Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Chalo Ishq Ki Unhain Saza Dety hain
Old
  (#1)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Sad Chalo Ishq Ki Unhain Saza Dety hain - 29th May 2008, 01:52 PM

Aslam u Alaikum , Adab Dosto ..........

Aik bar phir mujh nacheez ke kuch toty phooty alfaz appki bazm mein hazir hain ..... aur muntazir hain app ki raaey ke liye ...Apna Keemti waqt deny ka behad Shukriya.....

chalo ishq mein ajj unhain saza dety hain
rahien who khush unhain dua dety hain

Dua-e-Dil pe ger unhain hai nhi yakeen
chalo utha k haath hont bhi hila dety hain

de ker unhain aram makhmal ke bistar ka
hum kanton pe bister apna bana lety hain

anjan ik shajer pe likhi thi dastan kabhi
ab yad nhi shajer to gulshan hi jala dety hain

ban na jaien tery orooj mein rukawat kabhi
ye soch ke hum khud ko hi mita dety hain

kuch dair mera janaza na uthao logo
dekh ker hum unhain akhri sada dety hain

nadan na samjh kiyon keh rahy hain "Mujeeb"
na aye ga koi ab chalo dafna dety hain

Muntazir

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#2)
collection
My Collection Only
collection will become famous soon enoughcollection will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 79
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 18
Thumbs up 29th May 2008, 02:20 PM

Good Work
Keep it Up.......
Bye
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
29th May 2008, 04:13 PM

wah mujeeb....bahut hi badhiya ghazal hain...........har ashaar acche hain kaunsa chunu samajh nahin aa rahadil se daad! yunhi likhte raho.....bas "A" mat kha jaao...

aur dety nahin shayad "dete" likhna thik hain.........tum dekh lena...

mausam

Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
29th May 2008, 04:15 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Aslam u Alaikum , Adab Dosto ..........

Aik bar phir mujh nacheez ke kuch toty phooty alfaz appki bazm mein hazir hain ..... aur muntazir hain app ki raaey ke liye ...Apna Keemti waqt deny ka behad Shukriya.....

chalo ishq mein ajj unhain saza dety hain
rahien who khush unhain dua dety hain

Dua-e-Dil pe ger unhain hai nhi yakeen
chalo utha k haath hont bhi hila dety hain

de ker unhain aram makhmal ke bistar ka
hum kanton pe bister apna bana lety hain

anjan ik shajer pe likhi thi dastan kabhi
ab yad nhi shajer to gulshan hi jala dety hain

ban na jaien tery orooj mein rukawat kabhi
ye soch ke hum khud ko hi mita dety hain

kuch dair mera janaza na uthao logo
dekh ker hum unhain akhri sada dety hain

nadan na samjh kiyon keh rahy hain "Mujeeb"
na aye ga koi ab chalo dafna dety hain

Muntazir

Mujeeb

uffffffff mujeeb ji kis shair ki tareef karoon aur kis ki nahi bohat zaberdast likha hai aik aik shair mukammal hai dil se nikli daad qobool kijiye mere pas mazeed alfaz nahi ke main aapki tareef ker sakoon bohat khoob.

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
rishi22722
Ik Dukh hor Sahi
rishi22722 has a spectacular aura aboutrishi22722 has a spectacular aura about
 
rishi22722's Avatar
 
Offline
Posts: 172
Join Date: Jan 2008
Location: Adelaide (Australia)
Rep Power: 18
29th May 2008, 04:44 PM

Mujeeb itna achha likh kar BACHE KI JAAN LEGA KIYA ?
just kidding yar.... aap ke rachna vakai Bemisal hai...
keep it up...

Rishi

Aasha ka Deep Jalaye Baitha HooN
Mann mein tujhe Basae Baitha HooN
Aana hai to jaldi aa E DosT,
Zindgi apni to kiyA,
Udhaar ki bhi Khaye Baitha HooN.
  Send a message via Yahoo to rishi22722 Send a message via Skype™ to rishi22722 
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Thumbs up 31st May 2008, 04:09 PM

Quote:
Originally Posted by collection View Post
Good Work
Keep it Up.......
Bye

Shukriya Mohteram !!!!
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#7)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
31st May 2008, 05:21 PM

Hello Mujeeb G

Sabse pehle to aapse muaafi chahta hun ke aapki iss khoobsoorat nazm par bahut der se aya. Lekin aapne sach mein kamaal ka likha hai....
Kaam mein itna busy tha ke socha ke iss post ko padhunga sirf reply baad mein kar dunga par jaise padhte hi khud-b-khud reply karne ke liye ungliyan chal padi. Mujhe aapki yeh nazm bahut hi achhi lagi aur jazbaat bahut gehre lage.

