Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
makaan tere shahar meiN mila agar hota
Old
  (#1)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
makaan tere shahar meiN mila agar hota - 29th July 2012, 01:35 AM

bhala n hota bura par n is qadar hota
gham-e-nihaN ka mere koyi chaaragar hota


junoon humko n phirne ka dar-ba-dar hota
makaan tere shahar meiN mila agar hota


gila n paaNv ke chhaloN ka hum zara karte
zara zara hi suhaana jo ye safar hota


naha ke khoon meiN dar par n hum tere aate
huwa jo aah-o-fughaN ka koyi asar hota


humeiN mughalte hote n apni azmat ke
zamaana muflis-o-naadaar yooN n gar hota


shaq-o-gumaN ke kafas khud bana liye humne
falak ko choomte girne ka jo n dar hota


suna sunaya bahaut ro liye rulaya bahaut
kabhi judayi ka pal bhi hai mukhtasar hota


mu’aaf kab ke zamaane ko kar chuke hote
mu’aaf khud ko jo karne ka zarf agar hota


sahi galat ka n hota jo khabt yooN tujh ko
tere nadeem bhi hote tera bhi ghar hota


tere hunar ke huwa karte har gali charche
labon ko seene ka tujh meiN zara hunar hota


uthaaye mayyat-e-hasrat chale chalooN “zarraa”
wagarna gor-e-anaa par jhukaye sar hota



- Zarraa



nihaaN = hidden
chaaragar = one who treats
zeest = life / existence
aah-o-fughaN =cries / lamentation
mughalte = false conclusion / misconception
azmat = greatness / grandeur
muflis-o-naadaar = pauper / bankrupt
kafas = cage
shaq-o-gumaN = doubts
mukhtasar = brief
zarf = capacity / endurance
khabt = craze
nadeem =friends / companions
mayyat = corpse
wagarna = or else
gor = grave
anaa = ego / self

Last edited by zarraa; 29th July 2012 at 01:37 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
29th July 2012, 03:38 AM

[QUOTE=zarraa;439820]bhala n hota bura par n is qadar hota
gham-e-nihaN ka mere koyi chaaragar hota


junoon humko n phirne ka dar-ba-dar hota
makaan tere shahar meiN mila agar hota


gila n paaNv ke chhaloN ka hum zara karte
zara zara hi suhaana jo ye safar hota


naha ke khoon meiN dar par n hum tere aate
huwa jo aah-o-fughaN ka koyi asar hota


humeiN mughalte hote n apni azmat ke
zamaana muflis-o-naadaar yooN n gar hota


shaq-o-gumaN ke kafas khud bana liye humne
falak ko choomte girne ka jo n dar hota


suna sunaya bahaut ro liye rulaya bahaut
kabhi judayi ka pal bhi hai mukhtasar hota


mu’aaf kab ke zamaane ko kar chuke hote
mu’aaf khud ko jo karne ka zarf agar hota


sahi galat ka n hota jo khabt yooN tujh ko
tere nadeem bhi hote tera bhi ghar hota


tere hunar ke huwa karte har gali charche
labon ko seene ka tujh meiN zara hunar hota


uthaaye mayyat-e-hasrat chale chalooN “zarraa”
wagarna gor-e-anaa par jhukaye sar hota



- Zarraa



WaaH ! Kyaa Khoob Sher Kahe HaiN ... Sar Se Paa Talak !

Laajawaab Ghazal Huii Hai Janaab !

