Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Bewafa SHaHaR me HumsafaR DHooNDHteiN HaiN ...
Old
  (#1)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
Bewafa SHaHaR me HumsafaR DHooNDHteiN HaiN ... - 29th October 2003, 07:24 PM

Bewafa SHaHaR me HumsafaR DHooNDHteiN HaiN
MoHaBBat kaHaN HaiN maGaR DHooNDHteiN HaiN

O jaNe waLe , ja ke BHuLaaNe waLe , teRe ..
NisHaN Hai jaHaN vo DaGaR DHooNDHteiN HaiN

DaRD Hota Hai too asHQoN se DHOO Dete HaiN
HaR zakHm me sitamGaR tujHe DHooNDHteiN HaiN

yaaD too AB BHi CHALi aati Hai tumHaRi
Hum yaDoN me apNa kHoya mukaDDaR DHooNDHteiN HaiN

yaaD ka kya Hai aa Hi jauNGa maiN tumHe ..taB KaHoGe
Aie CHaaHNe waLe Hum tujHe DHooNDHteiN HaiN

SeekH jayeNGe teRi taRaH Hum BHi NiGaaHeiN BaDaLNa
ABHi kHuD ko BaDaLNe waLi NazaR DHooNDHteiN HaiN

andaaz

Last edited by kshitiz; 29th October 2003 at 07:27 PM..
   
Reply With Quote
Re: Bewafa SHaHaR me HumsafaR DHooNDHteiN HaiN ...
Old
  (#2)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Bewafa SHaHaR me HumsafaR DHooNDHteiN HaiN ... - 29th October 2003, 07:47 PM

Bewafa SHaHaR me HumsafaR DHooNDHteiN HaiN
MoHaBBat kaHaN HaiN maGaR DHooNDHteiN HaiN

O jaNe waLe , ja ke BHuLaaNe waLe , teRe ..
NisHaN Hai jaHaN vo DaGaR DHooNDHteiN HaiN

DaRD Hota Hai too asHQoN se DHOO Dete HaiN
HaR zakHm me sitamGaR tujHe DHooNDHteiN HaiN

wah...wah...kshitiz bhai..
kya khoob likha hai,,,sachi jhalakti hai aap ke kalaam se....aapke alfaazon ko padh kar dard ko mehsoos kar sakta hoon.,,,,bahoot hi umda likha hai,,aur saral bhi..hamari daad kubool kijiye...
-Manoj

apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: Bewafa SHaHaR me HumsafaR DHooNDHteiN HaiN ...
Old
  (#3)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Bewafa SHaHaR me HumsafaR DHooNDHteiN HaiN ... - 29th October 2003, 07:49 PM

Bewafa SHaHaR me HumsafaR DHooNDHteiN HaiN
MoHaBBat kaHaN HaiN maGaR DHooNDHteiN HaiN

O jaNe waLe , ja ke BHuLaaNe waLe , teRe ..
NisHaN Hai jaHaN vo DaGaR DHooNDHteiN HaiN

DaRD Hota Hai too asHQoN se DHOO Dete HaiN
HaR zakHm me sitamGaR tujHe DHooNDHteiN HaiN

wah...wah...kshitiz bhai..
kya khoob likha hai,,,sachai jhalakti hai aap ke kalaam se....aapke alfaazon ko padh kar dard ko mehsoos kar sakta hoon.,,,,bahoot hi umda likha hai,,aur saral bhi..hamari daad kubool kijiye...
-Manoj

apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#4)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
29th October 2003, 08:05 PM

MaNoJ BHai ..

TaReef ke Liye BeHaD SHkRGuzaaR HuN MaGaR Bhai ..

TaReef se BHala kaHaN Hota Hai
Hum too ek SHaks ki NazaR e kaRam DHooNDHte HaiN

KHaiR .. HausLa afzai ke Liye DiL aaGe BHi taa umaR muNTziR RaHeGa .. Aap Jaise Hi Dost HaiN JINke SaHaRe Hum yaHaN mauzooD HaiN .. aapke mijaaz kaise HaiN BataiyeGa

KHaiRIyaT se RaHiye

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
30th October 2003, 12:08 AM

Dear Kshitiz, bohot khub kalam tha aapka. Nice one. Pyaar kabhi kaam nehi karna koi sitam karlena maar jayenge Ashiq barna itna karam karlena!! Ruthkar hum unhe bhul jane lage! Woh hume aur bhi yaad anelage!! Aise hi likhte rahna. Shukriya. Aapna khayal rakhna. God bless you.

