 |
|
|
|
|
 |
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
aaj kahiN "RAHIM" to kahiN "RAM" nazar aate haiN......! -
30th November 2006, 12:10 PM
Mere sabhi dostoN ko mera namskaaR , dostoN aaj main aap sab ke bich mera ek aur kalaam lekar hazir huN is bar maine khuda ki bebasi aur insaaN ki berahmi ko darshane ki kosish ki haiN ummid hai kuch had tak maiN kamiyaab rahu , aap sab ke jawab ka mujhe besbri se intezar raheNga ,ummid haiN k aap sabko meri ye kosisH pasaNd aayeNgi
aaj kahiN "RAHIM" to kahiN "RAM" nazar aate haiN......!
-------------------------------------------------------
khuda ne socha tha ke raheNge sab insaaN pyaar se,
zameeN pe dekha to armaaN lut'te nazar aate haiN
juthe wade aur rishtoN se jee bharta hai insaaN ka,
har ek ke dil me bure paigaam nazar aate haiN
kuch to rahaim kiya hota khuda pe khudgarz insaano,
hathoN me talwaar liye sare-aam nazar aate haiN
had ho gayi haiN ab to hevaaNiyat ki duniyaN meiN,
jahaaN bhi dekho bas katle-aam nazar aate haiN
jo hath chhute the kabhi maa ke pairo ko yaaroN,
un hathoN me aaj sirf bhare jaam nazar aate haiN
ehmiyat nahi hai aaj insaaN ko khuda ke paigamo ki,
duniya me har jagah aaj rishte badnaam nazar aate haiN
har insaaN ko pata haiN ke "SAB KA MALIK EK HAI",
fir bhi aaj kahiN "rahim" to kahiN "ram"nazar aate haiN
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 30
|
30th November 2006, 12:28 PM
Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you

hi dhaval bohat hi nazuk issue ko le lia aap ne aap ko pata hai ke is per likhna asaan nahi hota kionki do mazhab ko mila rahay hain .........haan lekin aik baat kahoon gi ke aap ne poora insaaf kia hai is nazam main aur bohat khubsurti se sachayee ko bayan kia hai aaj kal jo kuch ho raha hai use shayri main dhaala bohat khoob bohat bohat acha likha aaj tak jitna likha hai un main sab se ziada ye acha laga mujhay keep writing
Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
|
|
|
|
|
shayri is my life
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 32
|
wah ji wah -
30th November 2006, 12:40 PM
har insaaN ko pata haiN ke "SAB KA MALIK EK HAI",
fir bhi aaj kahiN "rahim" to kahiN "ram"nazar aate haiN
wah mere chhotu wah kya baat hai tere is khyaal ne to mera dil loot liya....isee se milta julta ek share arzz hai...
jab haqkat hai ye har zaare me tu rehta hai
phir zamee par kahin masjid kahin mandir kiyon hai....
tera yeh kalaam dil ko chhu gaya....yu hee koshish karte raho manzil zaroor milegi.......apna khyaal rakhna.......raj........
un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 62
|
30th November 2006, 12:45 PM
Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you
Mere sabhi dostoN ko mera namskaaR , dostoN aaj main aap sab ke bich mera ek aur kalaam lekar hazir huN is bar maine khuda ki bebasi aur insaaN ki berahmi ko darshane ki kosish ki haiN ummid hai kuch had tak maiN kamiyaab rahu , aap sab ke jawab ka mujhe besbri se intezar raheNga ,ummid haiN k aap sabko meri ye kosisH pasaNd aayeNgi
aaj kahiN "RAHIM" to kahiN "RAM" nazar aate haiN......!
-------------------------------------------------------
khuda ne socha tha ke raheNge sab insaaN pyaar se,
zameeN pe dekha to armaaN lut'te nazar aate haiN
juthe wade aur rishtoN se jee bharta hai insaaN ka,
har ek ke dil me bure paigaam nazar aate haiN
kuch to rahaim kiya hota khuda pe khudgarz insaano,
hathoN me talwaar liye sare-aam nazar aate haiN
had ho gayi haiN ab to hevaaNiyat ki duniyaN meiN,
jahaaN bhi dekho bas katle-aam nazar aate haiN
jo hath chhute the kabhi maa ke pairo ko yaaroN,
un hathoN me aaj sirf bhare jaam nazar aate haiN
ehmiyat nahi hai aaj insaaN ko khuda ke paigamo ki,
duniya me har jagah aaj rishte badnaam nazar aate haiN
har insaaN ko pata haiN ke "SAB KA MALIK EK HAI",
fir bhi aaj kahiN "rahim" to kahiN "ram"nazar aate haiN
|
dear dhaval
bahut sarra pyar...!