Khuda aapki kalam ko aur jaan bakshe..

Khush raihye..............

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#8)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 31st May 2008, 09:46 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Aslam u Alaikum , Adab Dosto ..........

Aik bar phir mujh nacheez ke kuch toty phooty alfaz appki bazm mein hazir hain ..... aur muntazir hain app ki raaey ke liye ...Apna Keemti waqt deny ka behad Shukriya.....

chalo ishq mein ajj unhain saza dety hain
rahien who khush unhain dua dety hain

Dua-e-Dil pe ger unhain hai nhi yakeen
chalo utha k haath hont bhi hila dety hain

de ker unhain aram makhmal ke bistar ka
hum kanton pe bister apna bana lety hain

anjan ik shajer pe likhi thi dastan kabhi
ab yad nhi shajer to gulshan hi jala dety hain

ban na jaien tery orooj mein rukawat kabhi
ye soch ke hum khud ko hi mita dety hain

kuch dair mera janaza na uthao logo
dekh ker hum unhain akhri sada dety hain

nadan na samjh kiyon keh rahy hain "Mujeeb"
na aye ga koi ab chalo dafna dety hain

Muntazir

Mujeeb

wahhhhhhhhhhhh....bahut khub MUJEEB....har ek sher kabil-e-tarif hai...dil ko chu liya aap ki is ghazal ne....u hi mehfil ki shobha badhate rahiyega..........

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
31st May 2008, 10:50 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
wah mujeeb....bahut hi badhiya ghazal hain...........har ashaar acche hain kaunsa chunu samajh nahin aa rahadil se daad! yunhi likhte raho.....bas "A" mat kha jaao...

aur dety nahin shayad "dete" likhna thik hain.........tum dekh lena...

mausam

Aslam u alaikum , Baji

Actually ajj lunch nahi kiya tha is liye "a" kha gya or ainda koshish keron ga k "a" na khaon lunch ker k ghazal post kiya keron

and bundle of thanx Baji for appreciating me i hope k ainda bhi app ko apni shayri se manoos kerta rahon

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#10)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 22
31st May 2008, 11:05 PM

bahut khoob dost,bahut accha likha hai apne,sabhi sher bahut acche hai,ye mujhe khuch khas laga..
Dua-e-Dil pe ger unhain hai nahi yakeen
chalo utha k haath hont bhi hila dete hain

likhate rahe,sukriya,take care
apka..........baagi.

ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#11)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
1st June 2008, 02:29 AM

de ker unhain aram makhmal ke bistar ka
hum kanton pe bister apna bana lety hain

ban na jaien tery orooj mein rukawat kabhi
ye soch ke hum khud ko hi mita dety hain

zabardastt asharr..bahut acha likha hai ..yeh do ashaar behad pasand aaye/..likhte raho yunhin

yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#12)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
1st June 2008, 08:24 AM

hi mujeeb
yeh ghazal bhi bahut pyaari hai ...
yu hi likhte raha karo
mmeri daad kabul ki jeye
take care
mandeep

~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 1st June 2008, 04:57 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Aslam u Alaikum , Adab Dosto ..........

