Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
main taaron se ghar ko sajounga jab tum milne aaogi....(nazam)
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
main taaron se ghar ko sajounga jab tum milne aaogi....(nazam) - 28th July 2006, 11:00 AM

dosto apni ek nazam pesh kar raha hoon jis main kisi ke aane ka intzaar hai or uske aane pe is dil ka kaya haal ho wo main is main byaan kar raha hoon.......


main taaron se ghar ko sajounga jab tum milne aaogi....

main chaand ko payal pehnaounga jab tum milne aaogi.......

main raat ki aankh main kajal lagounga jab tum milne aaogi......

main suraj ko chiraag dikhaounga jab tum milne aaogi.....

main phoolon se khushboo churaounga jab tum milne aaogi.....

main sehra main nadiya bahaounga jab tum milne aaogi.......

main aakash ko zamee pe laounga jab tum milne aaogi......

main saray dardo ko bhool jaounga jab tum milne aaogi........

main tere qadmon main bicch jaounga jab tum milne aaogi......

main us din mar hee jaounga jab tum milne aaogi.....
main us din mar hee jaounga jab tum milne aaogi..........


umeed karta hoon apke dil main jagha milegi......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
gulzaar Jr
Registered User
gulzaar Jr is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 7
Join Date: Jul 2006
Location: Bangalore
Rep Power: 0
28th July 2006, 11:11 AM

Kya oomda likhte ho boss, aapka to jawab hi nahi. Mere paas to koi alfaz hi nahi jo aapki taarif kar sake. Dil Khush kar diya. Bas isi tarah likhte rahiye. - RK
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
NISHA_VIRGO16
raat ki tanhaii
NISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to behold
 
NISHA_VIRGO16's Avatar
 
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
28th July 2006, 04:24 PM

raj ji..

sach kahu?
lagta hai aapne kisi se beinthaan mohabbat ki hai..
jiski tadap aapke nazmo mein saaf dikhti hai..
is nazm ko pad ke na jane kyu palkein bheeg gai..
par ek shikayat hai..
kya unke mil jane ke baad aap unhein aur humein chod kar chale jaenge? nahi na? to marne ki baat kyu?
yu kahie ki aap jee uthenge jab wo milne aaengi..

aapki
nisha


Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 11th August 2006, 06:24 PM

gulzar bhai app pehli daffa meri post par aiye main appka khairmaqdam karta hoon appko meri nazam pasand i iske liye main appka shukarguzaar hoon.....umeed karta hoon appka saath yu he milta rahega.......raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
main taaron se ghar ko sajounga jab tum milne aaogi....(nazam)
Old
  (#5)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
main taaron se ghar ko sajounga jab tum milne aaogi....(nazam) - 11th August 2006, 08:30 PM

veer ji bahot achhi nazam likhi hai aapne. aur kuch nahi kaungi bas itna kahungi ki aapka likha hame bahot pasand aata hai. aapke liye hamare dil me hamesha jagaha rahegi

aapki dost
pooja
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#6)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 14th August 2006, 05:27 PM

raj ji..

sach kahu?
lagta hai aapne kisi se beinthaan mohabbat ki hai..
jiski tadap aapke nazmo mein saaf dikhti hai..
is nazm ko pad ke na jane kyu palkein bheeg gai..
par ek shikayat hai..
kya unke mil jane ke baad aap unhein aur humein chod kar chale jaenge? nahi na? to marne ki baat kyu?
yu kahie ki aap jee uthenge jab wo milne aaengi..

aapki
nisha

nisha ji appko meri nazak achi lagi appka bhut bhut shukria.....yaha tak pyar ki baat hai....haan main kisi se bhut mohabat karta hoon lakin wo meri kabhi nahi ho sakti......bass uski baatain hee is zindagi ka sarmaya hai........raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#7)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 26th August 2006, 11:27 AM

veer ji bahot achhi nazam likhi hai aapne. aur kuch nahi kaungi bas itna kahungi ki aapka likha hame bahot pasand aata hai. aapke liye hamare dil me hamesha jagaha rahegi

aapki dost
pooja


pooja app dosto ki badaulat hee raj ka wajood kayam hai gar app ka saath na ho raj kab ka bikhar gaya hota....appko meri nazam achi lagi main appka shukarguzaar hoon.....raj.....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
main jee na paounga tere bina...........(nazam) rajveeer Shayri-e-Ishq 11 28th June 2007 01:46 PM
tu mera khuda hai main teri ibadat karta hoon......(nazam) rajveeer Shayri-e-Dard 11 16th October 2006 01:44 PM
nazam uljhii hue hai seenay main b_a_d_s_h_a_h Shayri-e-Dard 0 14th September 2006 12:58 PM
main taaron se ghar ko sajounga jab tum milne aaogi....(nazam) rajveeer Shayri-e-Dard 2 29th July 2006 11:49 AM
main jee na paounga tere bina...........(nazam) rajveeer Shayri-e-Dard 2 15th July 2006 11:31 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com