Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 13 votes, 4.69 average. Display Modes
Old
  (#1881)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
25th November 2009, 03:58 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Hona nahi khafaa na hona judaa hi mujhse
Mar jaunga main na karna tu jafaa mujhse
sab samajhte hain dilo k saudagar...
Tum apne dil ki boli to lagao...
   
Reply With Quote
Old
  (#1882)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
25th November 2009, 04:08 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
sab samajhte hain dilo k saudagar...
Tum apne dil ki boli to lagao...
Uper se kahaN aati hai nazar nafasat kisi kii
Yeh fitrat hai siratoN ki surat se nahi dekhati


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1883)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
25th November 2009, 04:25 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Uper se kahaN aati hai nazar nafasat kisi kii
Yeh fitrat hai siratoN ki surat se nahi dekhati
insaan ko bana k khud khuda b hairaan hai...
Ye kaisi bala e sirat bana dii..
Tum kya pehchanoge fitrat kisi ki..
Ye fitrat he meri,ye tumne bana dii...
   
Reply With Quote
Old
  (#1884)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
25th November 2009, 04:31 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
insaan ko bana k khud khuda b hairaan hai...
Ye kaisi bala e sirat bana dii..
Tum kya pehchanoge fitrat kisi ki..
Ye fitrat he meri,ye tumne bana dii...
Dil ka koyiN raaz kabhi raaz na rakh saka
Zuban ko chup karaya anhon ne keh diyaa


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1885)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
25th November 2009, 05:11 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Dil ka koyiN raaz kabhi raaz na rakh saka
Zuban ko chup karaya anhon ne keh diyaa
ye jo adaa hai tumhari Dil lagaane ki...
Chupke se mere dil me utar jaane ki...
Meri jaan, tumne seekhi kaha se....
   
Reply With Quote
Old
  (#1886)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
25th November 2009, 05:40 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
ye jo adaa hai tumhari Dil lagaane ki...
Chupke se mere dil me utar jaane ki...
Meri jaan, tumne seekhi kaha se....

ko ba ko phelii hai baat shana saai ki
usne khushboo ki tereH merii pazeerai ki

kaise keh doN keh usne choR diya mujhe
baat to sach hai mager baat hai ruswaai ki

Parveen Shakir
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#1887)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 25th November 2009, 06:44 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
woww Lamha ji.. Bahut khoob btw hw r u my dear 1st friend of sdc ?? remember me ??

Ye zulfe tumhari, ye chehra tumhara,
yu chup chup k milna, wo karna ishara...
Adaaein tumhari,wo girna hamara...
Sanam na hm bhoole hain...
Na he tum bhoole ho...
Wo aagosh me mere madhosh hona..
Wo Bhula k saari duniya ko milna hamara....

offcourse i remember u dear....how can i forget such precious friend...how r u been doing dear ?? i hope everything is fine at u....missed all my friends and missed sdc a lot....


Ya rab! nazar lage naa kisi badd-nigah ki
Ashkoo say arzoo ka chaman bo rahay hay hum...





"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#1888)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
25th November 2009, 07:33 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
offcourse i remember u dear....how can i forget such precious friend...how r u been doing dear ?? i hope everything is fine at u....missed all my friends and missed sdc a lot....


Ya rab! nazar lage naa kisi badd-nigah ki
Ashkoo say arzoo ka chaman bo rahay hay hum...



yup dear.. Evrythng is fine

marzi e khuda hai.. Na kuch karta hu mai...
Ye fasal khud b khud aasmaan chu rahi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#1889)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 25th November 2009, 07:39 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
yup dear.. Evrythng is fine

marzi e khuda hai.. Na kuch karta hu mai...
Ye fasal khud b khud aasmaan chu rahi hai...


bahut khoob ... as usual...


Aye boott-taraash ishq ko heirat mein daal de
pathar ki aankh se koi aansu nikaal de

nm


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#1890)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
25th November 2009, 09:30 PM

daaG duniya ne diye, zaKhm zamaane se miley
ham ko ye tohfe, tumheN dost banane se miley..nm




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#1891)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
25th November 2009, 10:56 PM

Lo aa gayi un ki yaad, woh nahi aaye,
ik aas reh gayi hai woh bhi na toot jaye...

