Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
mera kafan koi choree kar gayaa
Old
  (#1)
deewaana
deewaana
deewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 214
Join Date: May 2003
Location: Dar-es-salaam
Rep Power: 25
mera kafan koi choree kar gayaa - 14th February 2004, 08:41 AM

aslaamaaleikuum sat sri a kaal and namashkaar,

meena jee, aapnee kahaa hain toh bahut pehlee likha huwah yahan aaj post kar deta hoon shayad pasand ayee apkoh, bahut denoh keh baad post karta hoon aaj jab khushi aaye toh khushee kah bhi mataam hain rohin jee and shimuljee aapkee nazar yeh nazraanah ok dard hain shayadd yah koi wajah hain nahee maaloom

BADEH ZALEEM OR GHEREELEH DARD KEH SAATH....
BEJILLAT KARKEE ..... RULAH GAYAA KOI
GALEEH MEIN FANSHEE KAAH FANDAA DAAL KAR .... SAAREE KHUSHIYA LOOT KAR CHALAH GAYA KOI
EIK MANHOOSH CHINGHREE AISHEE LAGHAYEE ...
SAAREE GHAR KOH DEKH TEH MEIN JALLAH GAYA KOI
ABHI TOH HUM MAREH BHI NAAH THEEE ....AUR JEETEEJHEE...
KAFAN KOH BHI CHOORAH LEH GAYA KOI


dil toh sirf deewaana hain
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
14th February 2004, 10:54 AM

waleikum salaam wa-rakhmat-allahi wa-barakatuhu.

behad pasand aayii aapkii yeh kalaam! har lafz meiN dard mehsoos huaa.. par is sabkii wajjeh kya hogii bhai?

khair, isii taraH mehfil sajaate rahiiye.


aman



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
14th February 2004, 04:09 PM

Wassalam,
Keise hein aap? I hope you are well because of her. I hope you liked what I wrote, waise aksar jo mere dilko choo jaati hein wohi mein likhti hu. Allah Kare aapko dher sari khushiya naseeb ho yeh meri dilse Duwa hein aur rahegi. Ameen Summa Ameen. Aapka badi meherbani ke aap humare nazar kee hein yeh kalam. Waise ek baat hein, aapko nehi pata keya hein yeh? I know you know. Dard toh hoti hein aur mein aapka dard mehsoosh karsakti hu jo aapne ish kalam par bayan kiye hein. Kyu ke shayad kuch milti jhulti ehsaas bhi shamil hein ish meh. Aaj kuch aur nehi likh paayungi. Please do let us know how it goes with you. We would be waiting to hear from you. Aap bhul nehi jaana, ok? All the best. Aapna khayal rakhiyega. God bless you. Allah Hafiz.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**

Last edited by Shimul; 14th February 2004 at 04:12 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
29th February 2004, 09:34 PM

BADEH ZALEEM OR GHEREELEH DARD KEH SAATH....
BEJILLAT KARKEE ..... RULAH GAYAA KOI
GALEEH MEIN FANSHEE KAAH FANDAA DAAL KAR .... SAAREE KHUSHIYA LOOT KAR CHALAH GAYA KOI
EIK MANHOOSH CHINGHREE AISHEE LAGHAYEE ...
SAAREE GHAR KOH DEKH TEH MEIN JALLAH GAYA KOI
ABHI TOH HUM MAREH BHI NAAH THEEE ....AUR JEETEEJHEE...
KAFAN KOH BHI CHOORAH LEH GAYA KOI

Namaskaar bhaiye,

Har lafz mein dard mehsoos ho raha hai bhaiye.

Achha lagega agar aap kuch gum humse baantege.

Daad ke saath taareef kubul karein.

