Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*~Ab agar aur sitam honge....~*
Old
  (#1)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
*~Ab agar aur sitam honge....~* - 7th September 2014, 12:14 PM



Ab agar aur sitam hoNge to mar jaaeNge,
khaa-ma-khaa ham se hunarmand guzar jaaeNge.

wo jo kahte hain zamaane me maseehaa khud ko,
mere zakhmoN ko jo dekhenge muqar jaaeNge.

Aaj ke daur me apnoN se ummeedeN rakh kar,
ham sare aam nigaahoN se utar jaaeNge.

tere dar se bhi sakhaawat jo na mil paaegii,
tere maNgte mere mahboob kidhar jaaeNge.

ashq bahte hain to bah jaane do rukhsaaroN pe,
aapke gham ke shaguufe to nikhar jaaeNge.

ek nazar uth gayee jo aapki jaanib meree,
aap khushboo se hawaaoN me bikhar jaaenge.

ham hain wo raah ke chal deN to ufaq tak jaaeN,
ek tum tak jo chalenge to thahar jaaenge.

wo jo ghazloN me teraa naam likhaa karte they,
kisne socha thaa miyaaN Shaad bhi Dar jaaenge..



ShaaD.....


Shaad...

Last edited by sameer'shaad'; 8th September 2014 at 08:58 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
7th September 2014, 12:34 PM

Kisne socha tha MiyaN Shaad zamane se darr jayeinge ..

Bhai ye kya haal ban gaya tumhara shayri.mein ...

.vo.kehte the kal shab sambhalna sambhalna,
Khudhi.larkharaye sawere sawere.

Shaid bhai aapka ye andaaz kuch.naya aur nirala laga.
Per aapki puri ghazal bahut achi lagi .Dil se daad kabul karein

regds
sanjay sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
7th September 2014, 12:49 PM

wo jo kahte hain zamaane me
maseehaa khud ko,
mere zakhmoN ko jo dekhenge
muqar jaaeNge.

Waah shaad miyaan maja aa gaya...,.kya baat hai ...bahut dilfareb kalaam likha hai.....ek ek aashaar jaise dhadkano ko aur dhadka gaya....reps.udhaar rahe..

Aur ye sher to jaise purane jhakmon ko hawa de gaya...



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
7th September 2014, 09:29 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


Ab agar aur sitam hoNge to mar jaaeNge,
khaa-ma-khaa ham se hunarmand guzar jaaeNge.

wo jo kahte hain zamaane me maseehaa khud ko,
mere zakhmoN ko jo dekhenge muqar jaaeNge.

Aaj ke daur me apnoN se ummeedeN rakh kar,
ham sare aam nigaahoN se utar jaaeNge.

tere dar se bhi sakhaawat jo na mil paaegii,
tere maNgte mere mahboob kidhar jaaeNge.

ashq bahte hain to bah jaane do rukhsaaroN pe,
aapke gham ke shaguufe to nikhar jaaeNge.

ek nazar uth gayee jo aapki jaanib meree,
aap khushboo se hawaaoN me bikhar jaaenge.

ham hain wo raah ke chal deN to ufaq tak jaaeN,
ek tum tak jo chalenge to thahar jaaenge.

wo jo ghazloN me teraa naam likhaa karte they,
kisne socha thaa miyaaN Shaad zamaane se dar jaaenge..



ShaaD.....
Waah....Bahut khoobsurat....bahut ghahre zazbaat .....dil se daad shaad ji......



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
7th September 2014, 11:41 PM

wah wah wah !!! meyaari aashaar ke motiyon se saji huwee ek naayab o nafees ghazal kahi hai Shaad bhai aap ne. Har sher pe hi naheen, har misre pe daad, har lafz pe waah !!!

aur neeche quoted aashaar aise lage ki jaise mere dil ke andar se aap ki aawaaz aa rahi ho !! inhone kis qadar man ko mohit kar liya ye bayaan hi naheen kar pa raha hoon, to bas unhein neeche phir se dohra raha hoon.

wo jo kahte hain zamaane me maseehaa khud ko,
mere zakhmoN ko jo dekhenge muqar jaaeNge.

tere dar se bhi sakhaawat jo na mil paaegii,
tere maNgte mere mahboob kidhar jaaeNge.

ek nazar uth gayee jo aapki jaanib meree,
aap khushboo se hawaaoN me bikhar jaaenge.

ham hain wo raah ke chal deN to ufaq tak jaaeN,
ek tum tak jo chalenge to thahar jaaenge.

abhi na jaane kitni baar aur ye ghazal pardhi jaayegi aur mehsoos kari jayegi.

aap ko meri jaanib se dheron dheron duaein !!


