Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
dil humara shishe ki tarah tut jaye
Old
  (#1)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
Love dil humara shishe ki tarah tut jaye - 2nd April 2007, 03:17 AM

pehle likhe ehsaas ko thoda age badate hue..........

faansley bad jayenge ghe dilon mein, aishe kabi sochna nha
muskil me jo haath humara chut jaye, aishe kahbi pakdna na
riste waqt khe saat majboot hote hain
sharm se nah jhuk jayen nigaye humri, aishe kabi dekha na

dil humara shishe ki tarah tut jaye, aishe kabhi rakna nha
vaade jo tum nibha nah payo, vaade aise kabhi karna nha
bewaafai se darta hai dil
gum jayen hum ishq ki galiyon mein, aishe kabhi chodna nha

bewaahi hai aankhon mein, humein aishe kabhi padna nha
joo baat hai dil mein tumhari, ushe kehne mein kabhi darna nha
hum kal rahen jha na rahen
tuhari zindagi ki hum zarrurat ban jayen, aishe halat kabhi palna nha


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
2nd April 2007, 10:23 AM

kese ho dost?
aapko Merul ka sadar pranam

bahut hi pyaari koshish hai aapki, badi hi khubsurati se aapne apne dil ke ehsason ko sabdo mein utara hai, khas karke dost aapki rachna ki aakhri panktiya hamein bahut hi pasand aayi,

bewaahi hai aankhon mein, humein aishe kabhi padna nha
joo baat hai dil mein tumhari, ushe kehne mein kabhi darna nha
hum kal rahen jha na rahen
tuhari zindagi ki hum zarrurat ban jayen, aishe halat kabhi palna nha


dost ese hi mehfil mein ujala karte rehna
aapka dost
Merul



Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
pehle likhe ehsaas ko thoda age badate hue..........

faansley bad jayenge ghe dilon mein, aishe kabi sochna nha
muskil me jo haath humara chut jaye, aishe kahbi pakdna na
riste waqt khe saat majboot hote hain
sharm se nah jhuk jayen nigaye humri, aishe kabi dekha na

dil humara shishe ki tarah tut jaye, aishe kabhi rakna nha
vaade jo tum nibha nah payo, vaade aise kabhi karna nha
bewaafai se darta hai dil
gum jayen hum ishq ki galiyon mein, aishe kabhi chodna nha

bewaahi hai aankhon mein, humein aishe kabhi padna nha
joo baat hai dil mein tumhari, ushe kehne mein kabhi darna nha
hum kal rahen jha na rahen
tuhari zindagi ki hum zarrurat ban jayen, aishe halat kabhi palna nha


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#3)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
4th April 2007, 04:25 AM

namaste merul g,

apko humara likha pasand aya, isshe humein bahut kushi hui hai, hum is ehsaas aur age badane ki koshish mein hai, asha hai vo b apko pasand ayegi.

thanku for ur kind words


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#4)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile 3rd October 2007, 06:10 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
pehle likhe ehsaas ko thoda age badate hue..........

faansley bad jayenge ghe dilon mein, aishe kabi sochna nha
muskil me jo haath humara chut jaye, aishe kahbi pakdna na
riste waqt khe saat majboot hote hain
sharm se nah jhuk jayen nigaye humri, aishe kabi dekha na

dil humara shishe ki tarah tut jaye, aishe kabhi rakna nha
vaade jo tum nibha nah payo, vaade aise kabhi karna nha
bewaafai se darta hai dil
gum jayen hum ishq ki galiyon mein, aishe kabhi chodna nha

bewaahi hai aankhon mein, humein aishe kabhi padna nha
joo baat hai dil mein tumhari, ushe kehne mein kabhi darna nha
hum kal rahen jha na rahen
tuhari zindagi ki hum zarrurat ban jayen, aishe halat kabhi palna nha



Hello Manish ji....aapka kaalam hume bahot pasand aaya ....kuchh kaheta huaa aapka yeh kalaam ....kuchh gum aur kuchh ...paane ki chaah ke saath kuchh khone ka dar bayaan karta huaa sidha dil ko chhu gaya .....bhagwaan ji kare aapko har khushi mile aur aapka har sapanaa pura ho. Keep writing.

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.




Last edited by loveforgudia; 3rd October 2007 at 06:26 PM..
  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 4th October 2007, 12:28 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
pehle likhe ehsaas ko thoda age badate hue..........

faansley bad jayenge ghe dilon mein, aishe kabi sochna nha
muskil me jo haath humara chut jaye, aishe kahbi pakdna na
riste waqt khe saat majboot hote hain
sharm se nah jhuk jayen nigaye humri, aishe kabi dekha na

dil humara shishe ki tarah tut jaye, aishe kabhi rakna nha
vaade jo tum nibha nah payo, vaade aise kabhi karna nha
bewaafai se darta hai dil
gum jayen hum ishq ki galiyon mein, aishe kabhi chodna nha

bewaahi hai aankhon mein, humein aishe kabhi padna nha
joo baat hai dil mein tumhari, ushe kehne mein kabhi darna nha
hum kal rahen jha na rahen
tuhari zindagi ki hum zarrurat ban jayen, aishe halat kabhi palna nha
Adaab Manish Sahab......................
Kya baat kafi samay baad apne kuch likha hai chaliye koi baat nahi der aye mager doorost aye...............ab apke kalam ki baat janb bahut umda ehsaas likha hai apne dil ko chulene wala raha apka likha mubarakbaad ke saath dilidaad de raha hoon khaaksar kubool ho...........khush rahiye aapka bhai kashif


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#6)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 7th October 2007, 05:22 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
pehle likhe ehsaas ko thoda age badate hue..........

faansley bad jayenge ghe dilon mein, aishe kabi sochna nha
muskil me jo haath humara chut jaye, aishe kahbi pakdna na
riste waqt khe saat majboot hote hain
sharm se nah jhuk jayen nigaye humri, aishe kabi dekha na

dil humara shishe ki tarah tut jaye, aishe kabhi rakna nha
vaade jo tum nibha nah payo, vaade aise kabhi karna nha
bewaafai se darta hai dil
gum jayen hum ishq ki galiyon mein, aishe kabhi chodna nha

bewaahi hai aankhon mein, humein aishe kabhi padna nha
joo baat hai dil mein tumhari, ushe kehne mein kabhi darna nha
hum kal rahen jha na rahen
tuhari zindagi ki hum zarrurat ban jayen, aishe halat kabhi palna nha
Aadab manish ji,
kaise hai aap?

wah janab ,aap ne dil hi chu liya.

apke yeh derd bhare,magar pyar se purr ehsaas.
MASHA ALLAH.ghar kar gaye,

aapki is mukammal koshish k liye dilse nikli daad kabul kijiye,

apna khayal rakhiye,
khush rahiye,
ALLAH HAFIZ


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ab Taqdeer ke tute shishe mein taqdeer.786 Shayri-e-Dard 0 25th February 2008 05:23 PM
zindagi is tarah beet jaye..... nice_off_me Shayri-e-Ishq 2 21st February 2005 02:11 PM
Jab koi baat bigad jaye...jab koi mushkil pad jaye aashika Hindi/Urdu Lyrics 1 24th November 2004 04:54 PM
Gazal- Chaand utar kar aa jaye shishe mein aur jaam ho jaye Arnab Shayri-e-Dard 2 21st May 2004 05:37 PM
hum tho bane hain shishe ke........ muthaheer Shayri-e-Dard 2 12th April 2003 04:08 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com