Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri Ki Paathshaala

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 5 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#1161)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Love 10th September 2014, 03:51 PM

deedar-e-yaar meiN pashemaani kesi!
pyaar hai so hai, jag hansaayi kesi?

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#1162)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
11th September 2014, 09:37 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post

deedar-e-yaar meiN pashemaani kesi!
pyaar hai so hai, jag hansaayi kesi?
waaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhh!!!!
Hassanbhai,

kya baat hai.... sahi kahaa.... pyaar kiya to Darnaa kya.....

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1163)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
11th September 2014, 11:23 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post

deedar-e-yaar meiN pashemaani kesi!
pyaar hai so hai, jag hansaayi kesi?
Waaaaaahhhhh!!!! Hassan bhai ...bohat khoob

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#1164)

11th September 2014, 11:29 AM

shiiriin* sii khataa par wo pashiimaa.n-nazarii**

bhala kaun saza de aaise tifl-e-maasoom*** ko

*sweet
**regretful looks
***innocent child

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#1165)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 11th September 2014, 11:48 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Waaaahhhh! this is the correct attitude towards love....well done PS pyar kiya to darna kya nice message to lovers
Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
waaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhh!!!!
Hassanbhai,

kya baat hai.... sahi kahaa.... pyaar kiya to Darnaa kya.....
Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Waaaaaahhhhh!!!! Hassan bhai ...bohat khoob
thankyou so so much guys................

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#1166)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 11th September 2014, 11:51 AM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
shiiriin* sii khataa par wo pashiimaa.n-nazarii**

bhala kaun saza de aaise tifl-e-maasoom*** ko

*sweet
**regretful looks
***innocent child
awwwwwwwwwwwwwwwwww... Ananth sir..

masha Allah.. subhan Allah..... sadqe jaaoN iss pashemaan-nazaari per..

dherooN daad is khoobsorat aur naazuk se sher ke liye sir..... reps added

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#1167)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
11th September 2014, 12:52 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
shiiriin* sii khataa par wo pashiimaa.n-nazarii**

bhala kaun saza de aaise tifl-e-maasoom*** ko

*sweet
**regretful looks
***innocent child
waaaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhh!!!!
Ananthji,
bahot khub... lagtaa hai bachche ne koii sharaarat karke aapko aisa look diya hai? haa haa haaa...................

khush rahiye....................

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1168)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
11th September 2014, 01:27 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Waaaahhhhh! bahot hi sweet and cute sa sher hai jij as adil said mujhe bhi lagta hai rudrah se inspired hokar ye sher bani hai
Naaz! ... mehboob bhi tifl-e-masoom ho sakta hai!

kuch aise insaaN bhi paaye jatay haiN dunia meiN jo mehboob ko
bachoN ki taraH deal karte haiN.. unheiN wesa hi pyaar karte haiN....

yeH meri raaye hai.. aap ikhtilaaf bhi rakh sakti haiN...

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#1169)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Talking 11th September 2014, 01:52 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Waaaahhhhh! bahot hi sweet and cute sa sher hai jij as adil said mujhe bhi lagta hai rudrah se inspired hokar ye sher bani hai kyuNki paro to pashemaaN honese rahi
Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post

Check my editted version
lol.......................... agreed now!

btw... Ananth sir ke pehle ke bhi jazbaat ho saktay haiN

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 11th September 2014 at 02:04 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1170)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
11th September 2014, 06:34 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
awwwwwwwwwwwwwwwwww... Ananth sir..
masha Allah.. subhan Allah..... sadqe jaaoN iss pashemaan-nazaari per..
dherooN daad is khoobsorat aur naazuk se sher ke liye sir..... reps added
Bohat bohat shukriya Hassan bhai iss hausla affzaayi k liye thanx for the reps 2

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#1171)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
11th September 2014, 06:36 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
waaaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhh!!!!
Ananthji,
bahot khub... lagtaa hai bachche ne koii sharaarat karke aapko aisa look diya hai? haa haa haaa...................
khush rahiye....................
Bohat bohat shukriya Aadeil sahab...aap ne sahi farmaaya mere bete se hi inspired hai ye sher ...3 mahine ka hai sirf abhi se he seems to know all these

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#1172)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
11th September 2014, 06:39 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Waaaahhhhh! bahot hi sweet and cute sa sher hai jij as adil said mujhe bhi lagta hai rudrah se inspired hokar ye sher bani hai kyuNki paro to pashemaaN honese rahi
Bohat shukriya saali sahiba....rudrah is the inspiration...he gives a cute look n smile after a mischief

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#1173)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
12th September 2014, 11:02 AM

guzre waqt k baad hoti hai pashemaanii

ye soch kar gar yun kiya hota to kya hota ?