aaj mai.n bahut kush hoon, kyuki phele baat to yeh ki tumne bahut badiya theme liya hai aur us par etni khoobsurti se likha hai ki kaya kahu. yu hi likhtey raho, bas etna dhayan rakhna ki aise theme par likhtey huey kisi ke jazbaato ko hurt na karna. vaise tum kuad samajdaar ho.
love
tumhari didi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 30
|
30th November 2006, 01:11 PM
khuda ne socha tha ke raheNge sab insaaN pyaar se,
zameeN pe dekha to lut'te armaaN nazar aate haiN
juthe wade aur rishtoN se jee bharta hai insaaN ka,
har ek ke dil me bure paigaam nazar aate haiN
kuch to rahaim kiya hota khuda pe khudgarz insaano,
hathoN me talwaar liye sare-aam nazar aate haiN
had ho gayi haiN ab to hevaaNiyat ki duniyaN meiN,
jahaaN bhi dekho bas katle-aam nazar aate haiN
jo hath chhute the kabhi maa ke pairo ko yaaroN,
un hathoN me aaj sirf bhare jaam nazar aate haiN
ehmiyat nahi hai aaj insaaN ko khuda ke paigamo ki,
duniya me har jagah aaj rishte badnaam nazar aate haiN
har insaaN ko pata haiN ke "SAB KA MALIK EK HAI",
fir bhi aaj kahiN "rahim" to kahiN "ram"nazar aate haiN
hi dhaval kaise ho yaar
aaj tumhari is nazm ko padkar lag raha hai ki tu to bada samajhdar ho gaya. bada ho gaya hai tu. har ek sher badi gaharai liye huye hai.or har sher insaniyat ki seekh de raha hai. waise jab tumne itna sambedan sheel sub uthaya hai to mere yaar jara sunita ji ki baat ka khyal bhi rakhana. hamesha ese hi mehnat karte rahna or aur accha likhte rahna
bye
apna khyal rakhan
tera dost
dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 32
|
30th November 2006, 03:15 PM
dhaval tarif ke liye lafz hi to hone chahiye na. meine to kal hi bol diya thha ki ek kamayab aur mukkammal gazal hai ye aapki. aaj ki jo sacchai hai vo bayan ki hai apne issme. sach aaj to jahan bhi dekho majhab bant'ta hua hi nazar ataa. hai. well dilip ji ne sahi kaha aap to sach me bade ho gaye..........hahaha
meri daad kabuul kijiyega.....ok ji
grazie
aapki dost
pooja
===========Deepika=========== Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
30th November 2006, 11:06 PM
Quote:
Originally Posted by koi to ho
hi dhaval bohat hi nazuk issue ko le lia aap ne aap ko pata hai ke is per likhna asaan nahi hota kionki do mazhab ko mila rahay hain .........haan lekin aik baat kahoon gi ke aap ne poora insaaf kia hai is nazam main aur bohat khubsurti se sachayee ko bayan kia hai aaj kal jo kuch ho raha hai use shayri main dhaala bohat khoob bohat bohat acha likha aaj tak jitna likha hai un main sab se ziada ye acha laga mujhay keep writing
|
namskaaR koi to ho ji
pehle to main aapka tahe dil se shukragurzar hun k aapne mera is kalaam me sath diya aur aapne is kalaam ki sachchai ko samjhne ki kosish ki mujhe lag raha hai k meri mehnat zaya nahi gayi ye janke bahot hi khusi hui k aapko mera ye kalaam mere sabhi kalaam se jayda pasand aaya ise badhkar khusi ki baat mere liye aur kya ho sakti hai koi to ho ji maine to bas ek chhoti si kosish ki hai is peshkas ke zariye k log khuda k paigaam ko samjhe zara , aapne isme sath diya bas bahot hi khusi hui ummid hai aapka sath yuhi milta rahenga mujhe
apna khayal rakhiye , khus rahiye
aapka dost
dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
Last edited by Dhaval; 30th November 2006 at 11:09 PM..
