Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
Old
  (#1)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum, - 23rd June 2007, 12:19 PM

ADAAB dosto ek gazal lekar aaplogo ki janib hazir houn,apne khayalato se zaroor nawaze.

zindagi her qadam imtehan hai pyare,
zarre-zarre mei bhi jaan hai pyare.

koi phool bant raha hai koi shool,
sabka apna-apna imaan hai pyare.

mausam jo badal rahen hain apne rang roop,
yeh to sab kudrat ka nizam hai pyare.

kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
yeh to sab kismat ka nizam hai pyare.

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
23rd June 2007, 12:50 PM

hi kaseef
kese ho?

bahut khub, bahut khubsurat rachna hai aapki, mujhe aapke dil se nikle hue ehsaas pasand aaye

achchhi koshish rahi aapki aur se

yuhi likhte rahiyega
aapka dost
Merul




Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
ADAAB dosto ek gazal lekar aaplogo ki janib hazir houn,apne khayalato se zaroor nawaze.

zindagi her qadam imtehan hai pyare,
zarre-zarre mei bhi jaan hai pyare.

koi phool bant raha hai koi shool,
sabka apna-apna imaan hai pyare.

mausam jo badal rahen hain apne rang roop,
yeh to sab kudrat ka nizam hai pyare.

kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
yeh to sab kismat ka nizam hai pyare.

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#3)
malli
malli
malli is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 14
Join Date: Jun 2007
Location: India
Rep Power: 0
23rd June 2007, 10:48 PM

nice one .. Daad hazir hai janab
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
24th June 2007, 01:20 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post


dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.
Bahot khoobsurat!

Reshma,


Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
24th June 2007, 05:40 PM

kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
yeh to sab kismat ka nizam hai pyare.

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.

adaab kashif ji,
aaj pehle baar aapko padhne ka mauka mila,aapka kalaam qaabil-e-tareef hai.bahut zabardast likha aapne.yeh do ashaar bahut pasand aaye.sacchayi se baharpoor aapki is gazal per daad kabool karen.yunhin likhte rahen,khush rahen.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Rahul33
Registered User
Rahul33 is a jewel in the roughRahul33 is a jewel in the roughRahul33 is a jewel in the roughRahul33 is a jewel in the rough
 
Rahul33's Avatar
 
Offline
Posts: 108
Join Date: May 2007
Location: U.P.(INDIA)
Rep Power: 20
Love 24th June 2007, 07:51 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
ADAAB dosto ek gazal lekar aaplogo ki janib hazir houn,apne khayalato se zaroor nawaze.

zindagi her qadam imtehan hai pyare,zarre-zarre mei bhi jaan hai pyare.

koi phool bant raha hai koi shool,
sabka apna-apna imaan hai pyare.

mausam jo badal rahen hain apne rang roop,
yeh to sab kudrat ka nizam hai pyare.

kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
yeh to sab kismat ka nizam hai pyare.

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.

Wah Bahut Khoob Kashif Sahab Bahut Acchi Rachna Likhi Hai AApne... Esehi Likhte Sahiyega...


Tum Bin...
  Send a message via Yahoo to Rahul33  
Reply With Quote
Old
  (#7)
mohd.amaan"TAJ"
Registered User
mohd.amaan"TAJ" has a spectacular aura aboutmohd.amaan"TAJ" has a spectacular aura about
 
mohd.amaan"TAJ"'s Avatar
 
Offline
Posts: 26
Join Date: May 2007
Rep Power: 0
24th June 2007, 08:59 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
ADAAB dosto ek gazal lekar aaplogo ki janib hazir houn,apne khayalato se zaroor nawaze.

zindagi her qadam imtehan hai pyare,
zarre-zarre mei bhi jaan hai pyare.

koi phool bant raha hai koi shool,
sabka apna-apna imaan hai pyare.

mausam jo badal rahen hain apne rang roop,
yeh to sab kudrat ka nizam hai pyare.

kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
yeh to sab kismat ka nizam hai pyare.

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.
SALAM kashif sahab bahut khoob likha hay aapne ese hi bazam ki ronaq badate rahey


Zubaan khamosh dil gumsum,
aaj meri aankh nam kyun hai.

