Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
zakhm
Old
  (#1)
shayari
Registered User
shayari is a jewel in the roughshayari is a jewel in the roughshayari is a jewel in the roughshayari is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 272
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 17
zakhm - 2nd July 2010, 11:21 AM

aadab dosto hum is parivaar main naye hai or aap ko padh padh ke hume bhi dil ke armaan lafzo main byaan karne ka dil hua h, to pesh-e-khidmat hai pawan ke kuch aashar:==============
---------------------------------------------------------------------
aapke comments ka intjaar rahega

sabar sab b-e-sabar ho gye,
jitne bhi aaine the sab pathar ho gye,

vo tha sath to dard-e-rah pe chal bhi raha tha,
uske jane se to hal bad se battar ho gye,

hujum laga tha dillasa dene walo ka kareeb mere,
ek ishara hua uska or sab tir-bittar ho gye,

khushk aankho se barsi jo do bund aansuo ki,
hum jism se leke ruh tak tarr ho gye,

waqt ne li kharvat or kya hal ho gya,
jo kbhi mere the aaj raqeebo ke ghar ho gye,

ab ye bta is samander se kese nikal payega "pawan"
yha ke sab kinare to leher ho gye

   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
2nd July 2010, 04:12 PM

pawan sahab is pariwar me pka swagat hai...

khayal aur jazbaat ahche haiN, pa flow k kami ke kaan thode atpate se lage, pa aage v aap yuNhi likhte rahiye aur seekhte rahiye...!!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#3)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
2nd July 2010, 06:09 PM

Ek achchi koshish Pawan saheb..........mujhe yaqeen hai waqt ke sath sath aapki shayri me aur nikhaar aayega bas thodi mehnat ki zarurat hai.


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#4)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 2nd July 2010, 09:31 PM

Quote:
Originally Posted by shayari View Post
aadab dosto hum is parivaar main naye hai or aap ko padh padh ke hume bhi dil ke armaan lafzo main byaan karne ka dil hua h, to pesh-e-khidmat hai pawan ke kuch aashar:==============
---------------------------------------------------------------------
aapke comments ka intjaar rahega

sabar sab b-e-sabar ho gye,
jitne bhi aaine the sab pathar ho gye,

vo tha sath to dard-e-rah pe chal bhi raha tha,
uske jane se to hal bad se battar ho gye,

hujum laga tha dillasa dene walo ka kareeb mere,
ek ishara hua uska or sab tir-bittar ho gye,

khushk aankho se barsi jo do bund aansuo ki,
hum jism se leke ruh tak tarr ho gye,

waqt ne li kharvat or kya hal ho gya,
jo kbhi mere the aaj raqeebo ke ghar ho gye,

ab ye bta is samander se kese nikal payega "pawan"
yha ke sab kinare to leher ho gye



pawan bhai
radhe radhe

ahsaas achhe hain yun hi likhte rahiye
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
3rd July 2010, 12:11 AM

Pawan Bhai aadaaB!

Bazm meiN aapka swagat hai.......
Khayaal achche hai aur ahsaas bhi bayani bhi achchi rahi per thodi kamzor si rahi.......
Likhate rahiye Khush rahiye.......

Apna khyaal rakiye .....
Bazm mein aate rahiye......
Khush rahiye .......
Khuda Hafez........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com