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
30th October 2003, 10:33 AM

kshitiz.....Mere bhai dinn ba dinn ap kamaal mahaRth hasil karte ja rahe hai...apnne jassbaton ko alfazoN mai taBdil karne mai...waah iss baar bhii behatariN..kalaaM bann kar samne aayaa hai..bass yu hi likhte rahe aur iss dard ko humsaa hone de..BaaKhuda bada sakun hai apse wakiF hone mai...jinndagii rahii tau ek roZ apse millne kii tamanNa hai.....humne bhi kuch likha hai ap jitnna tau achha nahi parr kuch kar guZare hai jo ap ki nazaroN se wakif karana chahata hu.....

LaboN parr sirf silwate hii bakii hai kuch
Jo muskuraye the_y kabhii uske nishaa hai bakii kuch...

Khata huvii jo diwaane huve hum unnke kuch
IshaRa unka thaa kuch aur humse gunnaH huva ye kuch...

NissBat ab unhe humse nahii kuch
Hote jaa rahe hai unnke raste manZil ki jaaNiB kuch...

Asmaa mai hai sitarOn ka hujUm sa kuch
Kitnne Durr the_y wo kitnne pass ChaanD se kuch kuch....SuNjj

Jawab ka intazar rahe gaa.....ap ka saa Sanju

Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
misnomer
Registered User
misnomer is on a distinguished road
 
misnomer's Avatar
 
Offline
Posts: 181
Join Date: Aug 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
30th October 2003, 02:12 PM

kshtiz ji,
bohot dard hai aapke kalaam mein!sachai bhi hai!
Bewafa SHaHaR me HumsafaR DHooNDHteiN HaiN
MoHaBBat kaHaN HaiN maGaR DHooNDHteiN HaiN

yaaD too AB BHi CHALi aati Hai tumHaRi
Hum yaDoN me apNa kHoya mukaDDaR DHooNDHteiN HaiN

waah!is khoobi se tho aap hee jazbaaton ko alfaaz de sakte hain!waise ek baat poochen!?aap jaise insaan ko kaun itna dard de gaya hai?! bohot badnaseeb hai( jo bhi hai) jo aapko pehchaan na saka!agar kuch galat keh diya ho tho muafi chahtee hoon!

akelee hoon main.....koi sathi hai tho mera saaya!:(

heena

Last edited by misnomer; 30th October 2003 at 02:15 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
unkijaan
Registered User
unkijaan will become famous soon enough
 
unkijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 151
Join Date: Jul 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
30th October 2003, 03:37 PM

Bewafa SHaHaR me HumsafaR DHooNDHteiN HaiN
MoHaBBat kaHaN HaiN maGaR DHooNDHteiN HaiN

beautiful.. subhanAllah...

jaane kahan se laate hain aap itna ghum... khud ke toh nahin.. khareede huay zaroor lagte hain...

Gudiya

Gudiya
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
ummehani
Registered User
ummehani is on a distinguished road
 
ummehani's Avatar
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Oct 2002
Location: surat, gujarat, india
Rep Power: 0
30th October 2003, 03:44 PM

Miss Gudiya,
Duniya mein khushiyan tau bohot logon ko milti hai, aur jab wo khush hote hain tau khshiyan baantne wale bhii bohot aa jaate hain, magar GHUm wo aisi cheez hai jo kisi ko hi milte hain aur Gum hone se insaan zindagi ki doosri surat dekh leta hai.
Aur ghum kabhi khareede nahi jaate , wo tau aise hi kisi se pyaar karne mein mil jaate hain, aap bhi kisi se sachcha pyaar karke dekhiye fir ghum kya hai aap jaan jayenge.
Good luck and best wishes.
Dua karna hamare liye.

Sentimental Girl
  Send a message via Yahoo to ummehani  
Reply With Quote
hello
Old
  (#10)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
hello - 30th October 2003, 05:56 PM

Kshitij ji,

aap ki rachanaye main padhta hoon.per samay ki kami ke karan, main sabko reply nahi de pata. aap ek achchhe shayar hain, yaha her koi janta hai.bahut achchhi rachana es baar phir aapne pesh ki hai. aapki yah line bahut achchhi lagi.