(Geet:Lata Jii)


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#1892)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
26th November 2009, 02:26 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Lo aa gayi un ki yaad, woh nahi aaye,
ik aas reh gayi hai woh bhi na toot jaye...
(Geet:Lata Jii)
YouN toH jo falak uper hai wohi niche bhi
ZameeN ki hadho pe nazar ghuma ke dekho


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1893)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
27th November 2009, 12:00 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
YouN toH jo falak uper hai wohi niche bhi
ZameeN ki hadho pe nazar ghuma ke dekho


Khiza Kya, fasale-gul kehte haiN kisko, koi mausam ho
Wahi ham haiN, qafas hai aur maatam baalo-par ka hai


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#1894)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
27th November 2009, 03:29 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
Khiza Kya, fasale-gul kehte haiN kisko, koi mausam ho
Wahi ham haiN, qafas hai aur maatam baalo-par ka hai
HonthoN mein shikayat ke lafz daba baithe
AnkhoN mein faryaad ke ashk chupa bathe



  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1895)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Cool 27th November 2009, 10:09 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
HonthoN mein shikayat ke lafz daba baithe
AnkhoN mein faryaad ke ashk chupa bathe

Thug tha qafir woh sanam faqat jo bait-baaz nikla
Duhaaie ashqoN ki jo deta hai woh kambakhat chaal-baaz nikla


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#1896)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
Thumbs up 28th November 2009, 10:16 AM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post

Thug tha qafir woh sanam faqat jo bait-baaz nikla
Duhaaie ashqoN ki jo deta hai woh kambakhat chaal-baaz nikla
waaaah waaaah vikram ji.. Bahut khoob....

labrez mohabbat se jb dil ka aalam hota hai...
Chaalbaaz sanam bhi wafadaar dikhta hai....
   
Reply With Quote
Old
  (#1897)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 28th November 2009, 05:28 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
waaaah waaaah vikram ji.. Bahut khoob....

labrez mohabbat se jb dil ka aalam hota hai...
Chaalbaaz sanam bhi wafadaar dikhta hai....

Janaab Buland shayar saheb bahut bahut Shukriya!

Arz kiya hai...

Hai baski har ik unke ishaare meiN nishaaN aur
Karte haiN muhobbat to guzarta hai GumaaN aur


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#1898)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th November 2009, 06:07 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
Janaab Buland shayar saheb bahut bahut Shukriya!

Arz kiya hai...

Hai baski har ik unke ishaare meiN nishaaN aur
Karte haiN muhobbat to guzarta hai GumaaN aur
RanJ O Dard ki basti ka washindaa hun main
Itne dard sahe hai dek fir bhi zindaa hun main


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1899)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
28th November 2009, 06:45 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi
Janaab Buland shayar saheb bahut bahut Shukriya!

Arz kiya hai...

Hai baski har ik unke ishaare meiN nishaaN aur Karte haiN muhobbat to guzarta hai GumaaN aur
vikram ji... Muaaf kijiyega par Aapka ye sher meri samajh ni aaya.. actuly isme kuch khaas urdu b ni hai, par fir b meri samajh se bahar he raha ye... Sorry

Quote:
Originally Posted by khwaish
RanJ O Dard ki basti ka washindaa hun main
Itne dard sahe hai dek fir bhi zindaa hun main
WAAH sameer bhai waah.. Jiyo mere bhai...

Mai zinda hu,ye khayal jhoota hai dosto...
Ye buut kisi khwaish me chal raha hai dosto...




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1900)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th November 2009, 06:52 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
vikram ji... Muaaf kijiyega par Aapka ye sher meri samajh ni aaya.. actuly isme kuch khaas urdu b ni hai, par fir b meri samajh se bahar he raha ye... Sorry



WAAH sameer bhai waah.. Jiyo mere bhai...