Aik bar phir mujh nacheez ke kuch toty phooty alfaz appki bazm mein hazir hain ..... aur muntazir hain app ki raaey ke liye ...Apna Keemti waqt deny ka behad Shukriya.....

chalo ishq mein ajj unhain saza dety hain
rahien who khush unhain dua dety hain

Dua-e-Dil pe ger unhain hai nhi yakeen
chalo utha k haath hont bhi hila dety hain

de ker unhain aram makhmal ke bistar ka
hum kanton pe bister apna bana lety hain

anjan ik shajer pe likhi thi dastan kabhi
ab yad nhi shajer to gulshan hi jala dety hain

ban na jaien tery orooj mein rukawat kabhi
ye soch ke hum khud ko hi mita dety hain

kuch dair mera janaza na uthao logo
dekh ker hum unhain akhri sada dety hain

nadan na samjh kiyon keh rahy hain "Mujeeb"
na aye ga koi ab chalo dafna dety hain

Muntazir

Mujeeb
chalo ishq mein ajj unhain saza dety hain
rahien who khush unhain dua dety hain

Assalam-o-Alaykum Mujeeb bhai kese hain aap ?
janaab kya baat hai aapke kalaam ki aapne saza bhi di wo bhi bahut khoob khush rehne ki. janaab itni umda shayri itne lajawab ehsaas kamaal hai Mujeeb sahab khuch hunar apna hame bhi de dijiye.........khaksaar ki daad kubool kijiye

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#14)
sanaji
LoVe Is tRu B't N't LoVeR
sanaji is a jewel in the roughsanaji is a jewel in the roughsanaji is a jewel in the roughsanaji is a jewel in the rough
 
sanaji's Avatar
 
Offline
Posts: 274
Join Date: Jan 2008
Location: karachi
Rep Power: 20
1st June 2008, 05:17 PM

hi salam,
bohat acha likha hai appne aisay hi likhte rahay app mujeeb........
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Aamir
Registered User
Aamir is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 0
1st June 2008, 05:21 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Aslam u Alaikum , Adab Dosto ..........

Aik bar phir mujh nacheez ke kuch toty phooty alfaz appki bazm mein hazir hain ..... aur muntazir hain app ki raaey ke liye ...Apna Keemti waqt deny ka behad Shukriya.....

chalo ishq mein ajj unhain saza dety hain
rahien who khush unhain dua dety hain

Dua-e-Dil pe ger unhain hai nhi yakeen
chalo utha k haath hont bhi hila dety hain

de ker unhain aram makhmal ke bistar ka
hum kanton pe bister apna bana lety hain

anjan ik shajer pe likhi thi dastan kabhi
ab yad nhi shajer to gulshan hi jala dety hain

ban na jaien tery orooj mein rukawat kabhi
ye soch ke hum khud ko hi mita dety hain

kuch dair mera janaza na uthao logo
dekh ker hum unhain akhri sada dety hain

nadan na samjh kiyon keh rahy hain "Mujeeb"
na aye ga koi ab chalo dafna dety hain

Muntazir

Mujeeb

Wah janaab wah.......Kya khoob alfaaz hain...!!!!

Aamir:-)
9968002713
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Aamir
Registered User
Aamir is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 0
1st June 2008, 05:24 PM

  (#17)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
22nd July 2008, 09:59 AM

chalo ishq mein ajj unhain saza dety hain
rahien who khush unhain dua dety hain

Dua-e-Dil pe ger unhain hai nhi yakeen
chalo utha k haath hont bhi hila dety hain

de ker unhain aram makhmal ke bistar ka
hum kanton pe bister apna bana lety hain

anjan ik shajer pe likhi thi dastan kabhi
ab yad nhi shajer to gulshan hi jala dety hain

ban na jaien tery orooj mein rukawat kabhi
ye soch ke hum khud ko hi mita dety hain

kuch dair mera janaza na uthao logo
dekh ker hum unhain akhri sada dety hain

nadan na samjh kiyon keh rahy hain "Mujeeb"
na aye ga koi ab chalo dafna dety hain

mujeeb bahut umda likha hai aapne....har baar ki tarah es baar ahsaas behad asardaar rahe....yoon hi likhte rahiye....kush rahiye

aapki baaji

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#18)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
24th November 2008, 06:35 PM

chalo ishq mein ajj unhain saza dety hain
rahien who khush unhain dua dety hain

Dua-e-Dil pe ger unhain hai nhi yakeen
chalo utha k haath hont bhi hila dety hain

kuch dair mera janaza na uthao logo
dekh ker hum unhain akhri sada dety hain

bahut khoob mujeeb saheb.....bahut khoobsurat ehsaas hain apke......yuhi likhte rahiye...

zainy

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#19)
prashant vasl
Registered User
prashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 22
10th December 2008, 12:34 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Aslam u Alaikum , Adab Dosto ..........

