Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Koi Rehnumai Na De
Old
  (#1)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
Koi Rehnumai Na De - 15th April 2006, 02:05 PM

Saza-e-Ishq de de abb koi Sunvai na de
Doob jane de kashti ko koi Rehnumai na de

Na behne doon chhupa loon ye Ashq apne
Par usse chhupaoon kaise jo Dikhai na de

Hansi mein chhupane ki Koshish hai magar
Aahon ka shor hai kaise phir Sunai na de

Tere dar pe aayi hai "wafa" fariyad karne
Na de sacha pyar magar itni Bewafai na de

Gulshan ko ho jaye phir Sehra se pyar
Ya Khuda sehra ko itni bhi Rulai na de


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Re: Koi Rehnumai Na De
Old
  (#2)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Koi Rehnumai Na De - 15th April 2006, 02:12 PM

wafa ji
ek arse baad aapko padh kar laga jaise sehra se hokar ek muddatton baad koi baadal gujra ho...wohi makhmali ehsaas aur wahi dil ko choo lene wale jazbaat,,jinhe aapne jubaan bakshi hai..aapka andaaz-e-bayaan ka mein kaayal hooon,isiliye aapse yeh ilteja hai ki apne behskeemti alfaazon ke gauhar gar ho sake to yahan aa kar lutaya kijiye.
meri daad kuboool kijiye...
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
15th April 2006, 04:06 PM

Wafa Ji.........

Ek aali jasbaati bayan hai is kalaam mein..........aur dard ki shiddat bhi bahut hai....................guhar....magar iska koi saami nahi .............

hum naaz-o-karam uthate chale gaye............
vo sitam bar sitam dhaate chale gaye..............

apna haal-e-dil ^AMAN^ chupaate rahe............
vo apne gam humein sunate chale gaye...................

khush rahiye...............



**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
yoon laga
Old
  (#4)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
yoon laga - 15th April 2006, 09:31 PM

yoon laga aaj aisee hee kisee ghzal kee zehan ko zaroorat thee rooh ko talash thee bas mil gayee

bahut khoob kaha hai aur bahut hee gaharee lagee har baat yoon hee likhte rahana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: Koi Rehnumai Na De
Old
  (#5)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
Re: Koi Rehnumai Na De - 16th April 2006, 12:17 PM

Tere dar pe aayi hai "wafa" fariyad karne
Na de sacha pyar magar itni Bewafai na de

Bohat achche lage aap ke likhe huye har aashar, Daad kabool kareN.. Aur ye sher hame aap ke is kalaam meN sab se achchha laga. YuN hi likhTi rahiye..

Daad Haazir hai..

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#6)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
16th April 2006, 04:03 PM

wafa ji bhaut khoob likha hai aapne

keep writing
aapke har sher badhiya hai kisi ek ko chunna galat hoga

aapko padhkar bahut achha laga

shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Re: Re: Koi Rehnumai Na De
Old
  (#7)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
Re: Re: Koi Rehnumai Na De - 18th April 2006, 07:29 PM

Quote:
Originally posted by manoj kureel
wafa ji
ek arse baad aapko padh kar laga jaise sehra se hokar ek muddatton baad koi baadal gujra ho...wohi makhmali ehsaas aur wahi dil ko choo lene wale jazbaat,,jinhe aapne jubaan bakshi hai..aapka andaaz-e-bayaan ka mein kaayal hooon,isiliye aapse yeh ilteja hai ki apne behskeemti alfaazon ke gauhar gar ho sake to yahan aa kar lutaya kijiye.
meri daad kuboool kijiye...
-MANOJ

Manoj ji

behad khushi hui aapko apne kalaam par dekhkar
kuch majbooriyan hain zindagi ki, main bhi yahan aana chahti hoon kyonki mujhe bhi dard se pyar hai
aapne yahan aakar mera hausla badha diya....bahut bahut shukriya...aapki daad sar ankhon par

apna khayal rakhiyega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
19th April 2006, 01:20 PM

bohot khoob.
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
20th April 2006, 01:06 PM

Quote:
Originally posted by Aman_rahi
Wafa Ji.........

Ek aali jasbaati bayan hai is kalaam mein..........aur dard ki shiddat bhi bahut hai....................guhar....magar iska koi saami nahi .............

hum naaz-o-karam uthate chale gaye............
vo sitam bar sitam dhaate chale gaye..............

apna haal-e-dil ^AMAN^ chupaate rahe............
vo apne gam humein sunate chale gaye...................

khush rahiye...............


hum naaz-o-karam uthate chale gaye............
vo sitam bar sitam dhaate chale gaye..............

apna haal-e-dil ^AMAN^ chupaate rahe............
vo apne gam humein sunate chale gaye...................