Mai zinda hu,ye khayal jhoota hai dosto...
Ye buut kisi khwaish me chal raha hai dosto...
Shukriyaa Bhai...........

TukdoN mein baant rahi hai teri yaadeN mere dil ko
Jis tukde mein dekhuN tera naya pahelu nazar aaye


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1901)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
28th November 2009, 07:05 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Shukriyaa Bhai...........

TukdoN mein baant rahi hai teri yaadeN mere dil ko
Jis tukde mein dekhuN tera naya pahelu nazar aaye
behan ko bhai bana re ho sameer bhai

yu tera reh reh k ye pyaar ka ehsaas dilana...
Is buut me koi doosri khwaish na jaga de...




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1902)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th November 2009, 07:10 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
behan ko bhai bana re ho sameer bhai

yu tera reh reh k ye pyaar ka ehsaas dilana...
Is buut me koi doosri khwaish na jaga de...
You are much tombish so Bhai bhi kaha to kuch galat nahi hoga, Ok Sis........

DuriyaaN woh is qadar mujhse badate chale gaye
Nikale the tahha aur karwaaN banate chale gaye


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1903)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 28th November 2009, 07:17 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
RanJ O Dard ki basti ka washindaa hun main
Itne dard sahe hai dek fir bhi zindaa hun main

Marne ki 'e dil ! Aur hi tasveer kar ki maiN shaayane-dasto-bazu-e-qatil nahi raha


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#1904)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
28th November 2009, 07:17 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
You are much tombish so Bhai bhi kaha to kuch galat nahi hoga, Ok Sis........

DuriyaaN woh is qadar mujhse badate chale gaye
Nikale the tahha aur karwaaN banate chale gaye
ok bro....

yu rokar kisi se pyaar ki ummeed na karo...
K ye wo nagma hai jo har saaz pe gaya nahi jaata...




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1905)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th November 2009, 07:24 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
ok bro....

yu rokar kisi se pyaar ki ummeed na karo...
K ye wo nagma hai jo har saaz pe gaya nahi jaata...
Tum youN mujhe wafaa ki duhaai naa do Kwahish
Main janta huN woh jafaa karne se baaz nahi aata



Last edited by kwahish; 28th November 2009 at 07:26 PM..
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1906)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
28th November 2009, 07:33 PM

Teri har jafa ka jawab ham wafa se denge...
Tum jhoot he sahi, aazma k dekh lo...




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1907)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th November 2009, 07:45 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
Teri har jafa ka jawab ham wafa se denge...
Tum jhoot he sahi, aazma k dekh lo...

Likhe hai kayiN khawab meri nigahoN mein
Hai yeh bhi ek khawaab tum ho bahoN mein


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1908)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
28th November 2009, 07:57 PM

Mar jaau jo vasl ho jaye ek baar...
Waise b ye buut kab zinda hai visaal me....




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1909)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th November 2009, 08:05 PM

Jaane kab Qudaa mujh pe meharbaan hua tha
Shayad jab maiN bismil ban qurbaan hua tha


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1910)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Wink 28th November 2009, 08:20 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
vikram ji... Muaaf kijiyega par Aapka ye sher meri samajh ni aaya.. actuly isme kuch khaas urdu b ni hai, par fir b meri samajh se bahar he raha ye... Sorry

Janaab Katil Shayar saheb urdu ek zubaan hai, aur kisi bhi zubaan ka istemaal apne ehsaasoN ki byani ke liye kiya jaata hai...to aapki urdu waali baat meri taraf se to kharij hi samjheN, baaki qam-aqal hooN uspe zyada shour bhi na hai mujhme, to nadaaN samjh iss ashuftasar ki gustaakhi muaf kijiyega....
Rahi baat na samjh aane ki to Janaab, yeh uss kalam se nikla hua qatil sheyr hai jis kalam ke saamne hazaaroN shayaroN ne ghutne teke haiN.... Toh aap ya maiN bhala kahaN khade hone ka dum bhareN... Janaab ye sheyr Mirza Ghalib saheb ka hai.... Toh maufi bhi aapki unhi se jayaz rahegi...