Aik bar phir mujh nacheez ke kuch toty phooty alfaz appki bazm mein hazir hain ..... aur muntazir hain app ki raaey ke liye ...Apna Keemti waqt deny ka behad Shukriya.....

chalo ishq mein ajj unhain saza dety hain
rahien who khush unhain dua dety hain

Dua-e-Dil pe ger unhain hai nhi yakeen
chalo utha k haath hont bhi hila dety hain

de ker unhain aram makhmal ke bistar ka
hum kanton pe bister apna bana lety hain

anjan ik shajer pe likhi thi dastan kabhi
ab yad nhi shajer to gulshan hi jala dety hain

ban na jaien tery orooj mein rukawat kabhi
ye soch ke hum khud ko hi mita dety hain

kuch dair mera janaza na uthao logo
dekh ker hum unhain akhri sada dety hain

nadan na samjh kiyon keh rahy hain "Mujeeb"
na aye ga koi ab chalo dafna dety hain

Muntazir

Mujeeb
Mujeeb saaheb.Aap ki ijaazat liye ba-gair,aap ki gazal ki zameen par kuchh koshish ki hai..haqeer si.Maazrat ke saath..

HUM NAYE DAUR KI TAHZEEB SE WAAQIF NA HUYE
BEWAFA-ON KO BHI HUM APNI WAFA DETE HAIN.
JAAN-TE HAIN KI WO HAR IK SE KAHEGA PHIR BHI
HAAL-E-DIL HUM USE KHUL KAR KE BATA DETE HAIN.
KAL TALAK JO MUJHE PLKON PE LIYE PHIRTE THE
VASL KO AAJ WO MEHFIL SE UTHA DETE HAIN.

Last edited by prashant vasl; 10th December 2008 at 12:36 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
21st December 2008, 01:21 AM

Quote:
Originally Posted by prashant vasl View Post
Mujeeb saaheb.Aap ki ijaazat liye ba-gair,aap ki gazal ki zameen par kuchh koshish ki hai..haqeer si.Maazrat ke saath..

HUM NAYE DAUR KI TAHZEEB SE WAAQIF NA HUYE
BEWAFA-ON KO BHI HUM APNI WAFA DETE HAIN.
JAAN-TE HAIN KI WO HAR IK SE KAHEGA PHIR BHI
HAAL-E-DIL HUM USE KHUL KAR KE BATA DETE HAIN.
KAL TALAK JO MUJHE PLKON PE LIYE PHIRTE THE
VASL KO AAJ WO MEHFIL SE UTHA DETE HAIN.

Sabse pehle maiN baaqi dostoN se maazrat chahta hoN keh maiN unhaiN jawab pehle nahi day raha ...

moHteram janab prashant saaheb ! namaskaar ! Aadaab ! Aslaam u alaikum !

sab se pehle to yeh kahoN ga keh prashaant jee , zameen us ghazal ki hoti hai jiski beHr theek ho , aur app khud ahle-e-elm haiN na to is ghazal ki koi zameen hai aur na hi is maiN koi rawani hai , haan albatla aHsaas shayad appko ache lage hoN kiyoN keh yeh aik nihat garam sa mouzoo hai shayad is liye appko passand aaye ... aur rahi baat ijaazat ki to maiN yehi kahoN ga keh dar asal is se pehle is ghazal ki koi zameen nahi thi mager app ke in sheroN ne is ki zameen bana dee hai .

app ka teh dil se shuker guzaar hoN keh waQt inaayat ker ke meri ghazal per nazer caani ki ... ALLAH appko hamesha khush rakhieN (Aameen)

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#21)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
24th March 2009, 03:57 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
uffffffff mujeeb ji kis shair ki tareef karoon aur kis ki nahi bohat zaberdast likha hai aik aik shair mukammal hai dil se nikli daad qobool kijiye mere pas mazeed alfaz nahi ke main aapki tareef ker sakoon bohat khoob.
Aadaab !

mazrat khuwa hoN keh bahut waqt ke baad , app ka shukriyah ada ker raha hoN , appko mere TooTey phooTey alfazoN ka majmoo'a pasand aaya yeh mere liye bahut hi khushi ki baat hai

tareef ke liye shukriyah saath banaey rakhiye

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#22)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
24th March 2009, 03:59 PM

Quote:
Originally Posted by rishi22722 View Post
Mujeeb itna achha likh kar BACHE KI JAAN LEGA KIYA ?
just kidding yar.... aap ke rachna vakai Bemisal hai...
keep it up...

