Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ek Dua "Dil se"
Old
  (#1)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
Ek Dua "Dil se" - 16th July 2007, 02:10 PM

Pyaare dosto aaj main aapke sahmne khud ke liye nahi balki apni kisi ajeez dost ki khaatir aaya hoon jo kahi na kahi aapse bhi judi hui hai……
Main aapse jyada to nahi chahta par itna zaroor chahunga ke mere is ehsaas ko ek baar padhiye aur agar apko isme meri dost ka zara sa bhi dard aaye to ek baar mere saath uske liye dua mein haath zaroor uthayein……Tamam umar yeh nacheez apka karzdaar rahega……..

Dil yeh chahta hai ke har dil dua de usko
Ham to khud hi badnaseeb hai
To sochte hai ke kya dein usko

Khuda kare phir bhi agar hamari hasratein poori
To de khushiyan itni ke bhool jaye woh tadpan saari
Khushnaseeb woh ho jaye itni ke khil utthe har pal
Aur har pal ek naya jahan de usko

Uthe hai haath yeh aaj fariyaad mein
Na vaapis jaayein yeh khali ho kar
Na baithe rahein umeed mein ham dar pe khuda ke
Kabhi fariyaadi to kabhi sawaali ho kar

De sakte hai aap bhi usko kuch meri khaatir
Daba rahunga aapke ehsaano tale main umar bhar
Nahi maangta "Jasdeep" koi chhez-e-shohrat aapse
Bas dil ki gehrayion se ek dua dein usko

Bas dil ki gehrayion se ek dua dein usko

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
16th July 2007, 03:17 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Pyaare dosto aaj main aapke sahmne khud ke liye nahi balki apni kisi ajeez dost ki khaatir aaya hoon jo kahi na kahi aapse bhi judi hui hai……
Main aapse jyada to nahi chahta par itna zaroor chahunga ke mere is ehsaas ko ek baar padhiye aur agar apko isme meri dost ka zara sa bhi dard aaye to ek baar mere saath uske liye dua mein haath zaroor uthayein……Tamam umar yeh nacheez apka karzdaar rahega……..

Dil yeh chahta hai ke har dil dua de usko
Ham to khud hi badnaseeb hai
To sochte hai ke kya dein usko

Khuda kare phir bhi agar hamari hasratein poori
To de khushiyan itni ke bhool jaye woh tadpan saari
Khushnaseeb woh ho jaye itni ke khil utthe har pal
Aur har pal ek naya jahan de usko

Uthe hai haath yeh aaj fariyaad mein
Na vaapis jaayein yeh khali ho kar
Na baithe rahein umeed mein ham dar pe khuda ke
Kabhi fariyaadi to kabhi sawaali ho kar

De sakte hai aap bhi usko kuch meri khaatir
Daba rahunga aapke ehsaano tale main umar bhar
Nahi maangta "Jasdeep" koi chhez-e-shohrat aapse
Bas dil ki gehrayion se ek dua dein usko

Bas dil ki gehrayion se ek dua dein usko
dear jasdeep....aapke saath hum bhi uske liye dua mei.n haath uthaye huey hai.n......bagwaan kare woh jaldi thik ho kar aapne pariwaar mei.n aaye ...humey uska aur uski shayri ka intjaar hai...umeed hai jayada intjaar nahi karna padeyga humey woh jald aayegi....ameen

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
duaa
Old
  (#3)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
duaa - 16th July 2007, 04:28 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Pyaare dosto aaj main aapke sahmne khud ke liye nahi balki apni kisi ajeez dost ki khaatir aaya hoon jo kahi na kahi aapse bhi judi hui hai……
Main aapse jyada to nahi chahta par itna zaroor chahunga ke mere is ehsaas ko ek baar padhiye aur agar apko isme meri dost ka zara sa bhi dard aaye to ek baar mere saath uske liye dua mein haath zaroor uthayein……Tamam umar yeh nacheez apka karzdaar rahega……..

