Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
GHAZAL - urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle
Old
  (#1)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
Post GHAZAL - urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle - 24th February 2005, 04:15 PM

Sabhi DostoN ko Adaab ..

kayi bateiN aisi hoti haiN jo kah kar bhi unkahi rah jati haiN aur kayi baar unkahi kisi bhi kahi gayi baat se jiyada asardaar hoti hai .. innhi koshishoN ke darmiyaN ..

Muaafi ke sath ..

urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle
jinse shikve haiN unhe paas bulayeiN pehle

faasle zindgi se aur badhaa denge tiri
khud ko aihsaan tire yaad dilayeiN pehle

Soz E dil se mire shamsheer pighal jayegi
GO mire kutl ko vo hath uthayeiN pehle

Hasrat E yaar jalana hai to jal jaunga
Aag daman se mire khud vo lagayeiN pehle

Aaj sun le haQ E narazgi rakhne wale
pyaar kitna hai unhe mujhse dikhayeiN pehle

yaa ki bas ek takalluf hai hai ye rishta apna
Aur ye sochna hum unko manayeiN pehle

Haay mazbooriyaN shayar ki zamane waloN
HumGhazal ho bhi to khud ko rulayeiN pehle

Jinse kahni haiN hume pyaar ki bateiN apni
Unko ye shauk KSHITIZ sher sunayeiN pehle ...


andaaz

Last edited by kshitiz; 24th February 2005 at 04:19 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
24th February 2005, 05:16 PM

urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle
jinse shikve haiN unhe paas bulayeiN pehle

faasle zindgi se aur badhaa denge tiri
khud ko aihsaan tire yaad dilayeiN pehle

Waaaaaaah! Pehle sher si ghayal kar diya janab!!


Soz E dil se mire shamsheer pighal jayegi
GO mire kutl ko vo hath uthayeiN pehle

Hasrat E yaar jalana hai to jal jaunga
Aag daman se mire khud vo lagayeiN pehle

Bahut Khooobb...!!


Aaj sun le haQ E narazgi rakhne wale
pyaar kitna hai unhe mujhse dikhayeiN pehle

yaa ki bas ek takalluf hai ye rishta apna
Aur ye sochna hum unko manayeiN pehle

Wah Wah aur sirf Waah!


Haay mazbooriyaN shayar ki zamane waloN
HumGhazal ho bhi to khud ko rulayeiN pehle

Jinse kahni haiN hume pyaar ki bateiN apni
Unko ye shauk KSHITIZ sher sunayeiN pehle ...

Very Nice Expression!!

Kshistij Bhai!

Kitni khushi ho rahi thhi tumhari post dekhkar... Aur ise padhkar Dil aur khush ho gya hai... Bahut his sundar alfaazon se sajaayon hai aapne kahyalon ko tumne... Humsha ki tarah

Is umda kalaam par meri dher saari daad... Dil khush ho gaya ise padhkar..Bhai ummeed hai tum aage bhi aise hi likhtye rahoge... aur humare saath share karte rahoge...Ab to hum hain naa aapke dost is site par... Ab to regular aya karo...

Bhai Apna khyal rakhna aur Likhte rehna


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Re: GHAZAL - urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle
Old
  (#3)
vijen
Registered User
vijen is on a distinguished road
 
vijen's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Dec 2004
Location: New Delhi, India
Rep Power: 20
Re: GHAZAL - urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle - 24th February 2005, 05:20 PM

Bahoot khoob dost....
badhiya likha hai aapne..
daad kabul kariye..

aapka
vij..

Quote:
Originally posted by kshitiz
Sabhi DostoN ko Adaab ..

kayi bateiN aisi hoti haiN jo kah kar bhi unkahi rah jati haiN aur kayi baar unkahi kisi bhi kahi gayi baat se jiyada asardaar hoti hai .. innhi koshishoN ke darmiyaN ..