Ek adna si koshish hai aapko iss sheyr ka matlab samjhane ki, lekin phir bhi na aaye toh ma'zrat saheb, abhi abhi hi shyari ki duniya me ibtada hua hai

Hai baski har ik unke ishaare meiN nishaaN aur


(Because of uniqueness in her every style/ chunki unke har andaaz meiN anokhapan hota hai)


Karte haiN muhobbat to guzarta hai GumaaN aur


(I am always suspicious because I love her/ toh mujhe har dam ek shaq laga rehta hai, maiN unse pyar jo Karta hooN)




Umm'eed hai ki aapko samajh aa gaya hoga...



Quote:
WAAH sameer bhai waah.. Jiyo mere bhai...

Mai zinda hu,ye khayal jhoota hai dosto...
Ye buut kisi khwaish me chal raha hai dosto...

Janaab aapke liye urdu se bharpoor ek sheyr arz karne ki himaqat kar raha hooN, Umm'eed hai ke Janaab ko pasand aayega...




Tum ho buut ho phir tumhe pindaar-e-khudaai KyoN hai?
Tum khudawand hi kehlao Khuda aur sahi....




Koi baat Janaab pe nasaaz guzri ho to yeh khatawaar sharamsaar hai....
Mehfil ki raunak bar kraar rakhiye aur Khush rahiye....


Vikram


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#1911)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
28th November 2009, 09:37 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
ok bro....

yu rokar kisi se pyaar ki ummeed na karo...
K ye wo nagma hai jo har saaz pe gaya nahi jaata...
Katil shayara jii,

Jin saheb ne yeh uppar wala sheyr kaha hai unke alfaaz shayad kuch iss tarha se haiN:

Ishq ke liye kuch khaas dil makhsuus hua karte haiN
Ye woh nagma hai jo har saaz pe gaya nahi jaata

Meri gustaakhi muaf kareN, yeh meri yaadasht ki binah par likh diya hai..agar galat ho to kharij kar dijiyega


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#1912)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
Thumbs up 29th November 2009, 11:24 AM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post

Janaab Katil Shayar saheb urdu ek zubaan hai, aur kisi bhi zubaan ka istemaal apne ehsaasoN ki byani ke liye kiya jaata hai...to aapki urdu waali baat meri taraf se to kharij hi samjheN,

Vikram ji.. Aapki is baat se thoda muktalif vichaar rakhte hain ham... Muaaf kijiyega par agar koi malyaali aadmi kisi punjabi k bachhe ko 'pilla' bulaye to zahir c baat hai k punjabi ko gussa aayega, jabki malyaali me bachhe ko 'pilla' bolte hain...
Kehne ka matlab sirf itna hai k beshak zubaan apne ehsaaso ko pesh karne ka maadhyam hai,magar kiske saamne pesh kar rahe hain aur usko samajh aa raha hai ya nahi, ye bhi ek laazim mudda hai.. Muaaf kijiyega agar kuch galat kaha ho to...




baaki qam-aqal hooN uspe zyada shour bhi na hai mujhme, to nadaaN samjh iss ashuftasar ki gustaakhi muaf kijiyega....
Rahi baat na samjh aane ki to Janaab, yeh uss kalam se nikla hua qatil sheyr hai jis kalam ke saamne hazaaroN shayaroN ne ghutne teke haiN.... Toh aap ya maiN bhala kahaN khade hone ka dum bhareN... Janaab ye sheyr Mirza Ghalib saheb ka hai.... Toh maufi bhi aapki unhi se jayaz rahegi...

arey arey Vikram ji... Aap baat ko kaha se kaha le gaye... Mere kehne ka matlab sirf itna tha ki mujhe zyada urdu nahi aati aur aapke .. Sorry, mirza ghalib g k is sher me zyada urdu b na thi par mujh nasamajh ki samajh se parey raha wo sher... Aur aapne theek kaha k mirza sahab ek aise shayar they jinki koi misaal nahi...