Dil yeh chahta hai ke har dil dua de usko
Ham to khud hi badnaseeb hai
To sochte hai ke kya dein usko

Khuda kare phir bhi agar hamari hasratein poori
To de khushiyan itni ke bhool jaye woh tadpan saari
Khushnaseeb woh ho jaye itni ke khil utthe har pal
Aur har pal ek naya jahan de usko

Uthe hai haath yeh aaj fariyaad mein
Na vaapis jaayein yeh khali ho kar
Na baithe rahein umeed mein ham dar pe khuda ke
Kabhi fariyaadi to kabhi sawaali ho kar

De sakte hai aap bhi usko kuch meri khaatir
Daba rahunga aapke ehsaano tale main umar bhar
Nahi maangta "Jasdeep" koi chhez-e-shohrat aapse
Bas dil ki gehrayion se ek dua dein usko

Bas dil ki gehrayion se ek dua dein usko
jasdeep ji aap udaas mat ho....hamari bhi duaaiyen shamil hain aapki duaaon mein........gudiya zaroor bhut jalad thik ho kar ham sab ke darmiyaan hogi.........khuda uske sar par mehar ka haath rakhe.........raj..........

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
16th July 2007, 08:19 PM

JASDEEP SAHAB KO ADDAB.......aap ki es koshish mien aur dua men hum aapke saath hay dua hay ki wo jaldi dheek ho aur sari khushia dubara mile.....humse yeh baat shayre karne ke liye shukriya........apna khayal rakhiye.........aap ka dost

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Pyaare dosto aaj main aapke sahmne khud ke liye nahi balki apni kisi ajeez dost ki khaatir aaya hoon jo kahi na kahi aapse bhi judi hui hai……
Main aapse jyada to nahi chahta par itna zaroor chahunga ke mere is ehsaas ko ek baar padhiye aur agar apko isme meri dost ka zara sa bhi dard aaye to ek baar mere saath uske liye dua mein haath zaroor uthayein……Tamam umar yeh nacheez apka karzdaar rahega……..

Dil yeh chahta hai ke har dil dua de usko
Ham to khud hi badnaseeb hai
To sochte hai ke kya dein usko

Khuda kare phir bhi agar hamari hasratein poori
To de khushiyan itni ke bhool jaye woh tadpan saari
Khushnaseeb woh ho jaye itni ke khil utthe har pal
Aur har pal ek naya jahan de usko

Uthe hai haath yeh aaj fariyaad mein
Na vaapis jaayein yeh khali ho kar
Na baithe rahein umeed mein ham dar pe khuda ke
Kabhi fariyaadi to kabhi sawaali ho kar

De sakte hai aap bhi usko kuch meri khaatir
Daba rahunga aapke ehsaano tale main umar bhar
Nahi maangta "Jasdeep" koi chhez-e-shohrat aapse
Bas dil ki gehrayion se ek dua dein usko

Bas dil ki gehrayion se ek dua dein usko

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#5)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
18th July 2007, 08:14 AM

Shayri.com ke sabi logo ko mera pyaar bhara namaskar......

main behad shukarguzar hoon un logon ka jinhone meri iss post mein chhippe kisi ke dard ko samjha aur usko dil se duaien di....

kuch logon ne yaha pe duaein likhi aur kuch logojo yaha pe post nahi kar paye to unhone apne dil se bhi duaein di......

Aaj aap sab ki badolat woh kuch had tak theek hai par main abhi aapse aur duaein maangne wala hoon tab tak jab tak woh poori tarah se theek nahi ho jati....

aur mujhe poora yakeen hai ke aap log mera saath denge......

Main Shukarguzar hoon Sunita G ka, Rajveer G ka, Mohd Kaashif saheb ka ke unhone meri iss post ko khali nahi jaane diya aur Meri friend ko dil se dua di.....

Apka Shukarguzaar

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#6)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
23rd July 2007, 09:43 AM

Namaskar dosto

Ek baar phir haazir hoon aap sab ke beech aap sab ka Shukriya ada karne ke liye...
Jaanta hoon aapki ki di hui duaon ka koi mol to nahi, woh to anmol hai, par phir bhi aap sab ka shukarguzaar hoon ke aap sab ne mere liye aur is parivaar ki member ke liye itna kiya....

Aaj aap sab ki duaon ki badaulat aur bhagwan ki kripa ke karan woh kaafi had tak theek ho gayi hai aur hospital se discharge ho kar apne ghar pahunch gayi hai....

Main umeed karta hoon ke ab woh pehle ki tarah hi hamare is parivaar mein jald se jald shamil ho jayengi aur hamein phir se unko padne ka mauka milega....
Agar main aap logo ke kisi bhi kaam aa saku to mujhe behad khushi hogi.....

Thanxxxxxxx a ton.........................

