Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dosti aur Pyaar
Old
  (#1)
meghratna
Registered User
meghratna is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 135
Join Date: Aug 2004
Rep Power: 20
Dosti aur Pyaar - 17th September 2004, 01:12 PM

***************************************

Bole wo Dosti, Chup rahe wo Pyaar,
Milaye wo dosti, Juda karaye wo pyaar,
Hasaye wo dosti, rulaye wo Pyaar,
Phir bhi log dosti chodkar kyo karte hai Pyaar???

*****************************************
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
17th September 2004, 02:08 PM

Hi Meghratna ji

Quote:
Bole wo Dosti, Chup rahe wo Pyaar,
Milaye wo dosti, Juda karaye wo pyaar,
Hasaye wo dosti, rulaye wo Pyaar,
Phir bhi log dosti chodkar kyo karte hai Pyaar???

Pyar rulata nahi humesha
Pyar juda karta nahi humesha
Pyar mein jo baat hai woh dosti mein kaha
Duniya mein nahi koi mita dard pyar jaisa

Bohot khoob likha hai Meghratna ji


Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Thanks
Old
  (#3)
meghratna
Registered User
meghratna is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 135
Join Date: Aug 2004
Rep Power: 20
Thanks - 17th September 2004, 03:21 PM

Hi Salim ji...

Taarif ke liye shukriya.....

Maana ke meetha hai par pyar me dard to hota hai.....

Dost juda hote hai aur phir mil jaate hai....

Par pyaar karnewale juda hokar fir mile naa mile ye tay to nahi hota hai.....
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
17th September 2004, 03:55 PM

meghratna sahab
aur candy ji aap dono ko main
apna sher sunata hun jo maine bohat jagaha
sunaya hai ...

kya hai dosti... bas do din ki bat...
kya hai mohbbat bas do din ka sath...
kya hai rishte bas lootne wale hath...
kya hai jindgi bas maut ki saugat ...

to aap dono yun na uljhe... jo mile woh apna le aur ye sahi hai ki dost aur pyar alag alag ohda dete hai... par sabse bada sach ye hai ki sath jindgi bhar koi nahi deta.... khali uske bina jo jeewan sath banta hai .... aur kabhi kabhi to woh bhi nahi deta ... to jo mile use le aur bhool jaye ki ye kyun aur woh kyun ....

apna khayal rakhiyega

//Sacccha_(¯¥¯)_Pyar---»(kunal)

har dil main SACCHA_PYAR hota hai...
phir chup ke kyun KUNAL tu rota hai ...
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
DOSTI
Old
  (#5)
sanjeevkakran
Registered User
sanjeevkakran is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Sep 2004
Location: DADRA & NAGAR HAVELI
Rep Power: 0
Thumbs up DOSTI - 18th September 2004, 10:10 AM

KYA BAAT HAI MEGHA JI GAJAB LIKHA HAIIIIIIIIIIIIIII


NA TAMANNA HAI SITAARO KI..
NA AARJOO HAI NAJAARON KI...
AAP JAISA EK DOST MIL JAAYE..
TO KYA JARURAT HAI HAJAARON KI
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
18th September 2004, 12:00 PM

Hi Meghratna ji aur kunal ji,

Bhai dekhiye, yeh duniya walo ki aadat hai kay humeshaa nakaamiyo ko hi unho nay ziyaada mashhoor kiya hai. Par yeh zaroori nahi kay har pyar ki kahani ki sad ending ho.

Aur ha zaroori nahi premi humeshaa alag ho kay kabhi na miley. Yaha australia mein 3 aisay cases hue hai kay 28,30 aur 45 saal baad miley hue premiyo nay phir say ek saath naya jivan shiru kiya hai. Puri duniya mein najaane kitney aisay hai.

Kunal ji sahi kaha hai aapney jo miley use le lo, kyu zaroori nahi jo hum humeshaa chahtey hai woh hume miley. Par jo humaray paas hai kamas kam uski to hume kadr karni chahiye. Kyu sahi hai na??

Maafi chaahta hu agar kisi kay sentiments ko hurt kiya to.


Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Old
  (#7)
meghratna
Registered User
meghratna is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 135
Join Date: Aug 2004
Rep Power: 20
20th September 2004, 10:22 AM

meghratna sahab
aur candy ji aap dono ko main
apna sher sunata hun jo maine bohat jagaha
sunaya hai ...

kya hai dosti... bas do din ki bat...
kya hai mohbbat bas do din ka sath...
kya hai rishte bas lootne wale hath...
kya hai jindgi bas maut ki saugat ...

to aap dono yun na uljhe... jo mile woh apna le aur ye sahi hai ki dost aur pyar alag alag ohda dete hai... par sabse bada sach ye hai ki sath jindgi bhar koi nahi deta.... khali uske bina jo jeewan sath banta hai .... aur kabhi kabhi to woh bhi nahi deta ... to jo mile use le aur bhool jaye ki ye kyun aur woh kyun ....

************************************************** *

Kunal ji...

Sabse pehle shayri padhne ke liye thanks...

Humne pyar aur dosti me se dosti ko chuna hai aur Salim ji ne pyaar ko.....Magar aapne to dono hi se inkaar kar diya.....Aisa kyon??

Dosti nahi do din ki bat, ye to hai umar bhar ka saath,
Pyar nahi do din ki bat, ye to hai jindagi bhar thamna unka haath,
Sabhi rishte nahi hote hai lootne wale haath,
Maut to aani hi hai, magar tabhi jab Jindagi ka chute saath....

& i think i m right.....

bye..Take Care...

Luvs - Megha...
   
Reply With Quote
This ain't your work..
Old
  (#8)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Question This ain't your work.. - 22nd September 2004, 02:24 AM

Megha ji..

Aap bhi jaanti hain, aur main bhi jaanti hun ki yeh sher aapne nahi likha hua.. shaayad aapko andaaza na hoga...

khair.. par aage se jab kisi aur ka sher yahan post karein to plz neeche writer:unknown or not written by me.. or something else.. zaroor likh deejiyega..

aur taareef ki hakdaar aap akeli nahi hain.. woh shaayar hain jinhone yeh likha hai..

maine yeh sher kuch mahino pehle post kiya tha..

http://www.shayri.com/forums/showthr...threadid=24161

ise mere jaanu ne mujhe bheja tha.. to maine sabse share kiya tha.. lekin yeh jo aapne kiya.. yeh galat hai..

baad mein bhi aapne kisi ko nahi bataaya ki yeh aapne nahi likha..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Anjaane me galati huyi
Old
  (#9)
meghratna
Registered User
meghratna is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 135
Join Date: Aug 2004
Rep Power: 20
Anjaane me galati huyi - 22nd September 2004, 10:08 AM

Priyaji.....

How r u??? Just cool down....& listen to me.....

Sabse pehle ek bat batana chahungi ke mai is baat se anjaan thi ke aapne ye sher pehle post kiya tha.....because i m new at Shayri.com.....Aur rahi baat sher ko share karne ki to ye sher mujhe bhi mere ek friend ne sms kiya tha aur usne hi mujhse request kiya tha ke mai ise yaha par likhu.......Varna mujhe bhi koi shauk nahi hai dusron ki shayri ko apna samajhkar likhne kaa.....Aur jaha tak mujhe pata hai anjaane me huyi galati ko galati nahi kehte......Fir bhi agar maine aapka dil dukhaya ho to excuse me.....haa sorry nahi likhungi nahi to aap hi kahengi ki sorry kehne ki koi jarurat nahi thi....right naa.....

& one more thing as u know tht i m new to Shayri.com i dont know all this rules regarding shayri....ke unknown shayar ya phir not written by me aise likhna padta hai.....Vaise Thanks for urs information......

Bye....Take Care....

Megha......
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*Meree Dosti Meraa Pyaar~Dosti-1964** Shimul Hindi/Urdu Lyrics 6 15th October 2007 03:29 AM
Dosti Aur Pyaar <Soniaji> Shayri-e-Ishq 4 17th January 2007 08:13 PM
pyaar aur dosti Namita Sahu Anjuman-e-Shayri 1 5th April 2005 06:53 PM
Dosti aur pyaar Rohin Shayri-e-Ishq 45 23rd December 2004 07:41 PM
pyaar ya dosti dil_e_sikast Shayri-e-Dard 0 25th September 2002 10:01 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com