Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#241)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
17th January 2004, 08:29 PM

Dosto... Mein Bin Bulaye Aa gaya hooN....

Khush LabZ se shuru waat karne Jaa raha hooN

Khush Na Ho Dost Vo Waqt Phir Aayega
Tu Kasam Phir Todegi Mujhe Zahar Peena Yaad Aayega
Jab Tu Hi na Jeene Degi To Bachane Wala Bhi kab Tak Bachayega
Ek Din Aayega Tere Pyar Mein Tarasta 'sharad' Hamesha ko Doob jayega

ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#242)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
17th January 2004, 08:40 PM

Amrit Jee, welcome. I know Paras Jee will say the same. Achha laga aapka yeaha ana. Waise Khush lafhj aapko kaha mili? Meri post se aapko koi lafhj lena chahiye tha. But I am sure Paras Jee wouldn't mind the first time. Thanks. Take care.
Ho lafhj se age karti hu ek geet se. Aap toh aise na the film. Asha Jee ki awaz meh.

Mera yaar rahe zinda mera Pyaar rahe zinda
bewafa mujhe kehlane do "Ho jaane do sharminda

Tu aa tu aa tu aa bhi jaa kasam nivha tu aa tu aa
ke dekhti hein zindegi tera hi rashta.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#243)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
18th January 2004, 12:20 AM

meri behan parastaar ke behad israar per mein yahan aa to gaya hoon, kyunke behan ki baat mein taal naheen sakta ,
magar itna zaroor kahoon ga ke please parastaar mujh se yahan aane ke liye ziayda israar na karen.
mein is bazm ke shayed laiyeq naheen hoon . bas
ab aayaa hoon to shimul dost ke post kiye hue poem mein se lafz yaar le kar shayr arz hai.

JAB BHI MEIN YAAR PARESHAN HUAA KERTA HOON
DIL KA SAB HAAL TUJHI SE TO BAYAN KERTA HOON
TU MERI JAAN SE WABASTA HAI IS TAUR SE DOST
JAISE ZINDA HOON MEIN AUR SAANS LIYA KERTA HOON

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#244)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th January 2004, 12:46 AM

Nice one. Shukriya.
Jab lafhj se age karti hu. Mohd. Rafi Jee ke awaz meh.

Jab jab bahar ayi aur phool muskuraye
mujhe tum yaad aye mujhe tum yaad aye
Jab jab bhi chaand nikla aur taare jhagmagaye
mujhe tum yaad aye mujhe tum yaad aye.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Hi...
Old
  (#245)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Hi... - 18th January 2004, 03:19 AM

Hi...Everyone...
Shimul ke kind invitation par hum yahan haazir houe hein...Asha hai ki aap logon ko mera yahan aane se koyi disturb nahin houi(joking) Koyi baat nahin...

Hum ayi lafz se shourou karte hein...

Ayi toum yaad moujhe
Gane lagi har dharkan
Khoushbou layi pavan
mehka chandan...

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#246)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th January 2004, 03:52 AM

Dear Aman, bohot achha laga. Intezar khatam huyi. Nice one. Likhte rahna. Take care. God bless you.
Tum lafhj se age karti hu. Lata Jee ki awaz meh yeh geet.

Tum se hi toh shuru hein khatam bhi tum par hogi
zindegi ki kahani meri Devta.......
Ghar ki jeise ghar ki yeh suraj ke haar pal kare tere ghumte
sukh ho chahe dukh ho sang sang tere aise hi chalungi jhumke
sada tumhara banu sahara mangu yehi mein Duwa
tum se hi toh shuru hein khatam bhi tum par hogi
zindegi ki kahani meri Devta.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Hi...
Old
  (#247)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Hi... - 18th January 2004, 04:19 AM

Chalein...Devta par hi shuru kar lete hein...

Devta mana aur pooja teri tasveer ko
tou na mil paye to kya karoun taqdeer ko...

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#248)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th January 2004, 04:38 AM

I am happy to see you again. Take care. God bless you.
Mein Devta lafhj se hi age karti hu.

Tumhi meri mandeer tumhi meri pooja
tum hi Devta ho tum hi Devta ho.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#249)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
18th January 2004, 04:52 AM

Devta bhi ,mandeer bhi,Devi bhi,to kyoun na ye poujari ye kahe ki...
Hum kiye jayeinge toumhari pooja
koyi phal de ya na de hamari pooja...

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#250)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th January 2004, 05:04 AM

Ok, nice one. Likhte rahna. Take care. God bless you.
Tumhari lafhj se age karti hu.