SeekH jayeNGe teRi taRaH Hum BHi NiGaaHeiN BaDaLNa
ABHi kHuD ko BaDaLNe waLi NazaR DHooNDHteiN HaiN

Akant...

*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
gauri_shalu
Registered User
gauri_shalu is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Oct 2003
Location: lucknow
Rep Power: 0
30th October 2003, 08:52 PM

i m kshitiz ye saHiBa apNa accont close karna BHooL gayiN auR pata NaHI MaiNe JOBHi LIKHa Vo INki id se kaisse post Ho gaya THaa .. actually i m in cafe well i deleted wat i wrote sorry for tht apni GaLti suDhaRne ki koshish kar raha huN

love

Last edited by gauri_shalu; 30th October 2003 at 09:00 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
30th October 2003, 09:05 PM

SHimuL ..

Kaisi HO ... waQt HO Gaya GUftGu kiye Hue aapse KHaiRiyat too ??? JawaB PaDHa aaapka too LaGa THeeK HaiiN , TaReef ke Liye SHukRiya , auR KHaiRIyat taLaB kaRNe ka BHi ..

ApNa KHYaaL RaKHiye

SaNjoo BHai ..

kaise HaiN aap ... BHai DaRD kaB taK RaHeGa iss ka ANDazaa Too NaHi Hume MaGaR jaB taK BHI RaHeGa wayDaa Hai , kshitiz yaHiN RaHeGa ..

BHai .. ye BaHut pasaND aaya

LaboN parr sirf silwate hii bakii hai kuch
Jo muskuraye the_y kabhii uske nishaa hai bakii kuch...

Khata huvii jo diwaane huve hum unnke kuch
IshaRa unka thaa kuch aur humse gunnaH huva ye kuch

aapke juzbaToN pe too Hum HamesHa Hi itmiNaaN RaKHte HaiN auR iss KHyaaL se BHi Hum Zuda NaHi BaHut KHooBsuRat LikHa Hai .. Ek SHikayat Hai aapse ... BHai KaHteiN HaiN Hume auR ye BHi kaHte HaiN ki aap ka LiKHNa Humse ZuDa Hai yakiNaN aap HaR LiHaj se Humse BeHtaR LiKHte HaiN ..

Dekhiye BHai Hum BHi kitNI CHoti Baat KaH Gaye yaHaN .. ye too Vo aLfaaz HaiN JO ShayaD HumaRi UNkaHi ki sazza HaiN kaGaz pe utaR utaR ke ZiNDGi guzaaR RaHe HaiN .. KHaiR

Aapka juzBaat BeHaD kHooBsuRat THe HamesHa ki taRaH PaDH kaR waHi sukuN miLaa ..

APNA KHYaaL RaKHiye ..

HeeNa Jee ..

Rote Rote JO Hum muskuRaNe LaGe
DostoN ke kaRaM yaaD aaNe LaGe

KaL JO pocHa UNHe ZiNDGi HaiN KaHaN
TOD kaR PHooL Humko DikHaaNe LaGe ..

Doo ChizoN pe kaBHi aitBaaR NaHi kaRNa CHaHiye INsaaN auR waQt pe .. Na JaNe kaB BaDaL JayeiN .. auR DaRD BatNaa too INsaaN ki fitRaT Hoti Hai usse kya GiLa KaRNa JO MiLa Vo NaseeB
JO MiLeGa VO BHi HumaaRe NaseeB Ka Hi miLeGa fiR kaisi Shikayat .. AB too saRi ShikayateiN ek satH upaR waLe ke samNe Hi kaRenGe ... KHaiR ..

Aapka muaafi maNGNa ekDuM GaLat Hai RaHam kaR ke aaaiNDa iss taRah se mat BoLiyeGa KHaRaaB LaGta Hai .. aap HumaRi nazaRoN me izzat RaKHti HaiN too aapke aisa kaHNe se Hume SHaRMiNDGi maHsoos Hoti Hai ..

