nazar lage na tumko iss dewanee ki -
12th January 2005, 01:22 PM
woh hi mizaz woh hi chall hai zamane ki,
humein bhi ho gayi aadat phareb khane ki!
mein saare shehar mein tanha nahi hui ruswaa,
sazaa mili hai tumhein bhi dil lagane ki!
sharab milti hai, lekin humari pyaas se kaam,
ajhib rasam hai saaki yaha pilane ki!
nazar bacha ke tumhein dekte hai mehfil mein,
nazar lage na kahi tumko is deewani ki!
waqt ki garam hawao mein bhi murjha na saka,
phool hai, rang hai, khusboo hai tumhara chehra,
kitna arsa hua bhichade hue tumko humse,
ab bhi aankhon mein chamakta hai tumhara chehra.
judaai ka gham kya hota hai woh humse poochiye....
asoon chipaa kar muskurana kya hota hai woh humse poochiye..
hum to bas dekhte hi rehgaye unhe jaate hue...
bichad ke bhi jeena kya hota hai woh humse poochiye....
*kru*
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
dil to dhadak ta tha sirf usi ke liye,
par meri hi dhadkane thi jo un tak na paunch saki....
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
hi kru,
thx buddy. u all really keep my spirits high. its my pleasure u liked my post.surely ahead too i wud try to be at my best level.
aapki khushiyo ki tamana nahi hai humein,
hum to aapke gumoon ko apnana chahte hai
aapko jab samajh liya hai humne dost aapna
hum to bas yeh dosti nibhana chahte hai!