Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Jhootay Khuwaab Sajaaye Bhudha Sa Aadmi..!! (Bhudhe Qulli Ki Aap-beeti)
Old
  (#1)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Exclamation Jhootay Khuwaab Sajaaye Bhudha Sa Aadmi..!! (Bhudhe Qulli Ki Aap-beeti) - 7th August 2014, 01:38 AM

Adaab! Hazireen-e-meHfil-e-dard!
Aik puraani 'koshish', jo pehle pesh ki thi,
aik bhudhe 'QULLI' ki aap-beeti, ik kadwi haQeeqat,
lekin roman Urdu ki wajah se hazireen ko mushkil hui,
ab behtari ke saath pesh kar raha hooN:-

sir pe sandooQ rakhe bhudha sa aadmi
ghareebi ka bhoj uthaye bhudha sa aadmi

dikhnay meiN lagta hai naheef, lekin!
mano'N wazN le jaaye bhudha sa aadmi


naheef: kamzoor, vigourless

koi bhi taras nahi khaata phir bhi!!
zabt ka daman thaame bhudha sa aadmi

dhundh.li aankhon meiN halki si hai chamak
jhootay khuwaab sajaaye bhudha sa aadmi

kabhi us ke Qadam lad,kha,raate nahi, hSn!
jawano ko pechay chhoday bhudha sa aadmi


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
7th August 2014, 11:58 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab! Hazireen-e-meHfil-e-dard!
Aik puraani 'koshish', jo pehle pesh ki thi,
aik bhudhe 'QULLI' ki aap-beeti, ik kadwi haQeeqat,
lekin roman Urdu ki wajah se hazireen ko mushkil hui,
ab behtari ke saath pesh kar raha hooN:-

sir pe sandooQ rakhe bhudha sa aadmi
ghareebi ka bhoj uthaye bhudha sa aadmi
dikhnay meiN lagta hai naheef, lekin!
mano'N wazN le jaaye bhudha sa aadmi


naheef: kamzoor, vigourless
koi bhi taras nahi khaata phir bhi!!
zabt ka daman thaame bhudha sa aadmi
dhundh.li aankhon meiN halki si hai chamak
jhootay khuwaab sajaaye bhudha sa aadmi
kabhi us ke Qadam lad,kha,raate nahi, hSn!
jawano ko pechay chhoday bhudha sa aadmi


Bohat khoob hassan sahab......dehron daad





Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 7th August 2014, 12:05 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab! Hazireen-e-meHfil-e-dard!
Aik puraani 'koshish', jo pehle pesh ki thi,
aik bhudhe 'QULLI' ki aap-beeti, ik kadwi haQeeqat,
lekin roman Urdu ki wajah se hazireen ko mushkil hui,
ab behtari ke saath pesh kar raha hooN:-

sir pe sandooQ rakhe bhudha sa aadmi
ghareebi ka bhoj uthaye bhudha sa aadmi

dikhnay meiN lagta hai naheef, lekin!
mano'N wazN le jaaye bhudha sa aadmi


naheef: kamzoor, vigourless

koi bhi taras nahi khaata phir bhi!!
zabt ka daman thaame bhudha sa aadmi

dhundh.li aankhon meiN halki si hai chamak
jhootay khuwaab sajaaye bhudha sa aadmi

kabhi us ke Qadam lad,kha,raate nahi, hSn!
jawano ko pechay chhoday bhudha sa aadmi
achchi ghazal bani hai Hassan. reality se bharpur...keep it up


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#4)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
7th August 2014, 12:15 PM

Hassanbhai!!!!
waaah... kya laajawaab qalaam buna hai.... pur haqiqat aur pur zor ashaar se bhari hai ye tehriir....
dheroN daad-o-mubaarakbaad...



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Masoom Pyar
Registered User
Masoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 519
Join Date: Dec 2013
Rep Power: 0
7th August 2014, 02:28 PM

Bahot Khub Hasan Bahi.................Best Creation..........................!! Dil se Deron Daad...........................!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 7th August 2014, 04:35 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Bohat khoob hassan sahab......dehron daad
Ananth jiii,,

Ehsasaat ko pasand karne k liye behad manooN hooN!

Milte rahiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 8th August 2014, 02:33 AM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
achchi ghazal bani hai Hassan. reality se bharpur...keep it up
Pari,

ManooN-o-mashkoor hooN is qadar pazeraayi ke liye!

Umeed hai aagay bhi aise hi saath milta rahe ga,

DuaooN ke saath,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 8th August 2014, 11:02 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Dear i want to add reps but aur spread krn padega
it's okay dear! aap ka saath hi hamari 'rep' hai........!