Muaafi ke sath ..

urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle
jinse shikve haiN unhe paas bulayeiN pehle

faasle zindgi se aur badhaa denge tiri
khud ko aihsaan tire yaad dilayeiN pehle

Soz E dil se mire shamsheer pighal jayegi
GO mire kutl ko vo hath uthayeiN pehle

Hasrat E yaar jalana hai to jal jaunga
Aag daman se mire khud vo lagayeiN pehle

Aaj sun le haQ E narazgi rakhne wale
pyaar kitna hai unhe mujhse dikhayeiN pehle

yaa ki bas ek takalluf hai hai ye rishta apna
Aur ye sochna hum unko manayeiN pehle

Haay mazbooriyaN shayar ki zamane waloN
HumGhazal ho bhi to khud ko rulayeiN pehle

Jinse kahni haiN hume pyaar ki bateiN apni
Unko ye shauk KSHITIZ sher sunayeiN pehle ...


Aaj Ke Daur Mai.N Ummede.N Wafa Kisase Kare.N
Dhoop Mai.N Baitha Hai Khud Pedh Lagaane Wala

http://artwanted.com/vijen
http://vijendrasvij.com
  Send a message via Yahoo to vijen Send a message via AIM to vijen  
Reply With Quote
Nice one
Old
  (#4)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
Nice one - 24th February 2005, 07:42 PM

Namaskar Kshitiz ji

Bahut pyari si Rachna hay

yaa ki bas ek takalluf hai hai ye rishta apna
Aur ye sochna hum unko manayeiN pehle

Haay mazbooriyaN shayar ki zamane waloN
HumGhazal ho bhi to khud ko rulayeiN pehle


Aapkey is Rachna se mughey ek geet yaad aa gaya ........punjabi song hay je Aapan doyein Rus(Gussa) jaye taan manaye kaun way...........Hamesha ruthey huaon ko mana lena chahiye issey dost paas rehtey hain............Theek kaha na......

Keep Smiling
   
Reply With Quote
Re: GHAZAL - urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle
Old
  (#5)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: GHAZAL - urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle - 24th February 2005, 08:18 PM

Quote:
Originally posted by kshitiz
Sabhi DostoN ko Adaab ..

kayi bateiN aisi hoti haiN jo kah kar bhi unkahi rah jati haiN aur kayi baar unkahi kisi bhi kahi gayi baat se jiyada asardaar hoti hai .. innhi koshishoN ke darmiyaN ..

Muaafi ke sath ..

urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle
jinse shikve haiN unhe paas bulayeiN pehle

faasle zindgi se aur badhaa denge tiri
khud ko aihsaan tire yaad dilayeiN pehle

Soz E dil se mire shamsheer pighal jayegi
GO mire kutl ko vo hath uthayeiN pehle

Hasrat E yaar jalana hai to jal jaunga
Aag daman se mire khud vo lagayeiN pehle

Aaj sun le haQ E narazgi rakhne wale
pyaar kitna hai unhe mujhse dikhayeiN pehle

yaa ki bas ek takalluf hai hai ye rishta apna
Aur ye sochna hum unko manayeiN pehle

Haay mazbooriyaN shayar ki zamane waloN
HumGhazal ho bhi to khud ko rulayeiN pehle

Jinse kahni haiN hume pyaar ki bateiN apni
Unko ye shauk KSHITIZ sher sunayeiN pehle ...


mere nawaab [mere chhote bachae],

kis sher par taarif karu.....???
poori gajal dil maie ootar gayi... humesha ki tarah....
yaha par taarif ki koi gumjaaish nahi hai... gajal khud maie taarif hai.

tumhari di
   
Reply With Quote
Re: GHAZAL - urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle
Old
  (#6)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: GHAZAL - urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle - 25th February 2005, 12:14 AM

Quote:

Haay mazbooriyaN shayar ki zamane waloN
HumGhazal ho bhi to khud ko rulayeiN pehle


kshitiz bhai ...