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
8th September 2014, 12:55 AM

Quote:
Ab agar aur sitam hoNge to mar jaaeNge,
khaa-ma-khaa ham se hunarmand guzar jaaeNge.
wahh kiyaa misraa e oolaa bandhaa hai ...
misraa e caanee ....

Quote:
wo jo kahte hain zamaane me maseehaa khud ko,
mere zakhmoN ko jo dekhenge muqar jaaeNge.
kiyaa kehny bhai shoib ... jitnaa daad rasi ki jaaey kam hai bhai wahh !

Quote:
Aaj ke daur me apnoN se ummeedeN rakh kar,
ham sare aam nigaahoN se utar jaaeNge.
bahut khoob ... haqeeqat se ru ba ru ker diyaa appne , ajj ke Halaat ka aainaa hai appka yeh she'r bhai wahh , kiya kehny

Quote:
tere dar se bhi sakhaawat jo na mil paaegii,
tere maNgte mere mahboob kidhar jaaeNge.
her aik sher ghazab ka hai ... yeh she'r bhi nageena hai , wah wah !

Quote:
ashq bahte hain to bah jaane do rukhsaaroN pe,
aapke gham ke shaguufe to nikhar jaaeNge.
yeh inaayat hai ? shikayat hai ? ya ghame dil kii dastaan ? bhai jis zaawiye se dekhieN wohi hai bahut umda .. wah wah ! daad

Quote:
ek nazar uth gayee jo aapki jaanib meree,
aap khushboo se hawaaoN me bikhar jaaenge.
miyaaN aisi zulmi nazrieN jhukaa ker hi rakhiye ga kahieN toofaan na aa jaaey yeh sher bhi umdaah rahaa


Quote:
ham hain wo raah ke chal deN to ufaq tak jaaeN,
ek tum tak jo chalenge to thahar jaaenge.
wah wah wah wah ! yeh to is tereH baat huwi ke saagar ki gehraai bhi jaanch aaye aur kehty hi sagar se darr lagta hai bahur gehraa she'r hai , daad !

Quote:
wo jo ghazloN me teraa naam likhaa karte they,
kisne socha thaa miyaaN Shaad zamaane se dar jaaenge..
sagar ka aik sh'r yaad aa rahaa hai

Muhabbat ki khatir, zamane se ladna
Zamane ki khatir, muhabbat bhulana

shaad bhai poori ghazal hi lajawaab hai , dheroN daad qabool fermaaieN , or mere betuki baatoN ka bura mat maaniye ga , ghazal achi lagi to apnaiyat si meHsoos huwi to chand betuki baatien keh dii

ijjazat dijiye

zor e qalam aur zyada
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#7)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
8th September 2014, 08:30 AM

Masha Allah bohat khoob shaad sahab. ..

Sabhi ashaar laajawaab hain


Yuhi likhte rahiye. .




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#8)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
8th September 2014, 10:29 AM

Shoaibhai,
uljhan ye hai ki aapkii iis ghazal pe daad kahaaN se shuruu karuuN aur kahaaN pe ruk jaauuN......

Ab agar aur sitam hoNge to mar jaaeNge,
khaa-ma-khaa ham se hunarmand guzar jaaeNge.


laajavaab matlaa..... khayaal-aNgez......

wo jo kahte hain zamaane me maseehaa khud ko,
mere zakhmoN ko jo dekhenge muqar jaaeNge.