Baki aapka jawaB paDH kaR acHHa LaGa
TaReef ke Liye SHukRiya aDaa Hai
KHyaaL RakHiye

GuDiya Jee ..

KHaRiDe too NaHi kaHiN se MaGaR kisi ki meHaRBaNi Hai , aiHsaaN HaiN HumaRi ZiNDGi pe .. SHayaD kaBHi UtaaR Na payeiN auR AGaR Na BHi utaaR paye too GiLaa NaHi aiHssaaN UtaRNe ke Liye NaHi ta umaR maaN Ne ke Liye Hote HaiN

HausLa Afzai ke Liye shukRguzaR HaiN
KHaiRiyat se RaHiye

UmmeHaNi jee ..

GumoN se kya GiLaa kaRNa JO KHusHiyaN HumNe Naa payiN
MiLi TaQDeeR kucH aisi BHaReiN Raas naa aayiN
MuQaDDaR Ne Hume Bhatka Diya uss ZiNDGaaNi pe
ki meRe BaN gaye HumDum UDaasi auR taNHai

aapse kafi HaD tak ittefaak RakHte HaiN Hum auR Dost aaap kaH kya RaHe HaiN .. pyaaR too HamesHa hi sacHHa Hota Hai Jo kucH BHi JHooth vo pyaaR kaise HO sakta Hai KhaiR ..

RaaySHumaRi ka SHukRiya

AkaNt Jee

BaHut acHHa LaGa aapko yaHaN DekH kaR maiNe BHi aapko BaHut maRtBe PaDha Hai .. aap KHud me BaHut acHHa LIKHNe waLoN me se HaiN .. apNa waQt Diya yaHaN beHaD KHusHi Hui

SHukRiya QaBuL faRmaiye

KHyaaL RaKHiye

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
unkijaan
Registered User
unkijaan will become famous soon enough
 
unkijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 151
Join Date: Jul 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
31st October 2003, 01:50 PM

UmmeHani ji..

aapne kuch sahi farmaya.. khushiyan baatne waale bohot miljaate hain..
par UmmeHani ji... gham khareede bhi jaate hain... woh yun... ke kisiki mohabbat mey gar itni gehraai ho.. ke wo uske mehboob ke gham na dekh sake.. magar mehboob usay apna bhi na samjhe, apni khushiyaan kya.. gham tak na dena chaahe... toh woh insaan, gham 'khareedne' lagta hai... maayoosi mein.. ya khud ko aur ghum dene lagta hai...in other words uski yaad mey apne aap ko itna bhula deta hai, ke usay apne mehboob ke alava kuch nazar hi nahi aata.... aur wo apni mohabbat apne dil mey liye kabhi galiyaan kabhi chauraahe... toh kabhi alfaaz banake is site pe le aata hai... ye meri thinking hai, koi concept nahin... isliye gar aap meri baat se sehmat nahin toh muafi chahungi....

aapko aapki mohabbat mubarak ho... dua hai aapki mohabbat kamyaab hojaye aur khuda na kare kisi ko bhi kabhi woh din dekhne pade jo kismat ne mujhe dikhaye hain....Ameen
All the best to u too..

kshitiz ji..

bilkul sahi farmaya aapne.. pyaar kabhi jhoota nahi hosakta..
kabhi us 'meharbaan' se mulaqat bhi toh karvaiye..?
maine manoj ji se bhi kaha tha ke apni mehbooba ki tareef mey ghazal likh dein.. aap bhi hame shayari karke bataiye naaa.. kaisi dikhti'n hain woh..

Gudiya

Gudiya
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
31st October 2003, 04:11 PM

Kshitiz bhai..

Hamesha ki tarah ye kalaam bhi aapka chhu gaya is dil ko aur hamesha ki tarah aaj phir hum aaye to hain aapki tareef karne ke liye magar der se..

Magar bhai is ghazal ne khoob asar kiya hai dil par..

Aasha hai aise hi likhte rahoge..

kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
joker
Registered User
joker is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Oct 2003
Location: delhi
Rep Power: 0
31st October 2003, 09:49 PM

kshitiz ji..
Bahut achaa likha hai ...

Gudiya ji aapne bilkul sahi poocha gum khareed ki layee hoo ?

Ji mohbbat ka bazar hai janah loog khusiyaan mool de kar gum khareed lete hain ...

