|
|
|
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
11th May 2015, 10:55 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
bohat umdah Kaifiyat dii hai bhai ....
is per aik koshish :-
maiN jab bhi sanwar ke baahir nikalta hooN
un se mulaqaat ke liye zaroor jaata hooN
un ke aaankhoN ke samandar ko maiN!
dil meiN sama ke chupa ke rakhta hooN
saaz saare ke saare be-saaz hue jate haiN!
koyal si awaaz un ki jab bhi sunta hooN…
aalam-e-izteraab hota hai waqt-e-rukhsat!
bin paani machli ki manind machalta hooN
aalam-e-izteraab : condition of anxiety
manind : alike
shab-e-hijr meiN pal pal tadapta ‘parStaar’
'ki aag hi nahi rehta, dhuaaN bhi hota hooN'
|
Hassan bhai,
Kya khoob saaz-e-bayaan hua hai dost, kya kahifiyat bayaan kar gaye par bhai hidayaat yeh bhi thi ki lafz kisi ek sher mein hona laazmi hai. Agar aap gaur-talab kar paaye to inaayat hogi..Shukriyaa
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
12th May 2015, 09:36 AM

Waaah!
bahut khoob nibhaya aapne diye huye alfaaz ko....behatreen kalaam......
Likhte rahein.....
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
12th May 2015, 09:40 AM
Quote:
Originally Posted by mast
Hassan bhai,
Kya khoob saaz-e-bayaan hua hai dost, kya kahifiyat bayaan kar gaye par bhai hidayaat yeh bhi thi ki lafz kisi ek sher mein hona laazmi hai. Agar aap gaur-talab kar paaye to inaayat hogi..Shukriyaa
|
Mast bhai ... behad shukriyaa ... aur mujhe samjhne meiN ghalti huii... i thought ky
aap ne is dafa koi lafz dene ke bajaaye ghazal likhne ky liye koi kaifiyat (condition) dii hy ...
us per ghazal likhni hy ... aur example sher ki kafiyat per kuch likhna hy ...
chaleN correction is ghazal meiN .... :-
maiN jab bhi sanwar ke baahir nikalta hooN
un se mulaqaat ke liye zaroor jaata hooN
un ke aaankhoN ke samandar ko maiN!
dil meiN sama ke chupa ke rakhta hooN
saaz saare ke saare be-saaz hue jate haiN!
koyal si awaaz un ki jab bhi sunta hooN…
waqt-e-rukhsat kaifiyat-e-dil mat pooocho!
bin paani machli ki manind machalta hooN
kaifiyat-e-dil : condition of heart
manind : alike
shab-e-hijr meiN pal pal tadapta ‘parStaar’
'ki aag hi nahi rehta, dhuaaN bhi hota hooN'
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
12th May 2015, 09:56 PM

Bhai aapne jo ashaar bina ghazal ka tarz badle kiye hai dil se bas waah nikli...nacheez ki baat ka khayaal rakhne ka shukriya aur pur asar ghazal huyi hai janaab. aapko dheero mubaarakbaad.
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
13th May 2015, 10:07 AM
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Waaah!
bahut khoob nibhaya aapne diye huye alfaaz ko....behatreen kalaam......
Likhte rahein.....
|
Quote:
Originally Posted by mast
Bhai aapne jo ashaar bina ghazal ka tarz badle kiye hai dil se bas waah nikli...nacheez ki baat ka khayaal rakhne ka shukriya aur pur asar ghazal huyi hai janaab. aapko dheero mubaarakbaad.
|
manoon-o-mashkoor hooN dostoN....
salamat rahen ..
