Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 41 votes, 4.20 average. Display Modes
Old
  (#6281)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
23rd September 2009, 04:09 PM

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
unhe bhoolne ki khaatir duniya se begaane hue hum

or khudd ko bhi bhool gaye hum unhe bhoolte bhoolte

vicky
Pyar mohobbat chahat izhar iqrar sab jhooti baaten hai
Dil toota hai is khel mein aur todne wale yaad aaten hai

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6282)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
23rd September 2009, 04:52 PM

meethi jubaan waalon se ab peeth pe waar hote hain
dushman bhi wohi bante hain jo pehle yaar hote hain
   
Reply With Quote
Old
  (#6283)
deewanaashiqe
Registered User
deewanaashiqe is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 1
Join Date: Jul 2009
Rep Power: 0
24th September 2009, 04:23 PM

kya khoob likha hai sunita ji hum to aapki sayari ke diwane ho gaye hai.
aap ka chahne wala DEEWANA ASHIQE.

main,Nazro se pee raha hoon ye sama guzar na jaye,
Palke na tum jhukana kahin sham dhal na jaye.
meri lash pe rone wali aansu na tu bahana ,
tere aansuo meri kahin lash beh na jaye.

Your
Deewana Ashiqe

Last edited by deewanaashiqe; 24th September 2009 at 04:36 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#6284)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
24th September 2009, 08:46 PM

Quote:
Originally Posted by deewanaashiqe View Post
kya khoob likha hai sunita ji hum to aapki sayari ke diwane ho gaye hai.
aap ka chahne wala DEEWANA ASHIQE.

main,Nazro se pee raha hoon ye sama guzar na jaye,
Palke na tum jhukana kahin sham dhal na jaye.
meri lash pe rone wali aansu na tu bahana ,
tere aansuo meri kahin lash beh na jaye.

Your
Deewana Ashiqe

.................... ................................... ...........

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6285)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
24th September 2009, 08:52 PM

Rahem to auroN per bahut aata hai tumhe mujh pe kyuN nahi aata
YouN to sabhi loG bhaate hai tumhe phir main hi kyun nahi bhata

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6286)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
24th September 2009, 09:22 PM

Quote:
Originally Posted by deewanaashiqe View Post
kya khoob likha hai sunita ji hum to aapki sayari ke diwane ho gaye hai.
aap ka chahne wala DEEWANA ASHIQE.

main,Nazro se pee raha hoon ye sama guzar na jaye,
Palke na tum jhukana kahin sham dhal na jaye.
meri lash pe rone wali aansu na tu bahana ,
tere aansuo meri kahin lash beh na jaye.

Your
Deewana Ashiqe

hi laa yeh sach hai ya sapna
meri di ki ...............................

Ek dard baDh gayaa to doosraa utar gayaa
Dekhiye ke dard kaisa apna jaadoo kar gayaa

nm

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#6287)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
24th September 2009, 09:26 PM

kaise thameNge wo, jab kismat hi hath chor deti hai..
suna tha musibat maiN parchai bhi sath chor deti hai...

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#6288)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
24th September 2009, 09:29 PM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
kaise thameNge wo, jab kismat hi hath chor deti hai..
suna tha musibat maiN parchai bhi sath chor deti hai...
Bashar kitne hi chalte haiN jahaaN meN raahe-veeraaN par
Khuda rehmat kare duniya meN har laachaar insaaN par

nm

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#6289)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
24th September 2009, 09:46 PM

Gham e dil jo rehte hai dil -e- armaan ko jalate hai
Hum dil jale hai hum to toofaan se bhi takrate hai

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6290)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
24th September 2009, 10:00 PM

Khumaar ishq meN bhi hai, nashaa hai ranj-o-gham meN bhi
JunooN meN bhi haiN mastiyaaN, kuchh baat hai maikhane meN bhi

nm

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#6291)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
25th September 2009, 07:56 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Gham e dil jo rehte hai dil -e- armaan ko jalate hai
Hum dil jale hai hum to toofaan se bhi takrate hai
Pyar Ke Deep Jalane wale Kuch Kuch Pagal Hote Hai
Apni Jaan Se Jane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hai..!!
   
Reply With Quote
Old
  (#6292)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Talking 25th September 2009, 10:57 AM

Quote:
Originally Posted by deewanaashiqe View Post
kya khoob likha hai sunita ji hum to aapki sayari ke diwane ho gaye hai.
aap ka chahne wala DEEWANA ASHIQE.

main,Nazro se pee raha hoon ye sama guzar na jaye,
Palke na tum jhukana kahin sham dhal na jaye.
meri lash pe rone wali aansu na tu bahana ,
tere aansuo meri kahin lash beh na jaye.

