Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Qatl-gaah-e-ishq Mein Ajab Haal Dekha...!!
Old
  (#1)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Exclamation Qatl-gaah-e-ishq Mein Ajab Haal Dekha...!! - 11th March 2015, 07:22 PM

Adaab hazireen-e-meHfil-e-dard...
pesh-e-khidmat hy aik dard 'koshish':-


qatl-gaah-e-ishQ meiN ajab haal dekha
aashiQon ko farsh pe be-haal dekha


qatl-gaah : place of killing
farsh : floor

sooli pe jo latkay haiN mohabbat kii!
zaroor inhoN ne koiii jalaal dekha


jalaal : glory, majesty

wehshat-e-maqtal ka zikr kese ho?
wahaN aankhoN ko khoon se laal dekha

un ke shehar meiN basera tha apna!!
koo-e-yaar meiN jab se jamaal dekha


koo-e-yaar : lover’s street
jamaal : beauty

kamsin ki adaa zamane se hai juda!!!
ulfat ke baad nafrat ka ishteaal dekha..


kamsin : delicate
ishteaal : agitation

kahe ga kisi roz woh bhi ae ‘parStaar’ …
aap jesa aashiQ na ba-kamaal dekha…


ba-kamaal : accomplished


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
11th March 2015, 07:38 PM

Kya baat.kya baat..
waaah hassan jee aapka ye andaaz bhi bahut bhaya mujhe..har ek ashaar lajwaab...

qatl-gaah-e-ishQ meiN ajab haal dekha
aashiQon ko farsh pe be-haal dekha

qatl-gaah : place of killing
farsh : floor

sooli pe jo latkay haiN mohabbat kii!
zaroor inhoN ne koiii jalaal dekha

Kamaal likha hai aapne hamesha kii tarah..
Is behtareen ghazal pe daad kubool karein
likhte rahein
khush rahein..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
rajinderseep
Registered User
rajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud of
 
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 28
11th March 2015, 09:14 PM

qatl-gaah-e-ishQ meiN ajab haal dekha
aashiQon ko farsh pe be-haal dekha

kya qatilana gazal kahi janaab........daad qabool kareiN.

rajinderseep
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
11th March 2015, 11:35 PM

Waah Hasan bhai kya khayal pesh kiya aapne apni ghazal meiN ,,,Ashiqon ka
ankhoN dekha haal bahut bhaya mujhe ...Dil se daad.

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
12th March 2015, 11:30 AM

wehshat-e-maqtal ka zikr kese ho?
wahaN aankhoN ko khoon se laal dekha

un ke shehar meiN basera tha apna!!
koo-e-yaar meiN jab se jamaal dekha


kyaa baat hai mere bhai... dil ko ghaayal kar diyaa hai aapke in do aashar ne...... yooon laga ke dil mera kisi maqtal me padaa huaa tadaptaa hai...... waaahhh kahun ke aahhh samajh me nahi aa raha hai... bas dil pe chot par chot hui ja rahi hai.... nayaab kalaam pesh kiya hai aapne bhai..... bas likhte rahen........ aur bazm ko roshan karte rahen... shukriyaa
Shaad....


Shaad...

Last edited by sameer'shaad'; 13th March 2015 at 10:53 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 13th March 2015, 10:37 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Kya baat.kya baat..
waaah hassan jee aapka ye andaaz bhi bahut bhaya mujhe..har ek ashaar lajwaab...

qatl-gaah-e-ishQ meiN ajab haal dekha
aashiQon ko farsh pe be-haal dekha

qatl-gaah : place of killing
farsh : floor

sooli pe jo latkay haiN mohabbat kii!
zaroor inhoN ne koiii jalaal dekha

Kamaal likha hai aapne hamesha kii tarah..
Is behtareen ghazal pe daad kubool karein
likhte rahein
khush rahein..
Madhu jee...

Daad aur had-darja pazeeraayi ke liye behad manoon-o-mashkoor hoon..

Saath dete rahiye ga,,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
20th March 2015, 06:46 PM

Bohot bohot khoob Hassan bhai..
Behad umdah peshkash
Daad kubul farmaiyega

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
5th September 2015, 02:32 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab hazireen-e-meHfil-e-dard...
pesh-e-khidmat hy aik dard 'koshish':-


qatl-gaah-e-ishQ meiN ajab haal dekha
aashiQon ko farsh pe be-haal dekha


qatl-gaah : place of killing
farsh : floor

sooli pe jo latkay haiN mohabbat kii!
zaroor inhoN ne koiii jalaal dekha


jalaal : glory, majesty

wehshat-e-maqtal ka zikr kese ho?
wahaN aankhoN ko khoon se laal dekha

un ke shehar meiN basera tha apna!!
koo-e-yaar meiN jab se jamaal dekha


koo-e-yaar : lover’s street
jamaal : beauty

kamsin ki adaa zamane se hai juda!!!
ulfat ke baad nafrat ka ishteaal dekha..


kamsin : delicate
ishteaal : agitation

kahe ga kisi roz woh bhi ae ‘parStaar’ …
aap jesa aashiQ na ba-kamaal dekha…


ba-kamaal : accomplished

areee wahhh kya khoobsurat gazal hue hai HSN Bhai

majja aa jata hai aapki gazleN padkar...bahut umda likhtey hai aap. likhtey rhiye aur bazm ki shaan badatey rahiye.

duaoN ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com