4 lines mein jaise aapne sab kuch keh diya...jaise poori ek zindagi sama gayi in panktiyon mein...

aap yahan aaye...bahut bahut shukriya

apna khayal rakhiyega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Re: yoon laga
Old
  (#10)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
Re: yoon laga - 21st April 2006, 02:51 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
yoon laga aaj aisee hee kisee ghzal kee zehan ko zaroorat thee rooh ko talash thee bas mil gayee

bahut khoob kaha hai aur bahut hee gaharee lagee har baat yoon hee likhte rahana
Anil

mere kalaam ko apna waqt dene ke liye bahut shukriya

apna khayal rakhiyega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Re: Re: Koi Rehnumai Na De
Old
  (#11)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
Re: Re: Koi Rehnumai Na De - 21st April 2006, 02:53 PM

Quote:
Originally posted by Anjana Rahi
Tere dar pe aayi hai "wafa" fariyad karne
Na de sacha pyar magar itni Bewafai na de

Bohat achche lage aap ke likhe huye har aashar, Daad kabool kareN.. Aur ye sher hame aap ke is kalaam meN sab se achchha laga. YuN hi likhTi rahiye..

Daad Haazir hai..

Mayank

Mayank

mere kalaam par gaur farmane ke liye..shukriya
apki daad kabool hai
jab takk dard rahega wafa likhti rahegi....hausla afzai ke liye shukriya

apna khayal rakhiyega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
22nd April 2006, 05:07 PM

Quote:
Originally posted by shrdh
wafa ji bhaut khoob likha hai aapne

keep writing
aapke har sher badhiya hai kisi ek ko chunna galat hoga

aapko padhkar bahut achha laga

shrdh

bahut bahut shukriya yahan aane ke liye...mere kalaam ko pasand karne ke liye...shukriya

apna khayal rakhiyega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#13)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 23rd April 2006, 01:41 PM

ek.wafa
acha laga bohat arse bad ap k lafzon ko dekh kar unhai parh kar.
really like the way u writting in ur stayle..keep it up
khan


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
23rd April 2006, 02:09 PM

Quote:
Originally posted by Zeba
bohot khoob.


shukriya


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#15)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
Re: hi - 24th April 2006, 12:27 PM

Quote:
Originally posted by banjara''''
ek.wafa
acha laga bohat arse bad ap k lafzon ko dekh kar unhai parh kar.
really like the way u writting in ur stayle..keep it up
khan

Khan saheb...bahut bahut shukriya mere kalaam ko pasand karne ke liye...shukriya

apna khayal rakhiyega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Re: Koi Rehnumai Na De
Old
  (#16)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Re: Koi Rehnumai Na De - 24th April 2006, 01:53 PM

Quote:
Originally posted by ek_wafa

Saza-e-Ishq de de abb koi Sunvai na de
Doob jane de kashti ko koi Rehnumai na de

Na behne doon chhupa loon ye Ashq apne
Par usse chhupaoon kaise jo Dikhai na de

Hansi mein chhupane ki Koshish hai magar
Aahon ka shor hai kaise phir Sunai na de

Tere dar pe aayi hai "wafa" fariyad karne
Na de sacha pyar magar itni Bewafai na de

Gulshan ko ho jaye phir Sehra se pyar
Ya Khuda sehra ko itni bhi Rulai na de
hi wafaa ji aap ka ye kalaam abhut hi khubsurat hai , mujhe pasand aauya khaas kae ye lines

Saza-e-Ishq de de abb koi Sunvai na de
Doob jane de kashti ko koi Rehnumai na de

Tere dar pe aayi hai "wafa" fariyad karne
Na de sacha pyar magar itni Bewafai na de

Gulshan ko ho jaye phir Sehra se pyar
Ya Khuda sehra ko itni bhi Rulai na de


jabardast likha hai aap ne har share mukammal hai.
take care
wid regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
kya likhu
Old
  (#17)
someonly1
Registered User
someonly1 will become famous soon enoughsomeonly1 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 115
Join Date: Sep 2005
Location: Mumbai
Rep Power: 20
kya likhu - 24th April 2006, 09:56 PM

hello wefa ji

kya likhu kuch kahne ko reha hi nehi aap ke is kelaam ne her kisi ke hoto se daad paayi hai aap ki taarif mey likhne ke liye koi lafz becha hi nehi verna jerur likh deta mager aap ne jo likha hai uski tarif mey tho har lafz kam lagta hai fir bhi kuch likh reha hu ager pasend aaye tho daad jarur chahuga ha mager yebhi beta du ye kisi aur ka likha hai mager fir bhi bhej reha hu


Meri bewafai ki dasta sunane se pahle
Muje itna beta jati chod jane se pahle
Ager koi sikvatumne mujse kiya hota
Mey mena leta tujko ruth jane se pahle........!

