Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 25
Ehasaas ka aaina ya aaina hai -
21st March 2010, 09:57 PM
Ehasaas ka aaina
ya
aaina hai tumhara ehasaas
in dono ke darmiye
mera wajuod,
simataa ja raha hai
tumhari khoobsurati me,
jaha se mera viswaas
tumhara ehasaas ho gaya
aur
tumhara aaina
meri tasveer.
Ajay Nidaan (09630819356) http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.