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
13th May 2015, 10:13 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
Mast bhai ... behad shukriyaa ... aur mujhe samjhne meiN ghalti huii... i thought ky
aap ne is dafa koi lafz dene ke bajaaye ghazal likhne ky liye koi kaifiyat (condition) dii hy ...
us per ghazal likhni hy ... aur example sher ki kafiyat per kuch likhna hy ...
chaleN correction is ghazal meiN .... :-
maiN jab bhi sanwar ke baahir nikalta hooN
un se mulaqaat ke liye zaroor jaata hooN
un ke aaankhoN ke samandar ko maiN!
dil meiN sama ke chupa ke rakhta hooN
saaz saare ke saare be-saaz hue jate haiN!
koyal si awaaz un ki jab bhi sunta hooN…
waqt-e-rukhsat kaifiyat-e-dil mat pooocho!
bin paani machli ki manind machalta hooN
kaifiyat-e-dil : condition of heart
manind : alike
shab-e-hijr meiN pal pal tadapta ‘parStaar’
'ki aag hi nahi rehta, dhuaaN bhi hota hooN'
|
HSN bhai..............bahut khoobsurat likha hai aapne.....daad hazir hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
14th May 2015, 06:27 PM
Doston mahfil ko aapkI ghazalon ka intzaar hai....
Aapse guzarish gai...aaiye aur bazm ko aage badaiye..
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
kaifiyat-e-dil -
15th May 2015, 12:05 AM
Lafz thoda peecheeda tha aur isliye is baar ghazal tayaar hone mein thoda waqt gaya...lijiye aapki nazar kuch alfaaz kar raha hoon batayiegaa kaise lage
KHalish-o-soz-e-dil-figaar* haiN itne
kya hoga kaifiyat-e-dil sunaane se
*bruise
zabaan-e-gul mein bhi kitne khaar chipte hai
Gham milta hai kisi na kisi bahaane se
firaaq-e-yaar ab kaunsii khalish dega
guzar gaya hoon yun zindagi bitaane se
savaal-e-vasl** mere raqiib achaa hai
qurbate.N hoti nahi faasle mitaane se
**question of reunion
Guzaarish 'mast' nigaahon ko kaabu karlo
dhadkane sunn ho chuki hai ab zamaane se
खलिश-ओ-सोज़-ए-दिल-फ़िगार हैं इतने
क्या होगा कैफियत-ए-दिल सुनाने से
ज़बान-ए-गुल में भी कितने खार छिपते है
ग़म मिलता है किसी न किसी बहाने से
फ़िराक-ए-यार अब कौनसी खलिश देगा
गुज़र गया हूँ यूँ ज़िन्दगी बिताने से
सवाल-ए-वस्ल मेरे रक़ीब अच्छा है
क़ुर्बतें होती नहीं फासले मिटाने से
गुज़ारिश 'मस्त' निगाहों को काबू करलो
धड़कने सुंन हो चुकी है अब ज़माने से
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
Last edited by Qasid; 15th May 2015 at 06:35 PM..
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
15th May 2015, 09:31 AM
bahot khoob anu bhai........ kamaal hi huaa hai bas abki baar...................
salaamt rahen.....
Last edited by sameer'shaad'; 15th May 2015 at 09:42 AM..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
15th May 2015, 09:37 AM
Mast Bhai....bahut accha likhe hai aap..............!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
15th May 2015, 03:07 PM
Quote:
Originally Posted by mast
Lafz thoda peecheeda tha aur isliye is baar ghazal tayaar hone mein thoda waqt gaya...lijiye aapki nazar kuch alfaaz kar raha hoon batayiegaa kaise lage
KHalish-o-soz-e-dil-figaar* haiN itne
kya hoga kaifiyat-e-dil sunaane se
*bruise
zabaan-e-gul mein bhi kitne khaar chipte hai
Gham milta hai kisi na kisi bahaane se
firaaq-e-yaar ab kaunsii khalish dega
guzar gaya hoon yun zindagi bitaane se
savaal-e-vasl** mere raqiib achaa hai
qurbate.N hoti nahi faaslaa mitaane se
**question of reunion
Guzaarish 'mast' nighaaon ko kaabu karlo
dhadkane sunn ho chuki hai ab zamaane se
खलिश-ओ-सोज़-ए-दिल-फ़िगार हैं इतने
क्या होगा कैफियत-ए-दिल सुनाने से
ज़बान-ए-गुल में भी कितने खार छिपते है
ग़म मिलता है किसी न किसी बहाने से
फ़िराक-ए-यार अब कौनसी खलिश देगा
गुज़र गया हूँ यूँ ज़िन्दगी बिताने से
सवाल-ए-वस्ल मेरे रक़ीब अच्छा है
क़ुर्बतें होती नहीं फासला मिटाने से
गुज़ारिश 'मस्त' निघाओं को काबू करलो
धड़कने सुन्न हो चुकी है अब ज़माने से
|
Ghazal me vaqt bhale hee laga ho par dil par iska asar hone me bilkul vaqt nahi laga janaab.....bahut khoob.......
