Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
sahil pay kashtiyan dubana kab ka chhor diya maine,.........
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
sahil pay kashtiyan dubana kab ka chhor diya maine,......... - 11th July 2006, 01:31 PM

dosto apni nai gazal kay saath hazir hoon hope appko pasand aiyegi....app sab ki bharpoor hosla afzai kay liye shukria......khaas kar .....sunita ji ko bhut bhut .....thx.......
meri yeh gazal unhee kay naam......


sahil pay kashtiyan dubana kab ka chhor diya maine,
unki yaad main aansu bahana kab ka chhor diya maine.....

tootay dil main ab koi umeed na koi aarzoo rahi bakki,
aandhiyon main chiraag jalana kab ka chhor diya maine.......

khuda janay ajj phir kiyon unki aankh main nami c hai,
haal-e-dil unko sunana kab ka chhor diya maine.......

unka wada hai khabbon main aksar aatay rahaingay,
wo kaya janay khaab sajana kab ka chhor diya maine......

mujhy giranay ki firaq main aankho say pila rahay hai,
nashy ke alam main larkharana kab ka chhor diya maine.......

suno zamanay walo be wajha unko badnaam na karo,
unki gali main aana jana kab ka chhor diya maine......

ho sakay to koi humay hamari manzil ka patta de de,
bhatkay logo ko rah dikhana kab ka chhor diya maine........

'veer' kay band honto ko ab koi zehmat gawara nahi,
keh do dunia say muskurana kab ka chhor diya maine........

appkay jabaab ka muntzir.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Re: sahil pay kashtiyan dubana kab ka chhor diya maine,.........
Old
  (#2)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: sahil pay kashtiyan dubana kab ka chhor diya maine,......... - 11th July 2006, 02:06 PM

tootay dil main ab koi umeed na koi aarzoo rahi bakki,
aandhiyon main chiraag jalana kab ka chhor diya maine.......

khuda janay ajj phir kiyon unki aankh main nami c hai,
haal-e-dil unko sunana kab ka chhor diya maine.......

mujhy giranay ki firaq main aankho say pila rahay hai,
nashy ke alam main larkharana kab ka chhor diya maine.......

suno zamanay walo be wajha unko badnaam na karo,
unki gali main aana jana kab ka chhor diya maine......

'veer' kay band honto ko ab koi zehmat gawara nahi,
keh do dunia say muskurana kab ka chhor diya maine........

WAH..WAH..KYA KEHNE....
VEER BHAI..
DIL FIR Khush kar diya tumne...tumhare andaaz e bayaan ki kya tareef karun....?? wo alfaaz nahin hai mere paas jinhe tumhari izzatafzai mein saja sakun..har sher dil ko choo kar guzra hai....ek behtreen gazal par meri dil se nikli daad kubool kijiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: sahil pay kashtiyan dubana kab ka chhor diya maine,.........
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: sahil pay kashtiyan dubana kab ka chhor diya maine,......... - 11th July 2006, 02:09 PM

Quote:
Originally posted by rajveeer
dosto apni nai gazal kay saath hazir hoon hope appko pasand aiyegi....app sab ki bharpoor hosla afzai kay liye shukria......khaas kar .....sunita ji ko bhut bhut .....thx.......
meri yeh gazal unhee kay naam......


sahil pay kashtiyan dubana kab ka chhor diya maine,
unki yaad main aansu bahana kab ka chhor diya maine.....

tootay dil main ab koi umeed na koi aarzoo rahi bakki,
aandhiyon main chiraag jalana kab ka chhor diya maine.......

khuda janay ajj phir kiyon unki aankh main nami c hai,
haal-e-dil unko sunana kab ka chhor diya maine.......

unka wada hai khabbon main aksar aatay rahaingay,
wo kaya janay khaab sajana kab ka chhor diya maine......

mujhy giranay ki firaq main aankho say pila rahay hai,
nashy ke alam main larkharana kab ka chhor diya maine.......

suno zamanay walo be wajha unko badnaam na karo,
unki gali main aana jana kab ka chhor diya maine......

ho sakay to koi humay hamari manzil ka patta de de,
bhatkay logo ko rah dikhana kab ka chhor diya maine........