Your
Deewana Ashiqe

janab aapne sher to bahut accha likha hai.....par baaki baato.n ki muje samaj nahi aaye

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
...........................:ee k:...........................

hehehehehehe....................... ab kya kahuN aapko sameer

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post

hi laa yeh sach hai ya sapna
meri di ki ...............................

Ek dard baDh gayaa to doosraa utar gayaa
Dekhiye ke dard kaisa apna jaadoo kar gayaa

nm

Diya muje us diwane ki baat padkar hansi aaye par tumhara aur Sameer ka reaction dekh kar meri hansi band nahi ho rahi

"tumne wafffa samji nahi aur hum nibate chale gaye,
tum ban gaye sitamgar hum sitam uthate chale gaye"

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#6293)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
25th September 2009, 03:16 PM

Dii take it easy..... Woh kya kal kuch jyada hi mood mein tha main.... aur aisa dekhne mila to kuch keh hi nahi saka....

Dii Ek post hai jo meri nahi but Ishq ki bazm ke liye aur khoobsurat ahsaas se less hai yeh post enjoy It...

Agar Aik Baar Kah Do Tum
Mujhay Tum Say Muhabat Hay
Hazaron Baar Kah Doon Main
Mujhe Tum Say Muhabat Hay

Yeh Khawish Har Kissi K Dil Main
Hoti Hai Mere Hamdam
Koi us Say Kahe Aik Baar
Mujhe Tum Say Mohabat Hai

Mere Rag Rag Main Tere Pyaar
Ki Gardish Rawana Hai
Har Aik Dharkan Yeh Kehti Hai
Mujhe Tum Say Muhabat Hai

Mujhay Charon Taraf Say Aik Hi
Awaaz Aati Hai..
Mere Dilbar..Mere sanam
Mujhe Tum Say Muhabat Hai

Mere Deewangi Ko Tum Chupao
Gay Bhala Kiss SayAb
Kahe Sara Jahan Ab Tu
Mujhay Tum Say Muhabat Hai

.............................Not Mine......................

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6294)
vichiter
Registered User
vichiter has a spectacular aura aboutvichiter has a spectacular aura aboutvichiter has a spectacular aura about
 
vichiter's Avatar
 
Offline
Posts: 200
Join Date: Aug 2009
Location: south delhi india
Rep Power: 17
Love 26th September 2009, 09:11 AM

SUNITA JI KO NAMSHKAR

KAISI HAIN AAP

ARZ KARTA HOON

MAIN SAHARAA HOON BE SAHARON K LIYE.
MAIN KINARA HOON BE-KINARON K LIYE..!
HUM JIYE APNE LIYE TO KYA JIYE.
MAIN TO JEETA HOON HZARON K LIYE..!

AAPKA

VICHITRA

Yeh manjilen yeh rastay mushkilo bhari yeh dager.....
Tu nahin hai mere sath to mushkilo ka hai safer......
Tham lay tu mera daman meri khushiyan nahi hai koi.....
Na meri manjil na mera karwaan na humsafer hai koi............
   
Reply With Quote
Old
  (#6295)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
27th September 2009, 02:55 PM

Mere ahsaas jo mera haal e dil keh nahi paye
Mere hum nawa phir mere saat reh nahi paye

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6296)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
27th September 2009, 11:04 PM

Yeh maujaza bhi mohabbat kabhi dikhaaye mujhe,
K sang tujh pe gire,aur zakhm aaaye mujhe.................nm

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#6297)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
28th September 2009, 09:34 AM

Hijar K Gehry Zakhm Mile To MujhKo Kuch Ehsaas Hua
Pagal Ko Samjhaane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hai..!!
nm
   
Reply With Quote
Old
  (#6298)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
28th September 2009, 10:22 AM

Dil khyaaloN se kab behlta hai
Raat bhar kerwateiN badalta hai
Lagta hai dost ruk jayeNgi saanse
Dard jab mom sa pighalta hai.

Harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#6299)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
28th September 2009, 11:03 AM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
Dil khyaaloN se kab behlta hai

Raat bhar kerwateiN badalta hai
Lagta hai dost ruk jayeNgi saanse
Dard jab mom sa pighalta hai.

Harash
" kaun jaane merii imroz kaa fardaa kyaa hai
qurbate.n baD ke pashemaan bhii ho jaatii hai
dil ke daaman se lipaTatii hu_ii rangii.n nazare.n
dekhate dekhate a.njaan bhii ho jaatii hai ....."