Tumhari nazro meh humne dekha ajab si chahat jhalak rahi hein
tumhari hothon ki surkhiyo se bafa ki shabnam chhalak rahi hein

Humari sansho ko chooke dekho tumhari khushbo mehek rahi hein
Tumhari nazro meh humne dekha ajab si chahat jhalak rahi hein.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#251)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
18th January 2004, 05:24 AM

MARGHATIS 11,000 KABRISTAANIS 5700

KABRISTAANI--

Meena, banjara ji, tanhaai, happy, Parasaxena, roopali, khushi, sanjoo, talkingeyes, piya, Banno, Maikash, ghayalparwana, arnab, Kshitiz, Sahil Khan, amanush, akant

MARGHATI—

sakhi, talib, manoj kureel, arvindsony, bhadsha-E-gham
bindiya, ambar, shakeel shaikh, mushi bhai, manish bansal, madh-e-ghum, shimul, mast, sofia saaed, Sharabi, amrit sharad, romance,

kuch bandishein hain yahan sher ya poem post karne kee…

Maximum length 12

lines (your own or borrowed).

Celebrating zindagi, pyaar, dosti, ma-baap, vagairah vagairah.

No no words, maut, chita, shamshaan, vagairah vagairah.

Must use one of the words from last post, just any.

We will have two teams…1 Marghati 2 Kabristaani
(when you post a sher, if you are not already in a team, Sakhi will assign you a team, and occasionally we will post points as well as team members’ names).

MARGHATIS 11,000 KABRISTAANIS 5700

Hum aaj Amanush jee, aur Amrit Sharad jee ka apne iss red carpet se swagat karte hain...aap aaye janaab hamein bahut hee achha laga...lekin plz rules par ek baar nazar farmaayein...shukriya...aur Amanush hum ummiid karte hain...ki kabristaaniyon ko ek achha team member mil gaya hai...jo jaldi jaldi apni team ko aage badhayega...good luck...

Mushi Bhayyia...itne mayoos mat ho jayein aap...yadi hum aapko tang kar rahe hain...tau plz...rehne dijiey hum aayinda nahin kaheinge...waise aap is bazm mein aane ke kabil hai...aur ache se kaabil hain...raunak badh jayeigi hamari is bazm kee...aur kya...? Jab jee chahe apna ghar samajh kar aaya jaya kijiey...aise tau theek hai na...? koyi zabardasti nahin...ok? Good!

Tumhari nazro meh humne dekha ajab si chahat jhalak rahi hein
tumhari hothon ki surkhiyo se bafa ki shabnam chhalak rahi hein
Tumhari nazro meh humne dekha ajab si chahat jhalak rahi hein
Humari sansho ko chooke dekho tumhari khushbo mehek rahi hein
Tumhari nazro meh humne dekha ajab si chahat jhalak rahi hein.......

Shimul kee iss post se plz aage badhaayein....

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#252)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
Smile 18th January 2004, 02:29 PM

Nazar nazar se milaakar sharaab peete hain
ham unko paas bitThaakar sharaab peete hain

isee liye to andheraa hai maikade mein bahut
yahaan gharon ko jalaakar sharaab peete hain

hamen tumhaare sivaa kuchch nazar naheen aataa
tumhen nazar mein sajaakar sharaab peete hain

Tasneem Farooqui

Dear Paras Adaab,
Apka hukm milne ke baad is thread mein pehli martabaa post kiya agar koi ghalati ho gayi ho to muaaf farmaa den.
regards
khan
   
Reply With Quote
Hi...
Old
  (#253)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Hi... - 18th January 2004, 03:56 PM

Swaagat ke liye bahout hi aabhari hein hum...Apne team ko saat asmaanon se bhi oupar pahounchane ki koshish kareinge...

Honthon se shuru karte hein...

Honthon se chou lo toum
mera geet amar kardo
banjaao meet mere
mere preet amar kardo...

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Hi...
Old
  (#254)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Hi... - 18th January 2004, 04:02 PM

ooops,sorry, Khan ji ke ghazal hamari nazar main nahin ayi thi... bahout acha likha aap ne ...to andhere par kouch likh dete hein...

Andhere main jo baithe hein,
nazar ounpar bhi kouch dalo
Are o,Roshni walo...

