Chehre pe udaasiyan na laate to kya karte -
2nd February 2003, 08:48 PM
Chehre pe udaasiyan na laate to kya karte,
Na surkh aankhon ko banate to kya karte,
Andhere ne maangi ja roshni ki dua,
Apna ghar na jalate to kya karte.
Ash-O-Iesharat ka her ek sama aadha rehgayaa,
Dil ki dunya lut gai arman aadha rehgayaa,
Wo na aaye samne peman aadha rehgayaa,
Tum hasino ka aj kaan aadha rehgayaa,
Mit gai insaniyat insan aadha rehgayaa.