Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
**~*Tanha Dil*~**
Old
  (#1)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Post **~*Tanha Dil*~** - 28th September 2006, 05:34 PM

aaj dil ne kaha ke kuch likkhoon is mehfil me....apna ek kalaam leke ayi hoon aap sabhi ke beech kaafi arse baad...umeed hai pasand farmayenge.
-------------------------------------------------------------------------------------------------------

Beete pal aksar yaad aate hain...dhadkane tab dard me doob jati hai...ik pal ka karaar nahi hota hai tab..na mehfil raas aati hai us pal aur naa tanhaai sukoon deti hai......har lamha dil bas sulagta hai gham ki chingaariyon se.
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Woh din bhee sach mein bahaut khaas the
Tum aur mein jab har pal saath saath the

Mehekti thi har shab itar si din gulaab the
Bahon me bikhre unke mere har lamhaat the

Machla dil kaa haal tha behke jazbaat the
Chaahat se bhare mere din aur raat the

Jane kya hua kaise bin bulaye wo tufaan the
Legaye mera sab kuch ab khaali haath the

Khile the gul kabhi ab khiza pasand bahaar the
Daaman me bache bas gham-e-ehsaasaat the

Reh gayi 'farhana' tanha kabhi wo bhi saath the
Jinse chahke bhi nikal na saku ab aise halaat the !


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
aaj jan liya
Old
  (#2)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
aaj jan liya - 28th September 2006, 05:39 PM

aaj jaan liya kalam main wahee dhaar hai jo sada thee. bahut khoobsoorat ashar hain dil bahut khush huya parh ke
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
28th September 2006, 05:47 PM

Reh gayi 'farhana' tanha kabhi wo bhi saath the
Jinse chahke bhi nikal na saku ab aise halaat the !


farhana ji aap ka ye kalaam bhaot hi pasand aaya

aap ne bhaot hi achha likha hai

aap khus rahiye hamesha

and HAPPY BIRTHDAY AGAIN..........


AAPKA DOST
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 28th September 2006, 06:05 PM

Woh din bhee sach mein bahaut khaas the
Tum aur mein jab har pal saath saath the

Mehekti thi har shab itar si din gulaab the
Bahon me bikhre unke mere har lamhaat the

Machla dil kaa haal tha behke jazbaat the
Chaahat se bhare mere din aur raat the

Jane kya hua kaise bin bulaye wo tufaan the
Legaye mera sab kuch ab khaali haath the

Khile the gul kabhi ab khiza pasand bahaar the
Daaman me bache bas gham-e-ehsaasaat the

Reh gayi 'farhana' tanha kabhi wo bhi saath the
Jinse chahke bhi nikal na saku ab aise halaat the !

farhana pehle to appko appke janam din ki bhut bhut badhai ho,,,,,,,,apki gazal ki kaya tareef karu bhut ache or sacche ehsaas hai lafzon ko bakhubi istemaal kiya hai......meri dil se daad kabool karna....yu hee likhti rehna.....take care.......raj.........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#5)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
29th September 2006, 02:58 PM

Waakai wo din khaas the...!

tumne bohat accha likha hai .. har koi inme apna aks payega ... sabhi aashar acche hai ...

likhti raho yuN hi

tumhara apna

kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#6)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
29th September 2006, 09:01 PM

Woh din bhee sach mein bahaut khaas the
Tum aur mein jab har pal saath saath the

Mehekti thi har shab itar si din gulaab the
Bahon me bikhre unke mere har lamhaat the

kya baat hai....


Machla dil kaa haal tha behke jazbaat the
Chaahat se bhare mere din aur raat the

Jane kya hua kaise bin bulaye wo tufaan the
Legaye mera sab kuch ab khaali haath the

well said...


Khile the gul kabhi ab khiza pasand bahaar the
Daaman me bache bas gham-e-ehsaasaat the

Reh gayi 'farhana' tanha kabhi wo bhi saath the
Jinse chahke bhi nikal na saku ab aise halaat the !

Bahut khoob...

