|
|
|
|
|
|
|
|
Member
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 27
|
Sagar Kinare -
8th January 2013, 08:45 PM
Sagar Kinare main aaj bhi lehren ginta hun,
Gumsum sa kinare se lehron ke takrane ki awaz sunta hu,
Fark sirf itna hain ki kal tak tum mere saath thi,
aur aaj mein akela hi yadon ko chun chun ke ginta hun,
Kal tak samundar mein har jagah tera aks nazar aata tha,
Aaj kinare baitha main apne hi aks dhoondata hun,
Pata nahin sagar kinare aate aate din mahine saal guzar gaye,
Per na jaane kyon aaj bhi wahin tere kadmon ki aahat sunta hun,
Tun is wakat kis haal mein hogi Hamdam maluum nahin,
Phir bhi na jane kyun ab tak sagar kinare main tera intazaar karta hun.
Sanjay Sehgal
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
Last edited by Hamdam; 8th January 2013 at 08:58 PM..
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
8th January 2013, 09:40 PM
bahot ummdah peshkash hai aapki Sehgal saab....
Fark sirf itna hain ki kal tak tum mere saath thi,
aur aaj mein akela hi yadon ko chun chun ke ginta hun,
Ye sher mujhe dil ke behad kareeb mehsoos huaa hai... shaayad iski tavajjoh ko aaj jana hai.... bahot khoob.. likhte raheN...
Shaad...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 29
|
8th January 2013, 10:01 PM
Hamdam bhai ek achhii koshish hai.
duaoN k saath
rajinderseep
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
8th January 2013, 10:28 PM
Quote:
Originally Posted by Hamdam
Sagar Kinare main aaj bhi lehren ginta hun,
Gumsum sa kinare se lehron ke takrane ki awaz sunta hu,
Fark sirf itna hain ki kal tak tum mere saath thi,
aur aaj mein akela hi yadon ko chun chun ke ginta hun,
Kal tak samundar mein har jagah tera aks nazar aata tha,
Aaj kinare baitha main apne hi aks dhoondata hun,
Pata nahin sagar kinare aate aate din mahine saal guzar gaye,
Per na jaane kyon aaj bhi wahin tere kadmon ki aahat sunta hun,
Tun is wakat kis haal mein hogi Hamdam maluum nahin,
Phir bhi na jane kyun ab tak sagar kinare main tera intazaar karta hun.
Sanjay Sehgal
|
Khoobsurat Ehsaasaat Se Bharpoor Takhleeq ... Sanjay JI !!
Mubaaraqbaad !!!
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 51
|
9th January 2013, 07:25 AM
sanjay jee.....ehsaas dil ko choo gaye...... Yun hee likhte rahein....
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
Member
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 27
|
10th January 2013, 07:15 PM
Shad sahib,
Pichle dino Goa mein itni lahren gini ki ek ehsaas jagA
jo maine likh diya..aapko pasand aya shukriya.
Sanjay sehgal
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
|
|
|
|
|
Member
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 27
|
10th January 2013, 08:10 PM
Rajinder ji ,Naresh Mehra ji aur Arvind ji,
Aap sab logo ko mera khayal pasand aya , bahut
bahut shukriya.
Sanjay Sehgal
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
|
|
|
|
|
Zindagi Kaisee Hai Paheli
Offline
Posts: 174
Join Date: Dec 2012
Rep Power: 14
|
12th January 2013, 07:13 AM
bahot khoob
aehsaas
.................................................
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
12th January 2013, 12:55 PM
Quote:
Originally Posted by Hamdam
Shad sahib,
Pichle dino Goa mein itni lahren gini ki ek ehsaas jagA
jo maine likh diya..aapko pasand aya shukriya.
Sanjay sehgal
|
Goa me... kamal hai saab.. wahan ki to baat hi alag hai , kuch saalon tak main thaa wahaan par... alag hi duniyaa ke... shayar ke liye jannat hai wo jagah.. kya khayaal aate hain.... khair aapke agle kalaam ka hame intzaar rahegaa..
likhte rahiyegaa... shukriyaa
Shaad...
|
|
|
|
|
Member
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 27
|
20th January 2013, 01:54 PM
Quote:
Originally Posted by Neetu Bala
bahot khoob
aehsaas
.................................................
|
Shukriya Neetu Bala ji,
apko hamari gazal pasand ayi..
Sanjay Sehgal
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 19
|
24th August 2013, 11:03 AM
Bahut khoob likha hai............
Yadown ke sahare zindagi beet jaati hai...
Yun hi likhte rahe......
apna kyaal rake
Aapka dost
Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah.
........Shaan......
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 23
Join Date: Jun 2013
Rep Power: 0
|
24th August 2013, 11:34 PM
hmmm intzaar .............aur yaad .........bs tadap ............
dubo gayi ye rachna ...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
25th August 2013, 12:26 PM
koshish achi hai , mehnat jaari rakhieN
BR
Mujeeb
|
|
|
|
|
Member
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 27
|
8th September 2013, 03:51 PM
Mujeeb Sahib ,Tarik Sahib aur Manjeet bhai aap sabhi ka
tahe dil se shukriya...
sanjay Sehgal
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 51
|
8th September 2013, 05:15 PM
sanjay jee aap aaye accha laga...shukriya
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,749
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 38
|
12th September 2013, 11:54 PM
achchhee manzar kasha ki hai humdum ji
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|