Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Hammare mazaar par ek roz
Old
  (#1)
FRISHTA4U
Registered User
FRISHTA4U will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 54
Join Date: Oct 2007
Rep Power: 17
Arrow Hammare mazaar par ek roz - 28th October 2007, 01:00 PM

yaad Karegein Ek Roz Humko Zaamane Wale
chain Na Payiege Hum Ko Saatane Wale

mukaader Ka Jeh Fher Hai,samaye Jo Aese Badla Hai
kabhi Humse Samjhte The Humko Samjhane Wale

main Samjh Nahi Payi Hoon Aaj Ke Insaano Ko
dil Main Rakhte Pap Hai Hamdardi Jatane Wale

chochti Hoon Main Aksar,jite Ji Poochte Hi Nahi
bayad Marne Ke Rote Hain Kion,usko Rulane Wale

jeh Hoga Ek Roz Zaroor,hummare Mazaar Par
jhukeinge Iske Aage Dekhna Isko Jhukane Wale
   
Reply With Quote
nice
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up nice - 28th October 2007, 01:35 PM

Quote:
Originally Posted by FRISHTA4U View Post
yaad Karegein Ek Roz Humko Zaamane Wale
chain Na Payiege Hum Ko Saatane Wale

mukaader Ka Jeh Fher Hai,samaye Jo Aese Badla Hai
kabhi Humse Samjhte The Humko Samjhane Wale

main Samjh Nahi Payi Hoon Aaj Ke Insaano Ko
dil Main Rakhte Pap Hai Hamdardi Jatane Wale

chochti Hoon Main Aksar,jite Ji Poochte Hi Nahi
bayad Marne Ke Rote Hain Kion,usko Rulane Wale

jeh Hoga Ek Roz Zaroor,hummare Mazaar Par
jhukeinge Iske Aage Dekhna Isko Jhukane Wale
AAdaab Farishti JI ...................Aap ka shayri.com ke is parivar men swagat hai..........Aaj apka kalaam padha bahut khoob ehsaas pesh kiye hai dilko chugaya apka kalaam Ek umda kalam ke liye daad hazir hai kubool ho ese hi likhtey rahiye aur umda likh payenge........TC


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#3)
FRISHTA4U
Registered User
FRISHTA4U will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 54
Join Date: Oct 2007
Rep Power: 17
28th October 2007, 01:46 PM

Teh Dil Se Shukriya Kashif Sahib Aap Ka Jo Meri Nazam Ko Aap Ne Kabul-e-tareef Samjha.aap Sabh Ka Saath Raha To Kush N Kush Likhne Ki Koshish Karti Rahoon Gi.
Salaam Ke Sath
Frishta4u
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
28th October 2007, 03:30 PM

Quote:
sochatii Hoon Main Aksar,jite Ji Poochte Hi Nahi
bayad Marne Ke Rote Hain Kion,usko Rulane Wale

Frishta jee,

behad khuub sawaal hai! aur yeh sher aap kii Ghazal ka sartaaj hai.. sach kaha hai aap ne.. par wazah shaayad ho sakta hai kii kisii ke jaane ke baad insaan ko us kii ahmiyat ka andaaza hota hai...aur jab insaan ko pata chal jaata hai kii woh dubaara lauT kar aayega nahii.n to.. ashk nikal aate hai.n aa.nkho.n se....

aap ko paRh kar achchha laga.. likhatii rahe.n yuu.n hii... daad!

Mayank

Last edited by Mayank; 28th October 2007 at 03:33 PM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#5)
FRISHTA4U
Registered User
FRISHTA4U will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 54
Join Date: Oct 2007
Rep Power: 17
28th October 2007, 03:47 PM

Aadab Mayank Sahib
Aap Ka Bahut Bahut Shukriya Jo Aap Ne Kush To Dekha Is Naziz Ki Nazam Main.husale Badhayi Ka Bahut Bahut Shukriya.
Duaon Ke Saath
Frishta4u
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
FRISHTA4U
Registered User
FRISHTA4U will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 54
Join Date: Oct 2007
Rep Power: 17
29th October 2007, 02:17 AM

Quote:
Originally Posted by FRISHTA4U View Post
yaad Karegein Ek Roz Humko Zaamane Wale
chain Na Payiege Hum Ko Saatane Wale

mukaader Ka Jeh Fher Hai,samaye Jo Aese Badla Hai
kabhi Humse Samjhte The Humko Samjhane Wale

main Samjh Nahi Payi Hoon Aaj Ke Insaano Ko
dil Main Rakhte Pap Hai Hamdardi Jatane Wale

chochti Hoon Main Aksar,jite Ji Poochte Hi Nahi
bayad Marne Ke Rote Hain Kion,usko Rulane Wale

jeh Hoga Ek Roz Zaroor,hummare Mazaar Par
jhukeinge Iske Aage Dekhna Isko Jhukane Wale


;;GAAREEB LEHRON PE PEHRE BITHAYE JATE HAI
SAAMUNDRON KI TAALAASHI KOI NAHI LETA;;
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Naadaan Ki Mazaar Hai naadaan Shayri-e-Ishq 4 19th September 2009 12:37 PM
Naadaan Ki Mazaar Hai naadaan Aapki Shayri 2 30th August 2009 02:37 PM
Sapno ki mazaar !! talkingeyes Shayri-e-Dard 7 4th August 2006 06:15 PM
Mere Mazaar ahsan Shayri-e-Dard 0 28th July 2006 03:33 AM
woh mazaar dhundhti hun... farhana Shayri-e-Dard 13 9th April 2006 11:36 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com