Dear Farhana,

Good to see you back here.... Bahut hi pyaara likha hai tumne... really welll expressed.... aise hi likhti raho... Do Tc...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Re: **~*Tanha Dil*~**
Old
  (#7)
main_ravi
Registered User
main_ravi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 168
Join Date: Sep 2005
Location: New Delhi , India
Rep Power: 19
Re: **~*Tanha Dil*~** - 30th September 2006, 02:07 AM

Quote:
Originally posted by farhana
aaj dil ne kaha ke kuch likkhoon is mehfil me....apna ek kalaam leke ayi hoon aap sabhi ke beech kaafi arse baad...umeed hai pasand farmayenge.
-------------------------------------------------------------------------------------------------------

Beete pal aksar yaad aate hain...dhadkane tab dard me doob jati hai...ik pal ka karaar nahi hota hai tab..na mehfil raas aati hai us pal aur naa tanhaai sukoon deti hai......har lamha dil bas sulagta hai gham ki chingaariyon se.
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Woh din bhee sach mein bahaut khaas the
Tum aur mein jab har pal saath saath the

Mehekti thi har shab itar si din gulaab the
Bahon me bikhre unke mere har lamhaat the

Machla dil kaa haal tha behke jazbaat the
Chaahat se bhare mere din aur raat the

Jane kya hua kaise bin bulaye wo tufaan the
Legaye mera sab kuch ab khaali haath the

Khile the gul kabhi ab khiza pasand bahaar the
Daaman me bache bas gham-e-ehsaasaat the

Reh gayi 'farhana' tanha kabhi wo bhi saath the
Jinse chahke bhi nikal na saku ab aise halaat the !

Bahut khub likha hai aapne farhana ji.

Main Ravi


Tutna na kabhi tum har kar,
Jiwan to hai ek sangram,
Jise tum jito har DWAR par.

`````````````````````````````
Mera payar kesa anokha,
Parayo ne apnaya,
par, apno ne diya dhokha.


`````````````````````````````
  Send a message via Yahoo to main_ravi  
Reply With Quote
Old
  (#8)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
1st October 2006, 02:40 PM

priya anil sahab...

jaanke khushi hui ke aapko pasand aaya kalaam...jahan tak kalam ki dhaar ka sawaal hai toh yahi kahungi ke jabtak ehsaas apni gehraayi kam nahi karenge yeh kalam bhi apni dhaar yuhin barkaraar rakkhegi.shukriya


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#9)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
1st October 2006, 02:41 PM

dost dhaval...

apne kalaam ko tareef-e-kaabil samjha yeh jaanke accha laga...yuhin aage bhi saath denge isi umeed ke saath ijazat lerahi hoon.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#10)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
1st October 2006, 02:44 PM

priya rajveer...

aapki shubhkaamnaayon ke liye dhanyawaad.....aapko kalaam pasand aaya yeh jaanke khushi hui...yuhin aate rehna aage bhi.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#11)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
1st October 2006, 02:45 PM

shukriya tumhara kunal.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
hi
Old
  (#12)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 1st October 2006, 06:58 PM



bahoot khoob likha hai faru aap ne, aap ko padhana hameshaa hi ek khoobsurat ahsaas hotaa hai

jaise gham se gham milte hai
aise ehsaas bhi kam milte hai



aise hi likhati raho
khush raho yahi dua hai

regards
manu

Last edited by acharya_mj; 1st October 2006 at 07:06 PM..
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
2nd October 2006, 10:28 AM

Hello Farhana...

Happy belated B'day my dear! Wo din bhi khaas thhe aur aaj se yeh din khaas ho jaayeinge...tumne apne janmdin pe kitna pyaara tohfa diya hum sabko...bhagwaan kare wo khaas din, wo pyaar bhare lamhe hamesha rahein tumhare saath...khush raho


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
4th January 2009, 06:51 PM

bahut Hi Khoobsurat Ghazal Per Dil Se Daad Qubool Kijiye Farhana Jee......yuhi Likhti Rahiye,aur Bazm Me Aati Rahiye....bahut Hi Jald Aapki Aur Se Ek Aur Khoobsurat Ghazal Ka Intezaar Hai........hamesha Khush Rahiye.....

zainy




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#15)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
4th January 2009, 09:54 PM

too good....................................ab aisi shayri ki kami nazar aati hai....kaash purane sabhi member phir se SDC par apne zohar deekhatey nazar aayeN....!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Tanha Tanha saawan mein yaad aaj bhi hain.. chaahat Shayri-e-Dard 10 14th August 2006 07:16 PM
mujhe tanha chorne wale kahi tu tanha na reh jaye...... rooswa_zindagi Aapki Shayri 0 20th October 2005 05:53 PM
Aaj raat vo Chaand tanha tanha sa lagta hai shayri12345 Shayri-e-Dard 7 7th May 2005 09:59 PM
Kaise katega safar tanha tanha vijaypratap1979 Shayri-e-Dard 0 12th December 2003 02:06 PM
ham bhi tanha thee, tha hamare sath chand tanha dastak Aapki Shayri 0 5th September 2002 02:57 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com