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
15th May 2015, 03:50 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
HSN bhai..............bahut khoobsurat likha hai aapne.....daad hazir hai
|
inayat hy baaji!
salamat rahen .........
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
15th May 2015, 03:51 PM
Quote:
Originally Posted by mast
Lafz thoda peecheeda tha aur isliye is baar ghazal tayaar hone mein thoda waqt gaya...lijiye aapki nazar kuch alfaaz kar raha hoon batayiegaa kaise lage
KHalish-o-soz-e-dil-figaar* haiN itne
kya hoga kaifiyat-e-dil sunaane se
*bruise
zabaan-e-gul mein bhi kitne khaar chipte hai
Gham milta hai kisi na kisi bahaane se
firaaq-e-yaar ab kaunsii khalish dega
guzar gaya hoon yun zindagi bitaane se
savaal-e-vasl** mere raqiib achaa hai
qurbate.N hoti nahi faaslaa mitaane se
**question of reunion
Guzaarish 'mast' nighaaon ko kaabu karlo
dhadkane sunn ho chuki hai ab zamaane se
खलिश-ओ-सोज़-ए-दिल-फ़िगार हैं इतने
क्या होगा कैफियत-ए-दिल सुनाने से
ज़बान-ए-गुल में भी कितने खार छिपते है
ग़म मिलता है किसी न किसी बहाने से
फ़िराक-ए-यार अब कौनसी खलिश देगा
गुज़र गया हूँ यूँ ज़िन्दगी बिताने से
सवाल-ए-वस्ल मेरे रक़ीब अच्छा है
क़ुर्बतें होती नहीं फासला मिटाने से
गुज़ारिश 'मस्त' निघाओं को काबू करलो
धड़कने सुन्न हो चुकी है अब ज़माने से
|
awesome.................
simply superb............................
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
15th May 2015, 04:03 PM
diye gaye lafz per aik couplet mulaahiza farmaayeN dostoN.. :-
kefiyat kia bayaaN ho dil-e-beqaraar ki!
ishQ laahiq hua hai aise jese marz-e-laa-ilaaj...
laahiq : attached
marz-e-laa-ilaaj : incurable disease
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
15th May 2015, 04:48 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
diye gaye lafz per aik couplet mulaahiza farmaayeN dostoN.. :-
kefiyat kia bayaaN ho dil-e-beqaraar ki!
ishQ laahiq hua hai aise jese marz-e-laa-ilaaj...
laahiq : attached
marz-e-laa-ilaaj : incurable disease
|
kyaa baat kahi hai hassan bhai............ waah bhai waahhh
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
15th May 2015, 05:08 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
diye gaye lafz per aik couplet mulaahiza farmaayeN dostoN.. :-
kefiyat kia bayaaN ho dil-e-beqaraar ki!
ishQ laahiq hua hai aise jese marz-e-laa-ilaaj...
laahiq : attached
marz-e-laa-ilaaj : incurable disease
|
Waah! Bahut khoob hassan ji.....
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
15th May 2015, 06:35 PM
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad'
bahot khoob anu bhai........ kamaal hi huaa hai bas abki baar...................
salaamt rahen.....
|
Shaad bhai aapki inaayat hai janaab, yunhi saath dete rahiYe
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
15th May 2015, 06:37 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Mast Bhai....bahut accha likhe hai aap..............!
|
Shukriya Di, khaak ehsaas aapke dil ko chu paaye yeh sun ke dil 'mast' ho gaya...