Ek adna si koshish hai aapko iss sheyr ka matlab samjhane ki, lekin phir bhi na aaye toh ma'zrat saheb, abhi abhi hi shyari ki duniya me ibtada hua hai

Hai baski har ik unke ishaare meiN nishaaN aur


(Because of uniqueness in her every style/ chunki unke har andaaz meiN anokhapan hota hai)


Karte haiN muhobbat to guzarta hai GumaaN aur


(I am always suspicious because I love her/ toh mujhe har dam ek shaq laga rehta hai, maiN unse pyar jo Karta hooN)




Umm'eed hai ki aapko samajh aa gaya hoga...


mazrat vikram ji... Jaisa k maine bataya k mujhe zyada urdu nahi aati par kya 'gumaan' ka matlab 'shak' se hai... Kahi aisa to nahi k last wali line ka matlab yeh ho k 'mai unse pyaar karta hu to gumaan badhta jata hai'
muaaf kijiyega par is kamakal ko itna he samajh aaya, hope k aap bura nahi maanegnge



Janaab aapke liye urdu se bharpoor ek sheyr arz karne ki himaqat kar raha hooN, Umm'eed hai ke Janaab ko pasand aayega...




Tum ho buut ho phir tumhe pindaar-e-khudaai KyoN hai?
Tum khudawand hi kehlao Khuda aur sahi....




Koi baat Janaab pe nasaaz guzri ho to yeh khatawaar sharamsaar hai....
Mehfil ki raunak bar kraar rakhiye aur Khush rahiye....


Vikram
aapka tahe dil se dhanyawaad k aapne is khaaksaar k liye sher likhne ki zehmat uthaayi.. Par jaisa ki aap jaante hain, mera haath urdu me tang hai to aapka sher ek baar fir rocket ban k upar se nikal gaya muaaf kijiyega...

aap bhi hamesha khush rahe aur is budhhu ko urdu ki samajh se navaazte rahe... Ummeed hai k aapke beshkeemti saath se hamesha meri akal ki banjar bhoomi ko khaad paani milta rahega




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1913)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
Cool 29th November 2009, 11:32 AM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
Katil shayara jii,

Jin saheb ne yeh uppar wala sheyr kaha hai unke alfaaz shayad kuch iss tarha se haiN:

Ishq ke liye kuch khaas dil makhsuus hua karte haiN
Ye woh nagma hai jo har saaz pe gaya nahi jaata

Meri gustaakhi muaf kareN, yeh meri yaadasht ki binah par likh diya hai..agar galat ho to kharij kar dijiyega
aapki jaankaari ekdam durust hai Vikram ji... Par maine sirf 'bait-baazi' k lihaaz se kuch modifications ki thi.. Aur jaha tak meri jaankaari hai , k aap aisa kar sakte hain... dhanywaad aapka ..




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1914)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
Smile 29th November 2009, 11:48 AM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post

Tum ho buut ho phir tumhe pindaar-e-khudaai KyoN hai?
Tum khudawand hi kehlao Khuda aur sahi....







baitbaazi cntnd ....

Humari pehchaan ko samajhne ki koshish na karo...
Khuda khud hame banakar abhi tak hairaan hai....




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#1915)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
29th November 2009, 12:36 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
baitbaazi cntnd ....

Humari pehchaan ko samajhne ki koshish na karo...
Khuda khud hame banakar abhi tak hairaan hai....
" Ha agar khuda hairaan hota
Is janha mai phir insaan kahaan hota..."




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#1916)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
29th November 2009, 01:58 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
" Ha agar khuda hairaan hota
Is janha mai phir insaan kahaan hota..."

ta'umra sajda kiye ja us khuda ko...
Jo tujhe banakar, bhool k baitha hai....
   
Reply With Quote
Old
  (#1917)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
29th November 2009, 03:07 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
ta'umra sajda kiye ja us khuda ko...
Jo tujhe banakar, bhool k baitha hai....
Ho dekhane ka hosh to duniyaa dikhai dey
Jo tumko dekhata ho use kyaa dikhai dey

.................N M................