Jo kabhi na tha apna,
use khone ka ghum kyun hai.
   
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#8)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 25th June 2007, 10:55 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
ADAAB dosto ek gazal lekar aaplogo ki janib hazir houn,apne khayalato se zaroor nawaze.

zindagi her qadam imtehan hai pyare,zarre-zarre mei bhi jaan hai pyare.

koi phool bant raha hai koi shool,
sabka apna-apna imaan hai pyare.

mausam jo badal rahen hain apne rang roop,
yeh to sab kudrat ka nizam hai pyare.

kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
yeh to sab kismat ka nizam hai pyare.

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.

ASSALAM WALEKUM KASHIF JI,
KAISE HAIN AAP?


wah kashif ji,kya baat hain
is baar to apne kamal kar diya,
yakin maniye apka ek_ek ashaar apne aap me kabile tarif hain,

bohot hi achha laga apko padh kar,
aage bhi esi hi koshishe post kiya kijiye,intezar rahega,
hamesha khush rahiye,
apna khayal rakhiye.
ALLAH HAFIZ


apki dost
HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´



Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
nice
Old
  (#9)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
nice - 26th June 2007, 10:35 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
ADAAB dosto ek gazal lekar aaplogo ki janib hazir houn,apne khayalato se zaroor nawaze.

zindagi her qadam imtehan hai pyare,
zarre-zarre mei bhi jaan hai pyare.

koi phool bant raha hai koi shool,
sabka apna-apna imaan hai pyare.

mausam jo badal rahen hain apne rang roop,
yeh to sab kudrat ka nizam hai pyare.

kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
yeh to sab kismat ka nizam hai pyare.

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.
kasif bhai ko raj ka adaab......janaab aapne bhut achi koshish ki hai.....isii zameen par jagjit ji ki gayii huyii ek gazal hai jo mujhe behad pasand hai......

ishq ki daastan hai pyare
apni apni zubaan hai pyare....

rakh qadam funk funk kar nadaan
zare zare mein jaan hai pyare.....

tu nahi main hoon main nahi tu hai
ab kush aisa gumaan hai pyare......

apne dil se ham intqaam to lein
ik hasee darmiyaan hai pyare.......

aapne bhi bhut umdaa koshish ki hai so mubaraqbaad deta hoon.....yun hi likhte rahiyega......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
26th June 2007, 11:40 AM

kaashif jee AOA:

aik achchhii kosiSh aapkii aor seY paRHne ko milii..khayaalaat pasaNd aaYeN.guzaariSh haii kii yuuNhii bazm ko sajaate raheN..duaa hai Z^aor-e-qalaam aor baRHeN ziyaadaaH..

khuSh raheN..apnaa khayaal raKheN..duaaoN ke saath ijaazat

allaah haafiz

aapka dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
26th June 2007, 12:00 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
ADAAB dosto ek gazal lekar aaplogo ki janib hazir houn,apne khayalato se zaroor nawaze.

zindagi her qadam imtehan hai pyare,
zarre-zarre mei bhi jaan hai pyare.

koi phool bant raha hai koi shool,
sabka apna-apna imaan hai pyare.

mausam jo badal rahen hain apne rang roop,
yeh to sab kudrat ka nizam hai pyare.

kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
yeh to sab kismat ka nizam hai pyare.

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.
kashif kaise ho.....aapki gazal behad pasand aaye....aise hi likhtey raho....ek baat kahu, aapki post par acchey acchey shayro.n ke review dekh kar bahut accha lagta hai.... jab phele din maine aapko aapki shayri mei.n kuch sudhar karne ko kaha tha, to tab mai.n dil hi dil mei.n soch rahi thi ki kahi aap bura na mano....par aaj bahut kushi hoti hai aapko yu aagey badtey dekh kar....kush raho.

duao.n ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#12)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
26th June 2007, 02:52 PM

kasif miyaa.n namaskar

kasie hain janab

aapki gazal to wakai main bahut khoobsurat hai janab
or is ek sher ne to kayamat hi la di hai

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.