With a SMILE every one Speaks the same language

Last edited by joker; 31st October 2003 at 09:56 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
1st November 2003, 12:17 AM

Dear Kshitiz, keise ho? Ha mujhe pata hein. Aaj kaal online nehi horahi hu lekin asha karti hu bohot jaldh baate hogi. Kaal shayed mein online aayu. Shukriya. Aapna khayal rakhna. God bless you.

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
1st November 2003, 12:19 AM

Dear Hani Jee, Aapki baate mujhe achha lagta hein. Kyu ke aap meri dilki baate kehdete hein, ish liye. Shukriya. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
1st November 2003, 12:21 AM

Zamane meh sabhi ko milte hein gum tum na ghabrana yeaha haar raat ki subha hein humdum tum na ghabra na.

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
1st November 2003, 12:42 AM

Janab Kshitiz lucknowi Sahab

der se aane ki maazrat talab karta hoon aap se
bahot din beet gaye
aap ki nazm ki kya tareef karon bahoton ne kar di hain
hum sooraj ko diya nahi dekhane wali aaemako ki harkat nahi kar sakta
Aap Ka Dost

ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
reply
Old
  (#20)
ummehani
Registered User
ummehani is on a distinguished road
 
ummehani's Avatar
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Oct 2002
Location: surat, gujarat, india
Rep Power: 0
Thumbs up reply - 1st November 2003, 12:48 AM

Shimul jee,
Bohot khushi hui aapko meri baatein achchi lagti hai. Nice to know that. Dua karna mere liye, khuda meri pareshani door kare aur mera khoya pyaar mujhe lauta de.Waise aapka naam kya hai?? Ho sake tau mujhe PM karna. Mein intezar karoongi.
Aur jaise aapne likha ki har raat ke baad subah hai tau sach hai ki har raat ki taariqi ke baad subah ka ujaala hamara intezaar karta hai, isliye har ghum ke baad khushiyan zaroor hoti hai. Mein bhi un khushiyon ka intezar kar rahi hoon.
Khuda hafiz.
Ummehani Shariq.

Sentimental Girl
  Send a message via Yahoo to ummehani  
Reply With Quote
Old
  (#21)
mein_aur_tanhai
Registered User
mein_aur_tanhai is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Feb 2003
Location: Kabaristaan...
Rep Power: 22
1st November 2003, 06:50 PM

namaste sirkar

kya bhai kasie hoo yar... kya chal raha hai... aare.. bahut khoob likha hai bade bhaai apne.. bahut khoob yar... dil ko chu gayi.. apki .. nazm.. bahut shaandaar hai yar..specially these lines...

Bewafa SHaHaR me HumsafaR DHooNDHteiN HaiN
MoHaBBat kaHaN HaiN maGaR DHooNDHteiN HaiN

yaaD too AB BHi CHALi aati Hai tumHaRi
Hum yaDoN me apNa kHoya mukaDDaR DHooNDHteiN HaiN

yaaD ka kya Hai aa Hi jauNGa maiN tumHe ..taB KaHoGe
Aie CHaaHNe waLe Hum tujHe DHooNDHteiN HaiN

aise hi likhte rahiye.. aur mehfil sajte rahiye...

bye and take care

Lamha Lamha...saSein Khatam hoo rai hai...
Zindagi Maut ke pehlu mein soo rai hai...
Us bewafa se na pucho meri maut ki wajah...
Woh to bus zamane ko dikhane ke liye roo rai hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#22)

  (#23)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
2nd November 2003, 09:33 PM

VaRNDaR BHai JaB jaB aapko DekHta HuN DiL ko BaDi KHusHi miLti HaiN .. ap aye yaHi BaHut Hai DeR saBeR too INsaaN ki mazBuRiyaN Hoti HaiN .. BHai taReef ke Liye BaHut BaHut SHukRiya .. apNa KHyaaL RaKHiye ..

Joker jee ..

aapki Baat BHi BaHut acHHi LaGi .. BaHut GaHRi Baat kaHi aapNe HausLa Afzayi ke Liye BaHut BaHut sHukRiya .. LikHte RaHiye .. apNaa KHyaaL RaKHiye ..

