Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
meer aur ghalib
Old
  (#1)
Rishabh
breathless shayar
Rishabh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 90
Join Date: Oct 2003
Location: Noida
Rep Power: 21
Smile meer aur ghalib - 9th December 2003, 11:57 AM

MEER

REEKHTEY KE TUMHI USTAAD NAHIEn HO GHALIB
SUNTEY HAIN AGLEY ZAMAANEY MAIn KOI MEER BHI THAA

GHALIB

HAIn AUR BHI DUNYYA MEIn SUKANWAR BAHUT ACHHEY
KAHTEY HAIn KE GHALIB KA HAI ANDAAZ-E-BAYAAn AUR


As I stand here today with the world as my witness,
I pledge to you my undying and everlasting love.
I will stand beside you as your partner,
I will stand before you as your protector,
And I will stand behind you as your solace.
Please spend and end your life with me.

Last edited by Rishabh; 9th December 2003 at 11:59 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sadaf
Registered User
sadaf is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 29
Join Date: Dec 2003
Location: australia
Rep Power: 0
11th December 2003, 02:19 PM

its all cool
keep it up

God bless you
Sadaf
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Aslam Mir
Registered User
Aslam Mir is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Dec 2003
Location: Bannu-Pakistan
Rep Power: 0
11th December 2003, 06:11 PM

Salams,
Who was the greater poet?Ghalib or Mir?
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Rishabh
breathless shayar
Rishabh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 90
Join Date: Oct 2003
Location: Noida
Rep Power: 21
Smile 20th December 2003, 01:31 PM

wah aslam sahab kya khubsurat sawal poocha hai aapne
i m very sorry to be late to reply the post as i was out of station aur haan main aapke sawal ka jawab zaroor dunga agar mujhe aap mere ek sawal ka jawab denge to kisi aadmi ke liye uski aankhe jyada jaroori hain ya kaan.


As I stand here today with the world as my witness,
I pledge to you my undying and everlasting love.
I will stand beside you as your partner,
I will stand before you as your protector,
And I will stand behind you as your solace.
Please spend and end your life with me.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Rahul_Agyaat
Registered User
Rahul_Agyaat is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 0
23rd December 2003, 03:47 PM

Rishabh Bahi ye dono.n hee sher Ghalib sahab ke hai.n

Pahla she'r Ghalib sahab nei.n Meer sahab kee taareef mei.n likhaa thaa kyo.nke Ghalib sahab sirf Meer sahab ko apne muqaable kaa maante the (Meer sahab Ghalib sahab se pahle huye hai.n is liye vo Ghalib sahab ke baare mei.n kaise likh sakte hai.n ?)

Shukriyaa

Rahul 'Agyaat'
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
24th December 2003, 10:31 PM

Rahul sahab

aap ne bilkul theek kaha.
yeh donon shayr ghalib ke hi hain.
aur pehla shayr ghalib ne meer ki shaan mein kaha hai.

ghalib ne ek aur shayr meer sahab ki shaan mein kaha thaa

"REEKHTA KE TUM HI USTAAD NAHEEN HO GHALIB"
KEHTE HAIN AGLE ZAMANE MEIN KOEE MEER BHI THAA"

Aur meer sahab ki baarayee yeh hai ke un ko her daur mein aur her ek ne bara shayer maana hai.
ghalib bhi bohat baray shayer they, in kaa koee muqabila naheen kiya ja sakta.
magar meer ki ustaadi mere khayal mein ziayada mustanad hai.

Ustaad Zauq ne kaha
"NA HUA PER NA HUAA MEER SA ANDAAZ NASEEB
ZAUQ YARON NE BOHAT ZOAR GHAZAL MEIN MAARA"

Hasrat moohani ne kaha
"SHAYR MERE BHI HAIN PUR DARD LEKIN HASRAT"
MEER KA SHAWAYE GUFTAAR KAHAN SE LAAOON"

Isi tarah her daur mein koee shayer aisa naheen guzra jis ne meer ki ustaadi ka aitaraaf na kiya ho.

Albatta mein yeh kahoon gaa ke ghalib bhi kisi tarah meer se kam naheen they bas meer saheb ke loag mautarif ziayada hain.
mein khud dono ka mautarif hoon

musharrafhusain

Last edited by musharrafhusain; 24th December 2003 at 10:34 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
25th December 2003, 11:30 AM

mere rishiiiiii
tumhari yah post ne meri subah bana di...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Rahul_Agyaat
Registered User
Rahul_Agyaat is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 0
25th December 2003, 03:30 PM

Musharraf sahab !

vaah kyaa baat hai. kyaa khoobsoorat sheyr yaad dilaa diye aapne. aapkaa jawaab padh kar bohat achcha laga.

mai.n "Aapki Shayri" Forum mei.n apnee ek ghazal bhej raha hoo.n. Zara Vaqt nikaal ke padhiyegaa aur use sahee maayno.n mei.n ghazal banaane mei.n madad keejiyega.


Shukriya

Rahul 'Agyaat'
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Rishabh
breathless shayar
Rishabh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 90
Join Date: Oct 2003
Location: Noida
Rep Power: 21
Smile 3rd January 2004, 12:10 PM

shukriya aap sabhi sahiban ka khair ho sakta hai mujhe hi galatfahmi ho i will check it out.......

mirza ghalib ek aur sher arz hai

NAQSH FARYAADI HAI KIS KI SHOKHI- E- TAHREER KA
KAAGHZI HAI PAIRAHAN HAR PAIKAR- E- TASVEER KA


As I stand here today with the world as my witness,
I pledge to you my undying and everlasting love.
I will stand beside you as your partner,
I will stand before you as your protector,
And I will stand behind you as your solace.
Please spend and end your life with me.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
hastee apnee Hubaab kee see hai - ghazal by Meer Taqi Meer Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 5th December 2002 12:06 AM
jeete-jee kuchaa-e-dildaar se jaayaa na gayaa - ghazal by Meer Taqi Meer Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 5th December 2002 12:03 AM
jo is shor se "Meer" rotaa rahegaa - ghazal by Meer Taqi Meer Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 5th December 2002 12:02 AM
milo in dinoN hamse ik raat jaanee - by Meer Taqi Meer Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 8th November 2002 11:04 PM
Dr Beebani demands ban on Meer and Ghalib. Dr Beebani Informative Stories 2 13th December 2001 08:09 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com