Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
dosti dushmano se ki JaaYe!!
Old
  (#1)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
dosti dushmano se ki JaaYe!! - 6th November 2004, 12:58 AM

Doston...

Phirse pesh kar raha hoon...ek khayaal.. jisme tanhaai hai dard hai par dard ka ehsaas nahi...jisme tarap hai par bhujaane waali pyaas nahi...aisi dillagi jo raag ki tarah har din ek mand muskaan liye mujhpar hasti hai....savehraa hota hai raat hoti hai phir ujaala par yeh tasavuur yeh khayalaat chand lamhon se kuch arson se ek jagah aapne paaon failaaye khade hai...

dillagi jab bhi hum ko pee jaaye
kaise dil se kahe, woh jee jaaye

mehfil-e-gham mein rahi tanhaa kismat
aisi kismat, kahii na di jaaye

mazaa aab bhi hai khush mizaaz seene mein
dosti dushmaano, se ki jaaye

kaise dil se kahe, woh jee jaaye

mein nahi aur sahi humsafar-e-nasiib
jurm unke bhi, daad di jaaye

chiirag-e-dil aab bhi hai kahi roshan
ghar koi aur, 'mast' yunhi ji jaaye

dillagi jab bhi hum ko pee jaaye
kaise dil se kahe, woh jee jaaye

jurm unke bhi daad di jaaye
dosti dushmano se ki jaaye



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#2)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
6th November 2004, 12:11 PM

HI Mast Bhai,

Aapke yaha waapis paa kar bohot khushi hui. Aur hume ek aur umda kalaam se nawaz ne ke liye shukriya. Bohot hi pyaara laga aapka likha hua. Humari daad qabool kare.


Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Re: dosti dushmano se ki JaaYe!!
Old
  (#3)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: dosti dushmano se ki JaaYe!! - 6th November 2004, 12:48 PM

Quote:
Originally posted by mast
Doston...

Phirse pesh kar raha hoon...ek khayaal.. jisme tanhaai hai dard hai par dard ka ehsaas nahi...jisme tarap hai par bhujaane waali pyaas nahi...aisi dillagi jo raag ki tarah har din ek mand muskaan liye mujhpar hasti hai....savehraa hota hai raat hoti hai phir ujaala par yeh tasavuur yeh khayalaat chand lamhon se kuch arson se ek jagah aapne paaon failaaye khade hai...

dillagi jab bhi hum ko pee jaaye
kaise dil se kahe, woh jee jaaye

mehfil-e-gham mein rahi tanhaa kismat
aisi kismat, kahii na di jaaye

mazaa aab bhi hai khush mizaaz seene mein
dosti dushmaano, se ki jaaye

kaise dil se kahe, woh jee jaaye

mein nahi aur sahi humsafar-e-nasiib
jurm unke bhi, daad di jaaye

chiirag-e-dil aab bhi hai kahi roshan
ghar koi aur, 'mast' yunhi ji jaaye

dillagi jab bhi hum ko pee jaaye
kaise dil se kahe, woh jee jaaye

jurm unke bhi daad di jaaye
dosti dushmano se ki jaaye

yaad unko karna dil dukhane ke jaisa
sitamgar ki adaye.. jaan le jayen

kisi ka kissa raha adhura kyun
kahani pyari ki... aao dafna jayeN

mere dil main ek toofan si khwaish...
bewafai unki, saza mujhe di jaye...

tadpu jo main har ek katre ke girne pe
maut seene mai, hont tera nam le jaye

na milega hume jahan main "saccha_pyar"
kisamt ki lakeeron se, isko mita jaye


bhaiya ...

yahi likh paya aapke noor ki roshni main... kuch koshish ki aapke noor ki roshni main kuch ijhafa ho jaye.... bhaiya bohat accha likha hai aapne ... daad dene ke kabil nahi main aapko... par tareef teh dil se karta hun ... aise hi kahaylat shere karte rehna .. aur apna khayal rakhna ye must hai ...

aapka apna

kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#4)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
7th November 2004, 01:37 AM

anu saahab,

agar dosti dushmanon se karen ge, to unke hissoN kii dushmani kiske naam hogii?

khair, bahot khoob likha hai yaar..

chiirag-e-dil aab bhi hai kahi roshan
ghar koi aur, 'mast' yunhi ji jaaye

«-- ..damn brother


isii taraH dard baaNTe rahiiye



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
hi
Old
  (#5)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 7th November 2004, 05:32 PM

hi anu bhai

bhut hi acha likha hai aap nai kuch jurm aur dushman aise bi hote hai jo dushman ho ke bi dill ke kareeb lagte hai shiad isliye dil se aiisi sada niklti hai.

keep on writing
bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
17th November 2004, 12:31 AM

Salim bhai...

umeed hai aap aache honge..eid aur diwali ki thakaan bhi dur ho gayi hogi...aur aap har baar ki tarah mere saath rehenge...aage bhi har kadam har pal...

Behad shukriya bhai

likhte rahiYeGaa

-aapka apnaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
17th November 2004, 12:34 AM

Kunal tumhari jugal bandi mein bhi aapne aap mein ek niraala pyaar hota hai..Bahut khoob likha bhai..

tumhari kabiliyat par aab kya bayaan karun..bas yunhi bhai saath dete rehNaa hamesha ki tarah...

-tumhara apnaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
17th November 2004, 12:40 AM

aman bhai..

aapne is mehfil mein aakar mujhe izzat bakshi..nacheez khushnaseeb hai...koshish rahegi aage bhi ki aapko yunhi bulaata rahun mehfil mein..

sawaal to aapne sangiin khada kar diya hai..ki unke hisson ki dushmani kiske naam hogi...shayad jawaab nahi hai mere paas...isliye baat kismat par chode jaa raha hoon

aage bhi yunhi saath dete rehNaa bhai

-aapka apnaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
17th November 2004, 01:11 AM

romana ji....shayad aapne hu bahuu dil ki baat padh li hai....

aage bhi yunhi saath dete rahiYeGaa

shukriyaa

-aapka panaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Praan Jaaye Par Kursi Naa Jaaye (Ek Vyang) Aashique Shayri-e-Dard 0 12th August 2010 12:57 PM
Naam mera dushmano mein... muskaan76 Shayri-e-Ishq 0 2nd December 2009 12:57 PM
dushmano se bhi mulakat karo yaaro akhilesh gupta Shayri-e-Ishq 2 4th November 2007 06:31 PM
dushmano ko gale laga rakkha hai akhilesh gupta Shayri-e-Dard 2 20th October 2007 05:31 PM
Dushmano Haath Uthawo.......... sushil_sagar Shayri-e-Ishq 0 18th July 2004 08:27 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com