Dil Ki Battain Dil Hi Jaane Ya Jane Khuda, Milna Na Thi Kismat Hamari..>> -
27th June 2002, 06:43 AM
DOSTO PESH KAR RAHI HU KUCH DIL KI BATTAIN>>
DIL ki baataain dil hi jaane ya jaane khuda,
milna na thi kismat hamari likha tha honge hum juda..>>
kaisa ye sauda kiya usne milan ke badla di judayi,
na socha na samjha kuch bhi kaise hai ye khudayi?>>
chaha itna kisi ko humne ki aur ab chah na sakainge,
ab aur na puchi dil e jasbaat ab hontho ko hum hila na sakainge,
khoon ke ghut to pee loye na kabhi bhi koyi gila kiya,
aalum aisa aya hai tanha baith kar humne apne zakhmo ko seya,
jaja diye sare armaan e dil khushi bhi de di usko,
USNE BHI PAR KUCH KAMI NA KI, AANSHUYON KI SAUGAT DI MUJHKO,
ZURAM KI HAD SE BADH KAR BHI DIL KEHTA NAHI HAI VO BEWAFA,
AB KISI AUR SE NAHI BAS HUM KHUD SE HAI KHAFA!!!!
DIL ki battain dil hi jaane ya jaane khuda,
Milna na thi kismat hamari likha tha honge hum juda.>>>
Luv Priya>>>
Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
|