daad hazir hai kabool farmiayega

shukriyaa

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
27th June 2007, 11:14 AM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
hi kaseef
kese ho?

bahut khub, bahut khubsurat rachna hai aapki, mujhe aapke dil se nikle hue ehsaas pasand aaye

achchhi koshish rahi aapki aur se

yuhi likhte rahiyega
aapka dost
Merul
MERUL JI men theek hou aapkese ho es zarranawazi ka shukriya janab aapki daad ke hum bahut mamnoon hay hamari ek koshish pasand ki hamari mehnat safal ho gayi.agey bhi ese hi khayalat se nawazte rahey......aapka dost


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
27th June 2007, 11:16 AM

Quote:
Originally Posted by malli View Post
nice one .. Daad hazir hai janab
malli ji ko mera adab aapki daad sar ankho per aapka tahey dil se shukriya ada karta houn men...........apna khayal rakhey..........aapka dost


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
27th June 2007, 11:18 AM

Quote:
Originally Posted by EkDharkan View Post
Bahot khoobsurat!

Reshma,
SALAM rehma ji kesi hay aap gazal ko padne aur pasand karne ke liye banda aapka shukr guzar hay.............ALLAH HAFIZ


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
27th June 2007, 11:20 AM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
yeh to sab kismat ka nizam hai pyare.

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.

adaab kashif ji,
aaj pehle baar aapko padhne ka mauka mila,aapka kalaam qaabil-e-tareef hai.bahut zabardast likha aapne.yeh do ashaar bahut pasand aaye.sacchayi se baharpoor aapki is gazal per daad kabool karen.yunhin likhte rahen,khush rahen.
ADAB aapka bahut bahut hamare ashar pasand karne ka aapka reply se beinteha khushi hui,unhi sarahte rahiye.........khush rahiye hamesha..........aapka dost


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#17)
jat_in_mood
eK Dost !!
jat_in_mood is just really nicejat_in_mood is just really nicejat_in_mood is just really nicejat_in_mood is just really nicejat_in_mood is just really nice
 
jat_in_mood's Avatar
 
Offline
Posts: 278
Join Date: Mar 2004
Location: Muscat, Oman
Rep Power: 25
27th June 2007, 02:05 PM

bahot achhe.. waah kya khoob likha hai.. padh ke majja aa gaya.. aise hi likhte rahiye..


♪~!*DeeP*!~♪
------------------------------------
Men may come , Men may go .. But i will go on forever ... :-)
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 16th August 2007, 12:19 PM

Quote:
Originally Posted by Rahul33 View Post
Wah Bahut Khoob Kashif Sahab Bahut Acchi Rachna Likhi Hai AApne... Esehi Likhte Sahiyega...
AADAAB RAHUL SAHAB main aaqpka bahut mamnoon hoon jo apne mera kalaam pasand kiya unhi hoslaafzai karte rahiye...........aapka dost


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#19)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 16th August 2007, 05:13 PM

Quote:
Originally Posted by mohd.amaan"TAJ" View Post
SALAM kashif sahab bahut khoob likha hay aapne ese hi bazam ki ronaq badate rahey
TAJ SAHAB KO MERA SALAAM...............bhai bahutr bahut shukriya aapka ki apne mera kalaam pasand kiya unhi hoslaafzai karte rahiye............aap ka kashif


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#20)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
17th August 2007, 04:05 AM

salaam kashif bhai,

kaise hain aap?

bahut hi ache ehsaas pesh kiye hain aapne. humein bahut ache lage. aakri line to bahut hi achi thi. yuhin likte rahein. apna khyaal rakein aur khush rahein

aapka bhai

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#21)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile 31st August 2007, 06:36 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
ADAAB dosto ek gazal lekar aaplogo ki janib hazir houn,apne khayalato se zaroor nawaze.

zindagi her qadam imtehan hai pyare,
zarre-zarre mei bhi jaan hai pyare.

koi phool bant raha hai koi shool,
sabka apna-apna imaan hai pyare.

mausam jo badal rahen hain apne rang roop,
yeh to sab kudrat ka nizam hai pyare.

kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
yeh to sab kismat ka nizam hai pyare.

