Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
main nahi......?
Old
  (#1)
newbornlyshayar
Registered User
newbornlyshayar will become famous soon enoughnewbornlyshayar will become famous soon enough
 
newbornlyshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 83
Join Date: Aug 2005
Location: new delhi
Rep Power: 20
Question main nahi......? - 9th March 2006, 06:34 PM

Main nahi khud ke liye...hoon main zamane ke liye
Khud ko zakhm dai dai kar auron ko hassane ke liye

hamne kya kya na kiya tere chaley jaane ke baad..
tujhe hi yaad kiya tujhko bhulaane ke liye

ye khiza..ye andhere..ye veerana sa safar
hum to nikle thay.. kahi aur hi jaane ke liye

aaina dekh ke hairaan saa ho jaata hoon..
khud ko hi bhool gaya aap ko paane ke liye

yoon rakeebon se has has ke kyon milte ho
teri berukhi hi bahut thi..dil ko jalaane ke liye

ye jo chhalakta hai aankhon se issey paani na kaho
yeh to moti hain mere pyaar ko sajaane ke liye......



hemant

newbornlyshayar
   
Reply With Quote
Re: main nahi......?
Old
  (#2)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
Re: main nahi......? - 10th March 2006, 01:35 PM

Quote:
Originally posted by newbornlyshayar
Main nahi khud ke liye...hoon main zamane ke liye
Khud ko zakhm dai dai kar auron ko hassane ke liye

sach baat kahe rahe ho bro-------

hamne kya kya na kiya tere chaley jaane ke baad..
tujhe hi yaad kiya tujhko bhulaane ke liye
bhulana jo aasan ho jata to kya kahna tha----------


ye khiza..ye andhere..ye veerana sa safar
hum to nikle thay.. kahi aur hi jaane ke liye

kise veeraniyan psand aayi hai --------

aaina dekh ke hairaan saa ho jaata hoon..
khud ko hi bhool gaya aap ko paane ke liye

sach khud ki surat bhi anjaani si lagti hai ------

yoon rakeebon se has has ke kyon milte ho
teri berukhi hi bahut thi..dil ko jalaane ke liye

ye jo chhalakta hai aankhon se issey paani na kaho
yeh to moti hain mere pyaar ko sajaane ke liye......



hemant

newbornlyshayar
hemant tumhari ye rachna mere dil ke haut kareeb hai
aisa laga ki kahi main bhi saath na chal padun purani yaadon ke saaye mai

likhte rahiye janab aapki nayi post ke intezaar
mai aapki
shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
10th March 2006, 02:37 PM

Main nahi khud ke liye...hoon main zamane ke liye
Khud ko zakhm dai dai kar auron ko hassane ke liye


Waah! Hemant Waah! such mai kya baat kahi hai aap ne.. Dil se waah! waaH! ki aawaaz aa rahi haiaur Saath mai dard ka mojudgi bhi mehsoosh ho rahi hai..

Aise hi likhte raho...........

Dad kabool karo...

MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#4)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
11th March 2006, 07:15 PM

hi Hemant

ek ek sher kamaal ka hai.... per dil ko choone wala to ek hi hota hai na... or wo hai ye...

"hamne kya kya na kiya tere chaley jaane ke baad..
tujhe hi yaad kiya tujhko bhulaane ke liye"


take care


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Re: main nahi......?
Old
  (#5)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
Re: main nahi......? - 11th March 2006, 08:06 PM

Quote:
Originally posted by newbornlyshayar
Main nahi khud ke liye...hoon main zamane ke liye
Khud ko zakhm dai dai kar auron ko hassane ke liye

hamne kya kya na kiya tere chaley jaane ke baad..
tujhe hi yaad kiya tujhko bhulaane ke liye

ye khiza..ye andhere..ye veerana sa safar
hum to nikle thay.. kahi aur hi jaane ke liye

aaina dekh ke hairaan saa ho jaata hoon..
khud ko hi bhool gaya aap ko paane ke liye

yoon rakeebon se has has ke kyon milte ho
teri berukhi hi bahut thi..dil ko jalaane ke liye

ye jo chhalakta hai aankhon se issey paani na kaho
yeh to moti hain mere pyaar ko sajaane ke liye......



hemant

newbornlyshayar
hemant bhai bahut hi umda yuhi lihte raho aur sajate raho mehfil


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#6)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 11th March 2006, 08:12 PM

it is from
ebazm.com

i have read this on ebazm.com

well keep sharing
ur manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#7)
vvenomouss
Ek Baar Kaho Tum Meri Ho
vvenomouss will become famous soon enough
 
vvenomouss's Avatar
 
Offline
Posts: 180
Join Date: Dec 2003
Location: Pakistan- Quetta
Rep Power: 21
12th March 2006, 04:03 AM

excellent ghazal


Hawadis se ulajh kar muskurana meri fitrat hai --- Mujhe naakaamoin par ashk barsaana nahin aata
  Send a message via Yahoo to vvenomouss  
Reply With Quote
suno dost
Old
  (#8)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
suno dost - 12th March 2006, 09:44 AM

is se aage kee ghazal baad main parhoonga abhee ankh bhar gayee kay sher hai ufffff rooh ke har hisse ko choo gaya
Anil

hamne kya kya na kiya tere chaley jaane ke baad..
tujhe hi yaad kiya tujhko bhulaane ke liye


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
12th March 2006, 10:12 AM

Namaskar Hemant Ji

yoon rakeebon se has has ke kyon milte ho
teri berukhi hi bahut thi..dil ko jalaane ke liye


Acha likha hay aapney......kabhi kabhi aisa bhi hota hay....yuun hi likhtey rahein
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
13th March 2006, 03:55 PM

bahaut acche hemant...har ek sher apne aap me mukammal aur asardaar hai...likhte rahiyega yuhin.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#11)
newbornlyshayar
Registered User
newbornlyshayar will become famous soon enoughnewbornlyshayar will become famous soon enough
 
newbornlyshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 83
Join Date: Aug 2005
Location: new delhi
Rep Power: 20
13th March 2006, 04:51 PM

hi to all
aap sab aaye mere dil ka haal pada uske liye bahut bahut shukriyada karta hoon ,aise hi aate rahiye or koi galti ho to batate rahiye

hemant
new bornlyshayar
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
AankhoN main raha dil main utar ke nahi dekha dilip200 Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 25th August 2008 09:50 AM
main kab se nahi soya hu ravi mandhana Shayri-e-Dard 2 7th July 2008 10:24 PM
....nahi hoon main Badnaam Shayri-e-Dard 2 6th July 2007 08:01 PM
main nahi.... a1_sam Shayri-e-Ishq 0 15th April 2006 07:05 PM
Lakiro Main Tum Nahi Ho mitaparekh1@hot Shayri-e-Dard 1 18th June 2003 03:24 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com