 |
|
|
|
|
 |
|
|
Registered User
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 26
|
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai -
19th April 2005, 10:11 PM
Hello friends,
After a long time here i am again with a new thread..although itna reply nahi mila mujhe mere previous threads par phir bhi ek aur koshish ke sath phir ayi hoon is ummed par ki aap sabka sath milega.
vaise to aajkal koi sath nahi deta...us gane ki tarah
Kitne ajeeb rishte hain yahan ke
do pal milte hain sath sath chalte hain
jab mod aye to bach ke nikalte hain
mere is thread ka naam hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
Aap meri zindagi mein aye aise jaise sawan ki barsaat
aap meri zindagi se gaye jaise guzre kaali raat
haalat meri kuch aisi hui, jo koi nahi janta hai

Aae the meri zindagi mein tum bahar aa gayi thi
gaye to zindagi reh gayi patzar bankar
sukha zindagi ka per koi mali nahi janta hai

mere hoton par muskan di pehle to apne
phir pyar bhari in aankhon mein aansun bhar diye
royein hum kuch is kadar koi sahara nahi janta hai

Regards Nidhi
Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............
Friend Nidhi - A Silent Tear
"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 26
|
19th April 2005, 10:15 PM
Hum unki yad mein kuch is kadar khoye hain
jaise ki chand kho jata hai badlon mein
hum unke pyar mein toote kuch is kadar
jaise tara gir jata hai toot kar
khile the unke pyar mein kali bankar
par har kali ki tarah hum bhi murjha gaye
bewafi ke nam se wakif na the hum
bewafi ki roooh se pehchan ho gayi
Regards Nidhi
Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............
Friend Nidhi - A Silent Tear
"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
|
|
|
|
|
Sifar
Offline
Posts: 4,755
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 39
|
Re: Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai -
19th April 2005, 10:19 PM
Quote:
Originally posted by friendnidhi
Hello friends,
After a long time here i am again with a new thread..although itna reply nahi mila mujhe mere previous threads par phir bhi ek aur koshish ke sath phir ayi hoon is ummed par ki aap sabka sath milega.
vaise to aajkal koi sath nahi deta...us gane ki tarah
Kitne ajeeb rishte hain yahan ke
do pal milte hain sath sath chalte hain
jab mod aye to bach ke nikalte hain
mere is thread ka naam hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
Aap meri zindagi mein aye aise jaise sawan ki barsaat
aap meri zindagi se gaye jaise guzre kaali raat
haalat meri kuch aisi hui, jo koi nahi janta hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
Aae the meri zindagi mein tum bahar aa gayi thi
gaye to zindagi reh gayi patzar bankar
sukha zindagi ka per koi mali nahi janta hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
mere hoton par muskan di pehle to apne
phir pyar bhari in aankhon mein aansun bhar diye
royein hum kuch is kadar koi sahara nahi janta hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
Regards Nidhi
|
dear nidhi ..
khoob likha hai tumne ye kalaam.. sach accha laga behad .. acche khayaloN ki udan bhari hai tumne ... aur han tum ye chinta na karo ki tumhe koi padta hai ya nahi .. ya re0ply karta hai ya nahi ./.. tum likhti raho .. aisa nikhar jao .. ki koi chah kar bhi tumhare pas aane se khud ko rok na paye aur jab tak koshish nahi karogi nahi kar paogi ... umeed hai tum likhti rahogi ...
apna khayal rakhna
tumhara apna
kunal
KunaaL (Sifar).........
Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 26
|
19th April 2005, 10:25 PM
Dear Kunal
shukriya mera hosla badane ke liye sach bahut acha laga tumhari batein padh kar
Take care
Regards Nidhi
Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............