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
8th August 2014, 11:16 PM

moHteram janaab Hassan saHb !

appki yeh ghazal peRh to aisy laga jaisy zindagi ki talkhioN ka nochoR hoN , aisy bahut saary buRhy insaan haiN yahaN UAE mai jinki saari umar guzar jaati hai kamaany mai , or unki aulaad ko zara bhi sharm nahi aati ussy ujaaRny mai , jawaani mai kamaaty haiN apni aulaad ke liye takeh aulaad buRhaapy ka sahaara bany or buRhaapy mai kamaana peRta hai keh khud ko zinda rakh sakieN kiyoN keh wohi aulaad kehti hai , appne kiya kiya hai hamary liye

khair ...

apki yeh tehreer qabil e tareef hai , daad qabool fermaaiye

Allah hum sako apne waldaiN ka sahaara banany ki taufeeq ataa fermaae
Aameen
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#10)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 10th August 2014, 01:08 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
Hassanbhai!!!!
waaah... kya laajawaab qalaam buna hai.... pur haqiqat aur pur zor ashaar se bhari hai ye tehriir....
dheroN daad-o-mubaarakbaad...
Adil bhai,

Is qadar pazeraayi aur mohabbat ke liye manooN hooN bhai!

Aise hi milte rahiye ga,

DuaaoN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 13th August 2014, 02:26 AM

Quote:
Originally Posted by Masoom Pyar View Post
Bahot Khub Hasan Bahi.................Best Creation..........................!! Dil se Deron Daad...........................!!!!
Sudhir jii,,

Thanks a lot for liking my composition!

Regards,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 14th August 2014, 08:09 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
moHteram janaab Hassan saHb !

appki yeh ghazal peRh to aisy laga jaisy zindagi ki talkhioN ka nochoR hoN , aisy bahut saary buRhy insaan haiN yahaN UAE mai jinki saari umar guzar jaati hai kamaany mai , or unki aulaad ko zara bhi sharm nahi aati ussy ujaaRny mai , jawaani mai kamaaty haiN apni aulaad ke liye takeh aulaad buRhaapy ka sahaara bany or buRhaapy mai kamaana peRta hai keh khud ko zinda rakh sakieN kiyoN keh wohi aulaad kehti hai , appne kiya kiya hai hamary liye

khair ...

apki yeh tehreer qabil e tareef hai , daad qabool fermaaiye

Allah hum sako apne waldaiN ka sahaara banany ki taufeeq ataa fermaae
Aameen
Mujeeb saheb!

Aap ki baat solaa aanay sach hai...

Allah hum sab ko apne waldaiN ka sahaara ban'ne ki taufeeQ atta farmaye (Ameen)..

Milte rahiye,,

DuaooN ke saathh,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
14th August 2014, 09:37 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab! Hazireen-e-meHfil-e-dard!
Aik puraani 'koshish', jo pehle pesh ki thi,
aik bhudhe 'QULLI' ki aap-beeti, ik kadwi haQeeqat,
lekin roman Urdu ki wajah se hazireen ko mushkil hui,
ab behtari ke saath pesh kar raha hooN:-

sir pe sandooQ rakhe bhudha sa aadmi
ghareebi ka bhoj uthaye bhudha sa aadmi

dikhnay meiN lagta hai naheef, lekin!
mano'N wazN le jaaye bhudha sa aadmi


naheef: kamzoor, vigourless

koi bhi taras nahi khaata phir bhi!!
zabt ka daman thaame bhudha sa aadmi

dhundh.li aankhon meiN halki si hai chamak
jhootay khuwaab sajaaye bhudha sa aadmi

kabhi us ke Qadam lad,kha,raate nahi, hSn!
jawano ko pechay chhoday bhudha sa aadmi
bahot khoob hassan saahab.... kyaa baat hai......... bahot acchee manzarkashi hai..... aur zindgaee ki haqeeqat..... likhte rahen

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
14th August 2014, 11:44 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab! Hazireen-e-meHfil-e-dard!
Aik puraani 'koshish', jo pehle pesh ki thi,
aik bhudhe 'QULLI' ki aap-beeti, ik kadwi haQeeqat,
lekin roman Urdu ki wajah se hazireen ko mushkil hui,
ab behtari ke saath pesh kar raha hooN:-

sir pe sandooQ rakhe bhudha sa aadmi
ghareebi ka bhoj uthaye bhudha sa aadmi

dikhnay meiN lagta hai naheef, lekin!
mano'N wazN le jaaye bhudha sa aadmi


naheef: kamzoor, vigourless

koi bhi taras nahi khaata phir bhi!!
zabt ka daman thaame bhudha sa aadmi

dhundh.li aankhon meiN halki si hai chamak
jhootay khuwaab sajaaye bhudha sa aadmi

kabhi us ke Qadam lad,kha,raate nahi, hSn!
jawano ko pechay chhoday bhudha sa aadmi
ek basnaseeb talkh haqeeqat ka jigardoz asardaar bayaan kiya Hassan bhai aap ne. behad umdah qalaam hai !!


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 16th August 2014, 09:27 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bahot khoob hassan saahab.... kyaa baat hai......... bahot acchee manzarkashi hai..... aur zindgaee ki haqeeqat..... likhte rahen

Shaad...
Shaad bhai!

MohabbatoN se nawaazne ka bohat shukriyaaH!

Milte rahiye,,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
18th August 2014, 12:33 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
ek basnaseeb talkh haqeeqat ka jigardoz asardaar bayaan kiya Hassan bhai aap ne. behad umdah qalaam hai !!
Zarraa saheb,

Khaak lafzoN ko iss qadar pazeeraayi dene ke liye behad mashkoor hooN!

Milte rahiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com