Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > English/Hindi/Other Languages Poetry > Hindi Kavitayen

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Bachpan aur Maa...!!!
Old
  (#1)
naacheez
Deepak
naacheez will become famous soon enough
 
naacheez's Avatar
 
Offline
Posts: 18
Join Date: Nov 2007
Rep Power: 0
Question Bachpan aur Maa...!!! - 16th December 2007, 06:06 PM

bachpan ki har shararat yaad hai mujhe
maa jab apne haath se khilaati
toh dheere se uski ungali kaat lena
jab wo mujhe nehlaati toh
khud se zyaada usse bhigo dena
school ke liye tayyar karti toh
apni kitaaben chhupa dena
aur chhodne jati toh raaste mein
chocolate ke liye zid karna
kabhi baarish mein bheeg kar aana
toh daant-te hue uska mujhe ponchhna
aur sardi ke dinon mein chupke se
ghar se baahar khelne jaana
aur bahut si shararton se usse sataana
par ab main bada ho gaya hoon
magar maa ye nahin samjhati
isi liye toh har roz subah
pehla niwala apne haath se khilati hai
taaki main kabhi toh apne bachpan mein lautoon
aur phir se uski ungali kaatoon
par main chahte huye bhi aisa nahin karta
kyonki main jaanta hoon ki usse taqleef hogi
wo niraash ho jaati hai
aur agle din phir se
isi ummeed se pehla niwala deti hai
ki shayad aaj main apne bachpan main lautoon


hum to yu hi badnaam hain zamaane mein 'deepak'
parwane to khud rakhte hain shauk jalne ka
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
21st January 2008, 05:29 PM

Quote:
Originally Posted by naacheez View Post
bachpan ki har shararat yaad hai mujhe
maa jab apne haath se khilaati
toh dheere se uski ungali kaat lena
jab wo mujhe nehlaati toh
khud se zyaada usse bhigo dena
school ke liye tayyar karti toh
apni kitaaben chhupa dena
aur chhodne jati toh raaste mein
chocolate ke liye zid karna
kabhi baarish mein bheeg kar aana
toh daant-te hue uska mujhe ponchhna
aur sardi ke dinon mein chupke se
ghar se baahar khelne jaana
aur bahut si shararton se usse sataana
par ab main bada ho gaya hoon
magar maa ye nahin samjhati
isi liye toh har roz subah
pehla niwala apne haath se khilati hai
taaki main kabhi toh apne bachpan mein lautoon
aur phir se uski ungali kaatoon
par main chahte huye bhi aisa nahin karta
kyonki main jaanta hoon ki usse taqleef hogi
wo niraash ho jaati hai
aur agle din phir se
isi ummeed se pehla niwala deti hai
ki shayad aaj main apne bachpan main lautoon


bahut khoob likha hai aapne.....dil ko chu lene wali thi aapki yeh poetry.....maa to maa hi rahti hai.....baccha bachpen chorr jawaan ho jata hai...par maa...maa hi rahti hai.....!
heart touching.....


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dr. Preet Chhou
Dr.Preet
Dr. Preet Chhou is just really niceDr. Preet Chhou is just really niceDr. Preet Chhou is just really niceDr. Preet Chhou is just really nice
 
Offline
Posts: 225
Join Date: Oct 2007
Location: Faridkot
Rep Power: 20
22nd January 2008, 04:45 PM

Quote:
Originally Posted by naacheez View Post
bachpan ki har shararat yaad hai mujhe
maa jab apne haath se khilaati
toh dheere se uski ungali kaat lena
jab wo mujhe nehlaati toh
khud se zyaada usse bhigo dena
school ke liye tayyar karti toh
apni kitaaben chhupa dena
aur chhodne jati toh raaste mein
chocolate ke liye zid karna
kabhi baarish mein bheeg kar aana
toh daant-te hue uska mujhe ponchhna
aur sardi ke dinon mein chupke se
ghar se baahar khelne jaana
aur bahut si shararton se usse sataana
par ab main bada ho gaya hoon
magar maa ye nahin samjhati
isi liye toh har roz subah
pehla niwala apne haath se khilati hai
taaki main kabhi toh apne bachpan mein lautoon
aur phir se uski ungali kaatoon
par main chahte huye bhi aisa nahin karta
kyonki main jaanta hoon ki usse taqleef hogi
wo niraash ho jaati hai
aur agle din phir se
isi ummeed se pehla niwala deti hai
ki shayad aaj main apne bachpan main lautoon
sach mein dost pdte pdte hi bachpan mein chle gae , dil k bhut hi kreeb se gujr gae yeh apki kwita , bhut hi rongte jkhde kr dene wali kwita hai ,
  Send a message via MSN to Dr. Preet Chhou  
Reply With Quote
thanks
Old
  (#4)
naacheez
Deepak
naacheez will become famous soon enough
 
naacheez's Avatar
 
Offline
Posts: 18
Join Date: Nov 2007
Rep Power: 0
thanks - 22nd January 2008, 07:11 PM

thank u very much sunita ji and dr. preet ji. thanx a lot


hum to yu hi badnaam hain zamaane mein 'deepak'
parwane to khud rakhte hain shauk jalne ka
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
22nd January 2008, 08:23 PM

saaHeb:

namaskaaR..!

aapko aaj maiNe aaj pehli baar paRhaa hay.. aur sach maaniYe ees kavviSh ko baar-baar paRhaa ees dil ne.. aapke ees jaZbaatoN ko maiN salaam kartaa huuN.. baRii hi umdaah koShiSh hay aapki.. YuuNhi meHfil ki ranaq baRhaate rahiYe..!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
bachpan Rashmi sharma Punjabi Poetry 13 10th June 2011 07:27 PM
Bachpan silent-tears Hindi Kavitayen 5 4th July 2010 05:06 PM
bachpan zamir Shayri-e-Ishq 7 22nd July 2008 07:13 PM
Bachpan De Din shaminder Punjabi Poetry 6 7th April 2008 10:22 PM
Bachpan garima Shayri-e-Dard 28 19th November 2005 12:00 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com