Dilee Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kafiir
Registered User
kafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to behold
 
kafiir's Avatar
 
Offline
Posts: 123
Join Date: Mar 2011
Rep Power: 20
29th July 2012, 04:17 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
bhala n hota bura par n is qadar hota
gham-e-nihaN ka mere koyi chaaragar hota


junoon humko n phirne ka dar-ba-dar hota
makaan tere shahar meiN mila agar hota


gila n paaNv ke chhaloN ka hum zara karte
zara zara hi suhaana jo ye safar hota


naha ke khoon meiN dar par n hum tere aate
huwa jo aah-o-fughaN ka koyi asar hota


humeiN mughalte hote n apni azmat ke
zamaana muflis-o-naadaar yooN n gar hota


shaq-o-gumaN ke kafas khud bana liye humne
falak ko choomte girne ka jo n dar hota


suna sunaya bahaut ro liye rulaya bahaut
kabhi judayi ka pal bhi hai mukhtasar hota


mu’aaf kab ke zamaane ko kar chuke hote
mu’aaf khud ko jo karne ka zarf agar hota


sahi galat ka n hota jo khabt yooN tujh ko
tere nadeem bhi hote tera bhi ghar hota


tere hunar ke huwa karte har gali charche
labon ko seene ka tujh meiN zara hunar hota


uthaaye mayyat-e-hasrat chale chalooN “zarraa”
wagarna gor-e-anaa par jhukaye sar hota



- Zarraa



nihaaN = hidden
chaaragar = one who treats
zeest = life / existence
aah-o-fughaN =cries / lamentation
mughalte = false conclusion / misconception
azmat = greatness / grandeur
muflis-o-naadaar = pauper / bankrupt
kafas = cage
shaq-o-gumaN = doubts
mukhtasar = brief
zarf = capacity / endurance
khabt = craze
nadeem =friends / companions
mayyat = corpse
wagarna = or else
gor = grave
anaa = ego / self
bhut khoob zarra bhaai dil khush kar diya bhut hi gehrai se byaan kiya hai
humme behad pasand ayya
yunhi likhte rehyee
khush rahyee...

kafiir


na jane kon kon hume duaaon mai yaad rakhta hai
mai dobne lagta hoon samnder uchal deta hai

Us Mukaaaa pe mera junon aajaye
tujhe pukaroon mere muh se khoon ajaaye


...nm
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
29th July 2012, 02:53 PM

mu’aaf kab ke zamaane ko kar chuke hote
mu’aaf khud ko jo karne ka zarf agar hota


Zarraa sahab..........is sher me to mere dil ka dard bhar diya hai aapne, waise har sher lazawaab hai par iski baat hi kuch aur hi hai...........waah waaah waaaaaaaaaaaah

reputation++++++++ to banti hai sahab......is par............


aapka.


Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Nazish
Nazish
Nazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to behold
 
Nazish's Avatar
 
Offline
Posts: 215
Join Date: May 2007
Location: Dubai UAE
Rep Power: 24
30th July 2012, 12:55 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
bhala n hota bura par n is qadar hota
gham-e-nihaN ka mere koyi chaaragar hota


junoon humko n phirne ka dar-ba-dar hota
makaan tere shahar meiN mila agar hota


gila n paaNv ke chhaloN ka hum zara karte
zara zara hi suhaana jo ye safar hota


naha ke khoon meiN dar par n hum tere aate
huwa jo aah-o-fughaN ka koyi asar hota


humeiN mughalte hote n apni azmat ke
zamaana muflis-o-naadaar yooN n gar hota


shaq-o-gumaN ke kafas khud bana liye humne
falak ko choomte girne ka jo n dar hota


suna sunaya bahaut ro liye rulaya bahaut
kabhi judayi ka pal bhi hai mukhtasar hota


mu’aaf kab ke zamaane ko kar chuke hote
mu’aaf khud ko jo karne ka zarf agar hota


sahi galat ka n hota jo khabt yooN tujh ko
tere nadeem bhi hote tera bhi ghar hota


tere hunar ke huwa karte har gali charche
labon ko seene ka tujh meiN zara hunar hota


uthaaye mayyat-e-hasrat chale chalooN “zarraa”
wagarna gor-e-anaa par jhukaye sar hota