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#1174)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
12th September 2014, 11:18 AM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
guzre waqt k baad hoti hai pashemaanii

ye soch kar gar yun kiya hota to kya hota ?
waaaaaaaaahhhhh!!!!
bahot khub, Ananthji.....
ye sach hai ki insaan karne ke baad hi sochte haiN ki ye kuch iis tarah kiya hota ya nahi kiya hota ..................

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#1175)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 12th September 2014, 12:08 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
guzre waqt k baad hoti hai pashemaanii
ye soch kar gar yun kiya hota to kya hota ?
yeah sir.. that's very true........

dherooN dherooN daad.........

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Mohabbat ki daastaaN...!!
Old
  (#1176)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Love Mohabbat ki daastaaN...!! - 12th September 2014, 04:03 PM

aaj bohat khamoshi hai yahaN....
chalo khamoshi door karte haiN..
pesh-e-khidmat haiN kuch adh-adhooray alfaaz:-

mohabbat ki daastaaN

mohabbat ki daastaaN
zarra sun toH meri jaaN
ishQ karna nahi asaaN
kabhi karta hai hairaaN
to kabhi karta pashemaaN
rakhta hai ik alag shaaN
nahi is ka koi baaghbaaN
agar ho jaye kisi ko yahaaN
nazroN se haal hota bayaaN
lagta to hai be-zubaaN
per leta hai kayi imtehaaN
hewaaN ko banaye insaaN
yeHi hai ishQ ki shaaN
gar kar le koi iss jahaN
saath rehta hai daaemaaN
teri doori se dil hai pareshaaN
jaaN! maiN yahaN tu kahaN?

hewaaN : animal
daaemaaN : always

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Mujeeb; 12th September 2014 at 06:25 PM.. Reason: As per User Request
   
Reply With Quote
Old
  (#1177)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Love 12th September 2014, 04:29 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
shiiriin* sii khataa par wo pashiimaa.n-nazarii**

bhala kaun saza de aaise tifl-e-maasoom*** ko

*sweet
**regretful looks
***innocent child
areeeeeeeeeee wahhhh

Pari, etni gehri urdu....bahut kamaal

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#1178)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Smile 12th September 2014, 05:03 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
waaaahh! Naaz...
isssi ka naam zindagi hai.. issi ka naam jeena hai..
issi ka naam khul ke zindagi meiN sar-e-aam pyaar karna hai...

bohat khoob... adaigi bhi khoob rahii.. aur waahh! kia takhyyul hai..

maan gaye saaheb... ..
Quote:
Originally Posted by Hassan View Post

deedar-e-yaar meiN pashemaani kesi!
pyaar hai so hai, jag hansaayi kesi?
HSN bhai, aap ke sher pad kar to dil meiN pyar hi pyar bhar jata hai

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
guzre waqt k baad hoti hai pashemaanii

ye soch kar gar yun kiya hota to kya hota ?

sahi baat hai Anant ji...aksar aisa hota hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#1179)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
13th September 2014, 03:42 AM

pashemaaaN haiN ghar apna jalaa ke
malbay pe ro rahe hain sir tikaa ke
mayoos paDay haiN aur sochte haiN
hum barishoN se rakhte dosti nibhaa ke....

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#1180)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
13th September 2014, 03:53 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
aaj bohat khamoshi hai yahaN....
chalo khamoshi door karte haiN..
pesh-e-khidmat haiN kuch adh-adhooray alfaaz:-
mohabbat ki daastaaN

mohabbat ki daastaaN
zarra sun toH meri jaaN
ishQ karna nahi asaaN
kabhi karta hai hairaaN
to kabhi karta pashemaaN
rakhta hai ik alag shaaN
nahi is ka koi baaghbaaN
agar ho jaye kisi ko yahaaN
nazroN se haal hota bayaaN
lagta to hai be-zubaaN
per leta hai kayi imtehaaN
hewaaN ko banaye insaaN
yeHi hai ishQ ki shaaN
gar kar le koi iss jahaN
saath rehta hai daaemaaN
teri doori se dil hai pareshaaN
jaaN! maiN yahaN tu kahaN?

hewaaN : animal
daaemaaN : always
Waaaaaahhhhhhhhh!!!! Hassan bhai...bohat khoob...dheron daad

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#1181)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
13th September 2014, 03:55 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
pashemaaaN haiN ghar apna jalaa ke
malbay pe ro rahe hain sir tikaa ke
mayoos paDay haiN aur sochte haiN
hum barishoN se rakhte dosti nibhaa ke....
WAAAAAAAAAAAHHHHHHHHH!!!! great lines Hassan bhai....dheron daad meri taraf se

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#1182)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
13th September 2014, 03:56 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
waaaaaaaaahhhhh!!!!
bahot khub, Ananthji.....
ye sach hai ki insaan karne ke baad hi sochte haiN ki ye kuch iis tarah kiya hota ya nahi kiya hota ..................
Bohat bohat Shukriya Aadeil sahab

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#1183)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
13th September 2014, 03:57 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
yeah sir.. that's very true........
dherooN dherooN daad.........
Thanx Hassan bhai............