Good 2 know
Old
  (#7)
UnwrittenStory
Registered User
UnwrittenStory is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 19
Join Date: Jul 2007
Rep Power: 0
Thumbs up Good 2 know - 24th July 2007, 09:52 AM

its really good 2 know ki she is recovering now thats great news. just today i came on this site and the first thread attract me was "Plz Pray 4 Gudia" i really love this family thats u guys pray 4 each other & care about each others. its really pleasure 2 be here.

i want 2 be a part of this such a lovely site or a family. maine bhi Gudia ke liye kuch likha hai
   
Reply With Quote
Pray 4 Gudia
Old
  (#8)
UnwrittenStory
Registered User
UnwrittenStory is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 19
Join Date: Jul 2007
Rep Power: 0
Thumbs up Pray 4 Gudia - 24th July 2007, 09:54 AM

Hey Freidn i m new 2 this forum & first Thread i read is about "Pls Pray 4 Gudia" i read how u care about ur friend i really love it. i pray 4 her may god bless her with all good health and happiness.

My First Poetry On This Site 4 GUDIA

This is 4 Dear Gudia

khushiya mile tujhe aur tu khush rahe har dum,
yeh meri dua hai.
Phoolon si maheke tu har dum,
Yeh meri dua hai.
suraj ki roshani tujhame ummide bharde nayi,
Yeh meri dua hai.
chand sitaron ki chandani tujhe ek zindagi de de nayi,
Bas ab yahi meri dua hai.

Na jane kyon dil se dua nikali ja rahi hai,
Tu anjani hoke bhi kuch apani si lagti ja rahi hai,
Tera dukh dard jane kyon dil ko mere chuye ja raha hai,
Teri har likhi bat jaise dil pe mere dastak diye ja rahi hai,
Sadaae teri jane kyon dil mera chire ja rahi hai,
Tu banke aansoon apani aankh se nahi,
Aaj meri aankh se kyon bahe ja rahi hai,
Teri likhi har khamosh bat ke piche ki chikkho se,
Ruh talak meri kanpe ja rahi hai.

Dua bas itani hai ki tu banke savera fir se fail jaye,
Banake khushaboo sara gulshan mahekaye,
Banake hawa har jagha laheraye,
Banake sawan dharati ka har ek kona mahekaye,
Aur rab kare tere daman mai zindagi aur khushiyan,
Har dum ek nai zindagi chhod jaye.

MAY GOD BLESS YOU WITH ALL GOOD HEALTH & THE HAPPINESS IN THIS WORLD.MAY HE GIVES YOU EVERYTHING ALL YOU WANT & FULFILL ALL YOUR DREAMS AND DESIRE.

as you wrote on your profile "Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani." My story is something like that 2.

Your Friend: UnwrittenStory

May GOD BLESS YOU
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
24th July 2007, 10:00 AM

Aapne bahut hi khoob likha hai...
Sach mein aapne Gudia G ko duaein de kar hamein apna karzdaar bana liya hai...

Khush rahiye........

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Thanks Once Again
Old
  (#10)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile Thanks Once Again - 25th July 2007, 11:15 AM

Hello Jasdeep ji, ek baar fir se aapki pyaari si duaao ke liye aapka thanks karne ko dil to bahot kar raha hai par karungi nahi. varna aap fir se meri daant laga doge.

Par mai yahaan par baaki sabka bahot bahot shukariya adaa karna chaahungi jinhone mere liye dher saari duaae ki aur itana pyaar diya.

Rajveer ji, Sunita Didi, Mohammad Kashif ji ...mai aap sabka dil se shukariya adaa karti hoon ...thanks a lot for everything.

Aapki Dost: Gudia.

Jay Ambe.

------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.

  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"राजनीति"../.."Raajneeti"...! Dhaval Shayri-e-Dard 40 12th March 2011 11:16 AM
"kameene","laffange parindo.n" ki "badmaash compny" parveen komal Shayri-e-Dard 9 17th August 2010 11:59 PM
" YE " dhaval" KAHI TOOT NA JAYE....." a shayri for her... ek dard bhari dastaa Dhaval Shayri-e-Dard 22 27th November 2009 11:45 PM
हम "ग़ज़ल" की "धुन" और "हवाओं" की "खुशबू" कí nalinmehra Aapki Shayri 11 23rd May 2009 09:24 AM
" "CHAHTA HU USE MAIN KUCH ISTARHA SE........". ........"mera wajud" Dhaval Shayri-e-Ishq 0 26th August 2006 11:20 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com