 |
|
|
|
|
 |
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|
Fasana-e-Ishq-e-Nakaam Per Meri Zaat Roti Rahi...!! -
9th November 2010, 05:20 PM
meri udaas jawani ko siyaah raat roti rahi
is bhalay maans ki badnaseeb hayaat roti rahi
janay kab afsaana bana, main deewana hua
fasana-e-ishq-e-nakaam per meri zaat roti rahi
main dil per chhoot kha betha aur khak hua
ussay kahi hui, pyaar ki hur baat roti rahi
main ronaq-e-bazaar tha, gosha-nasheen hua
is achanak tabdeeli per meri bisaat roti rahi
HSN! kitaab-e-Ishq bhi baDi ajab hai tumhari
jis ke lafz lafz ki siyaahi per kaai’naat roti rahi
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
RADHE RADHE
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 57
|

9th November 2010, 05:44 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
meri udaas jawani ko siyaah raat roti rahi
is bhalay maans ki badnaseeb hayaat roti rahi
janay kab afsaana bana, main deewana hua
fasana-e-ishq-e-nakaam per meri zaat roti rahi
main dil per chhoot kha betha aur khak hua
ussay kahi hui, pyaar ki hur baat roti rahi
main ronaq-e-bazaar tha, gosha-nasheen hua
is achanak tabdeeli per meri bisaat roti rahi
HSN! kitaab-e-Ishq bhi baDi ajab hai tumhari
jis ke lafz lafz ki siyaahi per kaai地aat roti rahi
|
hassan bhai
radhe radhe
bahut khoob...................................
Aapka Apna Ishk
'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है
email: rkm179@gmail.com
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 60
|
9th November 2010, 06:40 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
meri udaas jawani ko siyaah raat roti rahi
is bhalay maans ki badnaseeb hayaat roti rahi
janay kab afsaana bana, main deewana hua
fasana-e-ishq-e-nakaam per meri zaat roti rahi
main dil per chhoot kha betha aur khak hua
ussay kahi hui, pyaar ki hur baat roti rahi
main ronaq-e-bazaar tha, gosha-nasheen hua
is achanak tabdeeli per meri bisaat roti rahi
HSN! kitaab-e-Ishq bhi baDi ajab hai tumhari
jis ke lafz lafz ki siyaahi per kaai地aat roti rahi
|
bahot khoob likha hai hassan bhai.. dil se daad kubool karen... ye sher khaas pasand aaye....

likhte rahen
shaad...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 33
|
9th November 2010, 11:02 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
meri udaas jawani ko siyaah raat roti rahi
is bhalay maans ki badnaseeb hayaat roti rahi
janay kab afsaana bana, main deewana hua
fasana-e-ishq-e-nakaam per meri zaat roti rahi
main dil per chhoot kha betha aur khak hua
ussay kahi hui, pyaar ki hur baat roti rahi
main ronaq-e-bazaar tha, gosha-nasheen hua
is achanak tabdeeli per meri bisaat roti rahi
HSN! kitaab-e-Ishq bhi baDi ajab hai tumhari
jis ke lafz lafz ki siyaahi per kaai地aat roti rahi
|
Hassan
itni achchi ghazal daekh to tum per rushk aanae laga
itnae pyarae ehaasasat kae liyae daad hazir hai
bahut hi achcha laga
razia
|
|
|
|
|
......since birth
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 20
|
9th November 2010, 11:29 PM
janay kab afsaana bana, main deewana hua
fasana-e-ishq-e-nakaam per meri zaat roti rahi
...............daad bahut daad
ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 85
|
10th November 2010, 12:09 AM
Bahut umdaa lagi mujhe yeh peshkash ... Hassan Ji !
matla aur maqtaa ko bahut acche se adaa kiya aapne ... dil se daad hazir hai ... aise hi aate rahen aur likhte rahen aage bhi ... khush rahen ...
duaaon ke saath ...
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

10th November 2010, 01:55 PM
Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT
hassan bhai
radhe radhe
bahut khoob...................................
|
IshQ Jii,
Boht boht shukriya.....
Saath dete rahiye ga,
DuaooN k saath ijaazat,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