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#1184)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
13th September 2014, 04:00 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
areeeeeeeeeee wahhhh

Pari, etni gehri urdu....bahut kamaal
Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
HSN bhai, aap ke sher pad kar to dil meiN pyar hi pyar bhar jata hai

sahi baat hai Anant ji...aksar aisa hota hai

Bohat bohat shukriya Dii.....thanx a lot

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#1185)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
13th September 2014, 04:02 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Bahot khoob jij aksar hum aisa hi sochtey hain but life never gives second chance
Thanx a lot for appreciating...yup dats true...thanx for the reps 2

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#1186)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
13th September 2014, 10:57 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Badal kar Khuda ko nahiN hotey pashemaaN
Chann'd purzoN ne kiya bandoN ko be-imaaN
Waaaaaahhhhhh!!!! Bohat khoob saali sahiba...dheron daad

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#1187)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
14th September 2014, 01:51 PM

doston ... aadaab

aapne is hafte ke lafz "pashemaan" par kya khoob mehfil-e-aashaar sajaayee. sab shora ne khoob se khoob aashaar aur nazmein pesh kareen. aap ne lafz "pashemaan" ko na sirf har tarah ki "pashemaanee" se bachaaya, par is lafz ko apne aap par fakhr karne ki bahaut si wajahein bhi di hain

saath hi bahaut hi achchhee guftagoo bhi huwee kayee alfaaz ya jumlon ke sahi maaynon aur istemaal ke oopar. aap sab ne is bazm ke sachche maqsad ko sahi maaynon mein haasil kiya, ki hum sab ek doosre ki ungli thaam kar saath saath seekhenge aur zauq-e-sukhan haasil karenge.

main is maheene, jab tak interview ke katghare mein peshee de raha hoon, to yahaan theek se haaziri naheen de pa raha hoon. sach maaniye, yahaan par naheen aa paane ki kami mujhe bbahaut khal rahi hai, magar main ne saaree posts par ek baar nazar zaroor daalee hai. man hi man bahaut si daad di hai aap sab ke ek ek misre ko.

sabhi puraane doston ne to apne sukhan ke jalwe bikhere hi hain, saath hi khushi ka ek aur sabab ye bhi huwa ki SDC ke aur kuchh saathee bhi pehli dafa hamaaree is koshish mein saath dene ke liye tashreef laaye ... respected Sunita didi aur azeez Mujeeb bhai. main aap ka istaqbaal karte huwe ye ummeed karta hoon ki aap ke khayaalat ka noor is mehfil ko aage bhi charaaghaan karta rahega.

doston, jald hi main naya lafz le kar haazir hounga. jab tak naya lafz naheen aa jaata aap isee lafz par guftagoo aur mashq-e-sukhan jaaree rakkhein

duaon ke saath
zarraa

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
naya lafz ...
Old
  (#1188)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
naya lafz ... - 14th September 2014, 09:05 PM

doston

aadaab o tasleemaat

is baar ka lafz hai "zulmat" which means darkness or something black

ye lafz bahaut hi asardaar tareeke se shayari mein istemaal hota hai. is ke literal meaning ke saath saath is ka symbolic meaning bhi bahaut powerful tareeke se use hota hai, symbolising dark times / circumstances / places / events etc ...aur in jazbon ki taraf ishaara kar sakta hai (if used appropriately in the right context) jaise maayoosee, naaumeedee, naainsaafee, zulm-o-sitam wagairah wagairah .... haan, magar saath hi ye literal form mein istemaal hone par bhi powerful hai.

ek related lafz jo shayari mein dekhne ko aata hai, wo hai "zulmaat" jis ke bhi similar maayne hain. mera andaaza hai ki ye lafz "zulmat" ka jama form hai, this is my guess. par is par agar koyee member aur roshni daalna chaahein ya koyee technical clarification de sakein, to bahaut achchha rahega.

is baar hum lafz "zulmat", "zulmaat" ya related words jaise "zulmatoN", "zulmateiN" wagairah par shayari karenege.