Aaj ke daur me apnoN se ummeedeN rakh kar,
ham sare aam nigaahoN se utar jaaeNge.

tere dar se bhi sakhaawat jo na mil paaegii,
tere maNgte mere mahboob kidhar jaaeNge.


ek hairat-angez sach..... aur kya khub surat bayaanaat.....

ashq bahte hain to bah jaane do rukhsaaroN pe,
aapke gham ke shaguufe to nikhar jaaeNge.

ek nazar uth gayee jo aapki jaanib meree,
aap khushboo se hawaaoN me bikhar jaaenge.


behad khubsurat ashaar... nuktachinii aur aag se pur.......

ham hain wo raah ke chal deN to ufaq tak jaaeN,
ek tum tak jo chalenge to thahar jaaenge.


superb word play.... and superb relation of philosophical and practical pragmatism....

wo jo ghazloN me teraa naam likhaa karte they,
kisne socha thaa miyaaN Shaad bhi Dar jaaenge


waaaaahhhh!!
kamaal hai, bhai......................

iis ghazal pe dherON dheroN daad......................

duaaoN ke saath..
Adil



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th September 2014, 02:25 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


Ab agar aur sitam hoNge to mar jaaeNge,
khaa-ma-khaa ham se hunarmand guzar jaaeNge.

wo jo kahte hain zamaane me maseehaa khud ko,
mere zakhmoN ko jo dekhenge muqar jaaeNge.

Aaj ke daur me apnoN se ummeedeN rakh kar,
ham sare aam nigaahoN se utar jaaeNge.

tere dar se bhi sakhaawat jo na mil paaegii,
tere maNgte mere mahboob kidhar jaaeNge.

ashq bahte hain to bah jaane do rukhsaaroN pe,
aapke gham ke shaguufe to nikhar jaaeNge.

ek nazar uth gayee jo aapki jaanib meree,
aap khushboo se hawaaoN me bikhar jaaenge.

ham hain wo raah ke chal deN to ufaq tak jaaeN,
ek tum tak jo chalenge to thahar jaaenge.

wo jo ghazloN me teraa naam likhaa karte they,
kisne socha thaa miyaaN Shaad bhi Dar jaaenge..



ShaaD.....


Shaad bhai.....bahut la-jawaab likha hai aapne....dil se daad hazir hai.

duaoN ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
8th September 2014, 04:45 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Kisne socha tha MiyaN Shaad zamane se darr jayeinge ..

Bhai ye kya haal ban gaya tumhara shayri.mein ...

.vo.kehte the kal shab sambhalna sambhalna,
Khudhi.larkharaye sawere sawere.

Shaid bhai aapka ye andaaz kuch.naya aur nirala laga.
Per aapki puri ghazal bahut achi lagi .Dil se daad kabul karein

regds
sanjay sehgal

Sanjay saahab awwal to aapka behad shukrguzaar hoon main jo aapne bazm me aana gawaara samjhaa aur mere adnaa alfaazon ko apni pyaari baaton se nawaaz diyaa..... aur waaahhhh sir jee kya khoob sher share kiyaa hai.... bahot hi khoob..... duaaon me yunhi yaaad rakhiyega...

Apna khayaal raakkhen

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
8th September 2014, 10:36 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post

Ab agar aur sitam hoNge to mar jaaeNge,
khaa-ma-khaa ham se hunarmand guzar jaaeNge.

wo jo kahte hain zamaane me maseehaa khud ko,
mere zakhmoN ko jo dekhenge muqar jaaeNge.

Aaj ke daur me apnoN se ummeedeN rakh kar,
ham sare aam nigaahoN se utar jaaeNge.

tere dar se bhi sakhaawat jo na mil paaegii,
tere maNgte mere mahboob kidhar jaaeNge.

ashq bahte hain to bah jaane do rukhsaaroN pe,
aapke gham ke shaguufe to nikhar jaaeNge.

ek nazar uth gayee jo aapki jaanib meree,
aap khushboo se hawaaoN me bikhar jaaenge.

ham hain wo raah ke chal deN to ufaq tak jaaeN,
ek tum tak jo chalenge to thahar jaaenge.

wo jo ghazloN me teraa naam likhaa karte they,
kisne socha thaa miyaaN Shaad bhi Dar jaaenge..


ShaaD.....
SalaamAlayk Shuayb Bhaee!!!

Ab agar aur sitam hoNge to mar jaaeNge,
khaa-ma-khaa ham be-hunarmand guzar jaaeNge.

