Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
jaha teri kami hogi
Old
  (#1)
dev_das_2000
Registered User
dev_das_2000 is on a distinguished road
 
dev_das_2000's Avatar
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Sep 2004
Location: india
Rep Power: 0
jaha teri kami hogi - 9th October 2007, 12:40 AM

Zuban khamosh, ankhon mein nami hogi,
Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi,
Bharne ko to har zakham bhar jayega,
Kaise bharegi woh jagah jaha teri kami hogi


dev das
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
9th October 2007, 12:56 AM

Quote:
Originally Posted by dev_das_2000 View Post
Zuban khamosh, ankhon mein nami hogi,
Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi,
Bharne ko to har zakham bhar jayega,
Kaise bharegi woh jagah jaha teri kami hogi

adaab arz hei hazrat

Maham n ahi jantee aap kaun hien kiya naam hei apka aur aap kab se is bazm mein lihk rahe hein aur apke likhe ko log kita pasand karte hein

Maham to bas itna jantee hei ke Palken bheeg gayeen najanae kitne ansu baras gaye bin badal chahye hee ...........

Dil mein dard ki sorat phel gaya apka ye qatah ..............

Naajnae kiya tha is choti see mukhtacar see tehreer mein ke sansain tak madham ho gayeen

Aap shayed soch bhi na sakain iska kitna gehra acar hoa hai hamaree ruh pe

kitni sachi baat kitni sachi ....................

uffff sochte rahe insan aur dil mein tees see uthtee rahe jaise

daad na de sakain ge abhi ke abhi to is ko jazb hone dijiye Maham ke ehsaas mein ........


.................................................. .............Its penetrated into my soul.....forever........
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
dard_aashna
Registered User
dard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the roughdard_aashna is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 50
Join Date: Aug 2006
Location: Mumbai
Rep Power: 20
9th May 2008, 10:45 PM

Zuban khamosh, ankhon mein nami hogi,
Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi,
Bharne ko to har zakham bhar jayega,
Kaise bharegi woh jagah jaha teri kami hogi

Dev...
Very Nice

Keep writing.

- Rehaan

n this is 4 U

KYUN AAJ USKA ZIKR MUJHE KHUSH NA KAR SAKA
KYUN AAJ USKA NAAM MERA DIL DUKHA GAYA..

--

AJNABI CHEHRE BHI AB TO AASHNA LAGNE LAGE
DIL BAHOT MAMNOON HAI TERI INAAYAT KE LIYE

--

MUJH MEIN JO REHTA HAI APNI FIKAR KARE WO
MERA KYA HAI MAIN TO EK DIN MAR JAUNGA

--

Manzilein bhi uski thi, raasta bhi uska tha
aik hum akele the, qaafila bhi uska tha
saath saath chalne ki soch bhi uski thi
phir raasta badalne ka faisla bhi uska tha
aaj kyun akele hain? dil sawaal karta hai
Log to uske the, kya KHUDA bhi uska tha!

---


na jiski shakl hai koi, na jiska naam hai koi - ek aisi shae ka kyun hamein azal se intezaar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
yash chawla
Banned
yash chawla will become famous soon enoughyash chawla will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 2,267
Join Date: Jan 2008
Location: switzerland
Rep Power: 0
10th May 2008, 01:53 AM

oh ho dear aap hamare he jodi daar lagte ho nice shyri


good wings.............
Quote:
Originally Posted by dev_das_2000 View Post
Zuban khamosh, ankhon mein nami hogi,
Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi,
Bharne ko to har zakham bhar jayega,
Kaise bharegi woh jagah jaha teri kami hogi
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
' Meri Bhi Kami Hoti Hogi Unko Mehsuus Dheere Dheere...! ' Amanush... Shayri-e-Dard 42 23rd August 2011 03:56 AM
reh reh ke tumhe tab meri kami hogi........!! farhana Shayri-e-Dard 11 19th November 2005 12:38 AM
Saaso ki Kami Hogi........... adnan_adnan Anjuman-e-Shayri 0 9th October 2004 11:46 PM
Teri kami choclaty143 Shayri-e-Dard 0 31st August 2003 04:27 PM
Mehsoos tumhen hardam phir meri kami hogi……… musafir Shayri-e-Ishq 0 27th July 2002 08:42 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com