--sahir--

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6300)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
28th September 2009, 12:38 PM

Mitti ka jism leke paani ke ghar mein hun,
manzil hai maut meri main harpal safar mein hun,
hona hai qatal ye maloom hai mujhe,
lekin khabar nhi mein kis kis ki nazar mein hun.
nm
   
Reply With Quote
Old
  (#6301)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
28th September 2009, 04:26 PM

chaar din kii ye rafaaqat jo rafaaqat bhii nahii.n
umr bhar ke liye aazaar huii jaatii hai
zindagii yuu.n to hameshaa se pareshaan-sii thii
ab to har saa.Ns giraa.N_baar huii jaatii hai

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
raaz na dil ka hum kholenge
Old
  (#6302)
srinivass
Registered User
srinivass is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Feb 2009
Location: Allahabad (up India)
Rep Power: 0
raaz na dil ka hum kholenge - 28th September 2009, 04:33 PM

Quote:
Originally Posted by riya View Post
[FONT='Lucida Sans Unicode','sans-serif']Raat ki tanhai mein unko awaaz diya karte hain [/font]
[FONT='Lucida Sans Unicode','sans-serif']Raat mein sitaaron se unka zikre kiya karte hain [/font]
[FONT='Lucida Sans Unicode','sans-serif']Woh ayen ya na ayen humare khwabon mein [/font]
[FONT='Lucida Sans Unicode','sans-serif']Hum toh bus unhi ka intezaar kiya karte hain[/font]
Raaz na dil ka hum kholenge
Gum jo mile to khud ro lenge .
mujhse tum roothoge nahin .
bas itne se hi khush ho lenge .

aap ke shayari ki taareef me .

srinivass dwivedi
  Send a message via Yahoo to srinivass  
Reply With Quote
Old
  (#6303)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
28th September 2009, 05:32 PM

agar talaash karuu.N ko_ii mil hii jaayegaa
magar tumhaarii tarah kaun mujhe chaahegaa...
tumhe.n zaruur ko_ii chaahato.n se dekhegaa
magar vo aa.Nkhe.n hamaarii kahaa.N se laayegaa...

---Bashir Badr---

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6304)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
29th September 2009, 02:44 PM

Aarzoo ho meri aur tum hi meri Kwahish
Baat auroN ki kar ke jaan jalate kyun ho

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6305)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
29th September 2009, 02:49 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Aarzoo ho meri aur tum hi meri Kwahish
Baat auroN ki kar ke jaan jalate kyun ho
Qaasid .....Piyaam -e- Shauk ko itna na kar Taveeel.....
Kehna fakat itna un say ke ankhien taras gayin....

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#6306)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
29th September 2009, 03:00 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Qaasid .....Piyaam -e- Shauk ko itna na kar Taveeel.....

Kehna fakat itna un say ke ankhien taras gayin....
Talab e maikashiN hum kyuN phir maikhaane dhundte haiN
Samandar e saagar meiN bhi kya paimaane dhundte haiN

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6307)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
29th September 2009, 08:03 PM

kya pata kab, kahaan se maaregi
bas,ik main zindagi se darata hun
nm
   
Reply With Quote
Old
  (#6308)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
30th September 2009, 02:55 PM

Kal shaam se uske tasavvur ka nasha tha itna,
k NEEND aai hi thi k aankho ne bura maan liya.........nm

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#6309)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
30th September 2009, 08:07 PM

mainne Kabhi Ye Zidd Toh Nahin Ki,
par Aaj Shaam Tu Na Ja Ke Tabiyat Udas Hai
nm
   
Reply With Quote
Old
  (#6310)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
30th September 2009, 10:56 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post

Qaasid .....Piyaam -e- Shauk ko itna na kar Taveeel.....

Kehna fakat itna un say ke ankhien taras gayin....

Talab e maikashiN hum kyuN phir maikhaane dhundte haiN
Samandar e saagar meiN bhi kya paimaane dhundte haiN

Mere Imaa'n ki tadap aisi ,ki hum sharaabi dhoondhte hai,
chhuda de maikashi uski,k khuda ki BAARYAABI dhoondte hai...kkkhantahir

.................................................. .................................................. ...........................