Oopar kay shayr ko zaraa ghaur se padhiyegaa... ghustaakhee muaaf bhaee.. aapki ayk say aalaa ayk payshkashayn (last few and now this one) ...make us say the above modified shayr... i.e. ab aur sitam..ya'nee qayaamat ghazlayn aap paysh karogay to ham mar he jaayayngay nashay wa saroor say... MashaAllah har ik shayr la-saanee la jawaab haye.. dilee mobarakbaad mayray bhaee... dhayron daad aapki nazar!!! REPS+++


Duagoh

Ahmad
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
9th September 2014, 01:36 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
wo jo kahte hain zamaane me
maseehaa khud ko,
mere zakhmoN ko jo dekhenge
muqar jaaeNge.

Waah shaad miyaan maja aa gaya...,.kya baat hai ...bahut dilfareb kalaam likha hai.....ek ek aashaar jaise dhadkano ko aur dhadka gaya....reps.udhaar rahe..

Aur ye sher to jaise purane jhakmon ko hawa de gaya...

Aru bhai waaahhhhhh kyaa andaaz hai tareef ka bhai.. dil khush kar diyaa aapne... yoon lagaa likhna kaaamyaab ho gaya meraa jo aapne ise itne anand se padha samjha aur saraaha...... aage bhi aapke saath aur sneh ka intzaar rahegaa... aate rahiyega

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
Thumbs up 9th September 2014, 05:04 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


Ab agar aur sitam hoNge to mar jaaeNge,
khaa-ma-khaa ham se hunarmand guzar jaaeNge.

wo jo kahte hain zamaane me maseehaa khud ko,
mere zakhmoN ko jo dekhenge muqar jaaeNge.

Aaj ke daur me apnoN se ummeedeN rakh kar,
ham sare aam nigaahoN se utar jaaeNge.

tere dar se bhi sakhaawat jo na mil paaegii,
tere maNgte mere mahboob kidhar jaaeNge.

ashq bahte hain to bah jaane do rukhsaaroN pe,
aapke gham ke shaguufe to nikhar jaaeNge.

ek nazar uth gayee jo aapki jaanib meree,
aap khushboo se hawaaoN me bikhar jaaenge.

ham hain wo raah ke chal deN to ufaq tak jaaeN,
ek tum tak jo chalenge to thahar jaaenge.

wo jo ghazloN me teraa naam likhaa karte they,
kisne socha thaa miyaaN Shaad bhi Dar jaaenge..



ShaaD.....
Waaaaaaaaah! Shabdon mein bayaan karna mushkil hai ki kitni khubsurat hai ye ghazal, iski tareef karne ke liye main choti hun.

Reps added.

Isi tarah likhte rahiye, khush rahiye.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
9th September 2014, 11:26 PM

Hi Shaad

tumhari rachna parh ek geet ke bol gunnane ka je chaah raha hay.loki hanjuan che parh lainde naa (naam)aisey leye aapan rona chad ta

keep writing dair se aati huun par tumhara likha parhti zaroor huun.
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
10th September 2014, 11:08 AM

wo jo ghazloN me teraa naam likhaa karte they,
kisne socha thaa miyaaN Shaad bhi Dar jaaenge..

Shaad mere bhaai...

waaaahhh! qatl bhi karte ho aur haath meiN talwaar bhi nahi..
yeH fun bhi kisi kisi ko aata hai.... kia likha hai bhai....
hur lafz se jese lahu tapak raha hai... dard hi dard jhalak raha hai...

DherooN daad iss khaas kalaam ke liye.... reps already added!

Likhte rehna..

DuaooN ke saath,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
10th September 2014, 11:09 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Waah....Bahut khoobsurat....bahut ghahre zazbaat .....dil se daad shaad ji......
Madhu saahiba,

jab jab aap hamaari bazm me tashreef laatiii hain yaqeen maaniye dil ki gahraaiyon se aapka ehsaannmand ho jaata hoon main.... aap jis tarah se hame daad de jaati hhain hamaare liye wo kisii eenaam se kam nahii hai.....
aap doston ko hamaara likhaaa pasand aata hai yahii khushnaseebi hai hamaarii.... aage bhi aapka intzaaar rahegaa..... aatii rahiyega

aur apna khayaal rakhiye

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
10th September 2014, 11:18 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post


wo jo kahte hain zamaane me maseehaa khud ko,
mere zakhmoN ko jo dekhenge muqar jaaeNge.

Aaj ke daur me apnoN se ummeedeN rakh kar,
ham sare aam nigaahoN se utar jaaeNge.

ashq bahte hain to bah jaane do rukhsaaroN pe,
aapke gham ke shaguufe to nikhar jaaeNge.