SHimuL .. Koi Baat NaHi Aap acHHi HO itNa Hi JaaN kaR BeHaD KHusHi Hi apNa KHyaaL RakHiye

SHaRaD BHai ..

taKaLLuF ka DamaN CHoRiye aap jaNte HaiN iss DiL ko kis Cheez ki taLaB Hai .. fiR taReef HumaRi CHaHat ke DaRmiyaN kaHaN se Gayi kHaiR ap yaHaN aaye BaHut BaHut SHukRiya .. KHyaaL RakHiye ..

MaNisH BHai ..

Kaise HaiN aap .. ? UmmeeD kaRta HuN aapki KHaiRiyat ki .. BHai izzat O afzaayi ke Liye ye BHai HamesHa Hi SHukRGuzaaR RaheGa .. aap issi taRaH se aate jate RaHiye .. AuR ApNa KHYaaL RaKHiye ..

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
aap_ka_dost
Registered User
aap_ka_dost is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 13
Join Date: Jun 2003
Rep Power: 0
4th November 2003, 12:25 AM

Doston Likhna sirf likhna nahi hota hai. Insaan Kabhi kabhi jo baatein kah nahi paata hai wo kalam ki zubani bayaan kar deta hai.

Meri aadaton main taareef karna kabhi shumaar na raha magar KHUDA ki Kayenaat main jo cheezein bhi khabil-e-taareef hoti hain unki sadkeeniyon ko chupaane ke gunaah se bachne ke liye kagaz bharne ka kaam kiya karta hoon.

Aaj mera khalam aaise hi ek nauo jawaan ke baare main kuch moti bekherna chahata hain Jinke kalaamon main ek anokhi kashish hein, wo kashish jo kisi bhi Banjar dil main Pyar ke Phool khila de, wo kashish jo sawan ki ghata ko wapis laa de, wo Kashish jo Sooraj ko na doobne ke liye majboor kar de , wo kashish jo amaawas ke chaand ko poornima ka chand banne main majboor kar de.... Ji haan main Lucknow ke Mashoor Shayar Janaab KSHITIZ TRIPATHI ke baare main kitaabat kar raha hoon. Haala ki main ek aimaKH ki tarhaan aftaab ko diya dikhane wali harkat kar raha hoon..

Ghazal wo nagma hain jisi gaa ke sunaya jaaye to sunne wale surro main doob jaate hain or padd kar sunaya jaaye to jazbaaton ke raoun main bah jaate hain.Janaab Kshitiz sahab ko Allah ne wo naayaab hunar ataa kiya hai jise baya karne ke liye shayad kainaat ke jamaa alfaaz bhi kam pad jaayenge.......

AAP KA DOST
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
misnomer
Registered User
misnomer is on a distinguished road
 
misnomer's Avatar
 
Offline
Posts: 181
Join Date: Aug 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
4th November 2003, 02:37 PM

aap ka dost ji,
agar kshitiz ji ki kisi ne sahee dhang se tareef kee hai tho woh aap hain!he deserves every single word tht u've sed in his praise!tareef karna bhi ek hunar hai!aur aap is hunar ke mahir lagte hain!shayad hum mein se koi unhein us tareef se nahin nawaz paye jinke woh sahee haqdaar hain!par aaj aapki post padh kar laga ki kuch hadd tak uska haq ata ho gaya!thanx a lot!

kshtiz ji ,
sorry maine jab inka reply padha tho i cudnt abstain myself frm replying!inhone blkl meri dil ki baat bayan kardee!neways agar kuch galat kiya ho tho muafi chahoongi!

akelee hoon main.....koi sathi hai tho mera saaya!:(

heena
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Manish K Bansal
Registered User
Manish K Bansal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 21
4th November 2003, 05:47 PM

Bewafa SHaHaR me HumsafaR DHooNDHteiN HaiN
MoHaBBat kaHaN HaiN maGaR DHooNDHteiN HaiN

O jaNe waLe , ja ke BHuLaaNe waLe , teRe ..
NisHaN Hai jaHaN vo DaGaR DHooNDHteiN HaiN

DaRD Hota Hai too asHQoN se DHOO Dete HaiN
HaR zakHm me sitamGaR tujHe DHooNDHteiN HaiN
Kshtiz sahaab,

Bahut khoob!!! Bahut hi pyara sa dilkash Gazal likha hai aap ne. Tareff kubool kijiye.