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
15th May 2015, 06:38 PM
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Ghazal me vaqt bhale hee laga ho par dil par iska asar hone me bilkul vaqt nahi laga janaab.....bahut khoob.......
|
Ji, kal raat isi ki marammat chal rahi thi....aacha laga ki aapke dil ko yeh ehsaas pasand aaye, yunhi saath dete rahiyeGaa
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 15
|
16th May 2015, 03:37 PM
Sabko Namaskaar !!!!!!
Ek koshish.....jara dekhen.... Kaifiyat-e-jaan, allah re saaqi ki nazar !
Maut hairaan, nasha hai to kise hai !!
Wo jo bas khwaab me hi apna pata deti hai !
Uski khwaahish se gila hai to kise hai !!
Ek kamzarf sahi dil me use aane do !
Khauf duniya ka mujhe hai na use hai !!
Kuch ishaare bhari mahfil me kar ke laut gaye !
Tumne bataya nahi aakhiri salaam kise hai !!
Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !! (Pankaj Mishra 'Nawaab')
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 15
|
16th May 2015, 03:41 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
Mast bhai ... behad shukriyaa ... aur mujhe samjhne meiN ghalti huii... i thought ky
aap ne is dafa koi lafz dene ke bajaaye ghazal likhne ky liye koi kaifiyat (condition) dii hy ...
us per ghazal likhni hy ... aur example sher ki kafiyat per kuch likhna hy ...
chaleN correction is ghazal meiN .... :-
maiN jab bhi sanwar ke baahir nikalta hooN
un se mulaqaat ke liye zaroor jaata hooN
un ke aaankhoN ke samandar ko maiN!
dil meiN sama ke chupa ke rakhta hooN
saaz saare ke saare be-saaz hue jate haiN!
koyal si awaaz un ki jab bhi sunta hooN…
waqt-e-rukhsat kaifiyat-e-dil mat pooocho!
bin paani machli ki manind machalta hooN
kaifiyat-e-dil : condition of heart
manind : alike
shab-e-hijr meiN pal pal tadapta ‘parStaar’
'ki aag hi nahi rehta, dhuaaN bhi hota hooN'
|
Bahot umdah Hassan Bhai........aapne to bas kamaal hi kar diya......
Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !! (Pankaj Mishra 'Nawaab')
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 15
|
16th May 2015, 03:44 PM
Quote:
Originally Posted by mast
Lafz thoda peecheeda tha aur isliye is baar ghazal tayaar hone mein thoda waqt gaya...lijiye aapki nazar kuch alfaaz kar raha hoon batayiegaa kaise lage
KHalish-o-soz-e-dil-figaar* haiN itne
kya hoga kaifiyat-e-dil sunaane se
*bruise
zabaan-e-gul mein bhi kitne khaar chipte hai
Gham milta hai kisi na kisi bahaane se
firaaq-e-yaar ab kaunsii khalish dega
guzar gaya hoon yun zindagi bitaane se
savaal-e-vasl** mere raqiib achaa hai
qurbate.N hoti nahi faasle mitaane se
**question of reunion
Guzaarish 'mast' nigaahon ko kaabu karlo
dhadkane sunn ho chuki hai ab zamaane se
खलिश-ओ-सोज़-ए-दिल-फ़िगार हैं इतने
क्या होगा कैफियत-ए-दिल सुनाने से
ज़बान-ए-गुल में भी कितने खार छिपते है
ग़म मिलता है किसी न किसी बहाने से
फ़िराक-ए-यार अब कौनसी खलिश देगा
गुज़र गया हूँ यूँ ज़िन्दगी बिताने से
सवाल-ए-वस्ल मेरे रक़ीब अच्छा है
क़ुर्बतें होती नहीं फासले मिटाने से
गुज़ारिश 'मस्त' निगाहों को काबू करलो
धड़कने सुंन हो चुकी है अब ज़माने से
|
Bahot kamaal ki ghazal hui hai sahab.........aur lafz-e-kaifiyat ko muqammal guldasta haasil karaya hai aapne......dhero daad
Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !! (Pankaj Mishra 'Nawaab')
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
16th May 2015, 10:55 PM
Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra
Sabko Namaskaar !!!!!!
Ek koshish.....jara dekhen.... Kaifiyat-e-jaan, allah re saaqi ki nazar !