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
1st December 2006, 11:20 AM
Quote:
Originally Posted by rajveeer
har insaaN ko pata haiN ke "SAB KA MALIK EK HAI",
fir bhi aaj kahiN "rahim" to kahiN "ram"nazar aate haiN
wah mere chhotu wah kya baat hai tere is khyaal ne to mera dil loot liya....isee se milta julta ek share arzz hai...
jab haqkat hai ye har zaare me tu rehta hai
phir zamee par kahin masjid kahin mandir kiyon hai....
tera yeh kalaam dil ko chhu gaya....yu hee koshish karte raho manzil zaroor milegi.......apna khyaal rakhna.......raj........
|
mere big b ko chhotu ka pranaam
big b aaj bahot hi khusi hui k aapko meri ye rachna aur ye kosish behad pasand aayi maine socha tha k is bar kuch alag sa likhu so isipe likha aapko ye pasand aaya achha laga main aage bhi ye kosish karta reahunga k kuch aisa likhu jo sab ke dil me bas jaye bas aap yuhi sath dete rahiyenga
apna khayal rakhiye , khus rahiye
aapka shaitaan
chhotu
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Paagal Pathik
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 25
|
1st December 2006, 01:26 PM
Bahoot khoob Dhaval ji... behatreen soch ke saath behatareen Rachna...so nice
Thanks
Garima
Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
1st December 2006, 09:30 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
dear dhaval
bahut sarra pyar...!
aaj mai.n bahut kush hoon, kyuki phele baat to yeh ki tumne bahut badiya theme liya hai aur us par etni khoobsurti se likha hai ki kaya kahu. yu hi likhtey raho, bas etna dhayan rakhna ki aise theme par likhtey huey kisi ke jazbaato ko hurt na karna. vaise tum kuad samajdaar ho.
love
tumhari didi
|
sister pranaam
aap khus to main bhi khus !!!
sister main is bar kuch aisa likhna chahta tha k kuch aisa pehle na likha ho maine to bas kosish ki thi ek chhotisi aap sab ko pasand aayi bahot hi khusi hui janke aur sister main hamesa ye baat ka dhayan rakhnta hu likhte hue k mere likhne se kisike hbi dil ko thens na pahuche main aisa likhna chahta hu k sab ke dil me bas jaye naki dil ko thens pahunchahye aapki kahi baaten main hamesa dhayan me rakhta hu isi wajh se aaj main itna thoda bhot likhna sikha hun bas yuhi aap mujhe hamesa sikhate rahiyenga mujhe aapse bahotkuch sikhna hai apna khayal rakhiyenga aur khus rahiye sisiter
aapka chhotasa bhai aur dost
dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
MaiN Our Meri Tanhaayii
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
1st December 2006, 10:27 PM
Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you
Mere sabhi dostoN ko mera namskaaR , dostoN aaj main aap sab ke bich mera ek aur kalaam lekar hazir huN is bar maine khuda ki bebasi aur insaaN ki berahmi ko darshane ki kosish ki haiN ummid hai kuch had tak maiN kamiyaab rahu , aap sab ke jawab ka mujhe besbri se intezar raheNga ,ummid haiN k aap sabko meri ye kosisH pasaNd aayeNgi
aaj kahiN "RAHIM" to kahiN "RAM" nazar aate haiN......!
-------------------------------------------------------
khuda ne socha tha ke raheNge sab insaaN pyaar se,
zameeN pe dekha to armaaN lut'te nazar aate haiN
juthe wade aur rishtoN se jee bharta hai insaaN ka,
har ek ke dil me bure paigaam nazar aate haiN
kuch to rahaim kiya hota khuda pe khudgarz insaano,
hathoN me talwaar liye sare-aam nazar aate haiN
had ho gayi haiN ab to hevaaNiyat ki duniyaN meiN,
jahaaN bhi dekho bas katle-aam nazar aate haiN
jo hath chhute the kabhi maa ke pairo ko yaaroN,
un hathoN me aaj sirf bhare jaam nazar aate haiN
ehmiyat nahi hai aaj insaaN ko khuda ke paigamo ki,
duniya me har jagah aaj rishte badnaam nazar aate haiN
har insaaN ko pata haiN ke "SAB KA MALIK EK HAI",
fir bhi aaj kahiN "rahim" to kahiN "ram"nazar aate haiN
|
Waah dhaval saheb...kya baat kahi aapne...ek ek ashar khulta hua nazer aya.....waaaah...daad kabool keejiye apne dost ki our se janaab..
