Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ye kitaabon k qisse
Old
  (#1)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
Love ye kitaabon k qisse - 14th July 2014, 10:07 AM

Ye Kitaboon Ke Qissen Fasaano Ki Baaten
Nigahon Ki Jhilmil Judai Ki Raaten

Mohabbat Ki Qasmen Nibhane Ke Vaade
Ye Dhoka Wafa Ka Ye Jhoote Iraade

Ye Baaten Kitaabi Ye Nazmen Purani
Na In Ki Haqeeqat Na In Ki Kahaani

Na Likhna Inhen Na Hi Mehfooz Karna
Ye Jazbe Hai Bas In Ko Mehsoos Karna......

NOT MINE

safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana

I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......

Last edited by zainy; 15th July 2014 at 12:53 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
14th July 2014, 11:00 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Achchi koshish lafzon se khelna aata hai tumko...keep it up.
shukriya naaznin sahiba waise abhi mujhe nahi Aata Sikh raha hu aap sakba saath yun hi bana rahe to zarur sikh jayege........

safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana

I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
14th July 2014, 12:07 PM

Quote:
Originally Posted by furqann View Post
Ye Kitaboon Ke Qissen Fasaano Ki Baaten
Nigahon Ki Jhilmil Judai Ki Raaten

Mohabbat Ki Qasmen Nibhane Ke Vaade
Ye Dhoka Wafa Ka Ye Jhoote Iraade

Ye Baaten Kitaabi Ye Nazmen Purani
Na In Ki Haqeeqat Na In Ki Kahaani

Na Likhna Inhen Na Hi Mehfooz Karna
Ye Jazbe Hai Bas In Ko Mehsoos Karna......
waaaahhhhh, Furqann..
kya lafzo.n ka khel aur mel nazar aata hai..
bhai aap to sikhnewalo.n kii nahi, sikhanewalo.n kii qataar me.n ho

behad khubsurat ehsaaso.n bharee tehreer pe dhero.n dhero.n daaaad aur mubarakbaad.......

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
14th July 2014, 12:55 PM

Na Likhna Inhen Na Hi Mehfooz Karna
Ye Jazbe Hai Bas In Ko Mehsoos Karna...

Bohat khoob

Superb!

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
14th July 2014, 02:13 PM

Na Likhna Inhen Na Hi Mehfooz Karna
Ye Jazbe Hai Bas In Ko Mehsoos Karna...

Wahhh.. Furqan Bhai...

Boht khoob...

DuaooN k saath,,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
14th July 2014, 02:40 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Seekhne ke pehle itne maahir ho seekh jaoge to kamaal karoge

Aj 50 post complete karlo aur TPT mein jake vote kar do aj last date hai.
shukriya naaz ji mere khayaal se ye chiz hi aisi hai jise mukammal sikha nahi jaa sakta jitna ek samandar hai jisme me har koi apni bashashat k baqadr pani leta hai ab koi poora samndar to le nahi sakta aise hi saari umar bas sikhna hi hai......

safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana

I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
14th July 2014, 02:45 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
waaaahhhhh, Furqann..
kya lafzo.n ka khel aur mel nazar aata hai..
bhai aap to sikhnewalo.n kii nahi, sikhanewalo.n kii qataar me.n ho

behad khubsurat ehsaaso.n bharee tehreer pe dhero.n dhero.n daaaad aur mubarakbaad.......
shukriya aadeil sahab pehle to teh dil se aapka shukriya karta hu k aapne ise pasand kiye

bhai waise to abhi ham qataar tak bhi nahi pohche pehle qataar tak pohcah jaye phir faisla hoga kis qataar me lagna hai

safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana

I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
14th July 2014, 02:47 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Na Likhna Inhen Na Hi Mehfooz Karna
Ye Jazbe Hai Bas In Ko Mehsoos Karna...

Bohat khoob

Superb!
shukriya zainy sahiba aise hi saath dete hai

safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana

I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
14th July 2014, 02:50 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Na Likhna Inhen Na Hi Mehfooz Karna
Ye Jazbe Hai Bas In Ko Mehsoos Karna...

Wahhh.. Furqan Bhai...

Boht khoob...

DuaooN k saath,,
salaam Hasan sahab shukriya hosla afzai ka dua hai khuda se aap sabka saath aise hi barqaraar rahe aameen

safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana

I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
14th July 2014, 09:12 PM

bhaijaan aapki ghazlen to bade bade log churaa rahe hain.....

https://www.facebook.com/13249342693...levant_count=1

facebook waale bhi churaa rahe hain...

http://www.nannu.info/forum/showthread.php?t=2474

aur shaayad kisiii aur ne bhi churaaai hogii 2009 me..... khair ab to aap qaafiyaa seekh hi gaye hain.. maqtaa bhi shaamil kijiye taaki inki chorii rokii jaa sake....

aap sabko thank you thank you kah rahe hain mujhe badaa tajjub hota hai...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs down 14th July 2014, 09:35 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bhaijaan aapki ghazlen to bade bade log churaa rahe hain.....

https://www.facebook.com/13249342693...levant_count=1

facebook waale bhi churaa rahe hain...

http://www.nannu.info/forum/showthread.php?t=2474

aur shaayad kisiii aur ne bhi churaaai hogii 2009 me..... khair ab to aap qaafiyaa seekh hi gaye hain.. maqtaa bhi shaamil kijiye taaki inki chorii rokii jaa sake....

aap sabko thank you thank you kah rahe hain mujhe badaa tajjub hota hai...
Furqann Bhai...