ShaaD.....


Shaad ji behad umdaah,behah purkaif kalaam aapka.....kahin kahin to bas ruk ke dobaara padhne aur uske ehsaas me ghum hone ko ji kar gaya......chu gaye aap mujhe......bahut bahut mubarakbaad aapko....


Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
10th September 2014, 11:11 PM

aadaab Shaad miyaaN,

phir se kamaal kar diya bhyee!

deewaan kab chhap'wa riye ho miyaaN?

kasam se tumhaari GhazleiN rooh taq jaati haiN, daad Tikaa lijiye aur mubarakbaad bhi


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#19)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
13th September 2014, 10:01 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
wah wah wah !!! meyaari aashaar ke motiyon se saji huwee ek naayab o nafees ghazal kahi hai Shaad bhai aap ne. Har sher pe hi naheen, har misre pe daad, har lafz pe waah !!!

aur neeche quoted aashaar aise lage ki jaise mere dil ke andar se aap ki aawaaz aa rahi ho !! inhone kis qadar man ko mohit kar liya ye bayaan hi naheen kar pa raha hoon, to bas unhein neeche phir se dohra raha hoon.

wo jo kahte hain zamaane me maseehaa khud ko,
mere zakhmoN ko jo dekhenge muqar jaaeNge.

tere dar se bhi sakhaawat jo na mil paaegii,
tere maNgte mere mahboob kidhar jaaeNge.

ek nazar uth gayee jo aapki jaanib meree,
aap khushboo se hawaaoN me bikhar jaaenge.

ham hain wo raah ke chal deN to ufaq tak jaaeN,
ek tum tak jo chalenge to thahar jaaenge.

abhi na jaane kitni baar aur ye ghazal pardhi jaayegi aur mehsoos kari jayegi.

aap ko meri jaanib se dheron dheron duaein !!


aapki beintehaan daad aur muhabbat ke liye tahe dil se mashkoor hoon zarraa bhai.... aapka saath hi hai jo likhne ka hauslaa detaa hai.... aage bhi aapke aamad ka intzaar rahega.... shukriyaa tahe dil se aapka...

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
13th September 2014, 10:05 AM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
wahh kiyaa misraa e oolaa bandhaa hai ...
misraa e caanee ....



kiyaa kehny bhai shoib ... jitnaa daad rasi ki jaaey kam hai bhai wahh !



bahut khoob ... haqeeqat se ru ba ru ker diyaa appne , ajj ke Halaat ka aainaa hai appka yeh she'r bhai wahh , kiya kehny



her aik sher ghazab ka hai ... yeh she'r bhi nageena hai , wah wah !



yeh inaayat hai ? shikayat hai ? ya ghame dil kii dastaan ? bhai jis zaawiye se dekhieN wohi hai bahut umda .. wah wah ! daad



miyaaN aisi zulmi nazrieN jhukaa ker hi rakhiye ga kahieN toofaan na aa jaaey yeh sher bhi umdaah rahaa




wah wah wah wah ! yeh to is tereH baat huwi ke saagar ki gehraai bhi jaanch aaye aur kehty hi sagar se darr lagta hai bahur gehraa she'r hai , daad !



sagar ka aik sh'r yaad aa rahaa hai

Muhabbat ki khatir, zamane se ladna
Zamane ki khatir, muhabbat bhulana

shaad bhai poori ghazal hi lajawaab hai , dheroN daad qabool fermaaieN , or mere betuki baatoN ka bura mat maaniye ga , ghazal achi lagi to apnaiyat si meHsoos huwi to chand betuki baatien keh dii

ijjazat dijiye

zor e qalam aur zyada

Mujeeb bhai jis andaaz se aapne mere is adna se kaam ki lafz lafz tareef ki hhai.... main aapkii inaayaton se ehsaanmand ho gaya hoon.... aur aapko jitna shukriya adaa kar sakun kam hi hoga....
duaaon me yaad rakhiyega bhai...

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
13th September 2014, 08:33 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Masha Allah bohat khoob shaad sahab. ..

Sabhi ashaar laajawaab hain


Yuhi likhte rahiye. .
bahot bahot shukriyaa aapka Zainy saahiba...... thanks for your wishes and duaazz...... take care


Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
13th September 2014, 09:07 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
Shoaibhai,
uljhan ye hai ki aapkii iis ghazal pe daad kahaaN se shuruu karuuN aur kahaaN pe ruk jaauuN......