God bless you dost
Harash
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
2nd December 2006, 06:22 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
khuda ne socha tha ke raheNge sab insaaN pyaar se,
zameeN pe dekha to lut'te armaaN nazar aate haiN
juthe wade aur rishtoN se jee bharta hai insaaN ka,
har ek ke dil me bure paigaam nazar aate haiN
kuch to rahaim kiya hota khuda pe khudgarz insaano,
hathoN me talwaar liye sare-aam nazar aate haiN
had ho gayi haiN ab to hevaaNiyat ki duniyaN meiN,
jahaaN bhi dekho bas katle-aam nazar aate haiN
jo hath chhute the kabhi maa ke pairo ko yaaroN,
un hathoN me aaj sirf bhare jaam nazar aate haiN
ehmiyat nahi hai aaj insaaN ko khuda ke paigamo ki,
duniya me har jagah aaj rishte badnaam nazar aate haiN
har insaaN ko pata haiN ke "SAB KA MALIK EK HAI",
fir bhi aaj kahiN "rahim" to kahiN "ram"nazar aate haiN
hi dhaval kaise ho yaar
aaj tumhari is nazm ko padkar lag raha hai ki tu to bada samajhdar ho gaya. bada ho gaya hai tu. har ek sher badi gaharai liye huye hai.or har sher insaniyat ki seekh de raha hai. waise jab tumne itna sambedan sheel sub uthaya hai to mere yaar jara sunita ji ki baat ka khyal bhi rakhana. hamesha ese hi mehnat karte rahna or aur accha likhte rahna
bye
apna khyal rakhan
tera dost
dilip
|
mere dost dilip namskaar
mujhe ye janke bahot hi khusi hui dost ke tumhe ye peshkas behad pasand aayi sach me aaj main bahot hi khus hu k meri mehnat aap sab ko pasand aayi aur main sister ki sabhi baton ko dhayan me rakhte hue hi sab likhta hu dost aur aage bhi kosish kaurnga k kuch aisa likhu jo sab ko pasnd aaye bas yuhi apne dost ka sath dete rehna
khus raho , apna khayal rakhna
aapka shaitaan
dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
4th December 2006, 12:04 PM
Quote:
Originally Posted by pooja4588
dhaval tarif ke liye lafz hi to hone chahiye na. meine to kal hi bol diya thha ki ek kamayab aur mukkammal gazal hai ye aapki. aaj ki jo sacchai hai vo bayan ki hai apne issme. sach aaj to jahan bhi dekho majhab bant'ta hua hi nazar ataa. hai. well dilip ji ne sahi kaha aap to sach me bade ho gaye..........hahaha
meri daad kabuul kijiyega.....ok ji
grazie
aapki dost
pooja
|
pooja kais ho tum?
tumne mera har bar sath diya hai bahot khusi hui k tumhe bhi meri ye chhotisi kosish pasand aayi , main aage bhi ye kosishkarunga k aur bhi achha likhu bas yuhi sath dete rehna apna khayal rakhna , khus raho
aapka dost
dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
4th December 2006, 10:14 PM
Quote:
Originally Posted by garima
Bahoot khoob Dhaval ji... behatreen soch ke saath behatareen Rachna...so nice
Thanks
Garima
|
hello Dr.garima namskaar,
Apko garima ji nahi kahunga aapne hi mana kiya tha aapko yad hoga to garima aapko yaha dekhke mujhe bahot hi khusi hui sach me jab hamari ki hui kosish sab ko pasand aati hai to bahot hi khusi milti hai aapko meri ye soch aur rachna pasand aayi main aapka tahe dil se shukraguzar hu k aapne is dost ko padha aur apni ray di mujhe bas aise hi aap is dost ko padhte rahiyenga khus rahiye , apna khayal rakhiye
aapka dost
dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
Last edited by Dhaval; 4th December 2006 at 10:16 PM..
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
4th December 2006, 10:22 PM
Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan
Waah dhaval saheb...kya baat kahi aapne...ek ek ashar khulta hua nazer aya.....waaaah...daad kabool keejiye apne dost ki our se janaab..
