Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
jeena bhi nahi aaya hame
Old
  (#1)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
jeena bhi nahi aaya hame - 16th April 2006, 07:05 AM

khud pe inaayat, karke, jeena bhi nahi aaya hame
dil khool shikaayat, karke, jeena bhi nahi aaya hame

hai woo bewafa, to unki aadat hi hai yeh
unse phir nafrat, karke, jeena bhi nahi aaya hame

mere jaisa bhi koi doosra nahi hoga yahan
khud se mohabbat , karke ,jeena bhi nahi aaya hame

kyoun dil toot ta rehta hai is tarha "zeba"
dil ko apne saqat, karke, jeena bhi nahi aaya hame

zeba likhti rahegi.................
   
Reply With Quote
pahalee baar parha
Old
  (#2)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
pahalee baar parha - 16th April 2006, 08:17 AM

achha hai good one
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: jeena bhi nahi aaya hame
Old
  (#3)
khoonigazzal
Registered User
khoonigazzal is on a distinguished road
 
khoonigazzal's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Jan 2006
Location: faridabad{ind}
Rep Power: 19
Re: jeena bhi nahi aaya hame - 16th April 2006, 04:18 PM

Quote:
Originally posted by Zeba
khud pe inaayat, karke, jeena bhi nahi aaya hame
dil khool shikaayat, karke, jeena bhi nahi aaya hame

hai woo bewafa, to unki aadat hi hai yeh
unse phir nafrat, karke, jeena bhi nahi aaya hame

mere jaisa bhi koi doosra nahi hoga yahan
khud se mohabbat , karke ,jeena bhi nahi aaya hame

kyoun dil toot ta rehta hai is tarha "zeba"
dil ko apne saqat, karke, jeena bhi nahi aaya hame

zeba likhti rahegi.................
wow kyaa baat hai aapki.
"KHUD SE MOHABBAT KARKE JEENA BHI NA AAYAA HUMKO"..........

YAAR AAPKO TO KUCHH DIN SE HI PADA HAI SHAYAD HUM HI LATE HO GAYE PADNE MEIN LEKIN AAP TO KAMAAL KA LIKHTE HAIN....

BAHUT ACHHE YU HI LIKHTE RAHO...........

_____________________________________________

arzoo hai tumhain door se dekhnay ki.......
kareeb aana nahi chahte ..............
tamana nahi tumhain panay ki .............
magar khona bhi nahi chahte……….
_____________________________________________


samet sakte ho tum “JEET” apni mutthi main ...
hamain to pehle hee aadat hai "HAAR" jaane ki….
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
18th April 2006, 03:01 AM

Thanks Anil ji, aur khooni gazal ji,
pehle to aap dono ka shukriya waqt nikal kar reply dene ka. bohot saloon ke baad is anjuman me phir se aana hua. Aap log zeba type karke meri purani gazlen bhi padh sakte hai. ummed hai aap logon ko pasand aayengi.

zeba.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
ke bin tere jeena nahi Dhaval Hindi/Urdu Lyrics 4 1st September 2007 05:18 PM
Labon ko zehmat agar di to jeena nahi tha... Abrarsworld Shayri-e-Dard 3 23rd August 2007 06:49 PM
" AAPKA WO JAWAB HAME PASAND AAYA........." a shayri for her...........my heart Dhaval Shayri-e-Ishq 9 29th June 2007 09:19 PM
Zindagi nahi hame raj_vi80 Shayri-e-Ishq 0 29th January 2004 08:34 PM
Is duniya me jeena mushkil nahi hai Zeba Shayri-e-Dard 8 30th October 2003 10:05 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com