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#1918)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
29th November 2009, 04:21 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Ho dekhane ka hosh to duniyaa dikhai dey
Jo tumko dekhata ho use kyaa dikhai dey

.................N M................
waaaaah sameer bhai... Bahut khoob .....

Darbadar ghoom k ye shauk hamne pala hai...
Khiza k phool ko hamne,
ashko se khila dala hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#1919)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
29th November 2009, 04:39 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
waaaaah sameer bhai... Bahut khoob .....

Darbadar ghoom k ye shauk hamne pala hai...
Khiza k phool ko hamne,
ashko se khila dala hai...
" hasarate.n raakh ho gaii.n lekin
aag ab bhii kahii.n dabii sii hai ..."

--nm--




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#1920)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Smile 29th November 2009, 06:15 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
aapka tahe dil se dhanyawaad k aapne is khaaksaar k liye sher likhne ki zehmat uthaayi.. Par jaisa ki aap jaante hain, mera haath urdu me tang hai to aapka sher ek baar fir rocket ban k upar se nikal gaya muaaf kijiyega...

aap bhi hamesha khush rahe aur is budhhu ko urdu ki samajh se navaazte rahe... Ummeed hai k aapke beshkeemti saath se hamesha meri akal ki banjar bhoomi ko khaad paani milta rahega
Ji aapki baat bahut hadd tak sahi hai, lekin maiN aapko ek naya pehlu se bhi ru-ba-ru karvana chahta hooN,
Jab aap kisi aisi forum meiN likhte haiN jiska vasta hi ek khaas tabiyat aur tahseer ke khayaloN ki adayagi ya byani se ho to aap ye soch ke chalte haiN ki ho sakta hai aapki byani meiN kami reh jaye lekin saamne wala aadmi to aapki kamzor tehreer ko samajh hi jayega.... Lekin baat iss dayre ke Kuch aur bahar ki bhi hai, woh yeh ki aap kisi maths ki forum meiN agar sheyr likhenge to yeh baat zaroor jayaz hogi jo aapne kahi hai....
Ye batane ka mudda faqat itna hai ki main aapke likhne ke tariqe se yeh keh sakta hooN ki aap ki pakad zubaan par achhi hai lekin interpretation ki kami hai, aap thodi si mehnat se ye kami puri kar sakti haiN, Uske baad inshallah aapki tehreer bahut qatil hongi....ye mera aapko padh ke maan na hai....
Baat mukhtasar si itni hai ke, there is subtle distinction between being romantic and being vulgar. That subtle distinction is known as art. I mean to say that if you learn to interpret things it would not only be good for you as a poet but also helpful in your day to day life, I am really very sorry if you don't approve of what ever I have written....I sincerely apologize.

Rahi baat sheyr ki to lijiye isse samjhte haiN:-

Tum ho buut* to tumhe pindaar-e-khudaai* KyoN hai?
*Buut = sudarta ki murat
*Pindaar-e-khudaai = Khuda hone ki galatfehmi

Yaha'n Ghalib saheb ye farma rahe haiN apne mehboob ko ki hum maante haiN ki tu apsara jaisi khoobsurat hai lekin tujhe ye galatfehmi KyoN hai ki tu Khuda hai....
I know and acknowledg that you are the most beautiful women, but what has made you think that you are God.

Tum khudawand* raho Khuda koi aur sahi
*khudawand = Khuda ka banda



Tum khuda ke bande ho Wahi banke raho, Khuda kisi aur ko hi rehne di...
You are a child of that God, so be a child, let him, who actually is, be God.

Agar koi gustaakhi hui ho to sharamsaar hooN.

Apna khayal rakhiyega

Vikram....


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Baitbaazi-e-Sharaab khan Shayri-e-Sharaab 22 1st January 2013 02:03 PM
Baitbaazi-e-kalaam-e-Asaatzaa khan Shayri-e-Mashahoor Shayar 362 11th November 2008 07:31 AM
Baitbaazi-e-Dard khan Shayri-e-Dard 12 2nd September 2008 01:44 PM
Baitbaazi-e-Ishq khan Shayri-e-Ishq 17 23rd January 2004 02:01 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com