Ab agar aur sitam hoNge to mar jaaeNge,
khaa-ma-khaa ham se hunarmand guzar jaaeNge.


laajavaab matlaa..... khayaal-aNgez......

wo jo kahte hain zamaane me maseehaa khud ko,
mere zakhmoN ko jo dekhenge muqar jaaeNge.

Aaj ke daur me apnoN se ummeedeN rakh kar,
ham sare aam nigaahoN se utar jaaeNge.

tere dar se bhi sakhaawat jo na mil paaegii,
tere maNgte mere mahboob kidhar jaaeNge.


ek hairat-angez sach..... aur kya khub surat bayaanaat.....

ashq bahte hain to bah jaane do rukhsaaroN pe,
aapke gham ke shaguufe to nikhar jaaeNge.

ek nazar uth gayee jo aapki jaanib meree,
aap khushboo se hawaaoN me bikhar jaaenge.


behad khubsurat ashaar... nuktachinii aur aag se pur.......

ham hain wo raah ke chal deN to ufaq tak jaaeN,
ek tum tak jo chalenge to thahar jaaenge.


superb word play.... and superb relation of philosophical and practical pragmatism....

wo jo ghazloN me teraa naam likhaa karte they,
kisne socha thaa miyaaN Shaad bhi Dar jaaenge


waaaaahhhh!!
kamaal hai, bhai......................

iis ghazal pe dherON dheroN daad......................

duaaoN ke saath..
Adil

bahot bahot shukriyaa aapka aadil bhai pasand karne ke liye.... aapne jis tarah se muhabbat lutaai hai uske liye main aapka karzdaar hoon.... tashreef laate rahen bhai... khush rahen

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
13th September 2014, 09:08 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Shaad bhai.....bahut la-jawaab likha hai aapne....dil se daad hazir hai.

duaoN ke saath
bahot bahot shukriyaa aapka Sunitaa dee jo aap aayeen aur hame izzat bakshi.... aage bhi inayat talab karta rahunga... aati rahiyega.. apna khayaal rakkhen

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
15th September 2014, 05:57 PM

Ghazal par mubaarake.n bhai................
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
17th September 2014, 11:36 AM

Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi View Post
SalaamAlayk Shuayb Bhaee!!!

Ab agar aur sitam hoNge to mar jaaeNge,
khaa-ma-khaa ham be-hunarmand guzar jaaeNge.

Oopar kay shayr ko zaraa ghaur se padhiyegaa... ghustaakhee muaaf bhaee.. aapki ayk say aalaa ayk payshkashayn (last few and now this one) ...make us say the above modified shayr... i.e. ab aur sitam..ya'nee qayaamat ghazlayn aap paysh karogay to ham mar he jaayayngay nashay wa saroor say... MashaAllah har ik shayr la-saanee la jawaab haye.. dilee mobarakbaad mayray bhaee... dhayron daad aapki nazar!!! REPS+++

Ahmad bhai tak Shaad ka salaam pahoche...... bhai main kyaa kahun aaapke is andaaz ne mere andar kai diye roshan kar diye hain.... aapki is darjaa muhabaat ne mujhe karzdaar kar diyaa hai mere bhai....

aapke sher ko padhaa to apnii hansii nahi rok paaya.... kyaa likhaa hai aapne haahahaha.... aisaa kuch hii nahi hai bhai.... khaaksaar ko khaak me hi rahne deN aasmaan par na biThaaeN.... uchaai se bahot darr lagta hai bhai....

bas aapki muhabaat jo iske peeche mujhe nazar aayee hai main uske liye aaka tahe dil se shukrguzaar hoon.... shukriyaa

Shaad......


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
17th September 2014, 11:38 AM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Waaaaaaaaah! Shabdon mein bayaan karna mushkil hai ki kitni khubsurat hai ye ghazal, iski tareef karne ke liye main choti hun.

Reps added.

Isi tarah likhte rahiye, khush rahiye.