Boht afsoos hua yeh dekh kar.. ke kisi aur ki ghazal ko aap apna bana
kar pesh kar rahay ho..... you know is sites k kuch rules/regulations hain,
jo tehreer ya ghazal ya nazm apni nahi hai .. us ke neche nm ya not mine mention karna zaroori hai...

Kuch seekhne ki koshish karieN...

umeed hai aainda aap aisa nahi karieN gay..
aur apni kisi achay kalaam k saath nazar aayeN gay..

DuaooN k saath ,,,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
14th July 2014, 10:30 PM

salaam shaad sahab pehle to main aapse maafi chahuga jo bhi nadani hui ho uske liye phir ye kehna chahuga k Maine kisi ne bhi nazam ko apna name nahi diya

http://www.shayri.com/forums/showthr...444#post461444

ye Sdc pe meri pehli pesh kash hai aur apni pehli pesh kash me hi Maine Kaha tha k maine ab tak apni koi nazam nahi likhi hai aur jaisa k main kai baar bol Chuka hu k aksar main jo likhta hu wo kahi na kahi suni hui hai jo zehan me Aati hai to likh deta hu aur jaha tak mujhe yaad hai aapne mere Singh ka bhi puche the

Qalam hai haath me khanjar ki kya
zarurat hai....
parha likha hu saliqe se khoon karta
hu........

k kya ye meri likhi hui hai us waqt bhi mera jawaab yehi raha hai k ye meri nahi kafi pehle kahi suna tha aur mujhe ye bhi yaad nahi k jo maine likha hai ye aise hi hai ya lafz Cheng hai
aur rahi baat sabko thank u shukriya kehne ki jis tarha aap sab hosla afzai karte hai main us k liye hamesha aap sabka dil shukar guzaar raha hu ye meri nadani hai jo main ye samajh nahi paaya k aap sab meri galti k wajha se ab tak ye sab meri nazam samajhte rahe maafi chahta hu apni galti ki aur aynda is baat ka khayaal rakhuga k post k niche "NOT ME" bhi typ karna hai ummeed hai aap sab meri nadani ko maaf kar k aise hi hosla afzai karte rahege aur aapko the dil se shukriya Kehta hu k aap meri galti mujhe bataye thank u so much mujhe bohat khushi hui mujhe apni galti sudhaarne ka moqa mila

safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana

I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......

Last edited by furqann; 14th July 2014 at 10:37 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
14th July 2014, 10:42 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Furqann Bhai...

Boht afsoos hua yeh dekh kar.. ke kisi aur ki ghazal ko aap apna bana
kar pesh kar rahay ho..... you know is sites k kuch rules/regulations hain,
jo tehreer ya ghazal ya nazm apni nahi hai .. us ke neche nm ya not mine mention karna zaroori hai...

Kuch seekhne ki koshish karieN...

umeed hai aainda aap aisa nahi karieN gay..
aur apni kisi achay kalaam k saath nazar aayeN gay..

DuaooN k saath ,,,
Adaab Hassan bhai maafi chata hu apni nadaani ki galti to zarur hui hai lekin Maine kisi nazam ko apna naam nahi diya ummeed hai aap is baat ko samjh sakoge
new hu yaha bhi aur shayri ki dunya me bhi is liye ziyada kuch nahi jaanta ummeed hai aap sab aise hi saath dete rahoge aur mujhe meri galtiya batate rahoge taaki main sudhaar saku dua hai aap sabka saath aise hi qayam rahe main bhi zarur Sikh jauga

safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana

I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......

Last edited by furqann; 14th July 2014 at 11:18 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
14th July 2014, 10:45 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
hahaha.......awesome, furqaan sahab tumhari to poll khul gai yahan bade bade detective hain itni asaanii se churan nhi de skte kisiko
hahaha naaz ji mujhe samajh nahi Aa raha main aapko sorry kahu ya ye batau k mujhe chuna lagana nahi Aata ummeed hai aap mujhe sikha dogi

safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana

I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......

Last edited by furqann; 14th July 2014 at 11:17 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
15th July 2014, 12:11 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Mai kya tumhe sikhaungi tum hi mujhe sikha do baaton ko ghumate kaise hain
on a second thght rehne do mai isme tumse zada maahir hun mujhe nasamajh samajhne ki galti mat karna
baaton ko ghumana main tumhe sikha bhi nahi sakta ye aksar girl ki hobby hoti hai
don't mind n main tumhe nasamajh samajhta to sikhane kyu bolta??

safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana

I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
15th July 2014, 12:12 AM

Naaz and Furqaan..

Koi mujhe bhi sikhaa do baatoN ko ghumaya kese jaata hai... ?

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
15th July 2014, 12:18 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Naaz and Furqaan..

Koi mujhe bhi sikhaa do baatoN ko ghumaya kese jaata hai... ?

salaam Hassan bhai
ye to naaz ji hi sikha sakti hai main bhi line me hu
:

safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana

I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Talking 15th July 2014, 12:27 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Hassan baat ko sirf hatele log ghumate hain n u r quite sane n well mannered tumse nhi hoga impossible case hai

Awww.... sach mein tareef kar rahi ho Naaz..
yaa yeh bhi baat ko ghuma rahi ho?

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
15th July 2014, 01:32 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Are kamaal hai yaar sach mein tareef kar rahi hun, tumhe hazam nhi horaha to hajmola lelo

haan ab hazam ho gaya... but haajmola lene ke baad...

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com