Tc, bye

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#5)
deewaana
deewaana
deewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 214
Join Date: May 2003
Location: Dar-es-salaam
Rep Power: 25
1st March 2004, 08:55 AM

aslaamaaleikuum, namaste and sat sri a kal,

dostoh mere, i hope you will not mind me posting a reply from a freind recently. I have not written it but i think you wil like what a reply i got recently from some one. I hope i am not breaking any rules in posting some one else written work if so , I apologise and willask the moderator to remove it

dulhaan koh eik doli kah haq hain,
laash koh eik arthee kaah haq hain ,
bhooleshe, uskee thokaar mere dil koh lagh gayee toh kiya huwah
ushkoh bhi eik khilonaa tod neeh kah haq hain ,
deewaana, unkee yaad mein chiragh koh jalakar royee
apnee armaanoh kee maiyaat koh uthakar royee
chandnee raat main jab unkoh nah bhool payee
tasveer koh unkee ... seeneh she laghaker royee
aur karke her cheheroh mein tassavoor unkah ... deewaana ,
eid keh deen bhi hum ... sab koh galee shee laghakar royee
batah eh dost deeewana, ,, keh tujhpeh kiyaa gujartee
zindagee kee raah mein mujhe mili...aishee thokar ghar tujhkoh laghtee toh kiya hotah ..

ab kiya jawaab likhoo woh paglee koh ??????????

apnee dua mein mujhe yaad rakhna shukriya


------------
dil toh sirf deewaana hain


dil toh sirf deewaana hain
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
deewaana
deewaana
deewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 214
Join Date: May 2003
Location: Dar-es-salaam
Rep Power: 25
1st March 2004, 11:02 AM

aslaamaleikuum, namaste ans sat sri a kaal,

shukriyaa ap sab kah teh dil she keh raha hoon meineh jho yahan aj post kiyahain woh unkaa jawwab thaa shimuljee or meineh yeh post kiyatha kuuch deen pehele apne nahe dekha hogha shayad ... anjana bhai or sharabi jee, kaash aap jaishe dost her insaan koh mil ayeh jho kucch toh khyaal karte hoh sabkee .... hum toh kuuch bhi nahee hain jab apkee posts read karte hain jawaab denha bhi mushkeel hoh jatta hain kabhi fir bhi kosheesh karta hoon waqt kee nazaaqat bhi hain warna bahut jaldee reply kar deta mein

thanks apnee dua oh mein mere jaishe bad kismat koh bhi shameel kar denha shayad kahan kisi ki dua kah asar hoh jaayeh


dil toh sirf deewaana hain
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
1st March 2004, 09:14 PM

Dewaana bhaiye,

Hum itna khas nahi likhte haan Aman Bhaiye ki baat aur hai. Agar aap bhi apni shayrioon ko Sajakar likhenge to aap ki shayri bhi bahut khoobsurat ho jayegi. Aur padhne mein bhi jyada achha lagega. Aap ne humaari ghazal padhi yahi bahut hai humaare liye. Aap agar reply na bhi karein to koi ghum nahi.

Khayaal rakhiega.

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
2nd March 2004, 03:27 AM

"dulhaan koh eik doli kah haq hain,
laash koh eik arthee kaah haq hain
"
«-- allaat! kya baat farmaayii hai!!

waah, jisne bhii likhaa hai, bahot khoob likhaa hai dost.
ik laash ko erthii kaa haq zaroor hai, magar kaun kehtaa hai kii yahaaN haq yuuN hii mil jaataa hai?


laash ban-ne se pehle, 'aman' erthii sajaa jaaye gaa
chaar kandheN naa mile kal, khud ko uThaa jaaye gaa



mubaarak-baad, aur daad dono qabuul kii jiye..

aman



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
Ab kya kaheiN
Old
  (#9)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Cool Ab kya kaheiN - 2nd March 2004, 12:04 PM

Deewaana sahab, yooN to aapki ye post pehle bhi parhi thi, or samajh nahi paya tha ke reply kya karooN... aaj phir parha or wahi sawaal phir zehen me aa gaya.... kyoNki itna dard bayaaN kar diya hai aapne ke ise behtreen kehne ki him.mat nahi juta paa raha hooN.


Bas itna hi kahooNga...

Duniya me kitna gam hai
Mera gam kitna kam hai.....


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
tera lal johda mera kafan ahsan Shayri-e-Dard 0 24th July 2007 03:16 AM
mera kafan ahsan Shayri-e-Dard 1 25th October 2006 08:00 AM
jane kiyon udaas or tanha hai mera kafan........(gazal) rajveeer Shayri-e-Dard 9 4th October 2006 06:36 PM
eik kafan reh gayaa deewaana Shayri-e-Dard 0 1st July 2004 07:05 AM
kafan mera ahsan Shayri-e-Ishq 1 3rd March 2004 01:13 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com