dekhte hain in lafz par ustaad shora ke kahe kuchh behtareen aashaar ...

zulmat-kade meiN mere shab-e-gham ka josh hai
ik sham'ma hai daleel-e-sahar so khamosh hai
- Mirza Ghalib

shikwa-e-zulmat-e-shab se to kaheeN behtar tha
apne hisse ki koyee sham'ma jalaate jaate
- Ahmad Faraz

yooN achaanak tere aariz ka khayaal aata hai
jaise zulmat meiN koyee sham'ma bharhak utthee hai
- Sahir Ludhianvi

roshni ke liye ghar jalaana parha
aisi zulmat bardhee tere jaane ke baad
- Khumaar Barabankvi

gham-e-zamaana teri zulmateiN hi kya kam theeN
ki bardh chale haiN ab in gesuoN ke bhi saaye
- Hafeez Hoshiarpuri

shaam-e-gham ki zulmateiN haiN aur sehra-e-hayaat
deeda-e-bedaar ko anjum-fishaaN karte chalo
- Qabil Ajmeri

siyah-khaana-e-dil meiN hai zulmatoN ka hujoom
charaagh-e-shauq jalaao ki roshni ho jaaye
- Qabil Ajmeri

vo meri jur'ratoN par be-niyaazee ki saza dena
hawas ki zulmatoN par naaz ki bijlee gira dena
- Majaaz ki nazm se

kuchh yaad aa gayee thi wo zulf-e-shikan-shikan
hastee tamaam chashma-e-zulmaat ho gayee
- Firaaq Gorakhpuri

roshni saaya-e-zulmaat se aage n bardhee
zindagi sham'ma ki ik raat se aage n bardhee
- Shakeel Badayuni

is lafz par mashq-e-sukhan ka silsila hum chalaayenge agle 7 din tak yaani 21st September, raat 9:00 PM India time, ya 3:30 PM GMT tak. to ab intezaar kis baat ka hai, bas shuru ho jaaiye ! aur lafz "zulmat" par se zulmat ka parda uthaaiye aur us par apne sukhan ka noor barsaaiye

duaon ke saath
zarraa

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1189)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
14th September 2014, 10:40 PM

teri zulmat, meri ulfat!
nahi hoti mujh se yeH chahat...

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#1190)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
14th September 2014, 11:04 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
teri zulmat, meri ulfat!
nahi hoti mujh se yeH chahat...
Waaahhh !! Chhote se sher mein ek daastaan keh di !! Dheron daad Hassan bhai !!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1191)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 14th September 2014, 11:07 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post

Waaaah! Umdaa sher, waise PS ye to easy way out hua chahat hai to dard to sehna hi padega ye kya ki maidaan hi chhor kar bhaag jao

Shab-bhar zulmat ki panaaH meiN rahey
Urooj-e-sahar ki bedaari khal gai
Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Waaahhh !! Chhote se sher mein ek daastaan keh di !! Dheron daad Hassan bhai !!
Jee zarra saheb.... Ab aap hi batayeN:-

zulmat-e-shab meN jalne se behtar!
do pal ki zindagi, tu khul ke jiya kar...

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 14th September 2014 at 11:11 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1192)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
14th September 2014, 11:08 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post

Waaaah! Umdaa sher, waise PS ye to easy way out hua chahat hai to dard to sehna hi padega ye kya ki maidaan hi chhor kar bhaag jao

Shab-bhar zulmat ki panaaH meiN rahey
Urooj-e-sahar ki bedaari khal gai
Wwwwwaaaaaahhhhhhh !!!!!!! Qayamat barpa sher raha !!! Zabardast bayaan N@zneen ji !! Kya baat hai !! Zulmat ki panaah mein bhi bedaari hi mili hogi shayad par sahar ki bedaari gawaara naheen hai lagta hai !!! Fantastic !!!! Beshumaar daad aap ko !!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1193)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
14th September 2014, 11:14 PM

chaliye, purani ghazlon ke 2 aashaar lafz-e-zulmat ki nazar karta hooN

zauq-e-nazzara-e-zulmat ka junooN
aur bardhta hai harik shab mera

maiN ne zulmat ke banaaye the mahal
noor ka chhota sa ik ghar de Khuda

- zarraa

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1194)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 14th September 2014, 11:17 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
chaliye, purani ghazlon ke 2 aashaar lafz-e-zulmat ki nazar karta hooN

zauq-e-nazzara-e-zulmat ka junooN
aur bardhta hai harik shab mera

maiN ne zulmat ke banaaye the mahal
noor ka chhota sa ik ghar de Khuda

- zarraa
wahhh! Waaahh! Waaaah! Zarraa saheb... Hamesha ki tarah
iss baar bhi aap ke ashaar ne qayamat bapa kar dii..
Dard hi dard hai.....zulmat hi zulmat hai....
Teh e dil se nikli dherooN daad qabool kejiye ga sir..