God bless you dost
Harash
|
mere dost harash ji namskaar
harash ji aapko meri ye kosish pasand aayi behad khusi hui muje ye janke , main aage bhi kosish karunga k aage bhi main kuch aisa likhu jo padhne walo ke dil me bas jaye bas meri kosish to yehi rehti hai har bar bas apa yuhi is dost ko padhte rahiyenga aap sab ki housla afzai ki wajh se aaj main kuch likh pa raha hu aage bhi likhta rahunga
khus rahiye , apna khayal rakhiye
aapka dost
dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 875
Join Date: Nov 2004
Location: udaipur
Rep Power: 34
|
5th December 2006, 11:16 AM
Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you
Mere sabhi dostoN ko mera namskaaR , dostoN aaj main aap sab ke bich mera ek aur kalaam lekar hazir huN is bar maine khuda ki bebasi aur insaaN ki berahmi ko darshane ki kosish ki haiN ummid hai kuch had tak maiN kamiyaab rahu , aap sab ke jawab ka mujhe besbri se intezar raheNga ,ummid haiN k aap sabko meri ye kosisH pasaNd aayeNgi
aaj kahiN "RAHIM" to kahiN "RAM" nazar aate haiN......!
-------------------------------------------------------
khuda ne socha tha ke raheNge sab insaaN pyaar se,
zameeN pe dekha to armaaN lut'te nazar aate haiN
juthe wade aur rishtoN se jee bharta hai insaaN ka,
har ek ke dil me bure paigaam nazar aate haiN
kuch to rahaim kiya hota khuda pe khudgarz insaano,
hathoN me talwaar liye sare-aam nazar aate haiN
had ho gayi haiN ab to hevaaNiyat ki duniyaN meiN,
jahaaN bhi dekho bas katle-aam nazar aate haiN
jo hath chhute the kabhi maa ke pairo ko yaaroN,
un hathoN me aaj sirf bhare jaam nazar aate haiN
ehmiyat nahi hai aaj insaaN ko khuda ke paigamo ki,
duniya me har jagah aaj rishte badnaam nazar aate haiN
har insaaN ko pata haiN ke "SAB KA MALIK EK HAI",
fir bhi aaj kahiN "rahim" to kahiN "ram"nazar aate haiN
|
Dhaval babu!! bahut ache!! tum kamyaabi ki sidhi pe ho!! khayalo mein alag alag rang bhi dalne ki koshish jo ki hai !! behad achi lagi mujhe!!
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 21
|
frnd 4 ever -
5th December 2006, 12:29 PM

kaise ho dheer ji,
wow dheer kya likha hai aapne,,
aapne jo bhi likha hai,aaj ki sachhai hai,
aur is sachhai ko ,aapne jis khubsurti se likha hai,woh kabile tarif hai,
likhte rahiye,ALLAH AUR TARRAKI DE AAPKO.
BYE
TK CR
Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )
()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!
**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
|
5th December 2006, 09:32 PM
har insaaN ko pata haiN ke "SAB KA MALIK EK HAI",
fir bhi aaj kahiN "rahim" to kahiN "ram"nazar aate haiN
Namaskar Dhaval ji
Ek bahut hi achey message ke liye aapney yeh rachna likhi hay...parhkar acha laga......Sach kaha hay aapney sabka malik ek hay....keep it up....yuun hi likhtey rahiye.....asha karaingey aagey bhi aapke aise qalam parhney ko milaingey...
Regards
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
6th December 2006, 01:21 PM
Quote:
Originally Posted by dheer
Dhaval babu!! bahut ache!! tum kamyaabi ki sidhi pe ho!! khayalo mein alag alag rang bhi dalne ki koshish jo ki hai !! behad achi lagi mujhe!!
|
mere dost dheer ji namskaar
aapko yaha dekh ke bahot hi achha laga, aapko meri ye koosish pasand aayi main aapka tahe dil se shukraguzar hun dost, bas aise hi is dost ko padhte rahiyenga khus rahiye, apna khayal rakhiye
aapka dost
dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
6th December 2006, 01:24 PM
Quote:
Originally Posted by munfairy
kaise ho dheer ji,
wow dheer kya likha hai aapne,,
aapne jo bhi likha hai,aaj ki sachhai hai,
aur is sachhai ko ,aapne jis khubsurti se likha hai,woh kabile tarif hai,
likhte rahiye,ALLAH AUR TARRAKI DE AAPKO.