Manish.
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
4th November 2003, 09:15 PM

JaNaB aap ka Dost SaHaB.

Ek zaRRa-e-HakeeR ko AaftaaB BaNa Diya aap Ne. Iss KHaak saaR ki ZiNDGi itni izzat O afzaayi ke DaRmiyaN BasaR NaHi kaRti Hai ..

Main Hasti E CHiRaaG HuN jiski zinDGi CHaND DostoN ki MauHtaaZ Hai .. DaRkHuast kaRNa CHaHuNGa , MaiN us tareef ke kaBiL katai NaHi tha jo aap ne ataa ki .. Baki

Aap ke NiHaayat paak zaHeN or Nafees DiL ka asaR Hai JO ksHitiz aaj BHi mauzooD Hai .. JitNe BHi juzBaat Jo aapki ZuBaN ke jaRiye ALfaazoN me DhaL kaR HumaRi HausLa afzayi me GauHaR ke taRaH CHamke .. UNN see iss DiL ka CHamaN HamesHa RausHaN RaHeGa ..

PyaaR ke SaatH ..

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
4th November 2003, 09:29 PM

HeeNa Ji ..

SHayaD maiNe paHLe BHi kaHa THaa aapse ki muaafi jaise Lafz aGaR aapki zuBaaN paR aayeNGe too aap aNDaaz NaHi LaGa sakti HaiN , Hum apNi Hi NazaRoN me kiN HaDoN tak SHaRaMsaaR Ho JayeNge ..

Muaafi too siRf ALLaHtaLa se maaNGi jati Hai Vo BHi kisi GuNaaH ke Liye auR KHuDa naa KaRe ki aapke HatHoN kaBHi koi aisa kaam Ho Jisse aapko upaR waLe ke aaGe Safai taLaB kaRNi paDe

DauHaRaNa CHaaHuNGa .. ki aap HumaRi NiGaHoN me BaHut izzat RaKHti HaiN issi Naate aaiNDa Hum pe aiHsaaN kaR ke iss taRaH mat kaHiyeGa ..

AL Batta Humse kisi taRaH ki BHooL ke Liye HumaRi MUaafi saBHaaL kaR RaKHiyeGa SHayaD Hume kaBHi zaRoRat paD jaaye ..

KHuDa Hafiz

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
4th November 2003, 09:35 PM

MaNisH Ji ..

HausLa BaDHaNe ke Liye BaHut BaHut SHukRiya .. Aap Ne apNa Keemti waQt NikaLa yaHaN .. AiHsaaN MaND HuN

andaaz

Last edited by kshitiz; 4th November 2003 at 09:37 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
11th November 2003, 08:55 AM

kshitiz nawaab,
ab itni der se yaha aayi hu ooski maafi maangu ya har wakt ki tarah kamaal pash kiya ooski taarif karu?
yahi kahungi jo likha dil ko chhu gaya.
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
11th November 2003, 08:12 PM

MeeNa .. BHai urf . . . KHaiR ChoRiye aBHi kisi Naam se NaHi NawazeNGe aapko ..

Bas iTNa samjhiye ki ye muaafi naaM ke lufz ko apNi RaDDi ki tokRi me DaaL Di jiye Hume kam se kam Hume aapse ye Lafz aDaayGi NaHi CHaHiye .. auR aap yahaN aa GayiN yaHi TaReef Ho gayi HumaRi ..

apNI seHat ka kHYaaL RaKHiye

MuskuRaHaT ke satH ..

andaaz

Last edited by kshitiz; 11th November 2003 at 08:20 PM..
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
~*Shayad wo mere shahar mein aa gaye haiN*~ dilip200 Shayri-e-Dard 24 22nd March 2016 01:32 PM
ham yu us bewafa se milte haiN Asif jamil Anjuman-e-Shayri 0 4th December 2006 08:29 PM
bewafa hain wo sk_galib Shayri-e-Dard 0 28th August 2006 05:24 PM
bewafa hain wo sk_galib Shayri-e-Dard 0 28th August 2006 05:05 PM
dard tera ye hai agar kyon bant doon shahar shahar masoomshayer Shayri-e-Dard 24 25th May 2006 06:23 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com