Maut hairaan, nasha hai to kise hai !!
Wo jo bas khwaab me hi apna pata deti hai !
Uski khwaahish se gila hai to kise hai !!
Ek kamzarf sahi dil me use aane do !
Khauf duniya ka mujhe hai na use hai !!
Kuch ishaare bhari mahfil me kar ke laut gaye !
Tumne bataya nahi aakhiri salaam kise hai !!
|
Behad Umdaa ghazal huyi hai Pankaj bhai. Kaifiyat alfaaz ko alag ehsaason mein. Ubhaar ke rakha hai aapne. Yunhi likhte rahiyegaa.
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
17th May 2015, 12:24 AM
Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra
Sabko Namaskaar !!!!!!
Ek koshish.....jara dekhen.... Kaifiyat-e-jaan, allah re saaqi ki nazar !
Maut hairaan, nasha hai to kise hai !!
Wo jo bas khwaab me hi apna pata deti hai !
Uski khwaahish se gila hai to kise hai !!
Ek kamzarf sahi dil me use aane do !
Khauf duniya ka mujhe hai na use hai !!
Kuch ishaare bhari mahfil me kar ke laut gaye !
Tumne bataya nahi aakhiri salaam kise hai !!
|
Kya baat hai pankaj jii..bahut khoob peshkash...
likhte raheinn...
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
17th May 2015, 07:51 AM
Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra
Bahot kamaal ki ghazal hui hai sahab.........aur lafz-e-kaifiyat ko muqammal guldasta haasil karaya hai aapne......dhero daad
|
Inayaat ka behad shukriya janaab yunhi mehfil badhti rahe aur aapka saath miltaa rahe, dua raheGii
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
17th May 2015, 10:30 PM
Aap sab ne itnI khoobsoorat ghazalein pesh ki hai..kI main kuch likhne ki himmat hee nahi kar pa rahi...bas kuch alfaaz hain dil ki kalam se...ummeed hai pasand aayenge sabhi ko....
Hai zara zara khafa sa tu hai zara zara sa to pyaar bhi..
Tujhe roothna bhi to aaye na hai kamaal tu mere yaar bhi.
Ye jo kaifiyat tere dil ki hai teri aankhon se ye bayaan ho.
Mujhe raaz deti hai ye bata ki tu jaan kare hai nisaar bhi.
Tera dil bahal hi jayega tujhe doston ki kami nahi..
main jo door tujhse chali gayi mujhe aayega na qaraar bhi.
jo sata rahe ho mujhe sanam nahi meri tumko hai aarzu
Mere baad tujhko satayenge yahi mahfilen ye dayaar bhi.
Hame paas aur bhi layenge ye jo chaar din hain judai ke
Tu madhu ke dil me sada rahe chahe fasle ho hazaar bhi.
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
18th May 2015, 10:18 PM

Wah aapki isi adaa par to hum fidaa hai, kitni khoobsurti se ek behad peecheeda se lafz ko saral alfaazon mein baandh kar gahzal ka roop de diya...behad umdaa
Tareef karne ke liye lafz shayad tatoolne padenge....yunhi mehfil mein umdaa ghazalon ki baarish karte rahiYeGaa
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
18th May 2015, 11:23 PM

Aapko pasand aaya to yakeenan achcha hee hoga...varna sach kahoon..kashmakash me thi ki post karoon ya nahi....
behad shukriya aapka....sath dete rahein....
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
21st May 2015, 02:37 PM
Chaliye bazm ko aage badhaate hai aur hamara agla lafz aasaan sa hai par ismein kai rang samaye hai, umeed hai aap sab apni ghazlon se is lafz ko lekar zindagi bayaan kar paayenge.
'Mausam'
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
21st May 2015, 02:50 PM
Quote:
Originally Posted by mast
Chaliye bazm ko aage badhaate hai aur hamara agla lafz aasaan sa hai par ismein kai rang samaye hai, umeed hai aap sab apni ghazlon se is lafz ko lekar zindagi bayaan kar paayenge.