Friend Nidhi - A Silent Tear
"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 24
|
19th April 2005, 11:37 PM
Nidi ji,
Tum se ek request hai.... tum dil chhota na karo, tumhare khayalon ki hum daad dete hai, tum likhti hi ho itna accha ki reply karne ko majboor karti ho, don't worry if anyones replies you or not, but do keep writing. you writing is just wonderful. so keep up the best work, I appreciate your thoughts. You have a great day, and enjoy your life!!!
|
|
|
|
|
Paigaam-e-Aman
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 24
|
Re: Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai -
20th April 2005, 09:26 AM
Quote:
Originally posted by friendnidhi
Hello friends,
After a long time here i am again with a new thread..although itna reply nahi mila mujhe mere previous threads par phir bhi ek aur koshish ke sath phir ayi hoon is ummed par ki aap sabka sath milega.
vaise to aajkal koi sath nahi deta...us gane ki tarah
Kitne ajeeb rishte hain yahan ke
do pal milte hain sath sath chalte hain
jab mod aye to bach ke nikalte hain
mere is thread ka naam hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
Aap meri zindagi mein aye aise jaise sawan ki barsaat
aap meri zindagi se gaye jaise guzre kaali raat
haalat meri kuch aisi hui, jo koi nahi janta hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
Aae the meri zindagi mein tum bahar aa gayi thi
gaye to zindagi reh gayi patzar bankar
sukha zindagi ka per koi mali nahi janta hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
mere hoton par muskan di pehle to apne
phir pyar bhari in aankhon mein aansun bhar diye
royein hum kuch is kadar koi sahara nahi janta hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
Regards Nidhi
|
Tannu.....
bahut khoob.....dil mein utarne vaale kahayl.......
doston ka saath to humesha hi dete rahenge.....
tumhara dost....
**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......
AMAN RAHI
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 26
|
27th April 2005, 10:38 PM
Hi Aman and Parul shukriya apka yahan ane ka aur mera haunsla badhane ka ..................... bahut dinon bad reply kar rahi hoon mafi chahti hoon exams ki wajah se online nahi aa pati abhi bhi examschal hi i rahe hain.
aman tumhgar modification ka thanks i will soon post it.... and just thanks evrybody for coming here very soon i will be coming up with a new thread.. till then take care
Regards Nidhi
Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............
Friend Nidhi - A Silent Tear
"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 30
|
Re: Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai -
3rd May 2005, 10:04 PM
Hi Nidhi,
Reallly very nice and very sweet....bahut acha likha hai tumne...
Aur kisne kaha tumko hum reply nahi dete....
sorry thoda late ho gaye...magar reply to dete hi hain na...
Yunhi likhte raha karo...
Good ...
Thanks
Rohin
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 26
|
3rd May 2005, 10:10 PM
Thanks Rohin,
der se aye durust aye....hum yun hi likhte rahenge aur aap ate rehna
take care
Regards Nidhi
Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............
Friend Nidhi - A Silent Tear
"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
|
|
|
|
|
*Ishq~Ibadat.......**
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 31
|
Hope You are well :) Aaj baas itna hi keh paaoungi** -
3rd May 2005, 10:27 PM
Haan, Dil Ki Baate Khuda Hi Jaan Sakta Hain~Hamarein liye yahin bohot hain  **Dil Ki Gehraaion Se Shukriya aur phoul bhi Kuboul Kijiyega  **Likhte Rahiyega**Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat...**Take Care**...*God bless You.
Keep smilling....... 
*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**
*Pure Love**
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 26
|
3rd May 2005, 10:32 PM
thanks shimul ji yahan ane ki liye...bahut shukriya..bari meharbani........meri is thread par huzur aap aye......................
Take care
Regards Nidhi
Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............
Friend Nidhi - A Silent Tear
"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
|
|
|
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 46
|
19th May 2005, 12:22 PM
hi nishi ji,
wah kya kahen bas maza aa gaya bahut khoob likha hai aapne.aur sach kahoon agar koi itna sundar kalam padh kar bhi reply nahi karta to main manoonga kiwo sharm se nahi karta isliye humari aapse bas yahi darkhwast hogi ki aap isi tarah aur sundar kalam likhte rahiye. 
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 26
|
20th May 2005, 07:29 AM
Thanks luckyji,
shukriya hamari mehfil mein ane ke liye
shukriya dost hamara hosla badhane ke liye
Regards Nidhi
Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............