'veer' kay band honto ko ab koi zehmat gawara nahi,
keh do dunia say muskurana kab ka chhor diya maine........

appkay jabaab ka muntzir.......
hello raj

bahut acchi gazal hai, aur raj appney mere naam yeh gazal likhi, sukriya. mai es kabil to nahi kher app samjtey ho to yeh appki meharbani hai. jayada kaya kahu.
appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#4)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 11th July 2006, 03:34 PM

sunita ji apki mail nahi mili mujhay......appko meri gazal pasand i raj ko uski kalam ka sahara mil gaya......tahe dil say appka shukar guzaar hoon.....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
11th July 2006, 03:37 PM

give me u r e-mail id, i will sent u again.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
sara
Old
  (#6)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
sara - 11th July 2006, 03:45 PM

sunita ji mera e-mail adress hai....... dreem_merchant2000@yahoo.com ........raj


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#7)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
11th July 2006, 03:50 PM

maine appko private message kiya hai. pls read


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#8)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 12th July 2006, 07:05 PM

manoj ji jab mere qalaam ko appki daad naseeb ho jati hai to uski kismat khul jati hai...jaise pyasay ko pani ka bookhay ko roti ka intzaar rehta hai waise hee raj kay qalaam ko appki daad ka intzaar rehta hai....ek baar phir tahe dil say appka shukar guzaar hoon......appka dost raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Really Grea8
Old
  (#9)
UnwrittenStory
Registered User
UnwrittenStory is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 19
Join Date: Jul 2007
Rep Power: 0
Thumbs up Really Grea8 - 24th July 2007, 10:29 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
dosto apni nai gazal kay saath hazir hoon hope appko pasand aiyegi....app sab ki bharpoor hosla afzai kay liye shukria......khaas kar .....sunita ji ko bhut bhut .....thx.......
meri yeh gazal unhee kay naam......


sahil pay kashtiyan dubana kab ka chhor diya maine,
unki yaad main aansu bahana kab ka chhor diya maine.....

tootay dil main ab koi umeed na koi aarzoo rahi bakki,
aandhiyon main chiraag jalana kab ka chhor diya maine.......

khuda janay ajj phir kiyon unki aankh main nami c hai,
haal-e-dil unko sunana kab ka chhor diya maine.......

unka wada hai khabbon main aksar aatay rahaingay,
wo kaya janay khaab sajana kab ka chhor diya maine......

mujhy giranay ki firaq main aankho say pila rahay hai,
nashy ke alam main larkharana kab ka chhor diya maine.......

suno zamanay walo be wajha unko badnaam na karo,
unki gali main aana jana kab ka chhor diya maine......

ho sakay to koi humay hamari manzil ka patta de de,
bhatkay logo ko rah dikhana kab ka chhor diya maine........

'veer' kay band honto ko ab koi zehmat gawara nahi,
keh do dunia say muskurana kab ka chhor diya maine........

appkay jabaab ka muntzir.......

Hello Rajveer ji

what a grea8 creation. god i have never thought that a shayri's web site can be this good. this is my very first time i m visiting a web 4 shayri and i found it very grea8. u have wrote just 2 good.

keep it up & T/C
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
pina chood diya maine surja Shayri-e-Sharaab 0 5th November 2008 11:53 PM
Tujhko maine bhoola diya Sharaabi Shayri-e-Dard 7 30th July 2008 04:49 PM
maine ek aansu baha diya aryanvishu Shayri-e-Dard 10 19th May 2007 07:36 PM
sahil pay kashtiyan dubana kab ka chhor diya maine,............... rajveeer Shayri-e-Ishq 15 26th November 2006 07:51 PM
chhor diya........ amrit Aapki Shayri 4 30th July 2005 04:38 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com