bahut umdaa janaab pehle to aapko yaha waapis dekhkar bahut hi khushi mehsuus ho rahi hai...aise jaise koi ghar laut aaya ho.

Maauf kijiyega par jitni maloomat rakhta hoon us nazariye se to yeh umdaa hi nazr aa rahi hai....matlaa pur asar raha haan ek sher mein aapne kaafiye mein lafz 'toofan' ka istemaal kiya hai jo baaki sheron ke kaafiye se alag hai par ehsaas aur rawaangi behad umdaa rahi janaab...

likhte rahiYeGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
4th May 2016, 07:05 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Bahut arse ke baad kuch toota foota likhme ki koshish ki hai....


Na janey kis gali meiN shaam aa jaye,
Meri zindagee ka akhree muqaam aa jaye.

Dekhe thhe maine bhi kayee baar sapne,
Waqt chalte na ruksatee ka paigam aa jaye.

Kuch bachi hui ghariyan main bhi jee loon,
Ankh moondne se pehle koi toofan aa jaye.

Bahut ker liye tujh se giley shikve zindagee,
Chand lamhoN ki khushi mere naam aa jaye.

kal shayad Milne ka mauka mile ya na mile,
Jane se pehle tera aakhri salaam aa jaye.

Tujh ko haasil na ker saka koi ghum nahiN,
Jane fir kabhi tere saath mera naam aa jaye

Namaskaar sanjay ji...
Behad khushi ho rahi hai aapko yahaan dekhkar....bahut hee purasar kalaam se mahfil ko nawaza hai aapne..ehsaas khoob bayaan huye hain..sabhi ashaar khoob rahe.. daad qubool kijiyega.......

Aate rahiyega...

Regards
Madhu..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
4th May 2016, 11:22 AM

Hamdam ji...


gazal ki baarikion k baare me jyada to kuch nahi jaanti par gazal k ehesaas mujhe bahot pasand aaye...

aage bhi aap ki rachna padhne ka mauka dete rahiyega

purvi


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Awydsailor
Registered User
Awydsailor is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 44
Join Date: Apr 2016
Rep Power: 0
4th May 2016, 05:53 PM

Bahot khoob hamdam jee... Bahot badhiya likha h ..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com