Rishi

Aadaab !

Mohteram ! mere azeez dost , app ka saath hi hamesha kuch acha likhne meN madad daita hai , bus saath banaiye rakhiye aainda bhi acha likhne ki bherpoor koshish keroNga

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#23)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
24th March 2009, 04:03 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Hello Mujeeb G

Sabse pehle to aapse muaafi chahta hun ke aapki iss khoobsoorat nazm par bahut der se aya. Lekin aapne sach mein kamaal ka likha hai....
Kaam mein itna busy tha ke socha ke iss post ko padhunga sirf reply baad mein kar dunga par jaise padhte hi khud-b-khud reply karne ke liye ungliyan chal padi. Mujhe aapki yeh nazm bahut hi achhi lagi aur jazbaat bahut gehre lage.

Khuda aapki kalam ko aur jaan bakshe..

Khush raihye..............

Aadaab !

izat ma-aab janab jasdeep jee !

us waqt app mazrat khuwa they ke app mere ghazal per dair se aaye mager mer dost ab mere pass to mazrat kerne ki bhi gunjaaish nahi rahi kiyoN ke maiN app se bhi bahut zyada late ho gaya hoN app ko jawab daine maiN , mujhe is baat ki nihayat shermindagi hai .

yeh app ka baRhapan hai jo mujh jaise na ahl ko is kabil samjhte haiN , app ki zara nawazi ke liye bahut shuker guzaar hoN

umeed hai aagey bhi app is apna pan ko qaaim rakhieNge

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#24)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
24th March 2009, 04:05 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
wahhhhhhhhhhhh....bahut khub MUJEEB....har ek sher kabil-e-tarif hai...dil ko chu liya aap ki is ghazal ne....u hi mehfil ki shobha badhate rahiyega..........

Aadaab !

moHtermaa ! app ko khud bhi bahut acha likhti haiN , mere kalaam per nazar daalne ke liye shukeriyah , umeed hai aainda bhi yeh sharf Hasil rahe ga

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#25)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
24th March 2009, 04:06 PM

Quote:
Originally Posted by baagi View Post
bahut khoob dost,bahut accha likha hai apne,sabhi sher bahut acche hai,ye mujhe khuch khas laga..
Dua-e-Dil pe ger unhain hai nahi yakeen
chalo utha k haath hont bhi hila dete hain
likhate rahe,sukriya,take care
apka..........baagi.

Aadaab !

app ke asl naam se to nawaakif hoN aur bhaagi likhna mujhe kuch na mayoob sa lag raha hai , ghazal ko sarahne ke liye beHad shuker guzaar hoN , umeed hai aainda bhi app ka saath youNhi rahe ga

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#26)
MUSA
MUSA
MUSA is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Mar 2008
Location: MUMBAI(in u r heart)
Rep Power: 0
26th March 2009, 09:32 PM

mujeeb bhai good yaar excellent thought

HUMSE SE NA SAHE
GAIRO SE SAHE
TUMHE DIL KA LAGANA AA TO GAYA
DUNIYA MAIN KISEKE HO TO GAYE
TUMHE PYAAR NIBHANA AA TA GAYA
MUSA KHAN
  Send a message via Yahoo to MUSA Send a message via MSN to MUSA Send a message via Skype™ to MUSA 
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Chalo aaj fir unhe yaad kartein hain........ Fathomless Shayri-e-Dard 13 12th August 2014 12:25 PM
Kya Yeh Ishq Ki Saza Hai??? vikramjethi Shayri-e-Dard 0 26th October 2009 12:37 AM
Hum to har Nai Gam KO aankhon SAza Lete Hain Arsh_farsh Shayri-e-Dard 0 4th February 2007 02:54 AM
chalo chalte hain chintal_007 Humourous Shayri 0 8th February 2004 05:12 AM
Saza hain... chokari786 Shayri-e-Ishq 1 3rd January 2002 11:50 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com