Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Gharonde beh gaye
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Gharonde beh gaye - 12th September 2014, 07:05 PM

Kal shab aansuon ke sailab meiN ret ke gharonde beh gaye,
Ek ek.aansoo apne aap ghum ki anginit kahani kah gaye.

Dabe jazbaat barson se jo seene mein achanak umre ek toofan se,
Toota sabr ka jab. bandh mere sab ashiyane ek pal mei deh gaye.

Sajaya tha kabhi jinki palkon pe apna khab e manzar,
Tumse mera ab na vaasta koi suna ke Alvida vo keh gaye.

Usi Samander ke kinare aaj bhi lehron ka aana jaana hai,
Hum Ishq ke maare ret mein unke kadmo ko talashte reh gaye.



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 12th September 2014 at 07:29 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
12th September 2014, 10:24 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Kal shab aansuon ke sailab meiN ret ke gharonde beh gaye,
Ek ek.aansoo apne aap ghum ki anginit kahani kah gaye.

Dabe jazbaat barson se jo seene mein achanak umre ek toofan se,
Toota sabr ka jab. bandh mere sab ashiyane ek pal mei deh gaye.

Sajaya tha kabhi jinki palkon pe apna khab e manzar,
Tumse mera ab na vaasta koi suna ke Alvida vo keh gaye.

Usi Samander ke kinare aaj bhi lehron ka aana jaana hai,
Hum Ishq ke maare ret mein unke kadmo ko talashte reh gaye.
Bahut khoob sanjay ji......dil se daad aapki is nazm k liye.....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
12th September 2014, 11:04 PM

Sanjay ji namaskar

Dard ke kuch afsane keh gaye.
Aapke lafz ik kahani keh gaye
Mat ro sawea duur nahin
Ansuuon ka samandar jeene ka maqsad keh gaye

God bless you
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
13th September 2014, 09:20 AM

sanjay saahab.... umdaa ehsaason ka samandarr hai ye kavitaa....

mujhe personally bahot hi acchii lagi ye kaavissh binaa kisi bandish ko madde nazar rakhte hue.... bas likhte raiye, mahfil sajaate rahiye

Shaad....




Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
19th September 2014, 02:20 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Kal shab aansuon ke sailab meiN ret ke gharonde beh gaye,
Ek ek.aansoo apne aap ghum ki anginit kahani kah gaye.

Dabe jazbaat barson se jo seene mein achanak umre ek toofan se,
Toota sabr ka jab. bandh mere sab ashiyane ek pal mei deh gaye.

Sajaya tha kabhi jinki palkon pe apna khab e manzar,
Tumse mera ab na vaasta koi suna ke Alvida vo keh gaye.

Usi Samander ke kinare aaj bhi lehron ka aana jaana hai,
Hum Ishq ke maare ret mein unke kadmo ko talashte reh gaye.


sanjay ji....bahut khoob likha hai aapne...last wala sher khaas pasand aaya hame.


Usi Samander ke kinare aaj bhi lehron ka aana jaana hai,
Hum Ishq ke maare ret mein unke kadmo ko talashte reh gaye.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com