Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
intzaar karti rahi duniya saari
Old
  (#1)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
Love intzaar karti rahi duniya saari - 8th February 2008, 08:12 PM

Hindu keh the ise jalado, musalamaan kehte the ise dafnaado,
Magar is duniya me aisa koi nahi tha kehne wala ki usko uski mehboob se milado
Musalmaan se kiya pyaar, hindu ko samajaya yehi to hai mera pyaar
Fir bhi kisi ne sath nahi diya mera fir bhi kehta raha me ki yahi to hai pyar
Har pal muje aazamate rahe dil ki gehrayo me dubate rahe hai
Fir bhi me uske dil ko behlaata raha aur kehta rahe ki yahi to hai pyaar
Apno ne kiya pyar se inkaar, parayo ne kaha mat karo tum kisi se ikraar
Fir bhi me sabse karta raha pyar aur kehta raha ki yahi to hai pyar
Ek din jab aayi moat meri, tab jine ke liye dua ki sabne saari
Fir bhi me loat kar na aaya kabhi aur intzaar karti rahi duniya saari.


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein

Last edited by dineshdharvi; 8th February 2008 at 09:10 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
EkMamooliAadmi
Registered User
EkMamooliAadmi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 0
9th February 2008, 07:17 AM

Woh kehte the ki aane wala hai..
Das saal baad aata hai par aata zaroor hai....
Rula kar aata hai, tarsa kar aata hai par aata zaroor hai...

Muddat hui naye khwaab dekh kar...
Berang zindagi mein waqt kat raha hai...
Woh kehte the ki aane waala hai..

Saalon pehle jab jawaan the..
socha tha mulk ki tarakki mein haath batayenge...
haakim ki mulazamat qabool ki....
Hazaron log salaam karne lage...
Logon ne Afsar ka naya naam bhi diya...
Woh kehte the ki aane waala hai..

waqt guzarta raha, hum purane hote gaye..
mulk aage badh gaya, hum peeche choot te rahe..
Woh kehte the ki aane waala hai..

padosi ka jawaan beta
baap ki tees saal ke tajurbe waali tankhwah
se char guna kamata hai..
pehle hum scooter mein jaate the..ab public bas ki ticket hi kharid paate hain..
woh kehte the ki aane waala hai....

Darwaze par dastk huwi
kiwad khol kar dekha, akhbaar pada tha
headlines cheekh kar kahte hain "SIXTH PAY COMMISSION TO DERAIL THE ECONOMY"
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd February 2008, 10:46 AM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
Hindu keh the ise jalado, musalamaan kehte the ise dafnaado,
Magar is duniya me aisa koi nahi tha kehne wala ki usko uski mehboob se milado
Musalmaan se kiya pyaar, hindu ko samajaya yehi to hai mera pyaar
Fir bhi kisi ne sath nahi diya mera fir bhi kehta raha me ki yahi to hai pyar
Har pal muje aazamate rahe dil ki gehrayo me dubate rahe hai
Fir bhi me uske dil ko behlaata raha aur kehta rahe ki yahi to hai pyaar
Apno ne kiya pyar se inkaar, parayo ne kaha mat karo tum kisi se ikraar
Fir bhi me sabse karta raha pyar aur kehta raha ki yahi to hai pyar
Ek din jab aayi moat meri, tab jine ke liye dua ki sabne saari
Fir bhi me loat kar na aaya kabhi aur intzaar karti rahi duniya saari.
dear dinesh.....aapse bhi wahi baat kahuNgi jo abhi last post mein maine yash se kahi hai ki apne ahsaaso.n ko bayaaN karne ka yehi ek zariya hai "shayri" so lage raho bhai....likhne se dil halka ho jata hai....apne dil ki baat hum shayri mein bakhoobi kah lete hain....hai na

kush raho, muskuratey raho
duao.n ke saath
aapki didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
23rd February 2008, 11:00 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
dear dinesh.....aapse bhi wahi baat kahuNgi jo abhi last post mein maine yash se kahi hai ki apne ahsaaso.n ko bayaaN karne ka yehi ek zariya hai "shayri" so lage raho bhai....likhne se dil halka ho jata hai....apne dil ki baat hum shayri mein bakhoobi kah lete hain....hai na

kush raho, muskuratey raho
duao.n ke saath
aapki didi
thank you didi apne meri chhoti si sayari padhi
aur haan didi yaha per sab apne dil ka haal bayan karte hai isi liye to ye sab gazal sayari karte rehte hai.


