Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > English/Hindi/Other Languages Poetry > Hindi Kavitayen

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
betrayal
Old
  (#1)
zanekhan
Registered User
zanekhan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: May 2006
Location: new zealand
Rep Power: 0
betrayal - 28th May 2006, 10:40 AM

kaise sukoon paoon joh tumhe na dekh paoon
kaise dil ko samjhaoon joh tumhe na paas paaon

satatee hai mujhe meri apni hi wafai
dil ko ajata sukoon joh milti teri wafai
tadapaati hai yaadein aur beraang hai nighaein

apne dil ke zakhm kis kis ko mai dekhaoon
teri bewafai ko log kahete hai teri majburi
mai apni majburiya kahan tak ginaaon

mer wafaon ka mujhe ye sila mila hai
mufat mein huwe badnaam aur dil chhalni huwa hai

mila ke nazar ab tumse aur kaise mai ghazal sunoon
kaise sukoon paoon joh tumhe na dekh paoon
kaise dil ko samjhaoon joh tumhe na paas paoon
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com