- Zarraa



nihaaN = hidden
chaaragar = one who treats
zeest = life / existence
aah-o-fughaN =cries / lamentation
mughalte = false conclusion / misconception
azmat = greatness / grandeur
muflis-o-naadaar = pauper / bankrupt
kafas = cage
shaq-o-gumaN = doubts
mukhtasar = brief
zarf = capacity / endurance
khabt = craze
nadeem =friends / companions
mayyat = corpse
wagarna = or else
gor = grave
anaa = ego / self
Lajawab Ehsaas, umdah Alfaaz, Dilkash andaaz, Bahaut he achaa kalaam share kia hai Zarraa g Dil se nikli daad qabool kije


.....................................
Dil jalaa ke poochhte haiN badii masoomiyat se woh.
Shamaa ka hi kyuN muqaddar hai raat bhar jalnaa.

Dr. Imtiaz Nazish
  Send a message via Yahoo to Nazish Send a message via MSN to Nazish Send a message via Skype™ to Nazish 
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
31st July 2012, 03:40 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
bhala n hota bura par n is qadar hota
gham-e-nihaN ka mere koyi chaaragar hota


junoon humko n phirne ka dar-ba-dar hota
makaan tere shahar meiN mila agar hota


gila n paaNv ke chhaloN ka hum zara karte
zara zara hi suhaana jo ye safar hota


naha ke khoon meiN dar par n hum tere aate
huwa jo aah-o-fughaN ka koyi asar hota


humeiN mughalte hote n apni azmat ke
zamaana muflis-o-naadaar yooN n gar hota


shaq-o-gumaN ke kafas khud bana liye humne
falak ko choomte girne ka jo n dar hota


suna sunaya bahaut ro liye rulaya bahaut
kabhi judayi ka pal bhi hai mukhtasar hota


mu’aaf kab ke zamaane ko kar chuke hote
mu’aaf khud ko jo karne ka zarf agar hota


sahi galat ka n hota jo khabt yooN tujh ko
tere nadeem bhi hote tera bhi ghar hota


tere hunar ke huwa karte har gali charche
labon ko seene ka tujh meiN zara hunar hota


uthaaye mayyat-e-hasrat chale chalooN “zarraa”
wagarna gor-e-anaa par jhukaye sar hota



- Zarraa



nihaaN = hidden
chaaragar = one who treats
zeest = life / existence
aah-o-fughaN =cries / lamentation
mughalte = false conclusion / misconception
azmat = greatness / grandeur
muflis-o-naadaar = pauper / bankrupt
kafas = cage
shaq-o-gumaN = doubts
mukhtasar = brief
zarf = capacity / endurance
khabt = craze
nadeem =friends / companions
mayyat = corpse
wagarna = or else
gor = grave
anaa = ego / self


Waaahhhhhhh ... kyaa baat hai mere bhai Zarraa.... baakamaal takhleeq aur tahreer hai.... har lafz cheekh cheekh ke apne hone ka ehsaas dilaa raha hai.. har misre me rawaani hai aur har sher ke baad aankh me paaani hai.. Masha Allah janaab... Khoob likho, phalo phoolo aur khush raho...

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
1st August 2012, 01:47 AM

bahut achhi ghazal hai

mujhe aapki fikr hamesha pasand aati hai

yuN hi shayri karte rahiye

daad qubool kijiye


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
5th August 2012, 08:43 PM

Naresh ji ... Hausla afzaayee ka bahaut bahaut shukriya. Apke saath se bada sahara milta hai.