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
krenil
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
krenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to all
 
krenil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
Love 23rd February 2008, 11:18 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
Hindu keh the ise jalado, musalamaan kehte the ise dafnaado,
Magar is duniya me aisa koi nahi tha kehne wala ki usko uski mehboob se milado
Musalmaan se kiya pyaar, hindu ko samajaya yehi to hai mera pyaar
Fir bhi kisi ne sath nahi diya mera fir bhi kehta raha me ki yahi to hai pyar
Har pal muje aazamate rahe dil ki gehrayo me dubate rahe hai
Fir bhi me uske dil ko behlaata raha aur kehta rahe ki yahi to hai pyaar
Apno ne kiya pyar se inkaar, parayo ne kaha mat karo tum kisi se ikraar
Fir bhi me sabse karta raha pyar aur kehta raha ki yahi to hai pyar
Ek din jab aayi moat meri, tab jine ke liye dua ki sabne saari
Fir bhi me loat kar na aaya kabhi aur intzaar karti rahi duniya saari.




wah dost bahut hi achha likha hai mujhe bahut hi pasand aaya aur pata hai kyu pasand aaya kyun ki bas yahi zindagi ki sachhai hai yaar aur ise tumne bahut achhi tarah likha hai bas aage bhi aise hi likhte rahena yaar
  Send a message via Yahoo to krenil Send a message via Skype™ to krenil 
Reply With Quote
Old
  (#6)
yash chawla
Banned
yash chawla will become famous soon enoughyash chawla will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 2,267
Join Date: Jan 2008
Location: switzerland
Rep Power: 0
23rd February 2008, 11:27 PM

bahut khoob dinesh ,,,,,,,,achcha likha hai
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
mohammed zahed
Registered User
mohammed zahed is on a distinguished road
 
mohammed zahed's Avatar
 
Offline
Posts: 75
Join Date: Feb 2008
Location: Aap ke Dil main
Rep Power: 17
24th February 2008, 10:57 AM

Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari !


Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !


PHOOLO MAIN HASEEN GULAB HAI

PADHAI KE LIYE ZARURI KITAB HAI

DUNIYA MAIN HAR SAWAL KA JAWAB HAI

AGAR KOI MOHAMMED ZAHED KE BARE MAIN PUCHE

TO KAHANA LAJAWAB HAI!
  Send a message via Yahoo to mohammed zahed  
Reply With Quote
Old
  (#8)
mohammed zahed
Registered User
mohammed zahed is on a distinguished road
 
mohammed zahed's Avatar
 
Offline
Posts: 75
Join Date: Feb 2008
Location: Aap ke Dil main
Rep Power: 17
24th February 2008, 11:02 AM

Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta,
Zeher Dushman se liya nahi ja sakta,
Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki
us ke bina jiya nahi ja sakta.


Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega
Door hone ke baad kaun kise yaad aayega
Jee lo ye pal jab humsath hai
kal ka kya pata, waqt kahan le jayega


PHOOLO MAIN HASEEN GULAB HAI

PADHAI KE LIYE ZARURI KITAB HAI

DUNIYA MAIN HAR SAWAL KA JAWAB HAI

AGAR KOI MOHAMMED ZAHED KE BARE MAIN PUCHE

TO KAHANA LAJAWAB HAI!
  Send a message via Yahoo to mohammed zahed  
Reply With Quote
Old
  (#9)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
27th February 2008, 10:35 PM

Quote:
Originally Posted by krenil View Post
wah dost bahut hi achha likha hai mujhe bahut hi pasand aaya aur pata hai kyu pasand aaya kyun ki bas yahi zindagi ki sachhai hai yaar aur ise tumne bahut achhi tarah likha hai bas aage bhi aise hi likhte rahena yaar
thanks yaar bahut acha laga ki tumne a padha


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
27th February 2008, 10:37 PM

Quote:
Originally Posted by yash chawla View Post
bahut khoob dinesh ,,,,,,,,achcha likha hai
thanks yash bhai appne padha to bahut acha laga


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Saari Kahaani....Jo Saari Hai Bhi Par Phir Bhi Adori Si Reh Gayi Hai Abhi. Plz Comnt parthh Aapki Shayri 6 3rd May 2009 04:16 PM
jo tu naa mila saari duniya mile to kya hai tiyagi Shayri-e-Dard 0 27th April 2005 03:29 PM
Chod de saari duniya kisi ke liye roopali Shayri-e-Dard 8 28th April 2004 04:48 PM
Jiske Liye Humne Yeh Saari Duniya Chordni Chahee Pyaarisigudiya Shayri-e-Dard 0 1st May 2003 01:31 PM
copy cat saari duniya hai javed_2002 Shayri-e-Dard 0 27th December 2001 03:58 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com