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#255)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th January 2004, 04:45 PM

Wah bohot khub. Khan Jee, bohot achha laga.
Aman, good to see you again. It's ok, sometimes it happens like that. Thanks. Take care. God bless you all.
Roshni lafhj se age karti hu. Talat Mehmood Jee ke awaz meh.

Roshni banke fizao meh bikharna hoga
phir se doobe hue taaro ko ubhar na hoga
roshni banke.......
Meri armaan vhari mehfil ko sajane ke liye
zindegi tujhko dulhan banke savharna hoga
roshni banke.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#256)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
18th January 2004, 07:01 PM

Dera Parastaar Sahiba Adaab,

Aapka ye thread behad pasand aaya, maazrat ke saath arz karna chahoonga ki is janib tavajjo den ki donon teamen baraabar honi chaiyen, ek team barhi hai aur ek chchoti. Shimul Saahiba agar Judge hain to un ko kisi team mein nahin hona chahiye, balki nutral hona chahiye, ummid hai ki aap is taraf ghor farmayengi.

Shimul ke aakhri sher se zindagi lafz lekar age barhta hoon......

Zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai hamen
ye zamin chaand se behtar nazar aati hai hamen

surkh phoolon se mahak uthti hain dil ki raahen
din dhale yuuN teri aavaaz bulaati hai hamen

yaad teri kabhi dastak, kabhi sarghoshi se
raat ke pichchle pahar roz jagaati hai hamen

"Shahryaar"

regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#257)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th January 2004, 07:08 PM

Dear Sahil Jee, aap first page parkar shayad yeh kehrahe hein lekin meine mana kardee thi. So now I am not Judge anymore.
Aapka post bohot khub tha, haan meine suna hein. Shukriya. Ate rahiyega. Aapka yeaha ana achha laga.

Mein bhi Zindegi lafhj se ek geet jo Kishore Kumar Jee ke awaz meh hein likhrahi hu.

Zindegi ki yehi reet hein haar ke baadhi jeet hein

thore ansoo hein thori hashi aaj gum hein toh kal hein khushi
Zindegi ki yehi reet hein haar ke baadhi jeet hein.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#258)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
18th January 2004, 07:27 PM

Dear shimul......ye kyaa hai ab kisse suuru kare ye hii samjh mai nahii aa raha hai....

Chaloo khushii parr hii kuch baat bannate hai....

Khushii milii harr mod parr mujhe
Manzil ka nazaar fakaT duur se dikhane ko

Kitnna yuu hii chalta rahuu aur akele
Pal pal sansen jaa rahii hai kaza kai aane ko....SaNjj

Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Old
  (#259)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
18th January 2004, 07:27 PM

Khushi lafz lekar aage barh raha hoon.........

Khush hoon ki meraa husn-e-talab kaam to aayaa
Khaalee hi sahi meri taraf jaam to aayaa

kaafi hai mere dil ki tasalli ko yahi baat
aap aa na sake aap kaa paighaam to aayaa

Shakeel Badayuni

regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#260)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th January 2004, 07:37 PM

Dear Sanjoo, wah bohot khub likhha hein tumne. Likhte rahna. Thanks. Khush raho salamat raho yehi duwa hein aur rahegi.
Dear Ismail Jee, wah khub kalam chunha hein aapne. Shukriya. Likhte rahiyega.
Dear Sahil Jee, aap bhi agaye hein. Bohot achha laga. Likhte rahiyega. Shukriya.

I am so very much confuse. Page par dekhti hu toh mujhe Sanjoo aur Ismail Jee nazar ate hein lekin jab reply karne jaati hu toh Sahil Jee aur Sanjoo nazar ate hein. Please forgive me if I am seeing or dreaming!! Thanks. God bless you all.

Mein Mera lafhj se age karti hu. Lata Jee ki awaz meh.

Tu jaha jaha chalega mera saaya sath hoga

Mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#261)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
18th January 2004, 08:00 PM

Hi...Doston...

Hum mera shabd se aage bada rahe hein...

Mera pyar wo hai ke,
mar kar bhi toum ko
jooda apne bahon se
hone na degi...

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#262)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th January 2004, 08:08 PM

Aman, Mohd. Rafi Jee ka gaya hua gana bohot pasand aya. Likhte rahna. Take care. God bless you.
Mein Pyaar lafhj se age karti hu. Mohd. Rafi Jee & Lata Jee.