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#1195)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
14th September 2014, 11:20 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Jee zarra saheb.... Ab aap hi batayeN:-

zulmat-e-shab meN jalne se behtar!
do pal ki zindagi, tu khul ke jiya kar...
Haan !! Waise ye bhi behtar hai !! Agar zulmat mein naheen ji sakte to noor ki talaash karein bajaaye zulmat mein zindagi barbaad !! Ye bhi sahi hai. Magar kuchh log jinhein zulmat se mohabbat hai wo naachaar kahaan jaayein ?

Waise ye ek zulmat vs noor par debate jaise hone ke aasaar nazar aa rahe hain

Khair chhorhiye ... sher bahaut achchha hai aap ka. Dheron daad Hassan bhai !!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1196)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
14th September 2014, 11:23 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
wahhh! Waaahh! Waaaah! Zarraa saheb... Hamesha ki tarah
iss baar bhi aap ke ashaar ne qayamat bapa kar dii..
Dard hi dard hai.....zulmat hi zulmat hai....
Teh e dil se nikli dherooN daad qabool kejiye ga sir..
Is mohabbat bhari pazeeraayee ka tah e dil se shukriya ada karta hoon Hassan bhai !!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#1197)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
15th September 2014, 12:06 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Haan !! Waise ye bhi behtar hai !! Agar zulmat mein naheen ji sakte to noor ki talaash karein bajaaye zulmat mein zindagi barbaad !! Ye bhi sahi hai. Magar kuchh log jinhein zulmat se mohabbat hai wo naachaar kahaan jaayein ?

Waise ye ek zulmat vs noor par debate jaise hone ke aasaar nazar aa rahe hain

Khair chhorhiye ... sher bahaut achchha hai aap ka. Dheron daad Hassan bhai !!
Zarrra saheb.. aap ki baat se maiN iss hadd tak mutafiq hooN ke
hum jaise shayeroN ke liye zulmat meiN rehna aik taraH se lazmi amar ban
chala hai... kyuN ke jab tak dard na mile ga .. Dard bayaaN kese kareN ge!..
Agar jazboN ko alfazooN ki roop meN haqeeqat meN dhaalna hai to.. Haan! Phir zulmat
laazmi hai.... Aur agar shayri profession hai to alfazoN ka khazana hai.. Kissi taraH se bhi istemaal
kar leN.. Lekin dard ubhar ke saamne nahi aaye ga... Yeh meri soch hai!
YahaN maiN baat aashiqoN ki kar raha tha ke woH iss zulmat se nikleN
khul ke pyar kareN... Na dareN... Aur zinda dil raheN aur apne pyaar ka sahii taraH
khayaal kareN/izhaar kareN.. zulmat me jiye to kia jiye....! Be-waris lamhoN ke maqtal se nikleN!
Do pal ki hai zindagii kyuN na pyar meN ishQ o mohabbat meN basar kareN... Jo humsafar hai uss ko
zulmatoN ke andhere se nikaal kar ujaaloN se ru ba ru kareN.. Noor hi noor bhar
deN un ki zindagi meN...

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 15th September 2014 at 12:14 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1198)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
15th September 2014, 02:52 AM

zarra socho us shakhs pe zulmatoN ke kia pahaaR toote hooN ge!
jis shakhs ko rote hue aaj tak kisi ne nahi dekhaa....!

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#1199)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
15th September 2014, 07:39 AM

Waah! Distance learning karte karte paaya mere sare dost jo pehle hi bohut aage the, aur bhi aage nikal gaye hain,zarra ji, Hassan ji, anant ji,naaz and Adil ji aap sabko main musalsal pad rahi hun bas reply nahi kar pati �� aap sab ki jitni tareef ki jaaye kam hai, iss bazm ko itni khoobsurati se sajaane ke liye.

Ek choti si koshish main bhi karke dekhti hun,

Teri zulmaton se rasn-o-daar achaa
Maut detaa hai,tadpaata toh nahi?

-Apki Dost
Sarika

Last edited by masti; 15th September 2014 at 07:49 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1200)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
15th September 2014, 07:45 AM

Zulmatein sehna teri kismat nahi, e aurat
Kadam badaa aage aur noorjahan ban jaa

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com