Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Personal Messages > Chit-Chat & General Discussion Forum

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Keematee Log
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
Keematee Log - 9th July 2007, 05:15 PM

shiatn jee utha aur masoom mar gaya
virodh men jab mera krodh bhar gaya

aaj pulkit se baat huyee aur pulkit aur mujh men jo bhee hai wo mere liye bahut keemtee

rishta hai. kal Suniat jee se bhee baat huyee un ko bhee hairanee huyee ki mujeh gussa bhee

ata hai. jab itne pyar log udas hon to mera kiya huya kaheen to galat huya hoga apne tamama

virodh ke bavzood mujhe mere gusse ko mere masoom ko chot pahunchane ka haq nahee dena

chahiye tha. ek baat abhee bhee hai ya mayank se mujh se galtee huyee hai par galityan hee to

sudhar kee our ishara karatee hain galtee sudhar anhee apte tum to us eke saza ke liye tayar

rahana hota hai

maien ek common saza chune ehai mere ayur mayank ke liye wo ye ki shayed dobara ab yahan na

aa sakoon. mere liye bahut peeda kee baat hai ye yaheen mujhe meena g mileen. yaheen pulkit

mila yaheen shalini jaisee bahin milee aur paras jee jaisee gahree see dost mileen. Maykash

jee jin se jab bhee koyee mash-hoor kalam managa unhone hazir kiya itna pyar aur nam mila ki

aaj koyee masoomshayer ko janata hai to is shayri.com ke karan mujeh pahchan dee. maousam se

to abhee batcheet shuroo hee huyee tha bada sundar sa ek wark juda hai rishton kee kitab men

to in logon se door jane kee saza lee hai maine lagata nahee phir ane ak man bana sakoonga

aur agar galtee mayank se huyee to saza us kee hai ki masoom ab us fahrist men nahee dikhega

bura shayer sahee insan to bura nahee tha aur bahut dil se pyar kiya hai sada is site ko

shaddha ke baad us ja jana wo samjhe na samjeh eks aza ajisee hee baat hai

ant men ek hee baat ladayee ke douran ye baten stunt lagtee hain bas main meree har shayayree

har agzala har kavita kee kasam kha ke kahata hoon ki mere aur sharrdha kee batcheet men ys

site aur is ka utthan sada rahe hain hain bas vishwas hee karana hoga is beet ak suboot to

jhagdon ke douran dete hain. yoon maan lo aaj meree moaut likh raha hoon si site par apnee

aur kahte hain marte hye insan ke bayan mane jate hain

khas tour par un sab se mafee ke baad mafee manga hoon

meena jee --itna bada faisala leen se pahale aap ka inztar nahee kiya

sunita jee--- aap se kaha tha sochoonga is bare men jitna socha yahee faisala diya dil ne

pagal hoon na kya karoon

pulkit -- tumhe dukh huye mere garm lafzon se mujhe is baat kee bahut peeda hai

shalini-- hamree baat huyee thee jab is site ko usee oonchayee par le ayeneg us ke baad meree

site join karogee aur tab tak zid nahee karoonga ab ye zimmedaree tumharee akele kee hai

mousam--tum bahut achee ho main bahut see tumhree baten man nahee paya

jin logon ne dukh diya unhone mafee nahee mangee mujh se na kabhee mangenge par maien maaf

kiya sab ko

ye ahsas bas pulkit kee baat se baat kar ke nahee aya dil men. main bahut khinn udas aur rote

huye dil se punjab ja raha tha aur mujhe ek hee fikr thee wahan raj se miloonga to rajveer ka

bhee itvar kharab kar doonga is tarah man raha to. par arste men ajsie ksiee mahapursh se

milna ho gaya nam hai S. T S Gill aur der tak shayri dharm aur adhyatm par baat hotee rahee

jis baat ne anadar se bahut kcuh badal diya wo baat thee kabeer kee ek kavita kee vyakhya jo

unhone de:
maine meree ma ko jate dekha
maine mere pita ko jate dekha
meree ankhon ek samne mera bachpan gaya
meree ankhon ek samne meree ajwanee chalee gayee
ab budhapa bhee chala jayega
mujhe bahut dukh huya

aur mujhe dukh hona hee tha maun un se prem men uljha raha raha jine ka jana tay hai
sthayee hai to eeshwar
maien wahan ulajh gaya hota to dukh nahee hota

in panktiyon ne jaise mujh men kabeer ko zinda kar diya krodh jata raha
virodh nahee gaya par ab main hee ja raha hoon to virodh bhee kaisa

bahut se bahut pyare logon ko hath jod ke ab jayoonga

ek baat aur hain mujhe lagata hai is post men koyee baat gussa dilne walee nahee hai par agar

ho bhee to na mere khilaf na mere liye koyee behe garm shabd is post par rakahana soch lena

masoom shayer kee antim iccha hai bas

kabehe khud ko parhene ya kaiee kee bahut pyaree baat ka jawab dene kabhee aya bhee to isee

nam se ayoonga nam badal ke muh chipa ke nahee ayoonga

ab thoda sa waqt chahiye mujhe rukta hoon wash room men ja ke chehra dhona hai kitna hee gyan pa loon bhavnayen nahee mitengee ansoo to aynge hee jab yahan se jayoonga bas pagal sa hoon main pyar men bhee krodh men bhee virodh men bhee

kisee ka dost kisee ks dushman aur ksiee ka kuch bhee nahee

Anil
spelling men errors hon to lafz ban ke parhne kee koshsih karana ahth kamp rahe the likhte huye