Mujhe kitna Pyaar hein tumse aapne hi dilse poocho tum
jishe dil diya hein woh tum ho meri zindegi tumhari hein.......
Chahat ne teri mujhko kuch ish tarha se ghera
deen ko hein tere chharche raato ko khwab tera
tum ho jaaha wohi par rahta hein dil bhi mera
baas ek khayal tera keya shaam keya savera.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#263)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
18th January 2004, 08:58 PM

Lovely song...I like it
Chalo hum Meri shabd ka prayog karte hein

Meri chahat rahegi hamesha jawan
jism dhalne se jasbaat dhalti nahin

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#264)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
18th January 2004, 10:16 PM

Nice one. Keep up the good work.

Sabko ek baat kehna chahungi. I am really very sorry that I have confused all of you here about Amanush. Today he made it clear for me, my misstake. I am sorry, please do except my apology.

Mujhe bhi Meri lafhj se hi age karni hein. Ek gazal.

Awara hein galiyo meh Mein aur meri tanhai
jaaye toh kaha jaaye jaaye toh kaha jaaye
haar more pe rushwayi.......
mein aur meri tanhai mein aur meri tanhai
Yeh phool se chehre hein hashte hue guldaste hein
koi bhi nehi aapna begane sab rashte
rahe bhi tamashayi rahe bhi tamashayi
mein aur meri tanhai mein aur meri tanhai.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#265)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
19th January 2004, 03:10 AM

MARGHATIS 16,000 KABRISTAANIS 6300

KABRISTAANI--

Meena, banjara ji, tanhaai, happy, Parasaxena, roopali, khushi, sanjoo, talkingeyes, piya, Banno, Maikash, ghayalparwana, arnab, Kshitiz, Sahil Khan, amanush, akant

MARGHATI—

sakhi, talib, manoj kureel, arvindsony, bhadsha-E-gham
bindiya, ambar, shakeel shaikh, mushi bhai, manish bansal, madh-e-ghum, shimul, mast, sofia saaed, Sharabi, amrit sharad, romance,

kuch bandishein hain yahan sher ya poem post karne kee…

Maximum length 12

lines (your own or borrowed).

Celebrating zindagi, pyaar, dosti, ma-baap, vagairah vagairah.

No no words, maut, chita, shamshaan, vagairah vagairah.

Must use one of the words from last post, just any.

We will have two teams…1 Marghati 2 Kabristaani
(when you post a sher, if you are not already in a team, Sakhi will assign you a team, and occasionally we will post points as well as team members’ names).

MARGHATIS 11,000 KABRISTAANIS 5700

Khan bhaiyya...

hum aapka apne crimson carpet se swagat karte hain...mujhe bahut achha laga aapka yahan aana...yahan aap apne ya boroowed sher likh sakte hain...haan ek jo yellow munh dalnaa aap bhuul gaye hain uske liye hamne -100 apki team ke kar diye hain...but ab Amanush aur aap apni team (Kabristaanion) ko bulandiyon tak le jaayeinge...I am sure aapki Captaan, Madaame Meena ji aapko yahan dekh kar phooli nahin sama rahin hongi...

aur haan waise Shimul kee jagah main us kursi par baith gayi hoon...aur maine apni membership se resign bhi kar diya tha...just to make sure there is no conflict of interest...LOL...haan kabhi kabhi under the table log 'paras' pe koyi sher likh dein tau mein yellow munh kee namajoodagi, nazar andaaz kar sakti hoon...shhhh kisi se kahiega nahin...ok...aapas kee baat hai...aur teams barabar hoti raheingi jab log join karte raheinge...aap befikr ho kar dhada dhadh sher pe sher kehte rahein...nahin tau Marghation ka jeetna laajmi hai... waise...aapke post kiye kalaam bahut khoob hain

Awara hein galiyo meh Mein aur meri tanhai
jaaye toh kaha jaaye jaaye toh kaha jaaye
haar more pe rushwayi.......
mein aur meri tanhai mein aur meri tanhai
Yeh phool se chehre hein hashte hue guldaste hein
koi bhi nehi aapna begane sab rashte
rahe bhi tamashayi rahe bhi tamashayi
mein aur meri tanhai mein aur meri tanhai.......

Shimul kee is post se continue kijiey plz....

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 19th January 2004 at 03:18 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#266)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
19th January 2004, 03:46 AM

Hi everybody...

Hum raaste shabd se aage bada rahe hein...

Raaste ka patthar kismat ne moujhe bana diya
jo raaste se gouzre,ek thokar laga diya...
Kitne ghav lage hein ye mat poucho mere dil se
kitne thokar khaye pahouche na ab tak manzil pe...

