Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kyun Aaj Uska Zikr........
Old
  (#1)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
Kyun Aaj Uska Zikr........ - 9th May 2008, 10:56 PM

(tHIS tHREAD IS DEDICATED tO tHE rEASON oF tHIS tHREAD..gOD bLESS u)



kYUN AAJ USKA ZIKR MUJHE KHUSH NA KAR SAKAA
KYUN AAJ USKA NAAM MERA DIL DUKHAA GAYA..

----

Ajnabi chehre bhi ab to aashna lagne lage
dil bahot mamnoon hai teri inaayat ke liye

---

khaak ta khaak wo pehchaan na paya hai mujhe
usne har baar hawaaon mein udaya hai mujhe

---

turk-e ta'alluqaat ko ek lamhaa chaahiye
lekin tamaam umr mujhe sochna pada

-

ab tak is ummeed pe hun mahve intezaar
shaayad kisi ufaq se wo dega sadaa mujhe

---

tha kabhi meri nigaahon mein wafaa ka ek maqaam
ab wafaa ka naam sunkar doob sa jata hai dil

--

Jo khaab dene pe qaadir tha meri nazron mein
azaab dete huye bhi mujhe Khudaa hi laga.. (Parveen Shakir)

--

zindagi teri ataa hai to ye jane wala
teri bakhshish teri dahleez pe dhar jaayega... (Ahmed Faraaz)

--

MUJHME JO REHTA HAI APNI FIKAR KARE WO
MERA KYA HAI MAIN TO AIK DIN MAR JAUNGA

--

MERI SAARI ZINDAGI KO BESAMAR USNE KIYA
UMR MERI THI MAGAR USKO BASAR USNE KIYA

--


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
10th May 2008, 01:58 AM

Zehen ke taareek gosho se uthi thi ek sadaa
maine poocha kaun hai, usne kaha koi nahin!


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
10th May 2008, 09:47 PM

Phirta hai leke aankh ka kashkol dar-badar
dil ka bharam luta to gadaa ho gaya wo shakhs

---

wo aik chehra hi to nahin saare jahaan mein
jo door hai wo dil se utar kyun nahin jata

--


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
10th May 2008, 09:57 PM

kISI kO bHOOLNA KAISE tHA mUMKIN
bHULATE uSKO kAISE wO aIK zAMANA tHA

---

Jis qadar Ishq ne duniya mein fasaane likhe
un fasaano ka raha dard hi unwaa hokar


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
15th June 2008, 11:39 PM

Main ne ye soch ke boye nahin khwabon ke darakht
kaun jungle mein lage ped ko pani dega....

(darab bano wafa)


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
8th September 2009, 12:35 PM

Bichad ke tujhse hazaaron taraf khayaal gaya
Tri Nazar mujhe kin manzilon mein chhod gayi
(nasir Kazmi)


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
8th September 2009, 12:37 PM

ab kahiin teri tamanna ka thikana bhi nahin
dekh anjaam tamannaon ke thukrane ka...

---

Mere Dilo dimaag pe qaabu na pa sake
Rakkha aseere zulm-o-sitam nay tamaam umr

---

Dil hi dil mein sulagte bujhe hum
Tum se kaunsi aas bandhi thi


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
abed_farooqui
Registered User
abed_farooqui will become famous soon enoughabed_farooqui will become famous soon enough
 
abed_farooqui's Avatar
 
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 16
8th September 2009, 06:35 PM

Bhai apne ite sare ache ache sher like ke ek ek sher zindagi ke har lamhe ki yaad dilata gaya.. thnks for sharing...
These sher's are so nice, which are crated by such a good thought.

Ajnabi chehre bhi ab to aashna lagne lage
dil bahot mamnoon hai teri inaayat ke liye

turk-e ta'alluqaat ko ek lamhaa chaahiye
lekin tamaam umr mujhe sochna pada

ab tak is ummeed pe hun mahve intezaar
shaayad kisi ufaq se wo dega sadaa mujhe

zindagi teri ataa hai to ye jane wala
teri bakhshish teri dahleez pe dhar jaayega

MUJHME JO REHTA HAI APNI FIKAR KARE WO
MERA KYA HAI MAIN TO AIK DIN MAR JAUNGA

--

MERI SAARI ZINDAGI KO BESAMAR USNE KIYA
UMR MERI THI MAGAR USKO BASAR USNE KIYA


PARWANA
Abed Farooqui

Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
31st October 2009, 10:49 AM

Dil hi dil mein sulagte bujhe hum
Tum se kaunsi aas bandhi thi


---


Mere Dilo dimaag pe qaabu na pa sake
Rakkha aseere zulm-o-sitam nay tamaam umr
----

Bichad ke tujhse hazaaron taraf khayaal gaya
Tri Nazar mujhe kin manzilon mein chhod gayi


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
31st October 2009, 11:54 AM

aapke ehsaas bahut khubsurat lage mujhe...
dil ki gehraai tak le jaate hai....

Itna acha ehsaas karne ke liye....
tahe dil se daad....kabul ki jiye....

lagta hai...bahut arse ke baad...aaye hai...
Main bazm mai....aapse pehli baar mil raha hu...

likhte rahiye...bazm ki ronak badhate rahiye....

khush rahiye...
duaaon ke saath




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 31st October 2009 at 11:57 AM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#11)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 24th December 2009, 08:24 PM

mindblowing creation............. superb.................


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
" MERI HAR SHAYRI ME USKA ZIKR.........." pata nahi ye aaj kal....? Dhaval Shayri-e-Ishq 6 29th August 2006 05:23 PM
Zikr-e-dard harjeet singh Shayri-e-Dard 0 26th January 2006 07:36 PM
Kya zikr karoon ek_wafa Shayri-e-Dard 0 19th July 2005 12:06 PM
zikr nazzy Shayri-e-Dard 0 31st July 2003 12:41 PM
zikr han-shk Shayri-e-Dard 0 27th February 2003 10:28 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com