Sarika ji... sabse pahle to main aapka bazm me istaqbaal karta hoon......
baad iske ye kahnaa chahungaa ke aapki daad mere liye bahot khaas hai aur hamesha hi mujhe aap doston ka apni post par intzaar rahtaa hai.... isliye kosshish hotii hai ke acche se accha likh sakun taaki aap sab ko ye alfaaz pasand aa saken..... aage bhi intzaar rahega aapka... khush rahiye

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
17th September 2014, 11:39 AM

Quote:
Originally Posted by sukanya View Post
Hi Shaad

tumhari rachna parh ek geet ke bol gunnane ka je chaah raha hay.loki hanjuan che parh lainde naa (naam)aisey leye aapan rona chad ta

keep writing dair se aati huun par tumhara likha parhti zaroor huun.

Sukanya dee... aaap aayeeen to yaqeen maniye mmerii bazm mhak uthii hai..... yoon lagta hai ke har suu roshni hi roshnii hai... ye sab aapki duaaon ka natejaaa hai..... aapko ye kavitaa pasand aa sakii ye meri khushnaseebi hai.... aagee bhi aapka intzzar rahega... apna khyaaal rakhiye


Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
18th September 2014, 03:33 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
wo jo ghazloN me teraa naam likhaa karte they,
kisne socha thaa miyaaN Shaad bhi Dar jaaenge..

Shaad mere bhaai...

waaaahhh! qatl bhi karte ho aur haath meiN talwaar bhi nahi..
yeH fun bhi kisi kisi ko aata hai.... kia likha hai bhai....
hur lafz se jese lahu tapak raha hai... dard hi dard jhalak raha hai...

DherooN daad iss khaas kalaam ke liye.... reps already added!

Likhte rehna..

DuaooN ke saath,,


bhai aapki daad aur duaaon ke iye tahe dil se mashkoor hoon aapka.....
bahot bahot shukriyaa jo aap bazm me tashreeef aaye aur hame apni duaaon se nawaazaa... aaate rahiyega bhai aur apna khayaal rakhiye..

shukriyaa
Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
18th September 2014, 03:47 PM

Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra View Post
Shaad ji behad umdaah,behah purkaif kalaam aapka.....kahin kahin to bas ruk ke dobaara padhne aur uske ehsaas me ghum hone ko ji kar gaya......chu gaye aap mujhe......bahut bahut mubarakbaad aapko....
bahot bahot shukriyaa aapka pankaj saaahab jo adnaa sa ye kalaam aapko lutf pahochaa sakaa.... koshih karunga aage bhi aap sabkolutfe sukhan haasil hota rahe... aapne jo izzat bakshi hai uske liye main aapka tahe dil se shukrguzaar hoon.... tashhreef laate raheN

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
19th September 2014, 08:40 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aadaab Shaad miyaaN,

phir se kamaal kar diya bhyee!

deewaan kab chhap'wa riye ho miyaaN?

kasam se tumhaari GhazleiN rooh taq jaati haiN, daad Tikaa lijiye aur mubarakbaad bhi


rab raakha
maikash

aap aaye mahfil me nayeeee jaan aa gayee huzoor..... apki pazeeraai aur purkhuloos daad ke liye mamnoon hoon mere bhai...... aapki duaaon ka hamesha se talabgaar rahunga....

aur bhai rahi deewaan ki baat to insha allaah bahot jald chapwaa lenge bhai.. bas aap duaa karna..... apna khayaal rakhiye .....

shukriyaa

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
19th September 2014, 08:42 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Excellent....hamesha ki tarah mesmerising....it's always a pleasure to read you and the way you play with words is awesome....dheron daad o mubarakbaad is behtareen ghazal keliye and am happy now all's well between us
aapki dariyaadili aur zarraanawaazii ka tahe dil se shukryaa Naazneen sahiba...
meri khushnaseebi hai jo aap aisaa samjhtii hain.... khaak lafzon ko izzat dene ke liye mamnoon hoon...... aati rahiyega

Shaad......


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
19th September 2014, 08:49 PM

Quote:
Originally Posted by ufaq View Post
Ghazal par mubaarake.n bhai................
ghazal par aapki daad mil jaae huzoor to kyaa kahne, naseeb ka sitaara chamak uthtaa hai.... lagta hai ke kuch accha kar guzar gayaa, tabhii aapki tavajjoh haasil huii hai.....

bahot shukriyaa bhai..... aate rahiyegaa

Shaad........


Shaad...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com