waah faraaz....kya kahoon mein...Allah paak ki shaan me jitna bhi kaha jaye utna hi kam hai....aapne lajawaab likkha hai..padhke dil ko sukoon mila....apna khyaal rakhiyega...
"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."