Chalta hu hamesha uhi aap likhti rahe yehi duwa karta hu

SOME ONE
  Send a message via Yahoo to someonly1  
Reply With Quote
Re: Re: Koi Rehnumai Na De
Old
  (#18)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
Re: Re: Koi Rehnumai Na De - 26th April 2006, 03:23 PM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
hi wafaa ji aap ka ye kalaam abhut hi khubsurat hai , mujhe pasand aauya khaas kae ye lines

Saza-e-Ishq de de abb koi Sunvai na de
Doob jane de kashti ko koi Rehnumai na de

Tere dar pe aayi hai "wafa" fariyad karne
Na de sacha pyar magar itni Bewafai na de

Gulshan ko ho jaye phir Sehra se pyar
Ya Khuda sehra ko itni bhi Rulai na de


jabardast likha hai aap ne har share mukammal hai.
take care
wid regards
manu

Manu ji

Mere kalaam ko pasand karne ke liye bahut shukriya..

Apna khayal rakhiyega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Re: kya likhu
Old
  (#19)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
Re: kya likhu - 26th April 2006, 04:12 PM

Quote:
Originally posted by someonly1
hello wefa ji

kya likhu kuch kahne ko reha hi nehi aap ke is kelaam ne her kisi ke hoto se daad paayi hai aap ki taarif mey likhne ke liye koi lafz becha hi nehi verna jerur likh deta mager aap ne jo likha hai uski tarif mey tho har lafz kam lagta hai fir bhi kuch likh reha hu ager pasend aaye tho daad jarur chahuga ha mager yebhi beta du ye kisi aur ka likha hai mager fir bhi bhej reha hu


Meri bewafai ki dasta sunane se pahle
Muje itna beta jati chod jane se pahle
Ager koi sikvatumne mujse kiya hota
Mey mena leta tujko ruth jane se pahle........!

Chalta hu hamesha uhi aap likhti rahe yehi duwa karta hu

SOME ONE
bakhoobi dard ko byan kiya hai aapne…

har sher ek kahani keh raha hai….
jaise ghum ke dariya mein beh raha hai

aaj 1st time aapka kalaam padha hai….behad khoobsurati se ghum ko kaagaz par utar diya aapne…daad kabool kijiyega

agar baat sirf kalam takk hai toh chahungi aap likhte rahe

apna khayal rakhiyega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Rubeena Parveen
Registered User
Rubeena Parveen is on a distinguished road
 
Rubeena Parveen's Avatar
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Apr 2006
Location: new delhi 25
Rep Power: 19
26th April 2006, 04:50 PM

wafa ji
jazbaat ko alfaz dena koi aap se seekhe amazing apka ek ek sher qabil-e-dad he

tah-e-dil se dad qubool kijiye

"na koi khuab na aaNsu na khayal
kya ajab qahat pada he mujh main
aks dar aks bikharna he mujhey
jane kya toot gaya he mujh main"

likhti rahiye
apna khayal rakhyega
bye


Mangi thi mene tumse mohbbat ki zindagi
Zindagi ko tumne mohbbat bana diya
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
27th April 2006, 08:42 PM

Quote:
Originally posted by Rubeena Parveen
wafa ji
jazbaat ko alfaz dena koi aap se seekhe amazing apka ek ek sher qabil-e-dad he

tah-e-dil se dad qubool kijiye

"na koi khuab na aaNsu na khayal
kya ajab qahat pada he mujh main
aks dar aks bikharna he mujhey
jane kya toot gaya he mujh main"

likhti rahiye
apna khayal rakhyega
bye

aks dar aks bikharna he mujhey
jane kya toot gaya he mujh main
Rubeena ji
kya khoob kaha aapne……jane kya toot gaya hai mujh mein….bahut khoob!
aap yahan aayi…kalaam ko pasand kiya…..chand aashaar pesh kiye mere kalaam ko…..bahut bahut shukriya….
aur jab takk dard rahega wafa likhti rahegi

apna khayal rakhiyega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com