'Mausam'
|
nice word Mast bhai....
filhal ghazal to nahi albatta diye gaye lafz per aik sher arz hy :-
zindagi se aik hi shikwa raha "Parastaar"!
jitne mausam milay sabhi be-rang milay...
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
21st May 2015, 07:33 PM
Quote:
Originally Posted by mast
Chaliye bazm ko aage badhaate hai aur hamara agla lafz aasaan sa hai par ismein kai rang samaye hai, umeed hai aap sab apni ghazlon se is lafz ko lekar zindagi bayaan kar paayenge.
'Mausam'
|
Bahut khoob lafz mast jii..
kuch ashaar lekar hazir hone ki koshish karoongi...
sabhi doston se guzarish hai..apne khyaal hamse share karein...
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 39
|
21st May 2015, 07:49 PM
Quote:
Originally Posted by mast
Chaliye bazm ko aage badhaate hai aur hamara agla lafz aasaan sa hai par ismein kai rang samaye hai, umeed hai aap sab apni ghazlon se is lafz ko lekar zindagi bayaan kar paayenge.
'Mausam'
|
Waah ! kya lafz dhoondha hai isey dard mein aashiqui mein dono mein dhaal sakte hain. poori koshish rahegi haziri lagaane ki.
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
22nd May 2015, 09:43 AM
Mast sahab ke huqm ki tameel karte huee ye sher bazm ko nazar kar raha hoon.... lafz Mausam ko dhyaan me rakhte hue....
koi mausam tumhaariii yaad kaa aisaa nahii jaataa,
jis din hamaarii aankh se baarish nahee hotee........!!
Shaad.....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 39
|
22nd May 2015, 09:49 AM
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad'
Mast sahab ke huqm ki tameel karte huee ye sher bazm ko nazar kar raha hoon.... lafz Mausam ko dhyaan me rakhte hue....
koi mausam tumhaariii yaad kaa aisaa nahii jaataa,
jis din hamaarii aankh se baarish nahee hotee........!!
Shaad.....
|
Wah wah! Beautiful ..........................................
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 39
|
22nd May 2015, 09:50 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
nice word Mast bhai....
filhal ghazal to nahi albatta diye gaye lafz per aik sher arz hy :-
zindagi se aik hi shikwa raha "Parastaar"!
jitne mausam milay sabhi be-rang milay...
|
Waah... Badaa dard hai isme..............
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
22nd May 2015, 10:16 AM
Quote:
Originally Posted by masti
Waah... Badaa dard hai isme..............
|
behad shukriya Sarika jee.................!!
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
22nd May 2015, 10:58 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
nice word Mast bhai....
filhal ghazal to nahi albatta diye gaye lafz per aik sher arz hy :-
zindagi se aik hi shikwa raha "Parastaar"!
jitne mausam milay sabhi be-rang milay...
|
waahhhhhhhhhh kyaa baat hai hassan bhai................ bahot khoob
Quote:
Originally Posted by masti
Wah wah! Beautiful ..........................................
|
bahot bahot shukriyaa sarikaa ji.........................
aapke bhi huqum ki tameel huii hai aggar aapne gaur kiyaa ho...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
22nd May 2015, 11:03 AM
Waaah waah...bahut khoob doston......
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
22nd May 2015, 11:05 AM
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad'
Mast sahab ke huqm ki tameel karte huee ye sher bazm ko nazar kar raha hoon.... lafz Mausam ko dhyaan me rakhte hue....
koi mausam tumhaariii yaad kaa aisaa nahii jaataa,
jis din hamaarii aankh se baarish nahee hotee........!!
Shaad.....
|
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaah... kia baat janab .. kia baat
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad'
waahhhhhhhhhh kyaa baat hai hassan bhai................ bahot khoob
|
inayat hy bhai ki..........
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
22nd May 2015, 04:42 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
nice word Mast bhai....
filhal ghazal to nahi albatta diye gaye lafz per aik sher arz hy :-
zindagi se aik hi shikwa raha "Parastaar"!
jitne mausam milay sabhi be-rang milay...
|
Bahut khoob sher hua hai Hassan bhai, umeed hai jald hi aapki ghazal bhi sunne ko mileGii..dua Go
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|