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.

Namaste Kashif Ji, har baar ki tarha aapka andaaze bayaan kuchh aur hai ...bahot khoob ... chand lafzon mai zindagi ka matlab samjhaati hui yeh poetry hume bahot pasand aayi .... bas yunhi likhate rahiye

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 24th September 2007, 02:44 PM

Quote:
Originally Posted by munfairy View Post
ASSALAM WALEKUM KASHIF JI,
KAISE HAIN AAP?


wah kashif ji,kya baat hain
is baar to apne kamal kar diya,
yakin maniye apka ek_ek ashaar apne aap me kabile tarif hain,

bohot hi achha laga apko padh kar,
aage bhi esi hi koshishe post kiya kijiye,intezar rahega,
hamesha khush rahiye,
apna khayal rakhiye.
ALLAH HAFIZ


apki dost
HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
SHUKRIYA SONY JI.............Aapko mera yeh kalaam pasand aya main aapka bahut mamnoon hoon ese hi saath deti rahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#23)
Mahuaa
Registered User
Mahuaa will become famous soon enoughMahuaa will become famous soon enough
 
Mahuaa's Avatar
 
Offline
Posts: 465
Join Date: Aug 2007
Rep Power: 18
26th September 2007, 02:24 AM

aadab kasif ji...

apki gazal acchi lagi...simple wordings...gr8...




..♥♥..Mera Tumhara..kya Rishta hai..kuch bhi Nahi..
Agar kabhi..Gujarta dekho..kya Tum Mujhe..bulaoge..
Shayad Nahi..
Agar jo phir Hum..kabhi na Mile to..
Kya Tum yaad aaogoge..Nahi..
Kiuki..Tum Mere..koi Nahi..
Main janti hun..Magar..
Ho jab Mere koi Nahi..kiu lagte ho Mujhko Paraye nahi..
..♥♥..

..nm..

...mahuaa...
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 13th October 2007, 12:25 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
kasif bhai ko raj ka adaab......janaab aapne bhut achi koshish ki hai.....isii zameen par jagjit ji ki gayii huyii ek gazal hai jo mujhe behad pasand hai......

ishq ki daastan hai pyare
apni apni zubaan hai pyare....

rakh qadam funk funk kar nadaan
zare zare mein jaan hai pyare.....

tu nahi main hoon main nahi tu hai
ab kush aisa gumaan hai pyare......

apne dil se ham intqaam to lein
ik hasee darmiyaan hai pyare.......

aapne bhi bhut umdaa koshish ki hai so mubaraqbaad deta hoon.....yun hi likhte rahiyega......raj.......
RAJ Sahab apko meri koshish pasand ayi main apka bahut shukerguzaar hoon
ji apne yeh sahi kaha ki yeh gazal maine is gazal se mutassir hoker likhi hai yeh meri pasandida gazalo men se ek hai


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#25)
silent-tears
Registered User
silent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud of
 
silent-tears's Avatar
 
Offline
Posts: 1,252
Join Date: Jun 2007
Location: Jalandhar
Rep Power: 30
13th October 2007, 01:29 PM

i'm mostly written punjabi sharyri. becuse i love it, mostli i read shayri of Shiv Kumar Batalvi
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
14th October 2007, 01:16 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
ADAAB dosto ek gazal lekar aaplogo ki janib hazir houn,apne khayalato se zaroor nawaze.

zindagi her qadam imtehan hai pyare,
zarre-zarre mei bhi jaan hai pyare.

koi phool bant raha hai koi shool,
sabka apna-apna imaan hai pyare.

mausam jo badal rahen hain apne rang roop,
yeh to sab kudrat ka nizam hai pyare.

kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
yeh to sab kismat ka nizam hai pyare.