kunal ka aadaab aapko aur aapki gazal ko bhi .... sach jo aaina aapne yahaN rakha hai .... kabile tareef hai... par ye sher dil maaiN gad sa gaya hai ... meri daad teh dil se kabool farmayeN janaab .... aadat se majboor gazal maiN ek sher jode ja raha huN ... aapke kalaam ko kahiN badnuma na kar de dar hai! par phir bhi likhne se rok na paya ... yahi khak alfaaz likh paya

unke aaNsu bhi dekh nahi sakta bechara dil...
ashq ho aNkhoN maiN to khud ko dafnayeN pehle...

aapka bhai

kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#7)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
25th February 2005, 03:11 PM

faasle zindgi se aur badhaa denge tiri
khud ko aihsaan tire yaad dilayeiN pehle



Kshitiz bhai......

bade dinon ke baad koi kalam pesh kiya hai tumne......

magar hum sab aapko "Pakde hue hain"

yun nahi jaane denge.....

sunaenge hum bhi ashkon se bhara haal-e-dil......
kutch apni daastan-e-majboori vo sunaayen pehle.....

yahi khak likh paya tumhare liye mere bhai.....



**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#8)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
25th February 2005, 05:34 PM

Pulkit Bhai ..

Kaun kambhakht mahroom rahna chaahta hai yahaN aane se magar mazbooriyaN jo naa karaye vo thoda ..

kahte haiN naa

vo apne ghar ki Qaid se mazboor ho gaye
Hum Bewafa ke naam se mash hoor ho gaye

Khair ..

Ab to lagta hai ki kuch din tak inn mulakaatoN ka silsila bana rahega ..

Tareef ke liye shukrguzar

Tumhara


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
25th February 2005, 05:42 PM

Vijen Bhai ..

aapki mauzoodgi hamesha se hi kuch khamosh juzbatoN ka aihsaas karaya karti haiN ..

Aur Dil me khoobsorat khayaal banaya karte haiN ..

Aap yahaN aaye kuch likha humare liye ..

bahut fakr hua khud pe

Apna khyaal rakhiye ..



Sukanya jee

Namaskaar ..

Shayad aap se pehli martaba baat ho rahi hai ..

bahut achhi baat kahi hai aapne .. roothe hue jab apne ho to unhe daud ke manana chahiye .. magar

Apne roothte hi kyoN haiN ?

Khair ..

Aapki tareef ka bahut shukrguzar huN

Apna khyaal rakhiye


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
25th February 2005, 05:52 PM

Bhai Jaan ..

ek Qata urz karta huN

Humne dar pe mire ek shama jala rakhi hai
Aur hawaoN se ye shart laga rakhi hai

Jis gulli se aayenge bhai jaan mire
har vo gulli phooloN se saja rakhi hai ...

yaad nahi aa raha thaa kaise thaa magar aaj aapko reply karte hue kabhi padha gaya ye Qata khyaal aa gaya ..

Aise hi bachhe par dhyaan diye rahiyega

Aur sunaiye sab khairiyat to hai naa ..

Ummeed karta huN sab kuch behad achha chal raha hoga ..


Apna khyaal rakhiye


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
26th February 2005, 06:28 AM

faasle zindgi se aur badhaa denge tiri
khud ko aihsaan tire yaad dilayeiN pehle

Soz E dil se mire shamsheer pighal jayegi
GO mire kutl ko vo hath uthayeiN pehle


Kshitiz Sahib...

yeh ashaar bus seene ke aar paar ho gaye...soz e dil se shamsheer ka pighal jaana...ek ajeeb sa mazza de gaya......bahut khuub

Aaj sun le haQ E narazgi rakhne wale
pyaar kitna hai unhe mujhse dikhayeiN pehle


uff...yeh andaaz aapki shayri ka...

yaa ki bas ek takalluf hai hai ye rishta apna
Aur ye sochna hum unko manayeiN pehle


waah! bus hum tau be-zubaan se ho gaye...


kshitiz...aapko yahan jaldi jaldi aana chahiye...taki yeh mehfil bus jhuum uthe aapki ghazalon se...delhi ki yaadon mein kho kar, mein bus imagine kar rahi thee ki kshitiz kis tarah se, kaise iss ghazal ko bhi gayeinge...

choti see daad meri bhi kabool kar lijiey...