10th November 2010, 08:02 PM
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad'
bahot khoob likha hai hassan bhai.. dil se daad kubool karen... ye sher khaas pasand aaye....
main dil per chhoot kha betha aur khak hua
ussay kahi hui, pyaar ki hur baat roti rahi
HSN! kitaab-e-Ishq bhi baDi ajab hai tumhari
jis ke lafz lafz ki siyaahi per kaai地aat roti rahi
likhte rahen
shaad...
|
Sameer Bhai,
Actually meri is tooti phooti
koshish per daad k asal haq-daar Danny Jiii haiN,
unhooN ne meri is koshish ko sanwaarnay
meiN boht help ki hai..... 
Aise hi saath dete rahiye ga,
DuaooN k saath ijaazat,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

11th November 2010, 08:54 PM
Quote:
Originally Posted by yasmeenraaz
Hassan
itni achchi ghazal daekh to tum per rushk aanae laga
itnae pyarae ehaasasat kae liyae daad hazir hai
bahut hi achcha laga
razia
|
Razia Saheba,
Khaak alfaazooN ki itni hausla
afzaai karne k liye, maiN aap ka
be-had mashkoor hooN...
Saath dete rahiye ga,
DuaooN k saath ijaazat,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

12th November 2010, 10:33 PM
Quote:
Originally Posted by baagi
janay kab afsaana bana, main deewana hua
fasana-e-ishq-e-nakaam per meri zaat roti rahi
...............daad bahut daad
|
Baagi Jii,
Thanks a lot...
Keep coming,
Regards,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

15th November 2010, 09:16 AM
SaaHibo! hum Ghazal ki Soorat meiN
zaKhm-e-dil aashkaar karte haiN!
tum udh`ar ihtimaam-e-daar karo
ham idh`ar Zikr-e-yaar karte haiN...
- Sarwar Raz
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

3rd November 2011, 11:47 AM
Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110
Bahut umdaa lagi mujhe yeh peshkash ... Hassan Ji !
matla aur maqtaa ko bahut acche se adaa kiya aapne ... dil se daad hazir hai ... aise hi aate rahen aur likhte rahen aage bhi ... khush rahen ...
duaaon ke saath ...
|
Naresh Sir,
Likhay ko pasand karnay k liye boht boht shukryia...
Aise hi miltay rahien... 
DuaooN k saath ijaazat,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 56
|
3rd November 2011, 12:18 PM
HSN! kitaab-e-Ishq bhi baDi ajab hai tumhari
jis ke lafz lafz ki siyaahi per kaai’naat roti rahi
Bohat khoob!!..............
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

4th November 2011, 09:40 AM
Quote:
Originally Posted by zainy
HSN! kitaab-e-Ishq bhi baDi ajab hai tumhari
jis ke lafz lafz ki siyaahi per kaai’naat roti rahi
Bohat khoob!!..............
|
Zainy Sahiba,,
Woh aaye hamari post pe Khuda ki qudrat,
kabhi hum apni post ko, kabhi un k reply ko dekhtay hain... 
Boht boht nawazish hai 
Regards,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
Last edited by Hassan; 4th November 2011 at 09:43 AM..
|
|
|
|
|
Tanhaa Raahi
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 53
|
4th November 2011, 03:49 PM
HSN! kitaab-e-Ishq bhi baDi ajab hai tumhari
jis ke lafz lafz ki siyaahi per kaai地aat roti rahi
Very well written, Hassan Bhaai...! Special praise for this verse...! The rest is good too...!
Take care, ok...?
With blessings

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai
|
|
|
|
|
'Bismil'
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 36
|
5th November 2011, 08:41 PM
meri udaas jawani ko siyaah raat roti rahi
is bhalay maans ki badnaseeb hayaat roti rahi
hmm..
janay kab afsaana bana, main deewana hua
fasana-e-ishq-e-nakaam per meri zaat roti rahi
saani acha hai..sirf thoda doubt hai..nakaam jo ishq hai uska fasaana? fasaana hoga ya afsaana hoga?
main ronaq-e-bazaar tha, gosha-nasheen hua
is achanak tabdeeli per meri bisaat roti rahi
hmm..
HSN! kitaab-e-Ishq bhi baDi ajab hai tumhari
jis ke lafz lafz ki siyaahi per kaai地aat roti rahi
hmm.
achi koshish hai hassan sahaab..aapko bahot dino baad padh rahaa hun..aate rahiye..ghazal ke liye mubaarakbad...khush rahiye.
aapka dost,
Pradhyuman
-------------------------------------------------
gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