Shayri uska junoon,uski zindagi hai khwaahish,
woh baat aur hai ki tahir allah ka fakeer hai.......kkkhantahir

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#6311)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
2nd October 2009, 01:02 AM

Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan View Post

Yad aapki dil ko beqarar karti hai, nazar apko talash bar bar karty hy
Gila nahi jo hum door hain aapse, hamari to judayee bhi apse pyar karti hy

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#6312)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
2nd October 2009, 04:10 PM

Woh PhooloN ki hasrat woh aasmaa ka daman
Yaad hai mujhe ab bhi apni dilrubaa ka daman

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
SISTER khan aaj ANAA se mulaqat hu.mein toh bas use dekhta hi reh gaya..
Old
  (#6313)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
SISTER khan aaj ANAA se mulaqat hu.mein toh bas use dekhta hi reh gaya.. - 2nd October 2009, 09:12 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Woh PhooloN ki hasrat woh aasmaa ka daman
Yaad hai mujhe ab bhi apni dilrubaa ka daman

Palke jhapakti nahi jab tasavvur-e-ANAA hota hai,
Itraane lagta hu akele me,jab usse milne ka SAMA hota hai,

samajh nahi aata kaise sametu is khushi ko daman me,

sorry aage ki line nahi likh paa raha hu,samajh nahi aa raha hai kya karu kisse kahu,woh ANAA hai mere saath thi.bas usi k khayalo mein khoya hu...toh kuchh likhne ki koshish ker raha hu toh uska chehra saamne aaa raha hai........ek alag sa excitment create ho raha hai..how can i explain..i can't tell u....so pls forgive me..inshallah thoda excitement kam ho jaye phir is sher ko poora kerta hu..

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#6314)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
3rd October 2009, 08:38 AM

Tahir bhai, don't worry main complete kiye deta hon

Smajh nahi aata kaise sametu is khushi ko daman me,
K waqt-e-dedaar hi humain sab say pyara hota hai.....

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Hasan bhai...radeef nahi mila.woh meri ANAA hai,is sher ko sirf me hi pura kr skt hu
Old
  (#6315)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
Hasan bhai...radeef nahi mila.woh meri ANAA hai,is sher ko sirf me hi pura kr skt hu - 3rd October 2009, 11:14 PM

Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan View Post
Palke jhapakti nahi jab tasavvur-e-ANAA hota hai,
Itraane lagta hu akele me,jab usse milne ka SAMA hota hai,

samajh nahi aata kaise sametu is khushi ko daman me,
jhuk jaata hai SIR sazde me,aur pal DUAA hota hai...kkkhantahir

sorry aage ki line nahi likh paa raha hu,samajh nahi aa raha hai kya karu kisse kahu,woh ANAA hai mere saath thi.bas usi k khayalo mein khoya hu...toh kuchh likhne ki koshish ker raha hu toh uska chehra saamne aaa raha hai........ek alag sa excitment create ho raha hai..how can i explain..i can't tell u....so pls forgive me..inshallah thoda excitement kam ho jaye phir is sher ko poora kerta hu..

sister khan aaj excitement kam ho gaya hai toh is sher ko pura ker raha hu..

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#6316)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
4th October 2009, 11:56 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Aarzoo ho meri aur tum hi meri Kwahish
Baat auroN ki kar ke jaan jalate kyun ho
"Tamanna rakhne se Haansil hota bhi kya
Aarzu apno ki thi Gairon se baat karta bhi kya..."
-naresh mehra-

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6317)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
5th October 2009, 12:11 AM

Na jane kin adaon se lubha liya gaya mujhe Qatill mere samne chura le gaya mujhe..nm

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
For some one woh change my life... yes for my love...
Old
  (#6318)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
For some one woh change my life... yes for my love... - 6th October 2009, 03:39 PM

Kaise main kahun tujhse ke tum mere liye kya ho
Kabil e maqsus hui jo aaisi sukhanwar ek duaa ho

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6319)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
7th October 2009, 01:54 AM

Biknay walay aur hain, jaa kar khareed lo "Mohsin"
Hum log qeemat se nahi, qismat se mila kartay hain....

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#6320)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
10th October 2009, 06:40 PM

Aaj bhi dil ye soch kar gamgeen ho jata hai
Ke hum bhi kabhi kisiko chaha karte the…
nm...
   
Reply With Quote
Reply

Tags
jab tum na thi, love poem

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
izhaar-e-khyaal(ek aise bazam jo sabke liye khuli hai) rajveeer Anjuman-e-Shayri 400 7th November 2014 10:50 PM
~*~"Sabke Nazar Main Kyun Gunehgar Ban Gayi"~*~ Diya_Jale Aapki Shayri 27 11th December 2008 01:47 AM
"AAJ WOHI MERE LIYE SAB SE PARAYI HAI.............." a shayri for her....."?" Dhaval Shayri-e-Ishq 14 26th November 2006 11:08 PM
"YE DARD BHARI KALAM...................." a shayri for her.........."ishq"...... Dhaval Shayri-e-Ishq 16 21st September 2006 06:09 PM
"ISHQ" har "DARD" sehna sikha deta hai.. kuhulika Shayri-e-Dard 4 25th November 2005 09:22 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com