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Mere Bhai.....
Old
  (#12)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
Mere Bhai..... - 26th February 2005, 09:34 AM

Quote:
Originally posted by kshitiz
Bhai Jaan ..

ek Qata urz karta huN

Humne dar pe mire ek shama jala rakhi hai
Aur hawaoN se ye shart laga rakhi hai

Jis gulli se aayenge bhai jaan mire
har vo gulli phooloN se saja rakhi hai ...

yaad nahi aa raha thaa kaise thaa magar aaj aapko reply karte hue kabhi padha gaya ye Qata khyaal aa gaya ..

Aise hi bachhe par dhyaan diye rahiyega

Aur sunaiye sab khairiyat to hai naa ..

Ummeed karta huN sab kuch behad achha chal raha hoga ..


Apna khyaal rakhiye

Mere bhai Kshitiz......


Shukriya.....bahut aacha sher pesh kiya hai......


aur bhaion ka pyar aur saath hamesha rahega......


apna khayal rakhna aur aa-qaaedah aate rehna......


tumahra bhai......



**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
26th February 2005, 10:49 AM

vo apne ghar ki Qaid se mazboor ho gaye
Hum Bewafa ke naam se mash hoor ho gaye


Waaahhhh! Bahut khoob kshitij bhai!!

Mulakaaton ka silila zaari rahega to humen sabse zayada khushi hogi


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#14)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
26th February 2005, 12:21 PM

Kunal Bhai ..

tum apni baheiN humare hathoN se jod kar humari pahuch badhao isse jiyada khushi ki baat kya ho sakti ..

tumhara ashaar Bahut khoobsorat hai ..
tareef mujhse bhi Qabool karo

Aise hi khyaal farmate rahna ..

Apna khyaal rakho


andaaz
   
Reply With Quote
bahut khoob
Old
  (#15)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Thumbs up bahut khoob - 26th February 2005, 12:56 PM

Aaj sun le haQ E narazgi rakhne wale
pyaar kitna hai unhe mujhse dikhayeiN pehle

Bahut khoob mere yaar ...yooN to tum kuchh likho or wo pasand na aaye ye hota nahi....per ye line to khaas taur per pasand aai...

sahi kaha mere dost...expect karna aasaan hai aaj ke daur me...per kisi dusre ki expectations per khara utarna...waakai bahut mushkil.

achchha sawaal hai tumhaara.

Shukriya mere dost...itni achchhi rachna ham dostoN se sher karne ke liye.


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Re: GHAZAL - urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle
Old
  (#16)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
Re: GHAZAL - urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle - 27th February 2005, 09:28 AM

Quote:
Originally posted by kshitiz
Sabhi DostoN ko Adaab ..

kayi bateiN aisi hoti haiN jo kah kar bhi unkahi rah jati haiN aur kayi baar unkahi kisi bhi kahi gayi baat se jiyada asardaar hoti hai .. innhi koshishoN ke darmiyaN ..

Muaafi ke sath ..

urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle
jinse shikve haiN unhe paas bulayeiN pehle

faasle zindgi se aur badhaa denge tiri
khud ko aihsaan tire yaad dilayeiN pehle

Soz E dil se mire shamsheer pighal jayegi
GO mire kutl ko vo hath uthayeiN pehle

Hasrat E yaar jalana hai to jal jaunga
Aag daman se mire khud vo lagayeiN pehle

Aaj sun le haQ E narazgi rakhne wale
pyaar kitna hai unhe mujhse dikhayeiN pehle

yaa ki bas ek takalluf hai hai ye rishta apna
Aur ye sochna hum unko manayeiN pehle

Haay mazbooriyaN shayar ki zamane waloN
HumGhazal ho bhi to khud ko rulayeiN pehle

Jinse kahni haiN hume pyaar ki bateiN apni
Unko ye shauk KSHITIZ sher sunayeiN pehle ...