14th November 2011, 02:01 PM
Boss,
I'm very pleased to see you here after a long time......
Thankyou for your comment... and yes i may not be able
to complete this composition without your kind support .....
Take good care of yourself,
Regards,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
AN ILLUSION
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 32
|
15th November 2011, 09:41 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
meri udaas jawani ko siyaah raat roti rahi
is bhalay maans ki badnaseeb hayaat roti rahi
janay kab afsaana bana, main deewana hua
fasana-e-ishq-e-nakaam per meri zaat roti rahi
main dil per chhoot kha betha aur khak hua
ussay kahi hui, pyaar ki hur baat roti rahi
main ronaq-e-bazaar tha, gosha-nasheen hua
is achanak tabdeeli per meri bisaat roti rahi
HSN! kitaab-e-Ishq bhi baDi ajab hai tumhari
jis ke lafz lafz ki siyaahi per kaai地aat roti rahi
|
hassan sahab,aadab.aapka kalaam baut pasand aaya.khaas taur par matla-o maqta.aapko dili mubarqbad 
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

17th November 2011, 11:24 AM
Quote:
Originally Posted by Pradhyuman
meri udaas jawani ko siyaah raat roti rahi
is bhalay maans ki badnaseeb hayaat roti rahi
hmm..
janay kab afsaana bana, main deewana hua
fasana-e-ishq-e-nakaam per meri zaat roti rahi
saani acha hai..sirf thoda doubt hai..nakaam jo ishq hai uska fasaana? fasaana hoga ya afsaana hoga?
main ronaq-e-bazaar tha, gosha-nasheen hua
is achanak tabdeeli per meri bisaat roti rahi
hmm..
HSN! kitaab-e-Ishq bhi baDi ajab hai tumhari
jis ke lafz lafz ki siyaahi per kaai地aat roti rahi
hmm.
achi koshish hai hassan sahaab..aapko bahot dino baad padh rahaa hun..aate rahiye..ghazal ke liye mubaarakbad...khush rahiye.
aapka dost,
Pradhyuman
|
Pradhyuman Jii,,
Aap ko yahan dekh kar be-had khushi hui....
aur aap ki baat sir aankhooN per, lekin mere
naaqis ilm k mutabiq yeh fasaana-e-ishq hi hai.... 
Apna khiyaal rakhiye ga...
DuaooN k saath ijaazat,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

24th November 2011, 09:26 AM
Quote:
Originally Posted by uff ak
hassan sahab,aadab.aapka kalaam baut pasand aaya.khaas taur par matla-o maqta.aapko dili mubarqbad 
|
Uff Ak Jii,,
Adaab,,, aap yahan aaye aur mere likhay ko saraahaaa,
boht khushi ki baat hai mere liye....... 
Apna khiyaal rakhiye ga,,
DuaooN k saath ijaazat,,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
eK Dost !!
Offline
Posts: 278
Join Date: Mar 2004
Location: Muscat, Oman
Rep Power: 24
|
24th November 2011, 01:04 PM
janay kab afsaana bana, main deewana hua
fasana-e-ishq-e-nakaam per meri zaat roti rahi
main dil per chhoot kha betha aur khak hua
ussay kahi hui, pyaar ki hur baat roti rahi
waah waah ... vaise to saare share bahot gazab ke hain , ye mujhe khaas pasand aaye
Keep writing !!
♪~!*DeeP*!~♪
------------------------------------
Men may come , Men may go .. But i will go on forever ... :-)
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

26th November 2011, 11:55 PM
Quote:
Originally Posted by jat_in_mood
janay kab afsaana bana, main deewana hua
fasana-e-ishq-e-nakaam per meri zaat roti rahi
main dil per chhoot kha betha aur khak hua
ussay kahi hui, pyaar ki hur baat roti rahi
waah waah ... vaise to saare share bahot gazab ke hain , ye mujhe khaas pasand aaye
Keep writing !!
|
Jat jiii,,,
Aap ka yahan aana aur tareef karna...
behad khushi ki baat hai... 
Apna boht boht khiyaal rakhiye ga,,,
DuaooN k saath ijaazat,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |