Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
mera naseeb
Old
  (#1)
mahima
Registered User
mahima is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Feb 2002
Location: Canada
Rep Power: 0
Love mera naseeb - 17th February 2003, 05:00 PM

sochti hoon naa jaane kyon main tumko bhula paati nahin
aur bhool kar bhi tumko kabhi yaad aa paati nahin
hamaari tumhaari chaahat ki yeh daastaan ajeeb hai
tumhein chaaha magar paaya nahin
yahi mera naseeb hai

ab duriaan aur faasle yahi meri kismat hai
hum nahin milenge kabhi
yahi bas haqeeqat hai
jiske thae tum naseeb mein
woh tumhaare kareeb hai
tumhein chaaha magar paaya nahin
yahi mera naseeb hai


mahima
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
18th February 2003, 06:12 AM

waah!
bahot acha likhte haiN aap mahima ji.. ek ek lafz tareef ke qaabil hai!
maafi chahta huuN waise, har thread meiN maiN jawaab nahiiN de pata =\
umeed hai ki aap isi taraH likhte raheN ge..!

aman



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
Aman.yahan bhi
Old
  (#3)
Critics
Registered User
Critics is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 11
Join Date: Feb 2003
Location: Shayri.com
Rep Power: 0
Question Aman.yahan bhi - 11th March 2003, 02:43 PM

Aman .
Mujhe asha to thi ki tum is meinreply zaroor karoge.Mahima ji ladki jo hain.
Critics


I say...Because Public want it..
  Send a message via Yahoo to Critics  
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 11th March 2003, 03:11 PM

hi mahemaji

as usuall aap yeh shayr bi bhut acha likha hein i like these lines lot

ab duriaan aur faasle yahi meri kismat hai
hum nahin milenge kabhi
yahi bas haqeeqat hai

keep it up
bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
pad lena
Old
  (#5)
kishor
Darde Dil Ke Tukde
kishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the rough
 
kishor's Avatar
 
Offline
Posts: 1,035
Join Date: Mar 2003
Location: NEW PANVEL,NAVI MUMBAI,MAHARASHTRA,INDIA
Rep Power: 25
pad lena - 11th March 2003, 10:45 PM

wah wah wah ,
ji khoob likha hai appne ,tareef e kaabil hai app aur appki shayri umeed hai ki aap isi taraH likhte raheN ge..! aur hum appki tareef karenge


******************************
Dil Itna Naazuk Hota Hai Ke,
Isski Tootne Ki Awaaz Bilkul Nahi Aathi,

******************************
MEIN TUJHKO BHOOL JAUN YE KISSS KITAAB MEIN LIKHA HAI.
------------------------------------------------
socha tha woh hame tut kar chahenge
par chaha bhi hami ne aur tute bhi hum

KISHOR R KARKERA
NEW PANVEL
NAVI MUMBAi,410206
PH:-09322764070
  Send a message via Yahoo to kishor  
Reply With Quote
Old
  (#6)
tanha akeli
Registered User
tanha akeli is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 15
Join Date: Mar 2003
Rep Power: 0
11th March 2003, 11:31 PM

wah wah wah wah.. kya khoob likha hai.. very nice, aise hi likhte rahiye ga...
pooja


~ pooja ~
   
Reply With Quote
aww
Old
  (#7)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
aww - 12th March 2003, 12:07 AM

aww mahima ji aapke gajab ka likha hai aansu aa gaye padhkar.....dil ko chu gaya aapka likhna
Priya


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
reply
Old
  (#8)
mahima
Registered User
mahima is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 47
Join Date: Feb 2002
Location: Canada
Rep Power: 0
reply - 11th April 2003, 01:56 PM

Thanx a lot for ur apreciation.......Keep on replying and encouraging me all of u....love mahima


mahima
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
bedilMusafir
Registered User
bedilMusafir will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 405
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
13th April 2003, 12:07 AM

hi mahima ji,
wakai bohat achcha likha hai aapne...
khas taur per pehla sher bohat pasand aaya..

sochti hoon naa jaane kyon main tumko bhula paati nahin
aur bhool kar bhi tumko kabhi yaad aa paati nahin
hamaari tumhaari chaahat ki yeh daastaan ajeeb hai
tumhein chaaha magar paaya nahin
yahi mera naseeb hai


aise hi likhti rahiye aur muskurati rahiye...

__________________________________________________ __

Critics ji

please yaha ka mahol kharab kerne ki koshish mat kariye


mai 'bedil'
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
NaSeEb Niks Shayri-e-Dard 0 20th April 2006 05:18 PM
naseeb ahsan Shayri-e-Ishq 1 3rd March 2004 07:31 PM
Naseeb... Rimjhim Shayri-e-Dard 1 7th May 2003 09:43 AM
Naseeb... Rimjhim Shayri-e-Ishq 2 24th April 2003 02:49 PM
Mera Naseeb bedilMusafir Shayri-e-Dard 0 24th February 2003 07:33 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com