Kshitiz bhai ,
wah bahoot mast gazal pesh ki hai aapne,,,, isake liye tah-e-dil se shukriya kabool kijiye.

garima


Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
hi
Old
  (#17)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 27th February 2005, 04:16 PM

kshtiz
kaise ho?
aap ki is ghazal ko parh bohat acha laga
aik gahazal ki ander zarori tmama lwazmat
milte hainis main....
har sher aik mukamal kahani byan karta hay
balanced,or tasulsal ka khiyal rkaha gya hay
parh kar andaza hwa k aap itne dino bad kiyon post karte
ho...koi shahkar lekar ate ho har bar...tareef
bohat ki khub bhai
bohat hi khub
apna khyal rkahiye ga
khan


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
27th February 2005, 09:47 PM

Paras Sahiba ..

Kaisi haiN aap .. ummeed kata huN sab kuch khairiyat ke sath hoga ..

kayi baar aisa hota hai jab waQt guzar jata hai aur hum uski yadoN ke giraft se nahi nikal pate haiN .. wazah ye dil bahut najuk hota hai jo bhi achha lagta hai usse chorne ko taiyaar hi nahi hota hai .. hai ki nahi

agar kismat meiN raha to agli mulakaat meiN isse bhi gaa kar suna denge ..

tareef Qabool hai

Apna khyaal rakhiye


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
27th February 2005, 09:53 PM

Aman Bhai ..

Hum to pakde hue haiN abhi tak kya bataye .. he he

aapki badi yaad aati hai fir ye soch kar dil ko bahla lketa hUN ki bahut jaldi aap se dubara mulakaat ho jayegi ..

Tareef ke liye bahut bahut shukriguzar huN

ye humari khushnasibi hai ki aapko humari kalam ka safar achha laga ..

apna khyaal rakhiye



Pulkit Bhai ..

kabhi kabhi to mujhe mazboori lafz khudgarzi ka dosra naam lagta hai .. fir sochta huN dosroN ko ilzaam dena apne azaar ka charagar nahi ban sakta ..

take care


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
27th February 2005, 09:58 PM

Chand BHai ..

kya baat hai upar wala chand to kabhi kabhi rahta hai magar aap to hamesha hi badaloN meiN nazar aate haiN .. Bhai humare paas ek chota saa cell fon bhi hai kabhi kabhi uspe bhi apni nazareiN inayat kar diya karo ..

khair kaise ho ye batao .. ummeed karta huN din achhe guzar rahe honge ..

baki

tareef ke liye shukriya
Apna khyaal rakhna



Garima jee

Tareef ke liye shukriya

Aap yahaN aayi hume izzat bakhshi .. Behad khushi hui

Apna khyaal rakhiye


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
11th June 2010, 11:35 PM

kShitiz bhaa'i:

namaste!

umdaa'h koShiSh aur laa-jawaab andaaz-e-bayaa.N

dil se daad

KhuSh rahe.n.. duaao.n ke saath ijaazat

aapka
~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ghazal: gham ko bechne ka hunar nahi aaya... Pradhyuman Shayri-e-Dard 13 5th June 2010 12:40 PM
Woh zamane bhar ne Sab pehle se azmaaye hai... naresh_mehra110 Shayri-e-Dard 32 29th December 2009 02:18 PM
sath denge zindagi bhar dineshdharvi Shayri-e-Dard 3 15th May 2008 12:57 AM
Yeh Aankh Bhar Aaye Hai .... passionatelover Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 8th April 2006 09:52 PM
jisko jine ka hunar bhar aayega sharad tailang Ghazal Section 0 20th March 2004 03:49 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com