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#267)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
19th January 2004, 04:06 AM

Nice song. Likhte rahna. Take care. God bless you all.
Mere lafhj se age karti hu ek geet se.

Mere mehboob qayamat hogi
aaj ruswa teri galiyo meh mohabbat hogi
meri nazre toh gila karti hein
tere dil ko bhi sanam tujhse shikayat hogi
mere mehbooh.......
Teri gali mein ata sanam nagma bafa ka gata sanam
tujhse suna na jaata sanam.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#268)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
19th January 2004, 02:26 PM

Dear Paras Adaab,

Crimson Carpet se nawaazne ka bahut bahut shukriya jo aapne naacheez ko is qaabil samjha, silsile ko aage barhata hoon....

Mohabbat ka junoon baaqi nahin hai
musalmaanon mein Khoon baaqi nahin hai

ragon mein lahoo baaqi nahin hai
wo dil, wo aawaaz baaqi nahin hai

namaaz-o-rozaa-o-qurbaani-o-haj
ye sab baaqi hai too baaqi nahin hai

Dr. Sir Allama Muhammad "Iqbal"

regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#269)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
19th January 2004, 04:58 PM

Ab aap yeaha agaye hein toh bohot achhe achhe shayar ka kalam hume naseeb hogi. Great poet. Shukriya aapka.

Nahin lafhj se age karti hu.

Tujhse naraz nahin zindegi hairan hu mein
ho hairan hu mein.......
tere masum sawalo se pareshan hu mein
ho pareshan hu mein.......
Tujhse naraz nahin zindegi hairan hu mein
ho hairan hu mein.......
Jeene ke liye socha hi nahin dard samhal ne honge
muskuraye toh muskurane ke karz utar ne honge
muskurayu toh lagta hein jeise hothon pe karz rakhha hein
tujhse naraz nahin zindegi hairan hu mein.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#270)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
19th January 2004, 08:24 PM

SHimuL ..

muskuraHaT .. Lafz Lete Hue

MuskuRa ke maiN tere DaRD CHupa Leta HuN
DaRmiyaN paLkoN meRi asHQ CHupa Leta HuN

YaaD aate Ho Tum too DHaDkaNeiN BaDH jati HaiN
Dastak E DiL ko maiN awaaz BaNa Leta HuN

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#271)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
19th January 2004, 08:31 PM

Thanks Kshitiz. Really a beautiful one. See you are good. Aise hi likhte rahna. God bless you.
Mein dil lafhj se age karti hu.

Lata Jee ki awaz meh.

Dil cheez kiya hein aap meri jaan lijiye
baas ek baar mera kaha man lijiye
Dil cheez kiya hein aap meri jaan lijiye

Ish anjuman meh aapko ana hein baar baar
deewaro darko gaur se pehchaan lijiye
Dil cheez kiya hein aap meri jaan lijiye.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Dil...
Old
  (#272)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Dil... - 19th January 2004, 11:36 PM

Dil...

Dil torne wale toujhe dil dhound raha hai
Awaaz de ,tou kaun si nagri main choupa hai...

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#273)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
19th January 2004, 11:42 PM

Nice one. Likhte rahna.
Aawaaz lafhj se age karti hu. Lata Jee ki awaz meh.

Aawaaz deke hume tum bulao
mohabbat meh itna na humko satao
aawaaz deke hume tum bulao.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Tum...
Old
  (#274)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Tum... - 19th January 2004, 11:50 PM

Tum...

Toum poukar lo ,toumhara intazaar hai

Honth pe liye houe dil ki baat hum
jaagte raheinge aur kitne raat hum
Raat ye karaar ki bekaraar hai...

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#275)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
20th January 2004, 12:03 AM

Beautiful. Likhte rahna. Tum lafhj se hi age karti hu.
HUmraaz film ka ek geet.
Tum agar sath dene ka wada karo
mein yuhi maste nagmeh lutata rahu
tum mujhe dekhkar muskurati raho
mein tumhe dekhkar geet gaata rahu
tum agar sath dene ka wada karo.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Geet...
Old
  (#276)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Geet... - 20th January 2004, 12:22 AM

Geet...

Geet gata houn mein,goungounata houn mein
mein ne hansne ka vaada kiya tha kabhi
iss liye ab sada mouskourata houn mein...

Amanush...

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#277)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
20th January 2004, 12:49 AM

Wah good. Likhte rahna. Der hogayi hein kuch.
Mein Wada lafhj se age karti hu. Lata & Kishore Jee ke awaz meh.

