Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tumhare Liye...
Old
  (#1)
Ni$ha
Registered User
Ni$ha is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 42
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 0
Tumhare Liye... - 4th February 2004, 01:20 PM

MeRe PyARe DoSTon,

AaJ Mein Ek ARSe Ke BaaD IS SiTe PaR AaIe AuR SaBKi SHaYRiaN PaDhi, BaHuT AcHha LaGa YaHaan Ye DeKHTe HuAi Ki SaBHhi AcHha LiKh RaHein Hain AuR KuCh DoSt AcHha LiKHNne Ki KouSiSH KaR RaHe Hain. MaiNe SoCha Ki Mein BHi Kuch PoSt KaRoon. KuCh NaYa To FilHaaL NaHi Hai PaR MeRi LiKHi Hui CHuNinDa SHaYRion Se KuCh YaHaan PoSt KaR RaHi Hoon. UMeeD KaRTi Hoon AaP SaB Ko PaSaNd AaiEGa.

NiSha


DiN Mein YaaD KaRTe Hain, RaaT Mein YaaD KaRTe Hain
HuM To UnHe HaR GHaDi, HaR WaQt YaaD KaRTe Hain

ZiNDaGi Ke HaR PaL, HaR LaMHe Mein YaaD KaRTe Hain
KHuDa Ko NaHi, KhuDa Se Bhi BaDhKaR UnHe YaaD KaRTe Hain

__________________________________________________



ZiNDaGi Ke Is SaFaR Mein
MoHaBbaT Ka Koi ChaLaN ChhoD Do

YaaD Mein BaHaaYe Hain Jo AanSoon
KiSi DiL Mein AiSi LaGaN ChhoD Do

__________________________________________________


BhooLa SaKTi To KaBKa BhooLa DiYa HoTa
MiTa SaKTi TuMhe To KaBKa MiTa DiYa HoTa

TuMhe Kya PaTaa Ki KiTNa DaRD DeTi Hain Yeh YaaDein
BaTaa SaKTi To KaBKa BaTaa DiYa HoTa.

__________________________________________________


MoHaBbaT KaRNe WaaLe, Na JeeTe Hain Na MaRTe Hain
PhooLon Ki ChaaH Mein, KaanTon PaR Se GuZaRTe Hain

Yoon To HaMeSha HoThon PaR HaNsi ReHTi Hai HaMaRe
PaR ShaaYaRi Mein Na JaaNe Kyon, DiL Ke DaRD UBhaRTe Hain.

__________________________________________________ _

CheHRe Ki ShiKaNn BaNKaR TeRe SaaTh ChaLooNGi,
KhwaaBon Ka ChaMaN BaNKaR TeRe SaaTh ChaLooNGi.

YeH VaaDa Hai SaNaM ABb Ki BaaR,
PaiRoN Ki ThaKaN BaNKaR TeRe SaaTh ChaLooNGi.


NiSha
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
4th February 2004, 02:22 PM

Bohot khub dil ki dard bayan kee hein aapne. Dilko chhoo jaati hein. Dard sahi mehsoosh hojaati hein. Yes I agree. Kuch kare bhi toh keya karsakte hein, Pyaar meh kuch aise hi hoti hein aur hogi. Tahe dilse shukriya kabool kijiyega. Yunhi darde dil likhte rahiyega. Hum padte rahenge, yaakinan. Duwaon ke sath izazat chahungi. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#3)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 4th February 2004, 08:04 PM

nisha ji

mere paas aapke in poem ko reply karne ke liye alfaaz nahi hai sawa is ke
vowwwwwwwwwwwwwwwww


bhut acha likha hai aapne ne

keep it up

bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
iqbal_khushdil
Registered User
iqbal_khushdil is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 20
Join Date: May 2003
Location: india
Rep Power: 0
5th February 2004, 10:41 PM

Hi Nisha ji,



Dont hv more words to decribe, I ll just say
Excellent !!!

Best wishes

Iqbal

www.iiqbal.8k.com
  Send a message via Yahoo to iqbal_khushdil  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Ni$ha
Registered User
Ni$ha is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 42
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 0
11th February 2004, 01:23 PM

Shimul ji,

Namaskar

Humaari shayri padh kar aap ko achha laga yah jaankar hume bhi baRhiyaa laga.

Aap ne to bandh liya apne pyar kay door se….
Aab iss ko tod kar kahaan jaiegi ye NiSha….


Aap ki du`aa oon ke liye mein ta umra karz daar rahoongi.

NiSha
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Ni$ha
Registered User
Ni$ha is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 42
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 0
11th February 2004, 01:25 PM

Romana Ji

Namaskar,

Aap ke jaise achhe shayer ko humari shayri pasnad aaye, hume maloom na tha hum itna behtaar likhti hain. Aap ne humri shayri ko padhne ke liye waqt nikala aur humaari housla afzaie kiya. Skragujaar rahoongi. Mein humesha..

NiSha
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Ni$ha
Registered User
Ni$ha is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 42
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 0
11th February 2004, 01:27 PM

Iqbaal Ji,

Aray yah kya aap ko humaari shayri itni pasand aayi. Sukriyaa janaab. Hum humesha aise hi likhte rahenge. Aap ne humare shayri padhne ke liye waqt nikalaa iss ke liye tahedil se sukriya.

NiSha
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
11th February 2004, 01:37 PM

Shimul ji,

Namaskar

Humaari shayri padh kar aap ko achha laga yah jaankar hume bhi baRhiyaa laga.

Aap ne to bandh liya apne pyar kay door se….
Aab iss ko tod kar kahaan jaiegi ye NiSha….


Aap ki du`aa oon ke liye mein ta umra karz daar rahoongi.

NiSha

Namaskar,
Dear Nisha Jee, Keisi hein aap? Meri Duwa yeh bhi rahegi ke yeh Dor kabhi na toote. Yeh bandhan toh Pyaar ka bandhan hein.......
Waise Duwa toh dil se kee jaati hein aur aap bhi dilse kabool kijiyega. Ishe Karz na kahiye, ok? Thank you for your sweet reply. Likhte rahiyega. Take care. God bless you.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Ni$ha
Registered User
Ni$ha is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 42
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 0
12th February 2004, 01:34 PM

Shimul ji ,

Namskaar

Hum bhi yah chahtain ki yeh apnapan aur pyar ki dor humesha majboot rahe. Aap ki dil se di hui du'aa ko hum dil se hi qabool karte hain. Apna khayaal rakhiega.

NiSha


JaHaan ChaHho ChaLe JaaO RoKeNGe Na RaaH TuMhaaRi
BaS ITNa To BaTaa Do Ki Kya Thi KhaTaa HuMaaRii.

______________________________

PyaR ITNa KaRo Ki PyaR Ko SaH SaKein
BiChaD Bhi JaaIen aGaR Hum To JiNDa RaH SaKein

NiShaa
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
tumhare liye arpita Shayri-e-Dard 13 23rd September 2008 10:10 PM
Tumhare Liye... Deepshikha.kush Shayri-e-Dard 4 2nd November 2006 03:48 PM
"MAIN TUMHARE BARE ME BAHOT KUCH SOCHA KARTA HU....." meri soch tumhare liye........ Dhaval Shayri-e-Ishq 6 31st August 2006 12:41 PM
Hum Tumhare Liye Tum Humare Liye land_cruiser Shayri-e-Ishq 0 28th August 2006 11:15 PM
tumhare liye !! ek_dil_pyara_sa Shayri-e-Ishq 0 12th May 2004 02:55 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com