Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 5 votes, 5.00 average. Display Modes
Chod de saari duniya kisi ke liye
Old
  (#1)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
Chod de saari duniya kisi ke liye - 27th April 2004, 02:31 PM

hello friends...i am going to write a song which i have heard somewher in the voice of Lata Mangeshkar & i want to dedicate this song to someone who is very very special to me

Chod de saari duniya kisi ke liye
ye munasib nahin aadmi ke liye

Pyar se bhi jaroori kayi kaam hain
Pyar sab kuch nahin zindagi ke liye.

Chod de saari duniya kisi ke liye

Tan se tan ka milan ho na paya toh kya
Man se man ka milan koyi kam toh nahin
Man se man ka milan koyi kam toh nahin

Khushboo aati rahe door hi se sahi
Saamne ho chaman koyi kam toh nahin.
Saamne ho chaman koyi kam toh nahin

Chand milta nahin sabko sansaar mein
Hai diya hi bahut roshni ke liye.

Chod de saari duniya kisi ke liye

Kitni hasrat se takti hain kaliyan tumhe
Kyon baharon ko phir se bulate nahin
Kyon baharon ko phir se bulate nahin

Ek duniya ujad hi gayi hai toh kya
Doosra tum jahan kyon basate nahin

Dil na chahe bhi toh saath sansaar ke
Chalna padta hai sabki khushi ke liye

Chod de saari duniya kisi ke liye


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
27th April 2004, 02:47 PM

Dear Roopali, hope you are well. I Love this one too. Thank you so very much for taking time & writing this one, I do understand.
(By the way, you do know there is a special section for songs, right?) But I do understand...yehi tou masla hai...dilse shukriya kabool kijiye. Khushi mile aapko yeh Duwaon ke sath izazat chahungi. Take care. God bless you.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Dear Roops
Old
  (#3)
gumnam
Registered User
gumnam is on a distinguished road
 
gumnam's Avatar
 
Offline
Posts: 143
Join Date: Apr 2004
Location: Delhi
Rep Power: 21
Dear Roops - 27th April 2004, 03:08 PM

Dear Roops!

aapne dil ko chhoo lene wala gana likha hai. Sach mein aankh bhar aayin. Kya aap ka dil bhi toot gaya hai meri tarah??

Sach mein Bahut achcha laga ye padhkar..

Remember-->"

" Muhabbat ke liye kuch khas dil makhsoos hote hain,
Yeh wo nagma hai jo har saaz pe gaya nahin jata"

take care..........


----Gumnam
Take care to get what you like,
Or you will be forced to like what you get.
  Send a message via Yahoo to gumnam  
Reply With Quote
Re: Chod de saari duniya kisi ke liye
Old
  (#4)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Chod de saari duniya kisi ke liye - 27th April 2004, 03:12 PM

roopali ji
bahoot dilkash aur meaningful song likha hai aapne.....yeh song sirf aapka hi nahin sabka priye geet hoga,,im sure....yeh mashoor geet fil SarasvatiChandar ka hai ,,is geet ke shayar,,janab Indeevar ji hai aur music Kalyanji Anandji ka hai,,,,,,itne madhur geet ko ham sab ke saath share karne ke liye dil se shukriya....
take care
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#5)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
27th April 2004, 05:38 PM

Hi Didi..i am fine..& hope u too…really maine jab ye gana suna …sachi mujhe laga jaise mujhe hi koi keh raha ho..& aap toh samajh hi sakti hain.
Ya I know about the song section but maine socha ki mere sabhi dost toh yahan hain so yahin post kar diya.neway
Tx
Byee take care


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
27th April 2004, 05:39 PM

Hello Gumnam
Shukriya ..waise toh gana khud b khud rula deta hai….but ye jankar acah nahin laga ki aapka dil toot gaya…sach kahoon toh toote dil kabhi jooda nahin karte but phir bhi I wish ki aapke saath aisa na ho.

Kuch dil yoon badnseeb hote hain
Mohabbat se joode hote hain
Par Nagma ga kar bhi gungunaya nahin jata
Alam kuch aisa hai ki
……..unhe bhoola kar bhi bhulaya nahin jata


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
27th April 2004, 05:40 PM

hello manoj ji..kaise hain aap?…main theek hoon

really tx a lot..aapne jo bhi information di uske liye…mujhe kuch nahin pata tha bas maine toh kahin suna tha ye gana aur mujhe andar takk chhoo gaya..

byee take care


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
28th April 2004, 10:13 AM

Roopss....bhagwaan kai liye tum na chhod na duniya kisi ke liye..ok haan gana to achha hai...par jagah galat hai post karne kai liye...chall jata hu....fekoo roomalii rootii..LOL!sanju!


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
28th April 2004, 04:48 PM

u don’t worry sanjoo..main nahin chod rahi duniya…aur haan waise aap yahan kaise aa gaye?..
aur sachi bahut badi galti kar di hai maine iss gane ko yahan post kar ke..maaf kar do bhyi sab mujhe…I just posted here cos my all frnds r here that’s it..but maaf kar do mujhe ..ab nahin karoongi aisi galti.


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
intzaar karti rahi duniya saari dineshdharvi Shayri-e-Dard 9 27th February 2008 10:37 PM
jo tu naa mila saari duniya mile to kya hai tiyagi Shayri-e-Dard 0 27th April 2005 03:29 PM
Jiske Liye Humne Yeh Saari Duniya Chordni Chahee Pyaarisigudiya Shayri-e-Dard 0 1st May 2003 01:31 PM
koyi kisi ko nahi samajhta yaaro is duniya mein,chod dete hai dil ka ghar jo rehte>> shayri12345 Shayri-e-Dard 3 15th December 2002 03:03 AM
copy cat saari duniya hai javed_2002 Shayri-e-Dard 0 27th December 2001 03:58 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com