O thehro meri jaan
wada karo nehi chhoroge tum mera sath
jaaha tum ho woha mein bhi hu
Chhuo nehi dekho zara peechhe rakho haath
jawa tum ho jawa mein bhi hu.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#278)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
20th January 2004, 01:04 AM

bahut khoob gaano ka competition chal raha hai..keep it up shiml ji and amaanush ji...magar ek gusthaaaki maaf kijiye ki aapke gaaano ke beech ek nazm pesh kar raha hoon...shimul ji word 'saath' se yeh likhi hai...

Baat ki nazuki ki halat to dekhon
honth hilte to hai par kuch nahi kehte

aapne ghar bhi aata hai chaandni ka sabab
toote-taare hasrat-e-dil nahi kehte

woh din jise kehte hai guzarta hai yun bhi
aaina dekhne waale ghazal nahi kehte

kehne ko kehte bhi hai yeh duniyawaale
saath dene waale ko humsafar nahi kehte...

-mast

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#279)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
20th January 2004, 01:24 AM

Dear Mast Jee, are wah, keya baat hein aapka. Bohot khub likhha hein aapne. Mein toh parte hue kho gayi thi. Ish liye thori der hogayi reply karte hue. Haan, gano ki hi competition chalrahi thi abhi tak. Likhte rahiyega. Shukriya.
Humsafar lafhj se age karti hu. Inteha film ki gana.

Humsafar chahiye umer bhar chahiye
Humsafar chahiye umer bhar chahiye
Aapke Pyaar ki ek nazar chahiye
Aapke Pyaar ki ek nazar chahiye
dil hein beghar ishe ek ghar chahiye
baas yuhi dekhkar muskurate raho
baas yuhi dekhkar muskurate raho
yeh sahara mujhe umer vhar chahiye
dil hein beghar ishe ek ghar chahiye.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#280)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
20th January 2004, 05:18 AM

MARGHATIS 24,000 KABRISTAANIS 6900

KABRISTAANI--

Meena, banjara ji, tanhaai, happy, Parasaxena, roopali, khushi, sanjoo, talkingeyes, piya, Banno, Maikash, ghayalparwana, arnab, Kshitiz, Sahil Khan, amanush, akant

MARGHATI—

sakhi, talib, manoj kureel, arvindsony, bhadsha-E-gham
bindiya, ambar, shakeel shaikh, mushi bhai, manish bansal, madh-e-ghum, shimul, mast, sofia saaed, Sharabi, amrit sharad, romance, Rumi

kuch bandishein hain yahan sher ya poem post karne kee…

Maximum length 12

lines (your own or borrowed).

Celebrating zindagi, pyaar, dosti, ma-baap, vagairah vagairah.

No no words, maut, chita, shamshaan, vagairah vagairah.

Must use one of the words from last post, just any.

We will have two teams…1 Marghati 2 Kabristaani
(when you post a sher, if you are not already in a team, Sakhi will assign you a team, and occasionally we will post points as well as team members’ names).

MARGHATIS 24,000 KABRISTAANIS 6900

Waah shimul,

akele hee khan bhayyia, amanush aur Nawab Kshitiz ka muqabla kar rahin thin...good job! Well dekho mast ne saath diya aapka...

Bahut khoob nazm hai Mast Mast...

Humsafar chahiye umer bhar chahiye
Humsafar chahiye umer bhar chahiye
Aapke Pyaar ki ek nazar chahiye
Aapke Pyaar ki ek nazar chahiye
dil hein beghar ishe ek ghar chahiye
baas yuhi dekhkar muskurate raho
baas yuhi dekhkar muskurate raho
yeh sahara mujhe umer vhar chahiye
dil hein beghar ishe ek ghar chahiye.......

shimul kee post se aage badhaayiye plz...

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 20th January 2004 at 05:25 AM..
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Hoti hai lazzat e faryad burra kya hai alishah07 Aapki Shayri 5 23rd September 2009 06:19 PM
Hoti hai lazzat e faryad burra kya hai ... (My Poetry) alishah07 Aapki Shayri 3 1st March 2009 11:15 PM
lazzat-e-ishk..gazal prashant vasl Ghazal Section 0 19th July 2008 01:14 PM
kaif ka agaaz, kaif ka anjaam kaif Shayri-e-Ishq 0 29th October 2004 11:05 PM
uski chaahat se roshan dil ka kona kona tha manoj kureel Shayri-e-Ishq 6 21st August 2003 01:30 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com