[QUOTE=naresh_mehra110;439821]
Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
bhala n hota bura par n is qadar hota
gham-e-nihaN ka mere koyi chaaragar hota


junoon humko n phirne ka dar-ba-dar hota
makaan tere shahar meiN mila agar hota


gila n paaNv ke chhaloN ka hum zara karte
zara zara hi suhaana jo ye safar hota


naha ke khoon meiN dar par n hum tere aate
huwa jo aah-o-fughaN ka koyi asar hota


humeiN mughalte hote n apni azmat ke
zamaana muflis-o-naadaar yooN n gar hota


shaq-o-gumaN ke kafas khud bana liye humne
falak ko choomte girne ka jo n dar hota


suna sunaya bahaut ro liye rulaya bahaut
kabhi judayi ka pal bhi hai mukhtasar hota


mu’aaf kab ke zamaane ko kar chuke hote
mu’aaf khud ko jo karne ka zarf agar hota


sahi galat ka n hota jo khabt yooN tujh ko
tere nadeem bhi hote tera bhi ghar hota


tere hunar ke huwa karte har gali charche
labon ko seene ka tujh meiN zara hunar hota


uthaaye mayyat-e-hasrat chale chalooN “zarraa”
wagarna gor-e-anaa par jhukaye sar hota



- Zarraa



WaaH ! Kyaa Khoob Sher Kahe HaiN ... Sar Se Paa Talak !

Laajawaab Ghazal Huii Hai Janaab !

Dilee Mubaaraqbaad !!!
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
5th August 2012, 08:45 PM

Quote:
Originally Posted by kafiir View Post
bhut khoob zarra bhaai dil khush kar diya bhut hi gehrai se byaan kiya hai
humme behad pasand ayya
yunhi likhte rehyee
khush rahyee...

kafiir
Kaafir bhai .... Meree khush kismati ki aapko ye koshish pasand aayee. Aapke saath ka tah e dil se shukrguzaar hoon.
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
5th August 2012, 08:48 PM

Quote:
Originally Posted by secret admirer View Post
mu’aaf kab ke zamaane ko kar chuke hote
mu’aaf khud ko jo karne ka zarf agar hota


Zarraa sahab..........is sher me to mere dil ka dard bhar diya hai aapne, waise har sher lazawaab hai par iski baat hi kuch aur hi hai...........waah waaah waaaaaaaaaaaah

reputation++++++++ to banti hai sahab......is par............


aapka.
Janaab ... Meri khushkismati ki mera sher apke dil mein jagah bana saka. Itne dil se pasand karne ka aur reps ka bahaut bahaut shukriya.
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
5th August 2012, 08:50 PM

Quote:
Originally Posted by Nazish View Post
Lajawab Ehsaas, umdah Alfaaz, Dilkash andaaz, Bahaut he achaa kalaam share kia hai Zarraa g Dil se nikli daad qabool kije
Nazish ji ... Apki daad sar aankh par ... Itnee dariyadilee se taareef karne ka bahaut bahaut shukriya.
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
5th August 2012, 08:56 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Waaahhhhhhh ... kyaa baat hai mere bhai Zarraa.... baakamaal takhleeq aur tahreer hai.... har lafz cheekh cheekh ke apne hone ka ehsaas dilaa raha hai.. har misre me rawaani hai aur har sher ke baad aankh me paaani hai.. Masha Allah janaab... Khoob likho, phalo phoolo aur khush raho...

Shaad...

Shaad Shaad, mere bhai .... Tumhaare laut aane se mehfil mein ek naya rang sa aa gaya hai. Bhai aapne phir itni taareef kar di ki mujhe ab yeh ghazal jitni thi usse aur badh ke nazar aane lagi hai Apne iske jazbaat samajh kar apnaye uska tah e dil se shukrguzaar hoon, aapki duaein mere liye bahaut hi keematee hain, aur apke liye bhi main dil se duaein karta hoon. Khush rahiye aabaad rahiye.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
5th August 2012, 08:58 PM

Quote:
Originally Posted by kshitiz View Post
bahut achhi ghazal hai

mujhe aapki fikr hamesha pasand aati hai

yuN hi shayri karte rahiye

daad qubool kijiye
Kshitij ji ... Daad dene karne ka aur hausla afzaayee karne ka bahaut bahaut shukriya. Aapka saath mere liye bahaut keematee hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
5th August 2012, 09:02 PM

Parwaaz ji ... Pasand karne ka aur reps dene ka bahaut bahaut shukriya
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com