Friend Nidhi - A Silent Tear
"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
|
|
|
|
|
Paagal Pathik
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 24
|
20th May 2005, 08:51 AM
Hi Nidhi ji,
bahut pyaara kalam..
aap likhiye likhate rahiye.. ek pal aisa bhi aata hai ki koi reply kiye bin rah nahi paayega.. agar fir bhi na kare to samajhiye ki aapne itna achha likha hai ki saamne waale ko samajh nahi aaya ki mai kahooo kya? always think positive the enviroment will give u positive reply.
with best regard
Garima
Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
|
|
|
|
|
Humanity
Offline
Posts: 6,226
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 40
|
20th May 2005, 11:53 AM
Aap meri zindagi mein aye aise jaise sawan ki barsaat
aap meri zindagi se gaye jaise guzre kaali raat
haalat meri kuch aisi hui, jo koi nahi janta hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
Waaaaaahh...Very Touchy!!
Aae the meri zindagi mein tum bahar aa gayi thi
gaye to zindagi reh gayi patzar bankar
sukha zindagi ka per koi mali nahi janta hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
Amazing.. bahut hi khoobsurat!!
mere hoton par muskan di pehle to apne
phir pyar bhari in aankhon mein aansun bhar diye
royein hum kuch is kadar koi sahara nahi janta hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
Waaaah..Well said nidhi!!
Dear nidhi!
Dard hai tumhaari rachan me bahut magar bahut hi khoobsurati se bayaan kiya hai.. sach bahut accha laga ise padhkar.... Aage bhi aise hi likhti rehna....TC 
Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 26
|
20th May 2005, 09:53 PM
Quote:
Originally posted by garima
Hi Nidhi ji,
bahut pyaara kalam..
aap likhiye likhate rahiye.. ek pal aisa bhi aata hai ki koi reply kiye bin rah nahi paayega.. agar fir bhi na kare to samajhiye ki aapne itna achha likha hai ki saamne waale ko samajh nahi aaya ki mai kahooo kya? always think positive the enviroment will give u positive reply.
with best regard
Garima
|
Hi Garima Ji,
Thanks for liking this thread..........but you know what this positive thinking sometimes leads you somewhere else..
Regards Nidhi
Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............
Friend Nidhi - A Silent Tear
"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 26
|
20th May 2005, 09:55 PM
Quote:
Originally posted by Pulkit_gupta
Aap meri zindagi mein aye aise jaise sawan ki barsaat
aap meri zindagi se gaye jaise guzre kaali raat
haalat meri kuch aisi hui, jo koi nahi janta hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
Waaaaaahh...Very Touchy!!
Aae the meri zindagi mein tum bahar aa gayi thi
gaye to zindagi reh gayi patzar bankar
sukha zindagi ka per koi mali nahi janta hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
Amazing.. bahut hi khoobsurat!!
mere hoton par muskan di pehle to apne
phir pyar bhari in aankhon mein aansun bhar diye
royein hum kuch is kadar koi sahara nahi janta hai
Mere Dil Ki Baatein Main Janti Hoon Ya Khuda Janta hai
Waaaah..Well said nidhi!!
Dear nidhi!
Dard hai tumhaari rachan me bahut magar bahut hi khoobsurati se bayaan kiya hai.. sach bahut accha laga ise padhkar.... Aage bhi aise hi likhti rehna....TC
|
Thanks Pulkit,
thanks for liking this thread..do keep coming..
Regards Nidhi
Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............
Friend Nidhi - A Silent Tear
"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
|
|
|
|
|
kuch baatein kuch yaadein
Offline
Posts: 1,748
Join Date: May 2003
Rep Power: 20
|
1st June 2005, 04:36 PM
nidhiji
simply gr8
bahut acha
sonal
~~ u never know where ur destiny takes u ~~
There would come a time when
we have to stop loving a person
not because that person started hating us .....
but because we found out that they'd be happier if we let me go.....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 26
|
1st June 2005, 10:05 PM
Quote:
Originally posted by soni_sonal
nidhiji
simply gr8
bahut acha
sonal
|
Hi sonalJi,
Thanks for liking the thread
Regards Nidhi
Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............
Friend Nidhi - A Silent Tear
"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2022, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |