Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zeest ki raanaiyan pighal rahi hai.... My latest ghazal
Old
  (#1)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
Post Zeest ki raanaiyan pighal rahi hai.... My latest ghazal - 8th September 2009, 11:42 AM

Zeest ki raanaaiyan pighal rahi hai
lamha lamha rooh bhi gal rahi hai

aik khwahish thi banaame wajood
so wo bhi ab to dhal rahi hai

raoshni se bhare taareek aalam mein
shamma teri dosti ki jal rahi hai

justju behka rahi hai khud magar
jane kya soch kar sambhal rahi hai

ek raah chahta hai musafir kab se
aur bheed kaise kaise nikal rahi hai

ab jahaan ja ke mila rang-e-wajood
to zindagi bhi rang badal rahi hai

wo itni ziddi, itni pagli ladki
keechad mein bhi saath chal rahi hai

no ho mayus Aabid' raat ki taareekiyon se
dekh subha kirne ugal rahi hai....


(Im not a shayar... it happened auto matically..(beleive me


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
waseem_ahmed
Registered User
waseem_ahmed is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Aug 2009
Rep Power: 0
Smile 8th September 2009, 11:51 AM

hi dear i m new
bohot achchha likha hai ase hi likhte raho
  Send a message via AIM to waseem_ahmed  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
8th September 2009, 11:55 AM

Quote:
Originally Posted by dard_aashna View Post
wo itni ziddi, itni pagli ladki
keechad mein bhi saath chal rahi hai

waise to ghazal ke ashaar ache haiN mager yeh kuch khaas lag raha hai , likhte rahieN , meHfil meN ki ronak baRhaate rahieN , daad qabool fermaaieN
.
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#4)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
8th September 2009, 12:23 PM

Shukriya waseem sahab...
waise aap ka andaza sahi hai.. wo sher kuch khaas hi hai... keechad nahin balke daldal mein koi saath de raha hai... Allah use zindagi mein kabhi gham na de.... Ameen


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 26
12th September 2009, 02:44 AM

Nice one dard

this one was beautiful
"justju behka rahi hai khud magar
jane kya soch kar sambhal rahi hai"
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#6)
abed_farooqui
Registered User
abed_farooqui will become famous soon enoughabed_farooqui will become famous soon enough
 
abed_farooqui's Avatar
 
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 16
12th September 2009, 06:28 PM

Bhai salam,

apke naam mera naam yaksaa hai hum hum naam hai kya aisa muze lag ra hai, apke gazal ka maqta muze acha laga.

no ho mayus Aabid' raat ki taareekiyon se
dekh subha kirne ugal rahi hai....


PARWANA
Abed Farooqui

Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
10th October 2009, 12:21 PM

Salamm to all

meri ghazal ko sarahne ke liye bahot bahot shukriya.....


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
10th October 2009, 04:29 PM

Quote:
Originally Posted by dard_aashna View Post
Zeest ki raanaaiyan pighal rahi hai
lamha lamha rooh bhi gal rahi hai

aik khwahish thi banaame wajood
so wo bhi ab to dhal rahi hai

raoshni se bhare taareek aalam mein
shamma teri dosti ki jal rahi hai

justju behka rahi hai khud magar
jane kya soch kar sambhal rahi hai

ek raah chahta hai musafir kab se
aur bheed kaise kaise nikal rahi hai

ab jahaan ja ke mila rang-e-wajood
to zindagi bhi rang badal rahi hai

wo itni ziddi, itni pagli ladki
keechad mein bhi saath chal rahi hai

no ho mayus Aabid' raat ki taareekiyon se
dekh subha kirne ugal rahi hai....


(Im not a shayar... it happened auto matically..(beleive me
Aabid sahab aadaab........

Nice to know your thoughts ....... bahut khoob kaha hai aapne, sabhi sher achche hai......

likhate rahiye..
Khush rahiye..
Khuda Hafez..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Dil ko chhu liya hai mere yaar....
Old
  (#9)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love Dil ko chhu liya hai mere yaar.... - 11th October 2009, 12:03 AM

likhta to main bhi hoo.n aur shayar bhi nahi hoo.n, Kab se intzaar mei.n hoo.n ki Kuch aisa hi likh jaau.n.
Dost bahut khoob likha hai, dil ke andar tak uttar gaya. Mujhe kisi rachna ki khoobsoorati ka pata apne shareer ke roye.n khade hone se lagta hai aur yakee.n maano isse padne ke baad abhi tak mere roye.n khade hai.n.
Aur Kuch nahi iske siwa.... Bahut khoob!
Intzaar rahega aisa hi Kuch aur padhne ka.

Vikram Jethi


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#10)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
31st October 2009, 11:06 AM

Vikram JI

bahot bahot shukriya....


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
31st October 2009, 01:26 PM

Quote:
Originally Posted by dard_aashna View Post



aapka yeh ehsaas mujhe bahut acha laga....

wo itni ziddi, itni pagli ladki
keechad mein bhi saath chal rahi hai

tahe dil se daad....hazeer hai...

khush rahiye...
duaaon ke saath




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#12)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
5th November 2009, 01:05 PM

Shukriya Naresh ji..................


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
24th December 2009, 11:57 AM

My Latest Couplet....

Main jaane kitni sadiyon ke paar gaya
aur wo chand saalon mein haar gaya
....


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 24th December 2009, 08:13 PM

Quote:
Originally Posted by dard_aashna View Post
Zeest ki raanaaiyan pighal rahi hai
lamha lamha rooh bhi gal rahi hai

aik khwahish thi banaame wajood
so wo bhi ab to dhal rahi hai

raoshni se bhare taareek aalam mein
shamma teri dosti ki jal rahi hai

justju behka rahi hai khud magar
jane kya soch kar sambhal rahi hai

ek raah chahta hai musafir kab se
aur bheed kaise kaise nikal rahi hai

ab jahaan ja ke mila rang-e-wajood
to zindagi bhi rang badal rahi hai

wo itni ziddi, itni pagli ladki
keechad mein bhi saath chal rahi hai

no ho mayus Aabid' raat ki taareekiyon se
dekh subha kirne ugal rahi hai....


(Im not a shayar... it happened auto matically..(beleive me



wahhhhhhhhh....aapke lafzon me jaadu hai...dil ko chhu gaye aapke ye ehsaas.... hum to aapke fan ho gaye janab.... yuhi is mehfil ko roshan karte rahiye ....khush rahiye....


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#15)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
1st April 2010, 03:18 PM

Thnnk u all for the appreciation...


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com