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
bhavuk khat
Old
  (#2)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bhavuk khat - 9th July 2007, 07:37 PM

bacche abehe chote hain kam bahut bakee hain abhee snayas kee agya nahee hai
mousam aur bakee sabhee main yaheen hoon aur ooper kee post ko bas ek bhavuk khat kee tarah parh len is se adhik kuch nahee kyon ki kuch asiee peshkash ayeen hain jone wahee insan man sakta hai jise is site se rattee bhar bhee lagav na ho wo nahee ho kabhee bhee nahee is ke liye mujhe yaheen sasnsen lenee hain aur shikayaton ko bhoolna bhee hai bakee baad men bahut kcuh kahoonga toofan tham jaye samndar ganga ban jaye

Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
yeh aapne accha nahi likha
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
yeh aapne accha nahi likha - 10th July 2007, 09:36 AM

Anil ji, yeh koi baat nahi hue, dekho aap aise humey chorr kar nahi ja saktey, yeh site aapki shuruyati site hai, jaha aapne bahut accha waqt gujara hai aur agar badkismati kahi kuch galat hua to aap jane lage...yeh kaha ka insaaf hua...humey yeh manjoor nahi.....aapko jaha hamesha aana hi hoga....mayank ji aapse chotte hai....aapke chottey bhai ki tarah hai....to chotte bhai ki baat aise dil par nahi lagatey....galti chahe badey ki ho ja chottey ki......kum se kum ghar kisi ko nahi chorrna chahiye....

anil ji jab main es site par aaye thi, to maine aate hi 3-4 shayaro.n ko padna shuru kiya tha...jin mei.n ek naam aapka bhi hai.....to mujhe dil se attachment hai aapse....aapki shayri se maine bahut kuch seekha hai aur seekhna hai.....mai.n to hargiz aapko jane ki izazat nahi dungi....dekh lo hum aapse naraz ho jayen.ge.....hamesha hamesha ke liye...

anil ji pls humey chorr kar mat jayiye

bhare huey dil ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
10th July 2007, 09:56 AM

tum ne is par mere hee pahala rply nahee parha nahee ja raha main bahut bhavuk ho ke likh gaya tha sab main main yaheen hoon zara pahala roly parh lo is ke baad ek gazal ek compition bhee dala hai is mne maine us me hissa bhee lo aur bhool jayo is post kee bhavukta ko bas jo us men achha hai use chun lo
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
10th July 2007, 10:23 AM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
bacche abehe chote hain kam bahut bakee hain abhee snayas kee agya nahee hai
mousam aur bakee sabhee main yaheen hoon aur ooper kee post ko bas ek bhavuk khat kee tarah parh len is se adhik kuch nahee kyon ki kuch asiee peshkash ayeen hain jone wahee insan man sakta hai jise is site se rattee bhar bhee lagav na ho wo nahee ho kabhee bhee nahee is ke liye mujhe yaheen sasnsen lenee hain aur shikayaton ko bhoolna bhee hai bakee baad men bahut kcuh kahoonga toofan tham jaye samndar ganga ban jaye

Anil

Anil Bhaaii,

Shukriyah! maiN kuchh kahta ya na kahta yeh aur baat thee.... lekin agar aap jaate to sab se zeyaadah mujhe hii dukh hota..... aapka yeh khat paRh kar mujhe behad khushi huii.... lekin haaN bhari man lekar nahiiN....khushi man se raheN................... aaKhairkaar, jo huaa usay yahiiN khatm karte haiN .. zeyaadah kuchh aur kahne kii gunjaaiSh bhii nahiiN ab.... mujhe yaqeen hai kii aap ke rehne se mehfil ke raunaq meiN chaar chaand bhii lagegaa ... apna khayaal rakhiye..... thanks for your love & support.

yours

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#6)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
10th July 2007, 11:27 AM

mayank mera yahana rahana meree khushee hee hai kabhee is site par dukh ke sath nahee ata haan kabhee kabhee dukh ho zaroor jata hai mere guroor kya pulkit ke prem se bada hai? tumhre us call se bada hai jo tum ne mujhe jate dekh ke karee? mousam ke us samjhane se bada hai jo wo khud se bahut bade insan ko bache kee tarah se ssamjha rahee thee? sunita jee kee fikr se bada tha? jab bhee achha likhta hoon to parh ke hath jod ke kahata hoon bhagwan mujhe vinamr hee banaye rakahana mera sar nahee chadhe par kabhee kabhee kyon bhool jata hoon apnee hee vinamr rahne kee ichha aaj phir prarthna karata hoon kabhee asahamti bhee ho to man men itana vikar nahee aye itna krodh nahee aye mujhe PULKIT jaisa swbhav kyon nahee deta jis men apnapan hai aur kuch bhee nahee baki phir kabhee

Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#7)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
10th July 2007, 12:27 PM

good

Accha hua apne sabki baat rakhli

Warna kya yaha ke Logo ko 3rd degree ka istemal karna nahin aataheee...
Accha hua mehnat bach gayi........chalo is baat pe aap apna koi fav sa gaana yaha post kar dijeye......


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
10th July 2007, 10:11 PM

are baap re mousam ab to mujhe bhee ksiee ko suparee denee padegee kise doon haan yaad aa gaya bas de doonga
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
9th July 2009, 07:55 PM

anil ji sachhi kahuN aaj aap jaise aur bhi members ko bahut miss kar rahi hoon main sdc par.....kyuNki aap es pariwaar ke bahut purane member ho aur kya kahuN, dil bahut bhara hua hai kehne ko bahut kuch hai par nahi keh paa rahi....!

agar ghar mein bado.n ka aana jaana rehta ho to pariwaar ka mahool kabhi kharaab nahi hota....umeed hai aap meri baat samaj rahe haoNge


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#10)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
11th July 2009, 06:14 AM

maine kahan jana hai yaheen hoon ek awwaz doo sab logon se


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com