Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ghazal: Kis baat se naraaz tha kis baat ko kehtaa rahaa...
Old
  (#1)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
Ghazal: Kis baat se naraaz tha kis baat ko kehtaa rahaa... - 18th September 2011, 11:53 AM

aadaab dosto,

phir ek baar aap ke saamne apni nayi ghazal rakh rahaa hun..iss baar behr ka bhi dhyaan rakha hai...to kahin galti dikhe to zaroor bata dijiyega..

2212 / 2212 / 2212 / 2212

aapki raaey ka intezaar rahega..

woh aap meiN mashgool tha maiN soch mein dooba rahaa
kya waqt tha mehboob tha kya ishq ka jalwaa rahaa

ro lenge teri yaad meiN aansu ki kyaa keemat rahi
ehsaas bhi nahin tujhe dariyaa kahin behtaa rahaa

do roz ki hai zindagi har roz ka phir maajraa
jaisa tha kal waisa hi hun poocha hi kyun kaisaa rahaa

pehchaan hai meri mujhe tasweer de na jao tum
ab maiN woh chehraa nahi ab to bas aainaa rahaa

yun hi nahi bismil tujhe ahabaab ne ghaafil kahaa
Kis baat se naraaz tha kis baat ko kehtaa rahaa


Pradhyuman - Bismil


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
18th September 2011, 12:02 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aadaab dosto,

phir ek baar aap ke saamne apni nayi ghazal rakh rahaa hun..iss baar behr ka bhi dhyaan rakha hai...to kahin galti dikhe to zaroor bata dijiyega..

2212 / 2212 / 2212 / 2212

aapki raaey ka intezaar rahega..

woh aap meiN mashgool tha maiN soch mein dooba rahaa
kya waqt tha mehboob tha kya ishq ka jalwaa rahaa

ro lenge teri yaad meiN aansu ki kyaa keemat rahi
ehsaas bhi nahin tujhe dariyaa kahin behtaa rahaa

do roz ki hai zindagi har roz ka phir maajraa
jaisa tha kal waisa hi hun poocha hi kyun kaisaa rahaa

pehchaan hai meri mujhe tasweer de na jao tum
ab maiN woh chehraa nahi ab to bas aainaa rahaa

yun hi nahi bismil tujhe ahabaab ne ghaafil kahaa
Kis baat se naraaz tha kis baat ko kehtaa rahaa


Pradhyuman - Bismil

yaaaaaaaaaaaar

katl..............

bahut kuch kahnaa tha .... par ek dam jana pad raha hai..... bahut khoob ho sake to sunaa dena phone
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#3)
mittal_pali
Webeater
mittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to behold
 
mittal_pali's Avatar
 
Offline
Posts: 716
Join Date: Jun 2010
Location: Bathinda-Punjab-India
Rep Power: 20
18th September 2011, 12:37 PM

Nice work. Thanks for sharing.....................


Pali Mittal
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
18th September 2011, 05:40 PM

ro lenge teri yaad meiN aansu ki kyaa keemat rahi
ehsaas bhi nahin tujhe dariyaa kahin behtaa rahaa

pehchaan hai meri mujhe tasweer de na jao tum
ab maiN woh chehraa nahi ab to bas aainaa rahaa


Waah ! Pradhyuman Ji ! Laaaaaaaaaaajawaab Sher Aadaa Hue HaiN !!!!

BehtreeNNNNNNNNN Ghazal Huii ... Janaab !

Dilee Daad Aur Mubaaraqbaad .... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
19th September 2011, 09:10 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
yaaaaaaaaaaaar

katl..............

bahut kuch kahnaa tha .... par ek dam jana pad raha hai..... bahut khoob ho sake to sunaa dena phone
shukriyaa vikaas bhai..

aapko ghazal sunaani thi phone par..magar phir socha kahaan phone karke aapko disturb karun..aap jab online aayenge tab baat karta hun..

aapka dost,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
19th September 2011, 11:28 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
woh aap meiN mashgool tha maiN soch mein dooba rahaa
kya waqt tha mehboob tha kya ishq ka jalwaa rahaa

ro lenge teri yaad meiN aansu ki kyaa keemat rahi
ehsaas bhi nahin tujhe dariyaa kahin behtaa rahaa

do roz ki hai zindagi har roz ka phir maajraa
jaisa tha kal waisa hi hun poocha hi kyun kaisaa rahaa

pehchaan hai meri mujhe tasweer de na jao tum
ab maiN woh chehraa nahi ab to bas aainaa rahaa

yun hi nahi bismil tujhe ahabaab ne ghaafil kahaa
Kis baat se naraaz tha kis baat ko kehtaa rahaa


Pradhyuman - Bismil
padhyuman bhai
radhe radhe

bahut sundar .... badiya ghazal banaai hai ... dil se daad ....

likhte rahiye ... duaaon ke saath ....


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
20th September 2011, 04:52 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aadaab dosto,

phir ek baar aap ke saamne apni nayi ghazal rakh rahaa hun..iss baar behr ka bhi dhyaan rakha hai...to kahin galti dikhe to zaroor bata dijiyega..

2212 / 2212 / 2212 / 2212

aapki raaey ka intezaar rahega..

woh aap meiN mashgool tha maiN soch mein dooba rahaa
kya waqt tha mehboob tha kya ishq ka jalwaa rahaa

ro lenge teri yaad meiN aansu ki kyaa keemat rahi
ehsaas bhi nahin tujhe dariyaa kahin behtaa rahaa

do roz ki hai zindagi har roz ka phir maajraa
jaisa tha kal waisa hi hun poocha hi kyun kaisaa rahaa

pehchaan hai meri mujhe tasweer de na jao tum
ab maiN woh chehraa nahi ab to bas aainaa rahaa

yun hi nahi bismil tujhe ahabaab ne ghaafil kahaa
Kis baat se naraaz tha kis baat ko kehtaa rahaa

Pradhyuman - Bismil

Aadaab Bismil Ji….!
Shayad Aaj Pehli Dafa Aap Ko Parha Hai…. Or Parhna Acha Laga….Boht Boht Khoob Rahi Aap Ki Ye Ghazal.

ro lenge teri yaad meiN aansu ki kyaa keemat rahi
ehsaas bhi nahin tujhe dariyaa kahin behtaa rahaa

yun hi nahi bismil tujhe ahabaab ne ghaafil kahaa
Kis baat se naraaz tha kis baat ko kehtaa rahaa

Ye 2 Ashaar Boht Pasand Aaye…. Boht Rawani Me Hain Or Maf'hoom Bhi Acha Hai….

pehchaan hai meri mujhe tasweer de na jao tum
ab maiN woh chehraa nahi ab to bas aainaa rahaa

Bismil Ji… Is Sab Ke Sath Sath… Mujhy Is Sher Ka dusra Misra Apni Behr Se Hat'ta Nazar Aa Raha Hai…
Is Me Balance Nahi Lag Raha…. Parhnay Me Bhi Rawani Nahi Aa Rahi….
Agr Ho Sakay ToIs Pr Dobara Ghor Farma Lijiye Ga….

Aap Ko Meri Taraf Se Is Khubsurat Kalaam Pr Mubarakbaad…… Qabool Farmayen…




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL

Last edited by AHMAD SHAKIL; 20th September 2011 at 04:56 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
20th September 2011, 05:03 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aadaab dosto,

phir ek baar aap ke saamne apni nayi ghazal rakh rahaa hun..iss baar behr ka bhi dhyaan rakha hai...to kahin galti dikhe to zaroor bata dijiyega..

2212 / 2212 / 2212 / 2212

aapki raaey ka intezaar rahega..

woh aap meiN mashgool tha maiN soch mein dooba rahaa
kya waqt tha mehboob tha kya ishq ka jalwaa rahaa

ro lenge teri yaad meiN aansu ki kyaa keemat rahi
ehsaas bhi nahin tujhe dariyaa kahin behtaa rahaa

do roz ki hai zindagi har roz ka phir maajraa
jaisa tha kal waisa hi hun poocha hi kyun kaisaa rahaa

pehchaan hai meri mujhe tasweer de na jao tum
ab maiN woh chehraa nahi ab to bas aainaa rahaa

yun hi nahi bismil tujhe ahabaab ne ghaafil kahaa
Kis baat se naraaz tha kis baat ko kehtaa rahaa

Pradhyuman - Bismil

waah waah kiya abaat hai bhai bahot khoob
yaar is dushwaar bahr me achhy achhy log ghazal kahtey kaanp jaatey hain yahee wajah hai ki aaj kal ki ghazlen is bahr me kam miltee hain khud aaj tak main ne kabhi is bahr me ghazal na kahee hai ,,,, is se badaa kamaal ye hai ki aap ne bahr se insaaf bhi kiyaa achhy mazoo laaye achhaa nibhaayaa bahot bahot khoob
daad hi daad
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
20th September 2011, 05:57 PM

mittal_pali ji bahot bahot shukriya ghazal pasand karne ke liye..god bless

Naresh ji aap ko pasand tab aata hai jab ehsaas bayaan karne mein kaamyaab rehta hun..isliye bahot khushi hoti hai aap ke comments dekh kar..aapke saath ki aage bhi umeed rahegi..aapki daad dil se kubool hai..khush rahiye..god bless

ishq_ik_ibaadat ji: radhe radhe..bahot bahot shukriyaa..aapki daad dil se kubool hai sahaab..god bless

ahamad bhai: pehle to inn maumooli ashaaroeN ko padhne aur saraahne ke liye bahot bahot shukriya..jis misre ki aap baat kar rahe hain woh mujhe bhi khatak raha tha..aapne sahi farmaaaya..issme balance nahi hai..use dobaara likha hai...aapki raey chahunga..haalaaki iss soorat meiN misre ka matlab change ho jaata hai

2212 / 2212 / 2212 / 2212
main2 ab2 to1 woh2 cheh 2 raa 2 na 1 hiN2 hun2 keh2 jo1 aa 2 i 2 naa 2 ra1haa2

pehchaan hai meri mujhe tasweer de na jao tum
main ab to woh chehraa nahi hun keh jo aainaa rahaa


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 21st September 2011, 01:09 AM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aadaab dosto,

phir ek baar aap ke saamne apni nayi ghazal rakh rahaa hun..iss baar behr ka bhi dhyaan rakha hai...to kahin galti dikhe to zaroor bata dijiyega..

2212 / 2212 / 2212 / 2212

aapki raaey ka intezaar rahega..

woh aap meiN mashgool tha maiN soch mein dooba rahaa
kya waqt tha mehboob tha kya ishq ka jalwaa rahaa

ro lenge teri yaad meiN aansu ki kyaa keemat rahi
ehsaas bhi nahin tujhe dariyaa kahin behtaa rahaa

do roz ki hai zindagi har roz ka phir maajraa
jaisa tha kal waisa hi hun poocha hi kyun kaisaa rahaa

pehchaan hai meri mujhe tasweer de na jao tum
ab maiN woh chehraa nahi ab to bas aainaa rahaa

yun hi nahi bismil tujhe ahabaab ne ghaafil kahaa
Kis baat se naraaz tha kis baat ko kehtaa rahaa


Pradhyuman - Bismil
bahot khub Pradhyuman sahab
daad qabul farmayen

Regards


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#11)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
21st September 2011, 11:30 AM

pehchaan hai meri mujhe tasweer de na jao tum
main ab to woh chehraa nahi hun keh jo aainaa rahaa


Sir Ye Sher Bilkul Theak Laga Or Matlab Bhi Ba-Aasani Samajh Aa Raha Hai.. Aap Ka Mashkoor Hun Ke Aap Ne Is Na-Cheeez Ki Raaye Ko Tawajjo Di.... Khush Rahen...




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
24th September 2011, 11:33 AM

wonderful... the best part is you shared the behr.... do keep writing... maybe i can learn something...


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
4th November 2011, 04:14 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aadaab dosto,

phir ek baar aap ke saamne apni nayi ghazal rakh rahaa hun..iss baar behr ka bhi dhyaan rakha hai...to kahin galti dikhe to zaroor bata dijiyega..

2212 / 2212 / 2212 / 2212

aapki raaey ka intezaar rahega..

woh aap meiN mashgool tha maiN soch mein dooba rahaa
kya waqt tha mehboob tha kya ishq ka jalwaa rahaa

ro lenge teri yaad meiN aansu ki kyaa keemat rahi
ehsaas bhi nahin tujhe dariyaa kahin behtaa rahaa

do roz ki hai zindagi har roz ka phir maajraa
jaisa tha kal waisa hi hun poocha hi kyun kaisaa rahaa

pehchaan hai meri mujhe tasweer de na jao tum
ab maiN woh chehraa nahi ab to bas aainaa rahaa

yun hi nahi bismil tujhe ahabaab ne ghaafil kahaa
Kis baat se naraaz tha kis baat ko kehtaa rahaa

Pradhyuman - Bismil
Bahut khoob, Pradhyuman Ji...! Iss baar bhi aap ki shaayri ke teer ne jigar ko nishaana banaa diyaa hai...! Har ek sher lajawaab...!

Mehfil ki raunak baDhaate rahiyega aur apna khayaal rakheiN, ok...?

With blessings



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
4th November 2011, 06:38 PM

Amanush ji shukriya...

sir yeh to aapka badappan hai jo aap aisa keh rahe hain..aap bhi apna khyaal rakhiyega ok?

god bless u

aapka dost,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
4th November 2011, 06:42 PM

Quote:
Originally Posted by Rohin View Post
wonderful... the best part is you shared the behr.... do keep writing... maybe i can learn something...
Hey Rohin,

thank you for the appreciation..sorry for the delay in replying back.. take care...there is no may be...if you can't learn how to write shayri (by going through my work) you can definetely learn how not to write shayri lol

god bless

aapka dost,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 27
4th November 2011, 09:28 PM

good one Pradhyuman,
this one was beautiful


do roz ki hai zindagi har roz ka phir maajraa
jaisa tha kal waisa hi hun poocha hi kyun kaisaa rahaa

and this one too

yun hi nahi bismil tujhe ahabaab ne ghaafil kahaa
Kis baat se naraaz tha kis baat ko kehtaa rahaa


ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
5th November 2011, 08:47 PM

Quote:
Originally Posted by m.mayoos View Post
good one Pradhyuman,
this one was beautiful


do roz ki hai zindagi har roz ka phir maajraa
jaisa tha kal waisa hi hun poocha hi kyun kaisaa rahaa

and this one too

yun hi nahi bismil tujhe ahabaab ne ghaafil kahaa
Kis baat se naraaz tha kis baat ko kehtaa rahaa
thanks mayoos for d appreciation..


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
20th May 2013, 02:35 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
waah waah kiya abaat hai bhai bahot khoob
yaar is dushwaar bahr me achhy achhy log ghazal kahtey kaanp jaatey hain yahee wajah hai ki aaj kal ki ghazlen is bahr me kam miltee hain khud aaj tak main ne kabhi is bahr me ghazal na kahee hai ,,,, is se badaa kamaal ye hai ki aap ne bahr se insaaf bhi kiyaa achhy mazoo laaye achhaa nibhaayaa bahot bahot khoob
daad hi daad
masood bhai aadaab,

bahot bahot shukriya..abhi nazar padhi aapki comment par..bhai aap jo bhi likhte ho poetry lagta hai..aap ko kuch napasand ho aur wo zaahir kiya to woh bhi padhna acha hi lagta hai..kamaal hai...taarefoeN ke pool baandhna to koi aapse seekhe..

aur haan aap to chalti phirti urdu ki dictionary ho..aapke comments mein hi kuch nayaa seekh leta hun

god bless u

aapka dost,
Pradhyuman - Bismil


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
20th May 2013, 08:07 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aadaab dosto,

phir ek baar aap ke saamne apni nayi ghazal rakh rahaa hun..iss baar behr ka bhi dhyaan rakha hai...to kahin galti dikhe to zaroor bata dijiyega..

2212 / 2212 / 2212 / 2212

aapki raaey ka intezaar rahega..

woh aap meiN mashgool tha maiN soch mein dooba rahaa
kya waqt tha mehboob tha kya ishq ka jalwaa rahaa

ro lenge teri yaad meiN aansu ki kyaa keemat rahi
ehsaas bhi nahin tujhe dariyaa kahin behtaa rahaa

do roz ki hai zindagi har roz ka phir maajraa
jaisa tha kal waisa hi hun poocha hi kyun kaisaa rahaa

pehchaan hai meri mujhe tasweer de na jao tum
ab maiN woh chehraa nahi ab to bas aainaa rahaa

yun hi nahi bismil tujhe ahabaab ne ghaafil kahaa
Kis baat se naraaz tha kis baat ko kehtaa rahaa


Pradhyuman - Bismil

behad khuubsurat ghazal hui bismil saahab... kya baateN kahi hain, ek se badhkar ek... waaahhhhhh

dusre sher me saani misra behar se shayad hatt raha hai.. ek baar dekh len... shukriyaa...

likhte rahiye...

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
21st May 2013, 01:49 PM

bahut umda ghazal kahi hai bilmil saaheb, khayal bhi ahche the, maza aaya padh kar, par doosre sher meN saani beh'r se baahar ho raha nahiN lafz pe, zara uspe gaur farmaaiyega...!! yuNhi likhte rahiye aur bazm ki raunak badhaate rahiye...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com