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.
Kashif bhaaii,

aadaab!

na jaane yeh Ghazal kyon mere nazaro.n gaayeb thee ab tak.. lagbhag 4 mahine pahle aap ne isay post kiya hai aur mujhe aaj paRhne ka mauqa mila hai.. Ghazal kii zamiin aap ne behad pyaari chunii hai.. is zameen par jigar moradabadi saahab ne behad khuub-suurat Ghazal kahii hai... aur aap kashif moradabadi bhii lagta hai kii un ke naqsh-e-qadam par chal rahe hai.n

is zameen par ham ne bhii ek Ghazal kahii thee, bohat pahle aap ko link de raha huu.n waqt mile to paRhiyegaa zaruur... link hai dil nahii.n yeh jaan hai pyaare

aap kii yeh koshish hame behad achchhii lagii... haa.n behtarii kii gunjaaish bhii hai aur kuchh jagah 'takraar' bhii hai lekin likhate likhate yeh sab khaamiyan duur ho jaayegii.. ummeed hai aap aur bhetar likhe.nge...

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#27)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 2nd November 2007, 07:59 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
kaashif jee AOA:

aik achchhii kosiSh aapkii aor seY paRHne ko milii..khayaalaat pasaNd aaYeN.guzaariSh haii kii yuuNhii bazm ko sajaate raheN..duaa hai Z^aor-e-qalaam aor baRHeN ziyaadaaH..

khuSh raheN..apnaa khayaal raKheN..duaaoN ke saath ijaazat

allaah haafiz

aapka dost
dhaval
Dhaval bhai main aapka bahut mamnoon hoon jo apne mere kalaam ko pasand kiya ese hi saath detey rahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#28)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 3rd November 2007, 11:23 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
kashif kaise ho.....aapki gazal behad pasand aaye....aise hi likhtey raho....ek baat kahu, aapki post par acchey acchey shayro.n ke review dekh kar bahut accha lagta hai.... jab phele din maine aapko aapki shayri mei.n kuch sudhar karne ko kaha tha, to tab mai.n dil hi dil mei.n soch rahi thi ki kahi aap bura na mano....par aaj bahut kushi hoti hai aapko yu aagey badtey dekh kar....kush raho.

duao.n ke saath
Sunita ji Aadaab........Meri gazal aapko pasand ayi yeh jankar bahut khushi hui badi tafseel se apne meri tarif ki bahut khushi mili...........Aaj main jesa bhi likhta hoon usme apka sahyog bahut tha jo meri har post par aap mujhe batati thi ke kese likhna chahiye,bas ese hi saath deti rahiye khush rahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
kasif saheb
Old
  (#29)
rahnuma
Rahnuma istiyaq
rahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
kasif saheb - 3rd November 2007, 11:04 PM

sab ka apna apna iman hai pyare. bahut khoobsurat alfazon se sajaya hai aapne is gazal ko aakhir aap alfaz late kahan se hain achcha laga aapka ye kalam dad kubool kijiye.......rahnuma
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#30)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 4th November 2007, 05:10 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
ADAAB dosto ek gazal lekar aaplogo ki janib hazir houn,apne khayalato se zaroor nawaze.

zindagi her qadam imtehan hai pyare,
zarre-zarre mei bhi jaan hai pyare.

koi phool bant raha hai koi shool,
sabka apna-apna imaan hai pyare.

mausam jo badal rahen hain apne rang roop,
yeh to sab kudrat ka nizam hai pyare.

kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
yeh to sab kismat ka nizam hai pyare.

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.
kashif jee der se reply karne ke liye maufee chahta hoon.aap ki ghazal ke jazbat hai vo bakhoobi aap ne bayaa.n kiye hai is ghazal men. aur mujhe padh kar behad achha laga ki aap jaise umda shayar is family ke saath jude hue hai. mere jaanib se dher saari daad kabool kare aur yunhii likhate rahe.

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#31)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 14th December 2007, 01:46 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
kasif miyaa.n namaskar

kasie hain janab

aapki gazal to wakai main bahut khoobsurat hai janab
or is ek sher ne to kayamat hi la di hai

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.


daad hazir hai kabool farmiayega

shukriyaa

dilip
Aadaab Dilip sahab .......Main aapka bahut mamnoon hoon jo aap yanha aye aur meri gazal pasand ki unhi saath detey rahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#32)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 31st December 2007, 08:34 PM

Quote:
Originally Posted by jat_in_mood View Post
bahot achhe.. waah kya khoob likha hai.. padh ke majja aa gaya.. aise hi likhte rahiye..
Jat sahab bahut bahut shukriya jo mera kalaam aapne pasand kiya


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#33)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 4th February 2008, 01:36 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
salaam kashif bhai,

kaise hain aap?

bahut hi ache ehsaas pesh kiye hain aapne. humein bahut ache lage. aakri line to bahut hi achi thi. yuhin likte rahein. apna khyaal rakein aur khush rahein

aapka bhai

manish
Shukriya Manish sahab jo aapko mera likha pasand aya ese hi saath detey rahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#34)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 23rd February 2008, 07:07 PM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Namaste Kashif Ji, har baar ki tarha aapka andaaze bayaan kuchh aur hai ...bahot khoob ... chand lafzon mai zindagi ka matlab samjhaati hui yeh poetry hume bahot pasand aayi .... bas yunhi likhate rahiye

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.
Aadaab Gudia ji jo aapko mera likha kalaam pasand aur aapne apna qeemti waqt meri post ke liye nikala ese hi saath deti rahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#35)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
10th October 2008, 02:22 PM

Quote:
Originally Posted by Mahuaa View Post
aadab kasif ji...

apki gazal acchi lagi...simple wordings...gr8...
Aadaab aapne meri gazal padhi aur pasand ki main aapka mamnoon hoon.hoslaafzai ka shukriya


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#36)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
14th October 2008, 10:46 PM

Kashif Jee!

Sabse Pehle To Maafii Chahuga Aap ki Ghazal par Der Se Reply Karne Ke liye!

Jis Tarah Se Aapne Apane JazbaatoN Ko BayaN kiya Wakai Lajaawab Hai... har sher Mein Ek Rawangi hai

Aap Ke Ghazal Qabil-e-Tareef Hai .....

Nacheez Ke Daad Qabool Kare!


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#37)
san04
ansoon aur muskan....
san04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nice
 
san04's Avatar
 
Offline
Posts: 751
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 24
29th October 2008, 07:53 PM

kashif jee
yun to apki sher sare acchey they lekin jinhone dil ko chua ve ye hain..
zindagi her qadam imtehan hai pyare,
zarre-zarre mei bhi jaan hai pyare

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.


swati...............some words about tears in!
   
Reply With Quote
Old
  (#38)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
30th October 2008, 12:29 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
ADAAB dosto ek gazal lekar aaplogo ki janib hazir houn,apne khayalato se zaroor nawaze.

zindagi her qadam imtehan hai pyare,
zarre-zarre mei bhi jaan hai pyare.

koi phool bant raha hai koi shool,
sabka apna-apna imaan hai pyare.

mausam jo badal rahen hain apne rang roop,
yeh to sab kudrat ka nizam hai pyare.

kisi ko khushiyan mili jahan men,kisi ko gum,
yeh to sab kismat ka nizam hai pyare.

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare.

Dear Kashif,

Bahut khoob likha hai aapne... Aakhiri sher khaas kar mujhe bahut hi pasand aaya... Ek khoobsoorat bayaani ke liye daad kubool karna dost...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#39)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
23rd June 2010, 09:24 PM

dunia ko lakiron se kyun bant te ho tum,
sabki zami sabka aasman hai pyare
.


Its Too Good ........Kashif Bahi........Bahut khoob ! dil se daad...khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath.....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kisi ko jahan se bas pyar chahiye anjali Shayri-e-Dard 11 6th September 2010 11:22 AM
~*Dosti ka farz nibhaana kisi kisi ko aata hai... *~ jat_in_mood Shayri-e-Ishq 4 4th July 2007 10:36 AM
mein kisi baat per kisi sey kahfa hoon...... sweet riya Shayri-e-Dard 1 8th November 2006 09:54 AM
kisi ko dhike baaz tho kisi ko bewafa paaya shan Shayri-e-Dard 0 20th October 2006 07:03 PM
Na kisi tareef ki chahat mujhe na shikawaya-e-gila kisi se hai naresh Shayri-e-Dard 6 20th May 2005 02:32 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com