BYE
TK CR
|
sony ji ko mera namskaar
sony ji bahot hi khusi hui ke aapko ye sachhai pasand aayi aapka yejawab dekh ke achha laga aur aage bhi ummid karta hu k aap mujhe padhti rahengi khuda aapko bhi hamesa khus rakhe
apna khayal rakhiye
aapka dost
dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
6th December 2006, 01:26 PM
Quote:
Originally Posted by sukanya
har insaaN ko pata haiN ke "SAB KA MALIK EK HAI",
fir bhi aaj kahiN "rahim" to kahiN "ram"nazar aate haiN
Namaskar Dhaval ji
Ek bahut hi achey message ke liye aapney yeh rachna likhi hay...parhkar acha laga......Sach kaha hay aapney sabka malik ek hay....keep it up....yuun hi likhtey rahiye.....asha karaingey aagey bhi aapke aise qalam parhney ko milaingey...
Regards
|
sukanya ji ko mera namskaar
sukanya ji maine to bas e kosish hi ki thi jo aap sab ne use kamyab banayi bas main aage bhi yun likhta rahunga khuda kare aap sab ka pyaar aur saath mujhe yuhi milta rahe bas
apna khayal rakhiyenga sukanya ji, khus rahiye
aapka dost
dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
ek shoonya
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 29
|
7th December 2006, 03:30 PM
Dhaval Ji Namaskaar
Aapko parhkar bahaut bahaut sukoon mila ki aapne sabhi ko 'dharm-jaat-paat' ki nafrati bediyon se ru-b-roo karwaaya. Aapke lafzon ne jo jazba paiida kiya hai woh sada mere dil mein rahenge.
"juthe wade aur rishtoN se jee bharta hai insaaN ka / har ek ke dil me bure paigaam nazar aate haiN"
bahaut khoob Dhaval Ji, Mera dhanyavaad sweekaar karein.
aapka
vipin
विपिन
|
|
|
|
|
Mai shayar to nahi
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 20
|
10th December 2006, 12:31 AM
waaaah dhaval ji,kya khoob likha hai aapne,bahut bahut umda.bahut acha laga padhkar,shayd aapki likhi gazlon mai se sab se behtaren yehi hai.likhti rahiye yunhin.
yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??
--akelijaan--
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
11th December 2006, 12:12 PM
Quote:
Originally Posted by Vipinbox
Dhaval Ji Namaskaar
Aapko parhkar bahaut bahaut sukoon mila ki aapne sabhi ko 'dharm-jaat-paat' ki nafrati bediyon se ru-b-roo karwaaya. Aapke lafzon ne jo jazba paiida kiya hai woh sada mere dil mein rahenge.
"juthe wade aur rishtoN se jee bharta hai insaaN ka / har ek ke dil me bure paigaam nazar aate haiN"
bahaut khoob Dhaval Ji, Mera dhanyavaad sweekaar karein.
aapka
vipin
|
MERE DOST VIPIN JI NAMSKAAR
vipin ji aapko is rachnae pe dekh ke mujhe bahot hi khusi hui aap khud is prakaar ka likhne wale shaks hai aapko pasand aayi ye kosish mere liye bahot badi khusi ki baat hai maine bas chhoti si kosiah ki hai is sachhai ko sab ke samne lane ki jo aap sab doston ne milke use kamyaab banayi ummid karta hu aapka sath mujhe yuhi milta rahenga
khus rahiye apna khayal rakhiye
aapka dost
dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
Last edited by Dhaval; 11th December 2006 at 12:14 PM..
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
11th December 2006, 12:19 PM
Quote:
Originally Posted by akelijaan
waaaah dhaval ji,kya khoob likha hai aapne,bahut bahut umda.bahut acha laga padhkar,shayd aapki likhi gazlon mai se sab se behtaren yehi hai.likhti rahiye yunhin.
|
sara ji , akelijaan ji namksaar
aapko meri ye kosish pasand aayi aapka main pehle tahe dil se shukraguzar hun , aur behad khusi hui mujhe k aapko meri sabhi rachna o mese ye sab se behtrin si lagi aur mera manna bhi yehi hai jo aap soch rahi hai ye kuch alag sa likhne ki kosish ki thi maine jo pehle maine kabhi is vishay par likha nahi tha aapko pasand aaya achha laga bas gujzarish hai yuhi mujhe padhte rahiyenga aur is dost ki himmat bane rahiyenga man kosish karunga k aage bhi aur achha likhu
apna khayal rakhiye, khus rahiye
aapka dost
dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |